Good morning Maine kabhi half engine nahi repair kiya tha par apke tarike se rings set karne par ek kick me bike start ho gayee aur awaj bhi smooth aa rahi hai. Thank you 🙏🙏🙏
एच एफ डी-लकस बाइक की एक्सीलेटर देते हैं और जब वापस एक्सीलेटर कम करते हैं तो एक्सीलेटर लग भग 5-7सेकंड में कम होता है ऐसा समस्या क्यों आती हैं और आती है तों उसे कैसे ठीक plz BTA do na Bhai
Sir fz16 mei piston or ring change karvaya hai.. ab aage ke steps kya hai.. kin kin bat ka dhyn rkhna hai piston or ring change hone ke bad . Please reply
Sir mera Nam Neeraj Singh gram belawan post pahara jeela Mirzapur thana padari Uttar Pradesh India 231001.....sir Mai do saal se bike rapeyar ka Kam sikh Raha hu..par Hume kabhi ring pistion fiting karne.... nahi aaya.... jab Mai aapka ye video dekha, to Hume samjh Aya ki kaise ring pistion fiting karte hai..sir Hume appka help chahiye....Jay Hind sir.......
Bhai USHA ki cylinder kit use kiya karo. Best hai. Hero ki cylinder kit Kharaab hai joki SAL company ki hai, USHA ki nahi hai. SAL ke cylinder kit mein gap bahut aata hai.
Sir koi bajaj ki ring fitting ki video to link de vise to main hr video aap ki down kr chuka hu koi video bajaj ki nhi hai ring fitting main 9bje se lekr 12 bhe tak meri aadat si ho gyi hai aapki video ko dekhna youtube pr taki aapki each time bhi bde
Bhai practical trening bhi jaroori hai kisi guru ki .tabhi perfect mechanic bana ja sakta hai.kuchh n kuchh or bhi fitting ke point hote hai jo kisi guru ki saran me jane se hi milte hai.Best of luck for future
Boosh super spelendar mai ring fiting bataye kyu ki su sp jaldhi smok karne lagti hai or block kit orignal mai bhi kinkinhat ki awaaj kar ne lagti hai upaye bataye
Bhai timing chain wali side me lock lagane se fitting me dikkat aati hai..kuchh mistri lock lagake piston ko daalte hai or kuchh baad me lagate hai .wo mechanic ke upar depend hai.
Bahut bahut badhiya Bhaiya ji Mere ko yahi settings pata nhi tha,, Aor koi video upload karna jo enjan k baare me ho,,aapka bahut bahut dhanyavad bhaiya ji,,
Bhai phir seting ke bad bike ko kitni speed par ran karna hai nei bole ar jada pistan ki not kaskar rehenese miled hata hai taoil ki cheng karna padta hai kini o bhi nei bataye aap
Bhai aapke Samjhane Ka Tarika bahut Achcha hai
Har gadi me aise hi bhai
Kya bat he Bhai apne jis tareke se ring Dali. Usi tareke se me bhi dalta ho. But abhi tak bike me Koi bhi dhua ki sikayat nahi .👌👌👌👌💘💘💘
Maine bhi bahut kuj sikha apki video se sir thanku
सर मुझे आपका वीडियो बहुत अच्छा लगा आप ऐसे ही वीडियो बनाते हो सर
Mast idea laga bhai ab mai bhi dhire se piston ring सेट करने सीख जाऊंगा.thanku
Good morning
Maine kabhi half engine nahi repair kiya tha par apke tarike se rings set karne par ek kick me bike start ho gayee aur awaj bhi smooth aa rahi hai.
Thank you 🙏🙏🙏
Are wao ustaj ji apne itni jankari di utni to mere ustaj ji ne bhi nhi di Lekin aapne di sch me aap bhut ache ustaj ji ho i love you so much ustaj ji
सर आप का तरीका बहुत बढ़िया है
सर जी आप तो बहुत अच्छे से समझाते है
Bhai aapne bahut accha dikhaya thank you
मुझे बहुत अच्छा वीडियो लगा है थैंक यू
Sir apaka sabhi video achha rahta hai Aur naya sikhane ko milta hai
सर जय हिंद आप का अवाज बहुत ही अच्छा है बॅशीधर विश्वकर्मा सोनभद्र
Bahut hi achchha laga video sir ji bus aesa hi video banate rhe
mai apka vidio dekh k bahut samas gaya bahut bahut sukria
Bhai smjha mai aaya thanks ustad Bhai
Thankyou bhaiya aapane bahut hi acchi tarike se samjhaya hai dhanyvad
Koushal ji bahot achi technic batayi
Itna Achcha video Banaya aapane mere bike mein Yahi problem hai
Bilkul sahi bataya sir ji aapne mai khud bike ka kaam karta hu mera khud ka workshop hai bike ka total maintenance
Thanks sir ji mai aap very good videos mai apka fans hua ek choota machine hua
Bhai mai bhi chhota hi mechanic hu
@@Mrkaushal thanks sir
Aapka tarika Bahut Achha hai guru ji Batane ka
Yahi jaankari hamko nahi thi ham bahot khush he bhai
मेरे सुपर स्प्लेंडर बाइक हो सुबह स्टार्टिंग में धुआं उठा रही है।
Valve seal ya ring problem
@@Mrkaushal khali ring dalne s kaam chal jyega
Aapaka video hame bahut aacha lagata
bhut achaa tarika h ye m bi aise hi daalta hu🙏🙏
Splendor gear explanation super bhaiya
Thanks sir ji black shilender ki jankari ki bahut bahut dannyavad,🙏🙏🙏
Ai sehi he kitna din chelte he
एच एफ डी-लकस बाइक की एक्सीलेटर देते हैं और जब वापस एक्सीलेटर कम करते हैं तो एक्सीलेटर लग भग 5-7सेकंड में कम होता है ऐसा समस्या क्यों आती हैं और आती है तों उसे कैसे ठीक plz BTA do na Bhai
Carburetor sahi tuning kare ya acc cable badle
Nice video easy to understand
Sir fz16 mei piston or ring change karvaya hai.. ab aage ke steps kya hai.. kin kin bat ka dhyn rkhna hai piston or ring change hone ke bad . Please reply
First service tak 50 ki speed se upar bilkul n chalaye or first service 800 km se pahle karaye or 3 person n bathe jab tak first service n hojaye
Bro. Aapki bike konsi h
जब बुरे हालात घेर लेते है 💔तो अपने हि नजर फेर लेते है.!
Good morning kaushal bhaiya. Very nice knowledge
Very nice 👌 God bless you 🙏
Sir mujhe aap ki video bahut acchi lagi jaise ki Humne Splendor Mein ring Baitha rahe hain Pulsar Discover Mein Aise Baitha sakte hain
Nicely explained.Thanks
aise ring dalne se kitna kilo miter chalna chahiye
Very good information 👍👍👍👍
Sir mera Nam Neeraj Singh gram belawan post pahara jeela Mirzapur thana padari Uttar Pradesh India 231001.....sir Mai do saal se bike rapeyar ka Kam sikh Raha hu..par Hume kabhi ring pistion fiting karne.... nahi aaya.... jab Mai aapka ye video dekha, to Hume samjh Aya ki kaise ring pistion fiting karte hai..sir Hume appka help chahiye....Jay Hind sir.......
Thank you so much sir ji 🙏🏻🙏🏻
Bahut sahi batate ho boss
Niccc Kaushal sar👍👍👍👍
Sar aapka samjhane ka tarika hi sabhi makainik bhai se alag hai aise hi video banaeye sar ham aache se samjhte hai har har mahadev
Bhai USHA ki cylinder kit use kiya karo. Best hai. Hero ki cylinder kit Kharaab hai joki SAL company ki hai, USHA ki nahi hai. SAL ke cylinder kit mein gap bahut aata hai.
Top sir Meri nejar me app ak ache makanik h
Thanks information 👍 😊
Good information sir 🙏
Bahut acche samjhte ho sar
Bhai mene ketne video dekha. ..sabki pistan ki ring.lagane. ..ke..tarika. .alg he
Nice bhiya samz m aa gya par bike smoke kar rahi h pta nhi ky change hoga plese muje reply krna
Sir koi bajaj ki ring fitting ki video to link de vise to main hr video aap ki down kr chuka hu koi video bajaj ki nhi hai ring fitting main 9bje se lekr 12 bhe tak meri aadat si ho gyi hai aapki video ko dekhna youtube pr taki aapki each time bhi bde
Bajaj ka koi video abhi nahi banaya hai
I like it very good from philippines
Thanks
Achhe tarike se video banato ho bhai aap
सर अपका समझाने का तरीका बहुत ही मस्त है हर हर महादेव
Bike me ring Dale ya block
Block daale ya piston ring
@@Mrkaushal block ya ring pistons dala jae
@@girijeshsingh962 dono thik hai bus kewal ring ring mat dalwaye
@@Mrkaushal pulsar ke liye best kya h
@@girijeshsingh962 piston ring
Koi bhi company ka bika me yahi tarika se new piston ring fitting kiya ja sakte hai kya Kousal Sir G...
Ye hero bike ka trika hai bhai dusri company ke thoda thoda degree ka fark hota hai
@@Mrkaushal Ok Sir G....
Bahut ache sai samjha hai aapne thanks
Aaj humne bhi aise ring dala h
Kaisa result mila tha bhai
Smoke aa rha h sir Thoda Thoda 1 week me
Bhai practical trening bhi jaroori hai kisi guru ki .tabhi perfect mechanic bana ja sakta hai.kuchh n kuchh or bhi fitting ke point hote hai jo kisi guru ki saran me jane se hi milte hai.Best of luck for future
Mechanic se dalwaye the sir aapni bike me hum aapne se nhi dale
Spark plug me halka halka oil h
Ok .bhai valve seal ya fitting me hi gadbad hai .yadi bike engine oil km karegi to phir to fault hi hai bike me.
Sir val new laga h Acche mechanic ne fitting ki h
Boosh super spelendar mai ring fiting bataye kyu ki su sp jaldhi smok karne lagti hai or block kit orignal mai bhi kinkinhat ki awaaj kar ne lagti hai upaye bataye
अच्छा hai to sir lekin yhi salencer ke tarf se kre to acha rahega ki nhi sir
Bhai hero spender plus me oil filter karne km par saaf karvna chahiye me service 3000 par karva ta hu
मजा kar 👞👞
Har har mahadev ji 🕉️🕉️ Thanks ji
Pe pistan dalvana chah ta hu kita ma kharcha ayega
Very nice grate video
👏👏👏👏👏👏👏👏
Bhai kithne din tak oil nhi uthaygi bike
Sir kya sabhi gaadi ring hume Aaise hi daal sakte hai
Bhai thoda degree ka difference hota hai
Thanks you so much brother
Sir agar bike enjine me achi firing kese layi jati hai
All 4 stroke bike mai a tips hoga kya reply karna
Nahi ring dalne me degree ka difference hota hai
Har har Mahadev 🚩🚩
Oil ring dono patla wala ka kat niche rahta hai and compressor ka dono kat upper rahta hai sir bataye
Nice sir
Bahut sunsar
Sir Honda Activa me bhi sem Aisa hi lagega
Nahi thoda degree ka difference h
Sir ab main bhi dal k dekhunga mujhe ni aata phali bat darta hu kharb na ho jaye
Sir eis petan ko har kisi be bike scooty main joos kar sakte hai
Mene bhi aapke chanal ko subscribe kar diya hai
हर हर महादेव 🙏🙏🙏
Bajaj 4s champion मे ct100 का cylinder kit लगा सकते हैं अगर हाँ तो 4s मे कोई बदलाव तो नही करना पडेगा 🙏 🙏 🙏 🙏
Nahi chalta kayoki crank rod me deffrence hota hai
Sir isme piston pin lock ko kisi bhi taraf laga sakte hai
Bhai timing chain wali side me lock lagane se fitting me dikkat aati hai..kuchh mistri lock lagake piston ko daalte hai or kuchh baad me lagate hai .wo mechanic ke upar depend hai.
हर हर महादेव मस्त ट्रेनिंग
Bhai super splendor m yeh piston ring setting ka result kaisa rhega
Bhai bahot achha LGA
Bahut badhiya
Ham bahut acche video banata hai banate Ho
Thanks kushal sir I like you
Oil ring ko M bhitana chahiye yato W me bhitana cha hiye sir explain me batana zaroori tha
Scotty me bhi same. Fetting rahta he kya?????
Sar ji super splander bike me bhi yese hi ring fitting ho sakta hai kya
Bahut bahut badhiya Bhaiya ji
Mere ko yahi settings pata nhi tha,,
Aor koi video upload karna jo enjan k baare me ho,,aapka bahut bahut dhanyavad bhaiya ji,,
Bhai phir seting ke bad bike ko kitni speed par ran karna hai nei bole ar jada pistan ki not kaskar rehenese miled hata hai taoil ki cheng karna padta hai kini o bhi nei bataye aap
Sir Bajaj bike me bhi aise ring dalte hai kya🙏
Nahi degree ka difference hota hai
सर टॉप रिंग और रिंग टॉप दो दूसरे नंबर एक इनके साइड में रख दिया जाए फर्स्ट वाली और दूसरी आउट के साइज में तो कोई दिक्कत
Sir yamaha FZS mei bhi yahi apply kr skte h kya
रियल डालने के बाद दुआ आ जाता है
Sir tvs ka piston my tir ki nisan kidhar reta he IN ki EX teref?
Ex side
Sir ye pistan ring koi bhi bike m Dal sakte h jese ki aapne btaya h is tareeke se
Only heto dusri company me thoda degree ka difference hota hai
Bhahut badhiyaa video hai,aapaka mobile no.mile to achha hoga
Sir up hero ka original piston cylinder kit fitting ka video bania.