Delhi To Nainital By Bus | Delhi To Nainital Bus Fare And Timings
Вставка
- Опубліковано 3 лис 2024
- About this video :
Hello friends today i covered bus journey Delhi To Nainital. I hope you all like my vlog.
Thankyou
Online bus ticket booking app Download : play.google.co...
Online Web page : www.utconline....
#delhitonainital #nainital #nainitaltrip #busjourney #anivlogs
Bhai m vaise logo ki chennal ko n like krta hu, na subscribe krta hu, pr tumhari hard work dekh kr mn nahi rha yr, bina suscribe kiye or like kiye, kyuki m bhi baut baar aaya hu delhi se haldwani, raste m need rhti h yr, 0r tum rat bhar uthe rhe, hard work
Brother mujhe aapka comments read krke bhot acha laga sach me or or use bhi acha ye laga ki aapne ye bat jhat se pakad li ki me raat bhar nahi soya yes bhai jis seat par me travel karta hu vaha sona nahi hota or me sona bhi nahi chahta kuki me aap sabke liye vo sab cheeze cover krna chahta hu ki agar aap is route pe jae to vo sab cheeze aapko mile jo me apni video me cover kar raha hu 🤗 bhot bhot shukriya bhai like comments and subscribe karne ke liye apke is comments se mujhe or inspiration milegi aage acha kam karne ke liye 🤗 thankyou so much for your love and support brother 🤗🤝
@@AnivlogS0920 bhaiya ye hardwork hi hai apka. Muje to ghar se dekhne me bhot maja aya. Kash mai bhi ja sakta.
Abhi to filhal me Nani ke ghar Dehradun me hun. Yha bhi weather acha hai.
@@ranveershersingh ok ranveer bhai jarur jana ek bar plan jarur karna 🤗 thank you for your love and support brother 🤗
Welcome
काठगोदाम के रोडवेज के वरिष्ठ नेता जिंदाबाद, बड़ी मेहनत करते हैं बेचारे😅😅😅
Ani bhai apka andaaz bhot achha hai baat krne ka akele travel krke b aap sbhi logo ka dil jeet lete ho... Jab bhi apko vlog dekhta hun ghr se hi feel kr leta hun ki m bhi wahi ja rha hun 😀. hats off bro... keep it up 👍🏻
Aree wow 🤩 dil khush kar diya apk comments ne to🤗 bas yei chata hu m ki aap sab enjoy kare vlog ko use help mile or aap plan bhi banae ek budget journey krne ka or vacation plan karne k 🤗 thankyou so much for your love support and best wishing brother 🤗
बहुत ही प्यारा और सुंदर वीडियो 👌👌
आपकी मेहनत और जज्बे को सलाम 👏👏
सरकारी सेवाओं का प्रमोशन करने के लिए आपका तहेदिल से शुक्रिया भाई 🙏🙏
शिवम् भाई जी सच बताऊँ आपका कामेंट्स पडके मुझे भोत अच्छा लगता है कि आप मुझे वाहा बेठ के इतना सपोर्ट करते है सच में भाई जी भोत भोत धन्यवाद आपका🤗 में कोशिश करूँगा की एसे ही वलोग बनाता रहूँ 🤗✨
Awesome dude.... lovely yr...u have covered almost everything.....much much appreciated !! God BLESS YOU
Thankyou so much for your valuable comments lakshya bhai 🤗 thanx a lot for your love and support 🤗
Bro this is just for your hardwork...I have not skipped running ad on your channel...I know these ads matter to you...Keep Up the good work 👍👍
You are the only one and 1st person who told this i9 if you writing this you know importance of this adds..commendable brother🤗💪 thankyou so much for your love and support 🤗 we never tell anyone that watch full adds without skip but you know everything bro..acha laga sparsh bhai 🤗
Achi video bana raha hai bhai , 👍👍👍👍
Hume bohat kuch knowledge mil jaati hai .....
Thankyou sandeep bhai 🤗
Excellent work very valuable information regarding visit to Uttarakhand from capital.
Thankyou so much for your valuable comments Arjun bhai 🤗
Love Uttarakhand Roadways 😍
Yes brother just awesome UTC buses 🚌 love to travel in ordinary UTC bus..alag hi swag hai 🤗
Abhi recently 15 din pehle isi bus me gaya tha , nainital jane ke liye this is the best option cuz haldwani se nainital ke liye choti cabs bht pese leti hain and jo utc ki bus chalti hain unme bhot bhid ho jati hai
Exactly or season me ye bus online delhi me hi full ho jati hai kabhi kabhi ye seen bhi hai iska 😊😀
@@AnivlogS0920November me Nainital ka plan kar rahe hain, kya rates same honge? 530₹?
Great work brother but thoda confusion tha
1.bhai upsrtc ki site se schedule buses k pdf explain pe video bana sakte ho?
2.sari buses ki information available nahi hoti na utc online mai?
2.anand vihar se Delhi k Ander ki b buses mil jati hai?
Baat to shi apki 🤗 thanx a lot for your love and support 🤗 ab bat karte hai ki asa ku hota hai online buses jo hoti hai usk liye apko government officials website ya app pe dekhna hoga jinki sari information apko vaha se mil jaegi baki bachi offline vali buses inka online se koi nahi lena dena hota inki timing sab alag alag hoti hai iske liye aap comments read kare mne online or offline vali buses k bare me di bhi hogi information baki UPSRTC me mne jada travel nahi kiya hai utc online dekh sakte hai vo best lagi online service simple & clear as per UPSRTC
@@AnivlogS0920ty... keep growing brother...
आदरणीय भाईसाहब आप किस बस स्टैंड से नैनीताल ताल के लिए बैठे थे उसका नाम बताएं
Anand Vihar bus terminal
Bhai bahut vlog dekhe magar aapka koi mukabla nahi you are the hero ...
Big Thanx for your love and support brother 😍🙌🏻
Simply nice video quiet good for economic travelers
Yes I’m always try to cover budget journey for everyone 🤗 thankyou so much for your valuable comments Prisilla ji 🤗
Bhaiya aapka best se best hoga bus aap karte jao Mahadev blessing you 👍👍😊
Wow 🤩 so impressive 🤗make your comments make me more positive and energetic🤗 paka me aap sabke liye ase hi vlog lata rahuhga paka 🤗 thanx a lot for your love support and blessings 🤗
@@AnivlogS0920 thank 😊
Bhai bus ki buking krni पडती ha kya. Phle या vahi ja kr lena pdta ha टिकिट plz replay
Bhai booking karlo to jada better hai Friday Saturday Sunday rush hota hai kahi vaha jake pata chale book hai puri vse be frank mil jaegi seat baki aap jaldi jana vaha taki ticket ple hi lelo aap
ani vlogs 😊
🙌🏻😍
Bhai acha vlog h. 2 sawalo k jawab dijiye pls.
1. Nainital mai bus exactly kha drop krti h.
2. Vapsi k liye bhi bas usi jagah se milti h kya
Nainital me 1 hi bus stand hai lake ke pas jo video me dekha vahi utarti hai exact or rahi bat return ki to vahi se bus milti jai jaha utarti hai apk liye thoda or asan bana deta hu direct return delhi vali bus ki timing 2 bus online hai jo apko utc app me mil jaegi with timing or 2 bus offline hai total return me 4 bus run karti hai..timings 9am,6:30pm,7:30pm,8:30pm …9am or 8:30pm ye do apko online bhi dikh jaegi or baki jo do hai vo apko counter se hi ticket lena hoga ya bus me bethke..hope information will help you Abhishek bhai 🤗
@@AnivlogS0920 yes thank you bhai very much helpful. Bro actually mai 14 th august ko plan kr rha ho raat ko 10 bje vali bus se from anand vihar delhi toh ticket utc se online purchase kr lena chahiye advance mai ya usi din 14 th august ko hi ticket counter se ya bus mai hi purchase krna shi h.
Brother be frank aap ase time pe jare ho jab crowd hoga kai log celebrate karne jate hai but us time weekend nahi hai but kya pata crowd jae..conductor bhaiya ne bola ta kai bar itni bheed hoti hai ki bhot jada agar aap risk nahi lena chate to online book karke daal do sabse best agar confirm hai to..nahi to usi time ticket le lena koi dikkat nhi hai bas seat mil jaegi online ye best hai
Haldwani to nainital distance is 43km
Baaki video se toh gaon yaad aa gaya mujhe apna🤗
Thanx bhai 🤗
Bhai ek Delhi to almora bhi banana agar kabhi time mile toh
Pls bhai
Baaki video share kardi hai apki🤗
@@anonymous7130 ok brother will try cover soon
Bhai kashmiri gate se raat me koi roadway bus hai rudrapur k liye or kis time melegi raat ko
Bhai Rudrapur ki bus Kashmere gate se nahi anad vihar se milti hai jo Haldwani vali buses h vahi se jati hai yaha se nahi Kashmere gate se gharhwal jane k liye milti hai or Kumaon k liye anand vihar
Bhai kya kathgodam railway station ke bahar se muje nainital ke liye bus mil jayege, ! 2 . Or nainital se kathgodam bus kitne bje tk chalti hai. Kya last time hogi bus & fair, nanital to kathgodam ka
Yes railway station ke bhar se apko bus mil jaegi or sharing taxi bhi..or kiraya apko bus ka 80 se 150 ₹ ke as pas hoga baki sharing taxi me apko 200 se 300 ₹ per person pad jaega..baki bus ki service ka subha 6 baje se lke raat 9 ke as pas mil jaegi
Delhi se direct nainital bus se jane me ktine ghante lagte hai?
Bahut badhiya video banayi aapne sir 👏👏👏💯 mujhe ye bataye ki ye bus direct nanital ki thi??? Aur iske timings kyaa hain?
Bhai aap kaise bhi krke delhi se haldwani pahuch jao, uske bad tum kumau kahi bhi jao waha se, kyuki haldwani main station h nainital, almora , ranikhet kumaun ka, jo bhi gadiya kumaun k liye aayenge dehli se, vo sb haldwani aayengi,
Areeeee waaah ye aapne sabse best baat bata di kuki me is route pe travel nahi kiya ye baat apne mujhe bata di thankyou so much bhai 🤗 aabse hmesha me yad rkhunga ye route again thahx a lot bhai ji 🤗
Timing 7am and 10pm ..yes ye direct bus hai..thankyou so much for your valuable comments sanjay bhai ji 🤗
@@AnivlogS0920 welcome ji👍👍
@@godzilla1608 thanks for your information ji 👍👍
Bhai ac semiliper bhi run karti hea. Aur nainital ke liye bhi 5-7 bus hea daily aaj ki date mea 1 October ke baad ka pata nahi.
May be hogi bhai but government bus mene bhot search ki mujhe nahi mili na hi mujhe enquiry pe bataya Uttarakhand booking pe abhi 2 hi bus run kar rahi hai Anand Vihar se ..baki jiski aap bat kar rahe ho government semi sleeper ki vo ek bar or pata kar lunga bhai but mujhe nahi lgta ki koi AC bus Nainital jati hai baki bhai hogi to jadl hi cover krunga aap sabke liye..baki brother private ka mujhe nahi pata ki vo direct jati hai ya nahi vse abhi private se journey nahi kra raha kabhi hua possible to vo bhi cover karunga paka ap sabke liye 🤗
@@AnivlogS0920 bhai mere father hea roadways mea tabhi bata raha hu online do hongi baaki offline hea. Counter pe aati hea aur bhawali depo ki bhi hea vo bhawali tak aati hea fir nainital jati hea.
Suno bhai pls reply krna couple friendly to hena y bus couple jaa skte hens is bus me safely kyoki jo bus mene boook ki hai usne hamari chood k sari shit khali hai to wo khali hi jayegi kya
Yes couples jate hai
GOOD WORK BRO JAI MAHAKAL 🙏🔱🙋♂️💕
Thanx bhai..jai shri mahakal 🕉️
Bhaiya I want to ask jese red bus pr ticket book kro bus ke liye
Usme likha h ki taxi bhi change krva skhte h..
Can you please explain kya procedure hota h....
Vo private buses hai vo apko kathgodam ya haldwani se tempo traveler ya taxi me betha k fir drop karte hai..kuki jis bus se ap jaoge vo sleeper hoti hai or kathgodam tak jati hai pahado pe allowed nahi hai sleeper bus islie asa karte hai vo baki extra pese nahi lete vo usi ticket me include hota ha vo
@@AnivlogS0920 thankyou so much bhaiya
Bhae , Mera arrival haldvani ko 3.30 pm - 4.30pm rahega .. uske baad mko haldwani se Nainital bus available hai kya ?
Yes mil jaegi station k bhar ana road pe vaha se jati hai bus haldwani bus stand se aati hai station hote hue jati hai 4 baje chalna start ho jati hai to bhar aake pakad lena ok
@@AnivlogS0920 thanks bro 👍 4bje ki agar miss ho jati hai to?
@@asimbusiness0268 fir back to back har adhe ghahte me service hai
Morning me bhi A/C bus chalti h nainital k liye??
Redbus pe dekho iske liye
Bhai aap bike rental ka v pata kr k batana koi Haldwani se lena chahe 2-3 din k liye.. Thanks in advance 🙏
Bhai Haldwani ka to pata nahi but hai nainital me rent pe mil rhi thi mne pata nahi kiya but har type ki bikes or scooty thi vaha rent pe..price bhai hoi 600 se 800 se start or voi fir bike ka 1000 se 1500 tak jaega kafi logo ko dekha tha usi se explore kar rahe the yellow plate scooty or biki se
Bhaiya jee Moradabad to Banbasha ki trevel ko explore kro
Ok Amit bhai me koshish karunga ki jis route ki aap bat kar rahe ho use jaldi cover karu
I have subscribed your channel and liked yaar mein koi aishi hi video dekah raaha tu ju mujhe nanital ki information de bhai you did good job you came with this video when I was need actually I am also going to nanital with my friends to celebrate my birthday my birthday is about to come on 08 July that's why we are going it is very special day for to look beyond and grow myself
Please tell me about the whether condition of nanital I m very acquirius to know that confirm me
I really like your comments brother 🤩 thankyou so much for your valuable comments 🤗 about weather..just amazing you will feel the weather after reach there clouds little rain cold wind overall mesmerising 🤗 you may check my Instagram page i uploaded 2 3 reels or post you will get idea how’s the weather right now in nainital 🤗 again big thanx to you for your positive comments love and support brother 🤗 hope your birthday will be rocking there with lush green mountains cold wind clouds little rain 🤗
Bhaiya nainital mai cheaf mai hoteles , khana , aur kaha kaha ghum sakte hai ya bhe video upload kariye qu ke bhaiya Hum aur humara friends bhe plane kr rahe hai nainital jane ke liye
Bose bhaiya video jabardast banaye aap ne. Dekh kr bhut knowledge mil gaye 🙏🙏❤️❤️
Thankyou so much for your valuable comments brother 🤗 bhai aap mere id videos ke comments read kar sakte hai vaha mene sabhi ko explain kiya hua hai ki abhi kya rate hai hotels ke..or khna pina thik hai uski koi dikkat nahi hai..baki ghumna firna costly hai agar aap door jate ho car se booking krk baki agar nainitaal lake ke pas ghumna hai to vo best hai..baki baha 3 Dharamshala hai 2 gurdwara vaha aap stay kar sakte hai vo apko cheap rhega nahi to GMVN ki site se book karo hotel terrace mall raod pe hai best hai vo kam budget ne baki abhi hotels costly hai 15 ke bad jana off season ho jaega sab sata ho jega abhi thoda sa mehnga hai
कितना घन्टा कितना किलोमीटर कितना भाडा लागेगा ए भि सब बता दिजिए सर कोहि भि vlog मे नया आदमी के लिए इजि होता हे सर बहुत अछा लगा भिडियो आपका बिग फ्यान नेपाल से देख रहा हु
Thankyou so much for your valuable comments bhai 🤗 video me sab jankari di hai kitna time legaga or kitna kilometer hai or bus kaha se jati hai pura video dekhe kripiya 🤗 Thanx a lot for your love and support 🤗
Nice, keep up the work 👌👍
Thankyou so much for your valuable comments Ajay bhai 🤗
Mussuri ki 2nd videos kaha h
Hello brother am from chennai, i want to go kaichidham neem karoli baba ashram, so can you please tell me how to get bus from Delhi?? Can you tell me in English....
Best option delhi Kashmere gate ISBT jaae vaha se Haldwani ki bus le vaha se pas me hai bus or cab mil jati hai
Thank you for the video, i have to go for nainital today
I have only one question please reply can i get bus after 11 pm ?
Thankyou so much for your valuable comments bhai 🤗 nainital ke liye direct 2 bus run karti hai Anand vihar se..7am and 10pm agar inse nahi jana to 24*7 bus hai Haldwani ke liye vaha se Nainital 35 Km hai to Haldwani se nainital ke liye bus mil jaegi..11 baje ki koi direct bus nahi hai jana apko fir Haldwani tk hi hoga
haldwani se nainital jaane k 4.30 am se bus h kya?
Bhai online dekho link is in description box ek bus h vo 7am jti h
Hi avi bhai i just wanna tell you that your videos are osm
And I wanna add something ki jese app ek jagha gaye to wahaa se wapis ki bhi video daala waha kaha kaha gaye usse hame proper knowledge ho jayegi
At thanks ❤️
Raj bhai aap si kehre ho ki ghumne ki bhi video dala karo but bhai abhi travel journey ka hi chal raha hai aage aane vale time me exploring bhi shoot kiya karunga abi brother itna budget nahi hai ki journey bhi karu or explore bhi karu sari tourist place bhai is hisab se har month meko 25 se 30 k ka hisab kitab banega abhi UA-cam se itni Earings nahi hai ki itna budget only vloging ke liye rakhi abhi bhot kam earnings hai abhi apni pocket se pesa jara hai extra but ha koshish karunga in future sab karu journey bhi or explore bhi..hope you understand bhai..🤗
Koi baat nahi bhai jaldi hi aajyege aur ham bhi wait kar rahe ha uska ❤️
@@rajsoni3962 ok Raj bhai 🤗
Bhai kashmiri gate se ni milti kya nainital ke liye bus
Nahi Kumaon side k liye Anand vihar hi jana hota hai
Bhai travelling k Saath eek auur channel Bhi bnaa lo jisme nanital, Manali , Shimla , musoorie etc . Sabh ghumte hue dikha sako ...
Bhai ji apne kaha to si hai but abhi be frank isi channel par focus hai solo traveler hu abhi me hu dekhta hu sara channel hai everything thoda difficult hoga abhi in future sab aega bhai paka..main cheez budget ki hai jaldi thik hoga vo bhi fir aap sabko dikhunga Indian apne vlog ke through explore karunga ek ek jgah or ek ek kona aap sabk liye future me sab aega bhai ji 🤗 hope you understand bhai 🤗 But I like your suggestion work jarur karunga explore pe paka 🤗
Bhai humko kedarnath se nainital jana h to vaha se buss vgera ki koi service available h kya yaa frrr kahi or se
Haridwar se mil jaegi Nainital ki bus
Hi bro can I get bus from kainchi dham ashram to kathgodam at 6in evening
So sory no idea bhai
इस समय कितना किराया लग रहा है plz बताए मैं 3 को निकलने वाला हूं
500 ₹ k as pas ho gya h
रिप्लाई के लिए बहुत बहुत धन्यवाद आपका 🙏
Great enthusiasm. All the best bro
Thankyou so much for your valuable comments brother 🤗 thanx a lot for your love support and best wishing 🤗
RTae ratan
Bhai ji bus ki ticket kya hai apne btai ni jo directok nenital jati h us bus ki
445 ₹ thi ple ab shyad 500 ₹ ho gai hai
Really nice vlog❤🥰 dear ap hotels ki information bhi dijiye
Aapko hotels vaha costly milnege baki aap ek bar comments read kre mene 2 se 3 comments me bataya hai ki kya charges hai abhi..abhi aap sabse best online book karke jae to best rhega or agar ap offline jaoge to vaha fir voi costs jada mangte hai baki ap 15 ke bad joge to apko sab rate kam milega 15 july ke bad season off ho jaega
Top video bro welcome nainital
Thankyou so much for your valuable comments bhatt ji 🤗
Ye bus kainchi dham hote hue jati h ??
So sorry no idea vse nahi jati vaha se hote hue
Bhaiya yah Nainital district mein Ramgarh Jo jagah hai
Anil Bhaiya. Delhi to Kalanur ki journey ki Video Bhi Banyae gaa
Bhai abhi to nahi but ha jaldi koshish karunga ki is route pe bhi journey karu or vlog banau 🤗
Bhai kasam se maja a gaya mai Anand vihar ke pas hi reheta hu mujhe Jane me sahi rahega pas se hi or bhai apne masoorie ke vlog wagera nhi banaye information ke liye
Thankyou so much for your valuable comments Ajay bhai 🤗 bhai be frank aap ek bar mere us video ke comments read krna aapko hakikat pata chalegi ki ku nahi banae bhot lambi kahani hai..comments read jarur krna sab details me bataya hai mne sare reason 🤗
Online roadways bus book kise kre link kha pr h Or bus kitne din phale book kr sakte h plz batao
www.utconline.uk.gov.in/
Baiya Utc link se online booking ki hai 5th August Anand vihar se but kuch update nhi hai jaise contact detail bus no bus kaha milegi Kya yahi same bus hai jo Video mai dikh rhi hai Aur same counter 159 per milegi..
Pls reply
Yes aap same counter pe jana vahi apko bus milegi or jo bhaiya hai unka nam hai Guarav joshi..enquiry counter hai vaha bhi aap pata kar sakte ho koi dikkat nahi hai 1 hours ple poch jana beshak aap..apko milegi paka bus bhi ..tension na lo aap..aap aram se poch jana Anand vihar..have great and safe journey Sangeeta ji 🤗
TX for ur prompt reply..
Anand vihar Mai new bus adda ya old vala?
Anand vihar me jo metro station se bkul sata hua hai vo vala bus terminal jaha delhi ki local buses bhi lagti hai vo vala..koushambhi vale me mat jana ok..only Anand vihar bus terminal jaha railway station bhi attach hai jise..hope you got it now Sangeeta ji 🤗
Oke tx 💛
Most welcome 🤗
Returning ka information v de diziye bhai
Comments read krna kamse kam 3 se 4 comments me bataya hai or description dekhna ek bar
बेटा अगर संभव हो सके तो कुछ समय पहले बताना अपनी अगली यात्रा के बारे में। कितना मजा आएगा मैं भी आपके साथ दिल्ली से यात्रा करूं बस में या रेल में। बहुत मेहनती हो आपकी यात्रा अवश्य सफल होगी। धन्यवाद।
Thankyou so much for your valuable comments Jai ji 🤗 sorry sir abhi possible nahi ho paega sath me journey karna abhi solo travel series pe work kara raha hu 🤗 kabhi hua possible to apko inform kr dunga group journey ke liye 🤗 thanks a lot for your love and support 🤗
Ye kashipur hote hue nhi jaati kya nainital😮😮
Old video bai so sory no idea
Delhi To Nainital By Bus 🚌 | Delhi To Nainital Best Bus 🚎 | Haldwani To Nainital Bus
ua-cam.com/video/sMrue9IGOiw/v-deo.html
Ye dekhe ye recently hai isme cover kiya hoga mne sab
Suno apne bus pele se book kithi ya direct vhi jake mili
Uts app se online bhi kar sakte ho baki offline liya tha mne ticket vahi jake
Bro ek chiz puchni thi aapne 445 ka ticket price btaya h but utc app mai rs. 475+ rs 10(reservation charges) + gst laghbag 480 ka price show ho rha h . Itna fark kyu h online and offline mai?
Brother 10 din ple kiraya bad gaya Uttarakhand roadways ka ye reason hai sare routes pe kiraya bad gaya hai aap online news bhi check kar sakte hai mere sare vlog dekh sakte hai haridwar or Kedarnath bus service vala sab me bataya hai mne ki kiraya bad gaya hai yei reason hai bhai
@@AnivlogS0920 means bhai ab offline bhi 475 ki milegi?
@@abhishekgoel6794 brother me apko sari bat ki 1 bat bata deta hu jo online show hora hai vahi rate apko offline bhi milega baki 5 ya 10 rs apko kam hi milega offline ye mujhe pata hai baki aap vaha joge to clear ho jaega counter se Anand vihar se
@@AnivlogS0920 ty brother
Welcome bhai
Good information bhai ji
🤗
@@AnivlogS0920 🤗
Bhai plz ye bta do ye bss Nainital se kitne bje Anand vihar ko aati h ?
Bhai iske liye aap comments read karo mene 8 se 10 comments me reply kiya hua hai online or offline bus dono ka time bataya hai
thnxx bro me dhundd lunga koi dikkat ni tum pr trust h
@@filmyadda6381 are waah 🤗 thanx bhai 😊
Very nice .bro ..your travel vlog
Thank you so much 🙂
Bhai aapka channel bhut aage jayagaa best of luck
Thankyou so much for your valuable comments kapil bhai 🤗 bas aap asi support karte rehna brother 🤗
Uttarakhand roadways bus ko bada krne ki koshish kre kyu ki Himachal ke pahado pr bhi labbi buse chlti or yha ab bhi chhoti buse chl rhe hai
Yes Ankit bhai aap si kehre ho vaha volvo bhi jari hai road bhi si hai..koi ni bhai jaldi government kar rahi hai road ka work bhi ple online seva nahi thi ab online seva chaalu hai utc app me dhire dhire sab hoga bhai asa me Asha karta hu 🤗
great
Good information
Thanks
Kanchi dham se ho ke jati h kya bus
Haldwani ajana vaha se le lena hus
Bro Haldwani se Nainital Bus ka timing kya hai kuch idea hai ???.
Subha 4 bje Haldwani bus stand se jna start ho jati h buses Nainital k liye
@@AnivlogS0920 continue buses hai kya haldwani se nainital ke liye bro??
@@kiranjadhav6884 yes subha 4 bje se start ho jati h pucha tha mne bki shm rat m last bus k idea nhi h
Amazing video
Thankyou so much for your valuable comments 🤗
Delhi to Nanitaal direct Bus nhi h kya??
Ye direct bus hi to hai rekha ji
Haldwani ke liye ac bus kis no se milti hai?
23 ya 24 number se baki vha khadi hoti h buses kisi s bhi puchoge koi bhi bta dega..usk pas Nepal vali buses khdi hoti h
@@AnivlogS0920 ok thanks
Bhai aap mic use krte ho y internal voice h y?
Bhai mic use nahi krta only using iPhone 13
Amazing. Quality or content bht mst h👌
How's the weather in Nainital.
Weather is just amazing..🤗 must visit this time clouds very close light rain and hills cover with full lush green cold wind 🤗 you may check my Instagram i uploaded sone pictures there so you will get some idea about weather anivlogs0920
I have subscribed your channel and liked yaar mein koi aishi hi video dekah raaha tu ju mujhe nanital ki information de bhai you did good job you came with this video when I was need actually I am also going to nanital with my friends to celebrate my birthday my birthday is about to come on 08 July that's why we are going it is very special day for to look beyond and grow myself
Great ❤❤❤❤❤❤
Thankyou 😊
Ek no video
Thankyou so much for your valuable comments brother 🤗
1.18 Sir kindly confirm the bus timing of normal Uttrakhand ac bus from delhi to haldwani
You may check on pathik utc app link is in description box you will get all AC bus information Janrath & Volvo 2*2
Very good bhai, Anand vihar se❤
Hello anil bhaiya please mujhe apse kuch information leni hai please bataiye nanital mai budget mai lowest room mil jaegaa please
Yes ek kaam karo meri Nainital vali playlist dekho usme journey kaath sath dharamshala bhi cover ki h
@@AnivlogS0920 ok thankyou bhaiya
Puri journey feel krwa di dost
Thankyou so much bhai 🤗🤩
Great video sir
Thankyou so much for your valuable comments rahul bhai 🤗
Mussoriee ka 2nd part nahi ayega kya??
Nahi bhai abhi only journey aegi back to back explore nahi kar raha abhi ..kuch time bad aegi explore ki video
@@AnivlogS0920 okk bro and bohot achi and information wali video hai aapki
@@vijaychandsmarty162 thankyou so much Vijay bhai 🤗 keep supporting brother 🤗🤝
Bhie masuri ki video kaha h
Bhai Mussoorie ki 1 hi video hai journey vali..baki bo upload nahi ki jo bana raha tha me thik se ban nahi paai vo hata di ab only journey aegi back to back
Good
Thankyou so much 🤗
Nice
Bhai Ek Video Delhi To Kanyakumari Ka Bhi banao
Itni lambi journey chalo bhai jaldi banate hai ye bhi but abhi possible nahi hai ha banunga jarur
bhai subha 6 ke baad koi bus hai Delhi se nainital ke liye kaichi dham
Nahi bhai fir yei vali hai 10 Pm vali baki ye video kafi time ple ka banaya tha abhi abhi raat ko jati hai or aap meri delhi to Nainital vali video dekho latest vali
Bhai whaa se wapas kese aaye iski bhi video bnaa do …imean budget me wapsi
Brother vaha se vapis aane ke 2 tarike hai subha morning me 9am vali bus aati hai delhi vo online apko UTC app me mil jaegi or fir offline 6:30pm or 7:30pm hai iske bad 8:30 Pm ye vali online hai in buses se aap direct aa sakte ho baki aapko bus available mil jaegi Nainital to kathgodam tak aao vaha se train leke delhi..1 option or hai nainital se Haldwani aak vaha se delhi ke liye back to back bus hai 🤗 hope information will help you brother 🤗
@@AnivlogS0920 Thankss ❤️ bro
@@maanination452 most welcome bhai 🤗
I'm ur new subscriber keep it up..👍👌
Thankyou so much for your love and support Abhishek bhai 🤗
@@AnivlogS0920 bro hauz khass Ka New Vlog Bnao With full Details in Day & Nightlife..
@@ahishekabhi12345 list me hai bro meri time nahi mil para abhi travel series pe work kar raha hu ek bar banaya tha but is bar kuch khas hoga vlog me aap sabke liye jaldi lata hu Abhi bhai paka 🤗🤝
@@AnivlogS0920 Bhai vo dekh liya aacha tha vk bhi.... Lakin is bar jayeda Clubs Visit krna For group party n Couples Chepst & Expensive both... 👍👌
@@ahishekabhi12345 brother clubs ka to confirm nahi hai me explore krunga hisab se taki odd na lage mera channel travelling ka hai to isliye but hai dekhna koshish karung apni taraf se bdiya banane ke liye 🤗
😍
😍
Bhai ye bus abhi bhi chal rahi he kya mai India aa raha Hu to airport SE 7 baje niklunga to rat me koi dikat to Nahi
Online dekho utc app pe
Hmara to route hi yahi h bhai delhi to ranikhet bich m haldwani bhwali ye sb
Great bhot acha route hai.. scenic view route hai pura 🤗 jaldi Ranikhet ki bhi video aegi 🤗
Bhai aap kb gye the
Bhai ye abhi ki journey hai meri 28 june ki
U r Very hardworking.
Thankyou so much 😊
Ek dm bdiya bhai 👌
Thankyou so much for your valuable comments Shivankar bhai 🤗
Bhai delhi to leh by hrtc ordinary bna do ek video ♥️🙏 love from Chandigarh ♥️
Thankyou so much for your love and support brother 🤗 bhai be frank us route ka bhot man hai but budget ke chalte abhi skip kiya hua hai ap first ho jisne mujhe request ki hai me jaldi hi koshih karunga ki vo route cover karu or jaldi hi 2 se 3 video lau
@@AnivlogS0920 ok brother 💖💖 always with u ♥️
@@Karannegi110 thankyou bhai 🤝🤗
Nice video Bandhu
Thankyou so much for your valuable comments sachin bhai 🤗
👍
🤗✨
Bhai aap kab gay uski date sab kuch bataya karo
Bhai meri sari videos update rehti hai jab video dalte hai use laga lo 1 ya jada se jada 2 din ka difference hota hai bas my all video’s are updated brother
Nenital to Delhi return how ??
Kindly read comments i replied at-least 10 to 15 comments
Aap ne nainital me hotel kaha liya tha?
Nainital me mne ek hotel liya tha Amar ujala jo office hai uske pas rest kiya 5 se 6 hour uske bad meri train thi Ranikhet express use return ho gya tha mera
@@AnivlogS0920 waha budget friendly hotel kaha mile ga?
@@yummyjunction5616 sabse best aap mall road se hatke lena apko sasta pdega abhi thoda costly hai 15 k bad jana sasta ho haega season off hora hai vaha islie rainy days agar hai ok 15 se 20 ke bad sab cheap ho jaega vaha
@@AnivlogS0920 mujhe 13 ko phochna hai waha
@@yummyjunction5616 koi ni si hai ja sakte ho kam hai abhi rate online ore offline confirm kro dekho kya rate chlre h abhi use idea mil jaega apko