Thank you paaji ..maine kafi furniture wale ko pucha woh log ne ply ke sheet laga ke uske baad mika lagane ka bola...aaise mika pe lag sakta yea koi nahi bata raha tha... thank you so much
Hume apki video se pata chala ki mika par mica lag sakta hai maine sunmica nayi lagwai hai unhone meri almaariyon ki achi bhal plly badli phir mica 3 guna work bhada diya aage ke liye pata chala dhanyawad
Sir abhi ek renovation ka kaam start Kiya hai...waha sabhi trha ka wood work remove Kiya hai...but video nahi bnayi...next time se video bna kar upload krunga .....thanks for suggestions 🙏😊
Sir please reply.. Agar leather laminate par wrinkles aagye ho to usko bhi Ese finish kar sakte hai?kya Uspar aur koi adseive lagane se aur to nahi ful jaayega
Nahi nikalta. Bohot jabardast pakadta hain ye. Aur agar nikla kabhi to lighter se ya istri garam karke ghumao uspe aur kapde ka mote ball banake daba do. Wapis acche se chipak jata hain..
Bahut saare carpentars keh re hai ki Mica ke upar Mica kabhi mat lagwana...rupaye waste ho jayenge...nayi mica phool jaayegi. Kya aapne ye problem kabhi kisi client ke sath face kari? Aur aap konsi city mei hai?
Kabhi Koi problem face nahi Kari brother or is video ko one year ho chuka hai...is almira ki to abhi tk nahi phooli ...phoone wali problem humesha carpainter ki laparwahi se ya agar mica me koi problem h to hi aati hai otherwise nahi aati. I'm from Yamunanagar Haryana
Mai ek cabinet banwaya hai usmai jo top ceiling hota hai cabinet ka bhar se waha sunmica nhi dala hai toh maine bola waha lagane toh alag charge lera hai kya ye sahi hai kya?
It’s not possible Don’t give wrong information paaji Laminate par laminate nahi lagayi ja sakti ye aapko bhi aache se pata hai… Kyuki kahi na kahi se mica bubble bana hi degi….
Bhai ye video 10 months purani hai....or jhn ke kaam hua h wo friend ka Ghar hai ....kahte ho to kal dobara video bna kar bhej dunga aapko ...khin koi problem nahi Hui hai...maine humesha kahta hu bubbles only sunmica me fault ya carpainter ke kaam me fault hone par hi aate hai... otherwise kabhi nahi aate.
Thank you paaji ..maine kafi furniture wale ko pucha woh log ne ply ke sheet laga ke uske baad mika lagane ka bola...aaise mika pe lag sakta yea koi nahi bata raha tha... thank you so much
Welcome Brother 🤗
Thanks ,muje table ka sanmayka change karana hai
...god bless you.
Thanks brother 😊
Hume apki video se pata chala ki mika par mica lag sakta hai maine sunmica nayi lagwai hai unhone meri almaariyon ki achi bhal plly badli phir mica 3 guna work bhada diya aage ke liye pata chala dhanyawad
Most welcome brother 🙏
Praji. Bohot jabardast tarike se samjhaya. Mere bohot paise bachaye. 😅😅❤ Thanks
Most welcome brother ☺️🙏
Waahh paaji tussi great ho
Sir particle board ke upar jo melamine laga rehta hai o utarta nahi keya uske upar bhi hum aise sunmica chipka sakte hai please reply
Sir jaipur me ye kam kha pe krke milega ,mere ghar pe light colors wale sanmayka hai muze sara change krwana hai ,pls reply
Good information
🙏🏻
_nice_
Paji kuchh wardrobe dismantle karne pe bhi video banao na plywood wale jo keel se thuka ho use dismantle kaise kare
Sir abhi ek renovation ka kaam start Kiya hai...waha sabhi trha ka wood work remove Kiya hai...but video nahi bnayi...next time se video bna kar upload krunga .....thanks for suggestions 🙏😊
Thank u so much sir
Sir sunmica per paint krwa sakte hai kya agar haa to konsa
Nice
Thanks Dear
Good
Thanks
Nice work Sir ji
Thanks Sunny Ji
Background music very irritating
Nice 👍
Thank You
Sir please reply.. Agar leather laminate par wrinkles aagye ho to usko bhi Ese finish kar sakte hai?kya Uspar aur koi adseive lagane se aur to nahi ful jaayega
Nice work
Thanks
Wow Nice
Thanks
Great work
Thanks 😊
Jisme jitni samajh usi hisab se samjhayega
kanghi ki shayta se lagaoge to achchi majbooti se chipkta h. Sir ji.
Ok Sir ji
bhaiya ye heat se to ni niklega plz bataeye kyuki kitchen me change karwana hai ,plz bateyga
Nahi nikalta. Bohot jabardast pakadta hain ye. Aur agar nikla kabhi to lighter se ya istri garam karke ghumao uspe aur kapde ka mote ball banake daba do. Wapis acche se chipak jata hain..
👍
No
Heatx ki jagah fevicol pro bond use kar sakte h paaji ?
Yes
HOT gun sai bhi mica nikal sakta hai..
👍
paji 1mm sheet k upar bhi laga sakte hai
Sure Sir......same hi procedure rahega
must Pajji love 💕 you
Love u to Bro 😊😊
Why did you nail the sunmica? 4:17
Scratch daalke sunmica heatx se hi lagani hai ?
Yes
Will it work permanently
Yes
Bhai SR ke liye yah technic theek hai per SH ke liye nahin
Sir hetax ke jaga fevicol de sakty hai
Hanji bilkul
Bhiya iron almira pe sanmaika chipak jati hai kya
Success nahi hoga
Thankyou
Welcome 😊
@@SUNVIJCONSTRUCTIONS dressing table k uper a lining crack h hlki fulwat bhi h us jgh usko kese chipkaye?
Fevicol use kr sakte hai kya
No Brother....kuch time baad nikal jayega
Muze doors ke laminate change karwane hai... Mera carpenter bolra ki isse nikal jayega
Sir, 15 saal lagi 3 mm veneer pr laminate laga sakte he kya...?
If yes....plz iska tarika bataye.
THANK YOU
Same process rahega brother
Wpc per acralic lagayi hai to uske uper hi dubara acralic chipkani hai to kese kare
Wonderful
Thanks
Sir ye long life hai na
Please reply
Ji bilkul long life h
Fevicol konsa use karna hoga ya kuchh aur liquid hai
@@m.ibrahimbalapure9573 Sir Favicol SH use kre....ya aap heat x se bhi lga skte ho
Paaji tusi kehdi place toh ho delhi
Mohali Punjab
iski costing kitni hoti hai including labour
180 sqft
Singh sahB mica utregi toh nahi na
Never
Paa ji where is ur shop?
Kharar Mohali
Phone number ?
@@SUNVIJCONSTRUCTIONS
Purana mica hoga tab nikal jayega...
पुराने laminate पर veener लागाने कि क्या प्रोसेस है
Sir veener easy h ...wo to keel se lag jayegi
Mere furniture mein crack a gaya hai toh kaise thik hoga
09041474368
mera jo furniture hai vah white colour per hai aur ab vah uska colour hai vah dal ho ja raha hai toh kya kare
09041474368 call me
Bahut saare carpentars keh re hai ki Mica ke upar Mica kabhi mat lagwana...rupaye waste ho jayenge...nayi mica phool jaayegi.
Kya aapne ye problem kabhi kisi client ke sath face kari?
Aur aap konsi city mei hai?
Kabhi Koi problem face nahi Kari brother or is video ko one year ho chuka hai...is almira ki to abhi tk nahi phooli ...phoone wali problem humesha carpainter ki laparwahi se ya agar mica me koi problem h to hi aati hai otherwise nahi aati.
I'm from Yamunanagar Haryana
@@SUNVIJCONSTRUCTIONS Thank you so much. Ghaziabad-Noida mei aapke koi jaankar ya dost hai jo aapke jaisy sahi advice de sakein aur kaam kar sakein?
Jayda garmi ki season mai SR Kuch kam ka nahi.. Mica purana hota hai to nikal jata hai
@@SUNVIJCONSTRUCTIONSmai bhi yamunanagar se hun i want to connect
@@girishkhanna 9541928007 Vijay Kamboj
.........................music ke zarurat hi NAHI !!!...itne jorse
Bhiya hga va
Paise kamaun li sabh karna painda bro
Mai ek cabinet banwaya hai usmai jo top ceiling hota hai cabinet ka bhar se waha sunmica nhi dala hai toh maine bola waha lagane toh alag charge lera hai kya ye sahi hai kya?
Galat hai.....wo include hota hai
Garmi kay season mai SR kuch kam ka nahi
Ajj kal sab carpenter shortcuts ku use kerta hai...
It’s not possible
Don’t give wrong information paaji
Laminate par laminate nahi lagayi ja sakti ye aapko bhi aache se pata hai… Kyuki kahi na kahi se mica bubble bana hi degi….
Bhai ye video 10 months purani hai....or jhn ke kaam hua h wo friend ka Ghar hai ....kahte ho to kal dobara video bna kar bhej dunga aapko ...khin koi problem nahi Hui hai...maine humesha kahta hu bubbles only sunmica me fault ya carpainter ke kaam me fault hone par hi aate hai... otherwise kabhi nahi aate.
@@SUNVIJCONSTRUCTIONS abhi tk thik hai ki koi problem aayi? Update please
@@gsbhatpare ok h sir ....koi problem nahi h
Kya aap hmare Ghar me chipka doge
Location ?
Good work sardarji .aapka number bejie
Thanks Dear..
☎️ 9041474368 Karan Veer Singh
( KARAN WOOD WORKS & FABRICATOR )
Good 👍
Nice information
🙏🏻
Nice
🙏🏻