Sir Exam jo hota hai ... 150 Marks ka Paper 1 -> (30 Marks) Hindi , English Qualifying in nature Paper 2 ->(80 marks) Main paper Computer subject Paper 3-> (40 marks) Gk maths reasoning science e.t.c Or selection paper 2+3 ko add ker ke merit banta hai .. Means 120 marks ka .. 🎉 To sir aap ye bataeye ki cut off 72 kitna me hai ... Out of 120 me ... Ya paper->2 ka 80 me 72 gya hai .. 🎉 Please Reply me 🎉
Stet 2019 me 17 hazar Stet 2023 me 10 hazar Stet 2024 me 13 hazar . Ha 40000 hai par jinka selection ho gaya hai unko chorkar kam hai .. 31000 ke lagbhag bacha hai . Or 31000 seat is baar dega junior me. 40 hazaar tre 5 ke liye bacha lega aisa sun rahe hai. . Bhagwan kare jo bacha hain sabka ho jaye. Mera jaisa aadmi tre 1 se selection ke intazaar me hai. Tre 1 me ho jaata par ineligible aur farzi ke selection hone se 3 number se chut gaya tha. Tre 3 me 8 number se chut gaya. Agar Btet ya stet nahi hua
@@basicswithpankaj Totall 71000 seats nahi dega . 31000 seat is baar dega junior me. Ek baat aap bhul gaye ki Stet 2024 me bhi 13000 qualified hai. Wo log bhi dega. So total 27-28 hazaar dega exam . Phir bhi agar stet ya Btet nahi hota hai to lagbhag saare bache hue candidates jinka tre 1 , tre 2 , tre 3 me nahi hua , unka ho jayega selection. Koi language paper me fail ho gaya ya minimum qualifying marks nahi laaya tab hi chatega .
Sir ji Recently it has been announced b.e.d is not compulsory for computer teacher in bihar. Since b.e.d is not compulsory, Stet is not required. Please confirm once.
@@basicswithpankaj Sir hum tre 1 se lagataar de rahe hain . Tre 1 me farzi aur ineligible selection ke chalte 3 number se chut gaya tha. Is baar TRE 3 me phir 61 aaya aur EWS ka cutoff 69 chala gaya. Naya stet ya Btet nahi le to humlog ko faida ho jayega . Jo bhi language me pass karega aur minimum qualifying marks paar karega uska ho jayega .
Stet 2019 me 17 hazar Stet 2023 me 10 hazar Stet 2024 me 13 hazar . Ha 40000 hai par jinka selection ho gaya hai unko chorkar kam hai .. 31000 ke lagbhag bacha hai . Or 31000 seat is baar dega junior me. 40 hazaar tre 5 ke liye bacha lega aisa sun rahe hai. . Bhagwan kare jo bacha hain sabka ho jaye. Mera jaisa aadmi tre 1 se selection ke intazaar me hai. Tre 1 me ho jaata par ineligible aur farzi ke selection hone se 3 number se chut gaya tha. Tre 3 me 8 number se chut gaya. Agar Btet ya stet nahi hua to jo bhi minimum qualifying marks laayega aur language me pass hoga uska ho jayega .
33k plus already pass.....jo 6 to 12 tak fill kar sakte hai kyuki kalyan vibhag me yahi eligibility tha...same class ke liye
Sir aap k video ka hi wait kr rhe the... Thank you 🎉
Sir aapka hua pgt cs me tre 3??
Pgt computer science me kitna vacancy ho sakta hai expected tre 4 ke liye
U r brave bro,carry on
You will do dhamaka very soon...
Sir Exam jo hota hai ... 150 Marks ka
Paper 1 -> (30 Marks)
Hindi , English
Qualifying in nature
Paper 2 ->(80 marks) Main paper Computer subject
Paper 3-> (40 marks) Gk maths reasoning science e.t.c
Or selection paper 2+3 ko add ker ke merit banta hai ..
Means 120 marks ka .. 🎉
To sir aap ye bataeye ki cut off 72 kitna me hai ...
Out of 120 me ...
Ya paper->2 ka 80 me 72 gya hai ..
🎉
Please Reply me 🎉
120 me
I was waiting fr ur video. Couldn't get selected in tre 3 just for 1 number. 😢
Stet 2019 me 17 hazar
Stet 2023 me 10 hazar
Stet 2024 me 13 hazar .
Ha 40000 hai par jinka selection ho gaya hai unko chorkar kam hai ..
31000 ke lagbhag bacha hai .
Or 31000 seat is baar dega junior me. 40 hazaar tre 5 ke liye bacha lega aisa sun rahe hai. .
Bhagwan kare jo bacha hain sabka ho jaye. Mera jaisa aadmi tre 1 se selection ke intazaar me hai. Tre 1 me ho jaata par ineligible aur farzi ke selection hone se 3 number se chut gaya tha.
Tre 3 me 8 number se chut gaya.
Agar Btet ya stet nahi hua
Sir agar btet aur stet nahi hoga to computer science ke vacancy kaise baherenge
14 jan tk wait kigiye... Shyad kuch ho...
Agar notification me delay hua to... To chances hai btet/stet hone k
@@basicswithpankaj
Totall 71000 seats nahi dega .
31000 seat is baar dega junior me.
Ek baat aap bhul gaye ki Stet 2024 me bhi 13000 qualified hai. Wo log bhi dega.
So total 27-28 hazaar dega exam .
Phir bhi agar stet ya Btet nahi hota hai to lagbhag saare bache hue candidates jinka tre 1 , tre 2 , tre 3 me nahi hua , unka ho jayega selection. Koi language paper me fail ho gaya ya minimum qualifying marks nahi laaya tab hi chatega .
Thank you for correcting me♥♥
@@basuvivek643esa nahi hota
Ya to BTET hoga
Ya fir eligibility m BTET/stet hataya jaega
Bhai Tre 1,2,3 ka PYQ krva do practice.
Thank you for informing
Bhai 1 to 5 ke liye minimum qualification 12 th h ....unhe pg holder and stet 2 qualified kyo chahiye
Sir itni vacancy a rhi log kam hai,to sir stet/btet hona chahiye na
BET m Computer Science Lecturer ki vacancy hogi kia sir??
Pankaj bhai apka result kya raha
Seat abhi cabinet se create ni hua hai?
Sir ji Btech +pGDCA eligible h kya no bed no ctet no stet
Stet chahiye
Sir ji Recently it has been announced b.e.d is not compulsory for computer teacher in bihar. Since b.e.d is not compulsory, Stet is not required. Please confirm once.
B. Ed ki jarurat nhi h lekin stet qualify hona padega
@@basicswithpankaj
Sir hum tre 1 se lagataar de rahe hain .
Tre 1 me farzi aur ineligible selection ke chalte 3 number se chut gaya tha. Is baar TRE 3 me phir 61 aaya aur EWS ka cutoff 69 chala gaya.
Naya stet ya Btet nahi le to humlog ko faida ho jayega .
Jo bhi language me pass karega aur minimum qualifying marks paar karega uska ho jayega .
Na ho STET .. to acha hoga 🎉@@basuvivek643
Stet 2019 wala bhi 27000 hi usme 8000 tre 1 me chle gye
17 hazaar tha bhai. Humko pura yaad hai.
Total stet pass approx 40000 hi,,,stet 2019,stet 2023,stet 2024
Stet 2019 me 17 hazar
Stet 2023 me 10 hazar
Stet 2024 me 13 hazar .
Ha 40000 hai par jinka selection ho gaya hai unko chorkar kam hai ..
31000 ke lagbhag bacha hai .
Or 31000 seat is baar dega junior me. 40 hazaar tre 5 ke liye bacha lega aisa sun rahe hai. .
Bhagwan kare jo bacha hain sabka ho jaye. Mera jaisa aadmi tre 1 se selection ke intazaar me hai. Tre 1 me ho jaata par ineligible aur farzi ke selection hone se 3 number se chut gaya tha.
Tre 3 me 8 number se chut gaya.
Agar Btet ya stet nahi hua to jo bhi minimum qualifying marks laayega aur language me pass hoga uska ho jayega .
Stet bca wala ka v hota h ky
Stet 2 hona chahiye
Sir mai only BCA ki hu to ky। Fill kr skti hu
Kon form fill kr skte h
Sir, sach me ye authentic news h n??
Mai stet qualified hu 1 saal s tre4.0(11-12) ka wait kr rha hu.
Bahut had tk chance hai...
Stet 2024 me bhi 13000 qualified candidates hain .
Apka hua ki nahi
Sir , You are selected na ?