Eik lesson sabkay lye hai k jis tarah ye ghareeb apnay se zyada istita'at walay sirf eik ghar ko dekh k apni zindagi ki sirf kamiyon pe focus kar rahi hai usi tarah social media, Instagram, etc. etc. dekh k ghar bethay log bhi aesay hi ehsaas e kamtari me aur dosron se hasad krne me mubtila ho rahay hain. Tabhi kehtay hain apnay se kamtar ko dekho aur Allah ka shukr ada karo jo kuch tmharay pass hai uska
27:25 omg. I am watching this film cause of awareness and perhaps discussions. Instead of moving our society forward, these writers are actually dragging our society backwards.
Sach me ,,mje ese bate krne wale log psnd ni ,,fizul k khwab hain...insan ko apne chadar k hisb se pair failana chaiye jo naseeb me hai usper razi hona chaiye kuki ,na shukri krna bht glt h
Instead of giving tools to such households to cope with their circumstances, these writers are actually giving edictive scripts so the poor people keep feeding into these and the writers etc kee0 getting their money
Itna kon c ldki shdi k lie pglati hai??😂😂😂😂😂 balki ye to or acha h,,, ldki apne career or self independence k lie shadi ko delay kr skti h...dusro s jalna orr barabari krna kbi b skun ni deta
Badi bhi Tumhen Akele Dua karne se kya hoga beti to namaj padhati nahin hai usko Shaadi Karke Baitha Hua Hai usko bhi to padho bolo Jiski shaadi kar Lene wali Ho Nahin Unse bhi to Namaz padho bolo
Fatima Afandi achi khasi aged he ,magr dramay mn is ko chota dikha rahe hn bilkul bhi sahih nahin lag raha, Fatima ki acting bhi itni achi nahin lag rahi.
Assalamualaikum, ye galat dikha raha hai, itna laalach real mein aisa hai tho aise logon ko Allah pe yakin nahin hota aise log allah ka jikr wa ajkaar karein na tho na hi tension hoga aur na hi depression, aur Astagfirullah ka jikr se Allah saari paresaniyun ko door krta hai aur baarish barsata aur aur aise jagah se rizq deta hai jahan se banda gumaan bhi nahin kr sakta
Astagfirullah. We are muslim and have such show off attitude and therefore the hirs. Now if they are wealthy, how about the recent Ambani wedding. While they spent unmentionalble amount on their son's wedding , very importantly, they also had an open lunger for the poor around their neighborhood for a whole month. And they had the best menu as well for the lunger
Badi bhi Tumhen Akele Dua karne se kya hoga beti to namaj padhati nahin hai usko Shaadi Karke Baitha Hua Hai usko bhi to padho bolo Jiski shaadi kar Lene wali Ho Nahin Unse bhi to Namaz padho bolo😂😂😂😂👎👎👎🙏🙏🙏🙏😜😜😜👈
Bss bachapan se shadi k liye he dimag mai gobar bhar dete hai ,or toh kuch kaam he nhi hai life mai, had hai jaise shadi kr k koi khajana mil jana hai har9 mahinebaad bacha paida krna kon se Khushi deta hai 🤦♀️
Eik lesson sabkay lye hai k jis tarah ye ghareeb apnay se zyada istita'at walay sirf eik ghar ko dekh k apni zindagi ki sirf kamiyon pe focus kar rahi hai usi tarah social media, Instagram, etc. etc. dekh k ghar bethay log bhi aesay hi ehsaas e kamtari me aur dosron se hasad krne me mubtila ho rahay hain.
Tabhi kehtay hain apnay se kamtar ko dekho aur Allah ka shukr ada karo jo kuch tmharay pass hai uska
27:25 omg. I am watching this film cause of awareness and perhaps discussions. Instead of moving our society forward, these writers are actually dragging our society backwards.
Nahi samjha sakte kismat hai har insan ki young generation ke sochne ka najariya.
Itni jealousy.... O My God😮😮😮😮😮
Yeh Fatima efandi ke kitne bhi main drama ya short film dekhi hun un sab mein aise hi na Shukri hasrat hasad ..khabon Ki dunya yahi acting
Haan Maine bhi notice ki ye baat...lekin ye ldki bhut sunder h
Sach me ,,mje ese bate krne wale log psnd ni ,,fizul k khwab hain...insan ko apne chadar k hisb se pair failana chaiye jo naseeb me hai usper razi hona chaiye kuki ,na shukri krna bht glt h
Usko aisa character suit krta hy naa
Isi liye isko aise charecters dete hai
Katvi chat
शादी के लिए ही उतावली होना ठीक नहीं है कैरियर वगैरह पर ध्यान देना चाहिए
Right
Carrier k Bina toh shaadi b nhii tikti
Itni jaldi shadi k liye... O my God😂😂😂😂😂😂
Har ladki ko Apne haisiyat ke hisab se Rahana chahie dusron ke paise se Jalan nahin karna chahie Varna Anjam Achcha Nahin Hota Hai😢😢
Asian culture ki a0ni ahmiyat hai. Apne culture se jure reader tarakki kerna chahiye
Instead of giving tools to such households to cope with their circumstances, these writers are actually giving edictive scripts so the poor people keep feeding into these and the writers etc kee0 getting their money
Fehmida ki kahani ustani rahat ki zubani latest version
No ending😢 😢
Aaj tak roman culture ka zikr hota hai
Second one 😊
How come mother and son they are in same age 😂😂😂😂😂
Or bhi film dalo😅
Yeh kehan se maa bete lag rehey hai
Rasm riwaj na hone ki wajah se USA bilkul bigarh gaya hai. Rasm riwaj zaroori hein aur agar islamic hoeing to bohot hee achaa
What was the end ? Who gets those desinger outfits ?
Lo gi hmari bhi 14 comment hai,
Koi itna to nai mrta shadi k liye
😂😂😂
😂😂😂😂😂😂
Itna kon c ldki shdi k lie pglati hai??😂😂😂😂😂 balki ye to or acha h,,, ldki apne career or self independence k lie shadi ko delay kr skti h...dusro s jalna orr barabari krna kbi b skun ni deta
Is bechri ko garibi k rol hi milte h
😊😊
Badi bhi Tumhen Akele Dua karne se kya hoga beti to namaj padhati nahin hai usko Shaadi Karke Baitha Hua Hai usko bhi to padho bolo Jiski shaadi kar Lene wali Ho Nahin Unse bhi to Namaz padho bolo
Ghareeb ho to Kiya ..ladkiyan aise utanwli thodi hoti hai. Maan ko ho ghum diye ja rahi
Fatima Afandi achi khasi aged he ,magr dramay mn is ko chota dikha rahe hn bilkul bhi sahih nahin lag raha, Fatima ki acting bhi itni achi nahin lag rahi.
Assalamualaikum, ye galat dikha raha hai, itna laalach real mein aisa hai tho aise logon ko Allah pe yakin nahin hota aise log allah ka jikr wa ajkaar karein na tho na hi tension hoga aur na hi depression, aur Astagfirullah ka jikr se Allah saari paresaniyun ko door krta hai aur baarish barsata aur aur aise jagah se rizq deta hai jahan se banda gumaan bhi nahin kr sakta
Why every second or third film has the same plot yaar same shaadi hone waali hoti hai aur status ka farq dikhaya jaata hai
End me kya hua samajh nahi aaya.????
❤🎉❤🎉❤
🙏😂😂😂😂😂
Fatima to hirs krnay me bahot over hai
1st comment 😅
🎉mubarak ho bahut
🎉mubarak ho bahut
Astagfirullah. We are muslim and have such show off attitude and therefore the hirs.
Now if they are wealthy, how about the recent Ambani wedding. While they spent unmentionalble amount on their son's wedding , very importantly, they also had an open lunger for the poor around their neighborhood for a whole month. And they had the best menu as well for the lunger
Lumbi latt nikali hai. Kuchh jyda hi lumbi hai.
This girl is over acting 😂
२nd part please
Omg How can this is a short film shadi shadi karke pagal ho rahi hae
Yea kaisa Culture hae
I am very very dissapointed
Ese bevkuf vale drama Pakistan me hi ban sakta hai😂😂
Sahi kaha ,,yahan to saas bahu jewellery designer sarees mn itna laddi faadi rehti h ki acting dikhane ka time hi nhi milta.
Y abnormal h
Badi bhi Tumhen Akele Dua karne se kya hoga beti to namaj padhati nahin hai usko Shaadi Karke Baitha Hua Hai usko bhi to padho bolo Jiski shaadi kar Lene wali Ho Nahin Unse bhi to Namaz padho bolo😂😂😂😂👎👎👎🙏🙏🙏🙏😜😜😜👈
Bss bachapan se shadi k liye he dimag mai gobar bhar dete hai ,or toh kuch kaam he nhi hai life mai, had hai jaise shadi kr k koi khajana mil jana hai har9 mahinebaad bacha paida krna kon se Khushi deta hai 🤦♀️
Ye kya tha😂😂😂😂😂😂 suhagraat ke liye itna pagal koi kese ho skta h