КОМЕНТАРІ •

  • @sifanali8072
    @sifanali8072 3 роки тому +1

    mashaalla

  • @aayatwri8s635
    @aayatwri8s635 2 роки тому

    MashaAllah subhanAllah Alhamdulillah❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️

  • @dreamgirl8089
    @dreamgirl8089 3 роки тому +1

    Subahallah

  • @nazeermd5049
    @nazeermd5049 3 роки тому +2

    Masha Allah

  • @TheSana208
    @TheSana208 4 роки тому +4

    👍

    • @rasulullahkagulam1969
      @rasulullahkagulam1969 3 роки тому

      *اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكات.
      الصــلوةوالسلام‎ عليك‎‎يارسول‎الله ﷺ.
      °ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤٰﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ.
      ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
      (Topic)= Tin tarah ke namazi.
      ✒️.Manqool hay kay jab qiyamat qaaim ho gi to namaziyon ko gurooh dar gurooh (ya’ni groups
      ki soorat may) Jannat ki taraf janay ka hukm ho ga, jab pehla gurooh (group) Jannat may
      dakhilay kay liye laya jaey ga to un kay chehray sitaron ki tarah chamaktay damaktay hon
      gay, firishtay un ka istiqbal karayn gay aur un say poochayn gay: Tum kaun ho? Woh kahayn
      gay: Hum Ummat-e-Muhammadiy h ﷺ kay namazi hayn, phir poocha jaey ga:
      Tumharay a’maal (namazon) ka kiya haal tha? Woh kahayn gay: Hum azaan suntay hi wuzu
      kay liye kharay ho jatay thay aur duniya ki koi cheez hamayn is say rok nahin sakti thi.
      Firishtay kahayn gay: Tum isi kay mustahiq ho (kay tumhayn Jannat may dakhil kiya jaey).
      Phir dusra gurooh Jannat may dakhilay kay liye laya jaey ga jin ka husn-o-jamal (ya’ni
      khubsorati) pehlay gurooh say ziyadah ho ga, un kay chehray chand ki tarah chamaktay hon gay, firishtay un say poochhayn gay: tum kaun ho? Woh kahayn gay: Hum namaz perhnay
      walay thay Phir poochhayn gay: Tumharay namazon ka kiya haal tha? Woh kahayn gay:
      Hum namaz kay waqt say pehlay hi namaz kay liye wuzu kar laytay thay (Aur jab azaan
      suntay thay fauran Masjid may haazir ho jatay thay). Firishtay kahayn gay: Tum isi kay
      mustahiq ho. Phir teesra gurooh Jannat may dakhilay kay liye laya jaey ga jin ka maqaam-o-
      martabah aur husn-o-jamaal (ya’ni khubsorati) pehlay guroohon say kahi ziyadah ho ga, un
      kay chehray aaftab (ya’ni sooraj) ki tarah roshan hon gay, firishtay un say poochayn gay:
      Tum itnay khoobsorat aur itnay a’la maqaam walay kaun ho? Woh kahayn gay: Hum
      hamayshah namaz parha kartay thay. Firishtay poochayn gay: Tumhari namazon ka kiya
      haal tha? Woh kahayn gay: Hum azaan honay say pehlay hi Masjid may maujood hotay thay
      aur azzan Masjid may hi suntay thay, firishtay kahayn gay: Tum isi kay mustahiq ho.
      ✨(Qoot-ul-Quloob, vol. 2, pp. 168)✨

  • @nazeermd5049
    @nazeermd5049 3 роки тому

    Subhan Allah

  • @apnakannauajapnakannauaj8749
    @apnakannauajapnakannauaj8749 3 роки тому

    Sudhan.allha

      Click the link to join the group👇🏻👇🏻
      chat.whatsapp.com/Bcr9Ob845O22THUsAQJuSb