Sir, क्या M A , B.Ed ke पश्चात करने से कोई तकनीकी (अलग अलग educational organization की नियमावली को ध्यान में रखते हुए जैसे माध्यमिक शिक्षा परिषद U P , NVS , KV etc) दिक्कत तो नहीं होती PGT पद के लिए संबधित विषय में... please reply...
Sir ye bhi bataye ki centre, private,state universities se Bina net kiye kaise PhD program me enroll ho sakte hai.kon si best universities hai jaha se PhD karna acha hoga.
Sir mujhe ye bata dijiye ki mera BA me hindi aur Sanshkrit hai but BEd me nahi hai kya mai TGT ke liye elegble hu please reply ker dijiye sir mera BEd me mera Bhugol aur English hai
Hello sir mera English literature se graduation final year chl rha h exams bhi kuch dino m khtam ho jayenge...sir m B Ed kru ya PG please guide me sir....🙋🙏
🙏🙏 sir mai MA history online mode me ignou se or B ed regular mode se ek hi satra me kar raha hu kya mai PGT ke liye eligible ho sakunga ❤❤❤ please bataye
Sir mai ek baat se bht depression me chli gyi hun sir plzzz mujhe btaea. Mera saval ye h ki mai graduation me bsc kar rhe the or maine first year k 2 honours paper v de dia tha but meri kuch situation hi ase aa gyi ki mai us time exam nhi di or maine bsc chor dia. Fir main clg gyi or subject change krne ki baat boli to vhan k principle ne bola ki subject change nhi hota h tumko agar subject change karna h to. Dubara first year repeat krna hoga matlb ki sir main BA krna chahti the. Fir mai next year BA history honours me admission le lia and Ab Graduation complete kar lia. Avi mai B. Ed kar rhe hu. Mera saval ye h sir ki dubara admission matlb ki bsc se BA me aana and apne first year ko repeat krte hue graduation pass krna ye mera nokari me koi dikkat to nhi hoga na sir. Bsc ko chor k Again BA krne k bad. Plzzzz sir main bht presaan hua plzzz clear karie kya ye university ka rule h na sir ki bachha agar kise karan vash bsc to ba aana chahe to aa sakta h plzzz sir btaea🙏🙏🙏🙏🙏
Agar aapne b.ed Kiya hai toh aapko school me teach karna chaiye why are wasting your time to do degree . Because degrees are not worth it so dimaag se kaam lo this is my advice 😊😊
Sir mera p g English se ho gya h aur ab main net ki preparation start kr di hun sath me yek option create krne ke liye b ed ka intrance exam diya h i mean main b ed krna chah rhi hun lekin mera graduation me 49 ℅ hai to sir dar lg ra h khi b ed kr lene ke baad aage dikkat to n hogi kisi field me please bta dijiyegaa sir because bhut confusion hai mujhe
If you wanna teach in school then go for b.ed and if you have time because according to new policy of education b.ed is now 4 years not 2 years so better then you can do prepare for net jrf and qualify then you can join any college as a assistant professor even you can apply in your state pcs assistant professor post and can be become a government assistant professor 😊😊
Sir, abhi mai UP B.ed me admission lene ko soch raha hu maine entrance bhi eska de diya hai lekin meri qualification par ek baar najar daliye aapse request hai kya in future koi kathinai ka samna bhi karna pad sakta hai mujhe chuki mujhe lagta hai subject combination me kahi dikkat na ho, sir meri qualifications es prakar hai maine MA Public Administration se kiya hai, BA hons. political Science hai, 12th science (PCM) se padha hu, ab B.ed karne jaa raha hu to waha par subject political science subject ke saath jaane ko soch raha hu..............
Sir mene 12ke baad Assistent profeser ki teyari kar na open kar di thi syllabus bhi cover hogya hai but mere big brother bed karne ki bol rahe muje lecture or professor Banna hai sujest me
Sabse jyada struggle B a wale karte hai
Thanks you sir
Thank you sir ji 🙏🙏🥰
Sadkari naukry sirf 2% hai private naukri 88% hai
कौन कौन 38.40 की उम्र मैं ये वीडियो देख रहा है 😂😂
Thanks❤ sir
Thank you so much
Bahut acha jwab sir ❤
Physical geography is the branch of natural science
Thanks sir 🙏
❤❤❤❤
Sir abhi ham PG kar rahe hain iske bed vate kar sakte hain
🙏
Positive ya negative aspects
🎉
PG karne ke liye BA ka subject ke Alawa dusre Subject se pg kar skte hai please reply sir
Everyone
Ha
Sir,
क्या M A , B.Ed ke पश्चात करने से कोई तकनीकी (अलग अलग educational organization की नियमावली को ध्यान में रखते हुए जैसे माध्यमिक शिक्षा परिषद U P , NVS , KV etc) दिक्कत तो नहीं होती PGT पद के लिए संबधित विषय में... please reply...
Sir p g irregular,b.ed regular kare tho kuch problem hai kya bataye sir
Sir mera sanskrit nahi tha enter me hindi tha aur ba me kya mai hindi ki teacher man sakti hu reply me please
Sir meri bhi English literature se pg ki h to kya kre bed ya kuchh or
decision AAP swayam Len apni situation ko dekhte huye
@@bhuvalethen you can go for net jrf and can be become a assistant professor
Commerce wale me bhi struggle hai
Sir ye bhi bataye ki centre, private,state universities se Bina net kiye kaise PhD program me enroll ho sakte hai.kon si best universities hai jaha se PhD karna acha hoga.
B ed regular session se
Aor PG non collagiate mei back session mei kar sakte hai kya
Jisme ki b ed ka session aage hai aor PG ka Piche
Thankyou sir ❤❤
Sir mai BA political science, History and elective Punjabi nl kiti aa MA krn lye kihda subject best rehuga plz reply sir 🙏
Dseo sir ??
Sir bed ntr ma nahi krta yet k
Sir bhaut confuse hai ki kya kare
Sir mujhe ye bata dijiye ki mera BA me hindi aur Sanshkrit hai but BEd me nahi hai kya mai TGT ke liye elegble hu please reply ker dijiye sir mera BEd me mera Bhugol aur English hai
Pedagogy kis subject se kiye ho ??
Tumko B.Ed me pedagogy me language me hindi leni chahiye thi
BEd ek prashikshan hai BA me Subject combination hona jaruri hai BEd me nahi mai sab pata ker li
Inter sanskrit se bhar digiye
Aap tgt nahi de paogi
Sir hm pg kr liye hai be.d me admition liye hai kya mera direction right hai
सर जी मेरा बीए में हिंदी संस्कृत है किस sub से MA करे
I think Sanskrit will be the best
Bhai mera hi same subject hai bed kar lo
Sir mujhe M.A me admission Lena hai pahle nhi tha ab hai kya hum PH- sartifiket lga sakte hai
Hllo sir apki coaching centre thi Varanasi me abhi kaha par chal rahe h coaching Varanasi me available h
Kisu benifit Nehi hoge Tumahare B.A 48% Kom se Kom 50% lagage
Hello sir mera English literature se graduation final year chl rha h exams bhi kuch dino m khtam ho jayenge...sir m B Ed kru ya PG please guide me sir....🙋🙏
राजस्थान se ho Kya
B. Ed
@@SulemanTALWAR nahi m mp se hu...
@@KomalSharma-f2k bttt final year ka result to aaya hi nahii fr admission kese hoga
Bhai Maine aaj hi bed ka entrence test diya h
Aap ek kaam kro ki bed kr lo pg non college usi ke sath kr lena
Sir bsc ke bad ma kar ke assistant professor ban sakte hai kya plss answe r m 😢
Sir mera BA me 48%h kya my ma ker lu aur BEd ker sakta hu ya nhi
No Tm PG kro atleast 60%+ laao
b.ed और MA साथ में कर सकते हैं एक ओपन से और एक रेगुलर
Mera bhi yhi sawal hai
मेरा भी यही सबाल हैं
Mera bhi
Koun koun 2024 , B.A me addmission karvana chahta hai 🎉❤❤
Ha ham bhi
🙏🙏 sir mai MA history online mode me ignou se or B ed regular mode se ek hi satra me kar raha hu kya mai PGT ke liye eligible ho sakunga ❤❤❤ please bataye
UP me Ma hona chahiye, eligible hone ke liye to apka ma ho jayega to aap v eligible ho jayenge
M.A SOCIOLOGY
Sir Mera BA , Ancient history se hai from Allahabad University,
MA Ancient history se kare ya Modern History se kisme jada scope hai...🙏
Karna kya chahte ho aage
M. A history phd karna h sir mujhe to ye bhi nhi pta modern history h ya ancient kse pta kru 😮
Which University
Are u preparing any competitive exam
Tell me
@@SulemanTALWAR upsc hpsc hcs aspirant dear or net ki preparation ki thi but mujhe corona ho gya tha or ab breast cyst h 😔
Yah bataiye main b.Ed ki thi ab kya main Karun koi Sahi garden
TGT ki preparation kariye
Sir centre universities se b.ed karne kya process hota hai detail me batayein aur saath me yeh bhi bataye ki in universities ke form kab aate Hain.
adhikansh CU me Cuet ki vyavastha ho gyi h...uske bare me aware rahiye
Sir maine M.a aur b.ed bhi h ,m.ed bhi h aage kya kre
Teyari karo
❤🎉🎉🎉❤
Sir mai ek baat se bht depression me chli gyi hun sir plzzz mujhe btaea.
Mera saval ye h ki mai graduation me bsc kar rhe the or maine first year k 2 honours paper v de dia tha but meri kuch situation hi ase aa gyi ki mai us time exam nhi di or maine bsc chor dia. Fir main clg gyi or subject change krne ki baat boli to vhan k principle ne bola ki subject change nhi hota h tumko agar subject change karna h to. Dubara first year repeat krna hoga matlb ki sir main BA krna chahti the. Fir mai next year BA history honours me admission le lia and Ab Graduation complete kar lia. Avi mai B. Ed kar rhe hu.
Mera saval ye h sir ki dubara admission matlb ki bsc se BA me aana and apne first year ko repeat krte hue graduation pass krna ye mera nokari me koi dikkat to nhi hoga na sir.
Bsc ko chor k Again BA krne k bad. Plzzzz sir main bht presaan hua plzzz clear karie kya ye university ka rule h na sir ki bachha agar kise karan vash bsc to ba aana chahe to aa sakta h plzzz sir btaea🙏🙏🙏🙏🙏
Koi dikkat nhi hoga
Mera bed complete ho gaya hai mera BSc tha mujhe bataiye Ki main kya Karun MSc Karun ya FIR.M.A
Agar aapne b.ed Kiya hai toh aapko school me teach karna chaiye why are wasting your time to do degree . Because degrees are not worth it so dimaag se kaam lo this is my advice 😊😊
TGT ki preparation kariye
Sir mai BTC ke sath MA Private kar sakta hu
सर जी मैने ब. E. D मे एडमिश लिया था 2023 me or aabhi 2024 me M. A paryvet kar shkti hu kya dono phdai shat me
Tum to serial banati Ho tumhen kya jarurat hai
Yes 👍... Ap dono course sath me kr skti h
dono ko ek sath best kar pana mushkil ho jata h fir v ap apne star se dekh sakte h
Ha kr sakti h
Mai bhi kr rha hu
Sir bhu se BA karna hai aur daily college join nhi karna hai to kya karna hoga sir please sir bataiye 🙏🙏
Open distance mai admission le lo
@@godtanyayt bhai bhu mai ye hota hai
Sir kya b.ed k bad MA krr ke assistant professor bnn sakte h plz answer me sir 🙏🏻
bilkul ban sakte h..M A aur net eligibility h .baki Ph.D krne pr chances badh jayenge
@@dr.satyapalyadavbhuSir kya integrated ba+bed ke baad MA krke net or pgt ke liye eligible honge
Nhi sir up me bhi pgt ke bed compulsary hai
Sis Up main pgt ke liye b.ed compulsory nhi h abhi tak
Sir mai 3 yr m hu kuch din m exam ho hi jaega ky mai bed k form fill kr skti hu ky
Ha bilkul
Pg ka admission kab hota ha
Russian academy of sciences institute of geography
Kya m b.ed kr skta hu agr govt job m hu distance se
Ha
Mera home science Hons hai me age kya karu sir ji kuch Life me acha ho jay Pg ya B ed
ye depend krta h ki AP kitna samay de payenge ,jiasa smay hoga uske anusar ap course select kr sakti h
Sir maine ma poltical science se kia h ab kya krna chahie
Bed kro ya net
Sir Mai English hons se b.a kiya hu Kya m.a history se karna sahi rahega
NH ap English hi rhn d future me bht scope h
@@omkumar3801hlo
Maine english se ma ke liye apply kiya hai allhabad university se... Kya mujhe bed dal dena chahiya tha jldi job ke liye
Sir Me Distance se PG or regular se B.ed Kar raha hu.
Isse koi dikkat bhi hoga kya
Apko pta chla
Dono ka value khattm
Ek bar me koi ek hi kro
@@shivamsonavlogs6980 Bhai Sarkar ke Guideline ke anusar kar sakte hai.
@@Dkanjalipriyavlogs Ha Pata chal gaya ki Sarkar ke Guideline ke anusar kar sakte hai.
Kis kis ki age 25 he or bed nhi ki
Sir mera p g English se ho gya h aur ab main net ki preparation start kr di hun sath me yek option create krne ke liye b ed ka intrance exam diya h i mean main b ed krna chah rhi hun lekin mera graduation me 49 ℅ hai to sir dar lg ra h khi b ed kr lene ke baad aage dikkat to n hogi kisi field me please bta dijiyegaa sir because bhut confusion hai mujhe
Mai bhi pg english se kiya hu allhabad university se and bed krne ja rha private college se
@@user-bs5xz2sv5g main v
But my problem is different dar lg ra h khin bad me koi dikkat n ho
Apko pta ho aap hi btaiyega please in future koi problem to n hogi n
@@NehaPandey-k6s suno to kuch nhi hoga
Bss padhai mann lga k krna baaki koi dikkt nhi hai
मेरा age 38 years है
Sir MA private krna chahta hu
Regular aur private me kya dikkat hoti hai
Kyoki mai class nhi krunga private company me job krna hai hai
koi dikkat nahi hoti h..bas apka knowledge maintain hona chahiye
@@dr.satyapalyadavbhu thanks 🙏
@@dr.satyapalyadavbhu Sir Bharat ke sabhi university me regural aur distance (private) ka option rhta hai kya
Sir,M .A ke bad agar b.ed nhi karte h to net karke phd kr sakte h?
Ji bilkul
Ha
ji kar sakte h,
Sir kya d.le.ed course 2025 me band kar dega please reply me sir mai d.le.ed karna chahti hu
Bnd NH hoga bs is bar tk hi hoga deled
Sir MA se hindi hai pgt ka paper de Saket hai
ji ha
Sir Maine psychology honours se BA Kiya hai to kya main TGT ke liye egilble hu
Psychology ke sath combination kya tha,
@@bhuvale History & sociology
@@shilpajha1918 do subject vaise hone chahiye Jo class 10 Tak padhaye jate h school me apka history to h pr sociology 10 Tak nahi padhaye jate
@@bhuvale sir mera b.ed me history or sociology hi tha
@@bhuvale sir sst to 10 tak me hai na
Sir mera English se MA hai to mai Bed Karu ya Net ki preparation , Sir ji guide me 🙏
samay h apke pas to MA kr sakte h..
If you wanna teach in school then go for b.ed and if you have time because according to new policy of education b.ed is now 4 years not 2 years so better then you can do prepare for net jrf and qualify then you can join any college as a assistant professor even you can apply in your state pcs assistant professor post and can be become a government assistant professor 😊😊
Bed karo pahale
Sir mera interence form nahi hua h kya mera b ad ma addmission ho jayga
Nhi
UP me pgt without b.ed hai ???
ji ha
Sir m.a ke baad p.g.t form daal sakte hai
Ji bilkul abhi tak bed jaroori nahi hai pg ke liye
Ji
Sir ham a,m, ke baad b,t,c, kr rhe h
Bsc k Baad pg kr skte h ya nhi
kar sakte h
Ramatarachandrathod BA pass
Pgt ke lia up me sirf ma maga jata h
B.Ed degree ab valid nhi hogi , ug ke baad B.Ed kr sakte the, pr ab 2 year ki valid nhi hai , NEP ke dvara ab 4 saal ka ITEP coures aa gya hai
Mtlb kuch bhi😂😂
Hello sir
Sir, abhi mai UP B.ed me admission lene ko soch raha hu maine entrance bhi eska de diya hai lekin meri qualification par ek baar najar daliye aapse request hai kya in future koi kathinai ka samna bhi karna pad sakta hai mujhe chuki mujhe lagta hai subject combination me kahi dikkat na ho, sir meri qualifications es prakar hai maine MA Public Administration se kiya hai, BA hons. political Science hai, 12th science (PCM) se padha hu, ab B.ed karne jaa raha hu to waha par subject political science subject ke saath jaane ko soch raha hu..............
Distence se msc math kha se kre govt employees
aap apne najdiki distance education centre ko prefer kr sakte h ,basarte centre accha ho
Sir my parents mujhe BA ke bad b.ed krana chate hai but mera interest higher education main hai mai pg kerna chata hu please suggest me 👏👏
पढ़ाई हमेशा अपने पसंद से करो दोस्त , ❤
Pg or B.Ed dono sth krlo
But sis Mein Pg ksi acchi Central University se like JNU bhu and du se karna chahta hun too iske sath b.ed kerna possible Nahin Hai Na
Bhai to achchi jagah se pg kar lo
Sir mene 12ke baad Assistent profeser ki teyari kar na open kar di thi syllabus bhi cover hogya hai but mere big brother bed karne ki bol rahe muje lecture or professor Banna hai sujest me
Ramarathod
❤❤
Thank you sir 🙏🙏🙏🙏🙏
Thank u sar