Sir jese ki mera joining date hai 18 ko h or unho ne likha v hai 18 or before 18 to kya me 18 se pehle jaa kar joining kar sakta hun ya nahi please reply dijiye sir
Charter certificate me Last study wala headmaster ya principal se likha hua hai kiska sign hoga mera graduate 19-22 tha but abhi final ka result nahi Aaya hai 10th wale se sign karane se hoga
Hmko Kl joining letter aaya hai by post-office se aaya hai lekin mujhe hafidifit ka form nhi diya h bord balo ne to hmko banana hai ya nahi pls reply hubli bord
Bro main application form me graduation Diya hai.uske baad me primary teacher course Kiya hai.Last study wala character certificate graduation wala college se banwana padega yaa last course wala institution se??
Bhai mera adress bhojpur distric me but mai apne family ke sath patna distric me rent par rahta hu bachpan se hi toh kya patna ka adress fill krna hoga
Sir pannel mai naam aagya aur maine sp wala online character v baana leya kya mujhe attestation aur character pehle se baana kar rakh lena chhaige ya joining letter kai ley wait karna chiye
Sir mujhe firojpur me attestation form ki 3 copy jama karni hai to kya mujhe 3 identity certificate par ofiicer se sign karvana padega ya ye keval ek hi lagega plese reply 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Hamne character certificate par attestation form me iti principle k sign kra liye hai aur dusre character certificate par bhi 1 jangah ITI principle k sign kra liye hai kya koi problem to nhi hogi please jaldi bataye
Bhaiya particulars of places mein Jahan hum 1 saal se jyada rahe hain, usme hum Jo bhi jagah ka naam likhenge Jahan hum rahe the, kya un sab ka adress proof mangenge?
@@radhe7547 ek confusion or hai ki attestation form to teen set ho jayega lekin character certificate and identity me tin set me adhikari sign nhi kr the hai
Sir aapse ek bat pusna tha..... Mera graduation 2012-2015 session hai mera graduation ka exam September 2015 me hua aur iti ka session 2015-2017 hai aur admission August 2015 me hua ...kya mai dono certificate ek sath dikha sakta hu...... please reply sir....
@@Gs_raushan Division ke baare mai aisa kuch likha nahi hai, lekin jo mail mai bheja gaya hai woh headquarter se bheja gaya hai aur wohi report karne ko kaha hai 9 se 15 May ke bich...
Bhai Mera ek doubt hai ki mai 2019 se dusare state me railway me duty kr rahe hai to present address me kya aayega Ghar ka pata ya jaha duty kr rahe hai waha ka kyuki aap v to ddu me duty kr rahe the aur aap present address apane Ghar ka Dale hai Please reply bro🙏🙏
Column no 4 me Sir agar same state me kisi other districts me 3-4 saal tyari kiye ho To kya use bhi bharna jaroori h? Agar yadi column no 4 me by birth to till now fill kr diya gya ho to kya isse koi problem hogi? Please sir confusion door kre🙏
10. No wale me 15 year ke baad education fill krna h lekin mera 15th year se phle hi 10th ho gya tha to hmm usme 12th class se fill krenge ? 10th class ka fill krne ki jarurt to hai nii usme ?
Mai Maharashtra se hu ssc certificate pe nam (Shukla Rajesh Avinash)( surname -name -father name) es format me hota hai to bataye upnam aur nam kya hona chahiye
Sir mere sath mere paas bale ak admi k sath mara mari huya tha , same day may usne Police Station jakar mere upar FIR kiya tha , maine bhi same day uske against counter FIR kiya tha , same day night may police mere ghar akar serf puch taz kiya tha lekin arrest nehi kiya , next day dono Police station jakar mutual(compromise) karke ak dusre ka FIR remove kar liya , abhi koi case pending nehi hai , sab thik hai Case toh mutual karne k baad close ho hya , abhi koi case pending nehi hai Toh fir Govt job ki isss attestation form may "Have you ever been prosecuted ? " isss question ka answer YES ✅ kare yah fir NO ✅ kare ?
Sir क्या सभी अलग अलग document पर अलग अलग गैजेटेड ऑफिसर से signature करवाना है या एक officer दो या अधिक document पर signature कर सकते हैं? Please reply 🙏
मेरा home address और current address अलग अलग district में है मेरा home address मुजफ्फरपुर district में परता है लेकिन 5 साल से उपर अपना पूरे परिवार vaishali में रहते है Rent पर । वैशाली में ही पापा दुकान खोले है इसलिए सबलोग वैशाली में ही rent पर है तो क्या मुझे दोनो address भरना पड़ेगा
Hello Bhaiya Good morning Mera question hai ki, maan लीजिए कि मैं ST या SC या obc जाति से आता हू और मेरा Number high होने के कारण मैं General से Qualify कर गया, तो क्या मेरा भी SC, ST, OBC का cast certificate लगेगा जमा करना होगा क्या? मैंने सुना है कि General से जो Qualify करता है उसे cast certificate नहीं देना होता है, क्या ऐसी स्थिति में भी SC, ST या OBC का certificate लगेगा? कृपया बताइए गा जरूर मैं Muzaffarpur से हू
All friends se request hai 🎉
Channel ko like subscribe aur share jarur kare
Sir aak help chahiye thi aap sa plz help sir...
Boliy
@@Gs_raushan mene 51 days security guard ki nokari ki hai or us me mera pf no generate ho gya tha to kya me 11 no point fill kru
@@SHAILENDRASINGH-pw6zs pf aur nps m difference h so koi problem nhi hoga
@@Gs_raushan are me attestation form me 11no. Point ke liya bol rha hu
Sir mai inter pass hu lekin farm me post graduate dal diya gya hai usme koi dikkat to nhi hoga joining me
Sir jese ki mera joining date hai 18 ko h or unho ne likha v hai 18 or before 18 to kya me 18 se pehle jaa kar joining kar sakta hun ya nahi please reply dijiye sir
Bilkul ja skte h
@@Gs_raushan woh joining karwayenge na sir
@@Gs_raushan to sir uske bad duty v start ho jati hai naa ki duty jis din joining date hai usi din se start hoti hai ..
@@prakashfmhs training jis din se start hoga usi din se payment banega
@@Gs_raushan sir meri sr clerk ki post hai or usme koi training nahi hai ..
Sir character certified par two different school ka head master se attested karga sakta hu
Ntpc goods guard liya ckp division hai mera
Gazatted officers hone chahiye chlega
Sir hed master Gazette officer hai to mai du school ka head master se banane koi problem nahi hoga to
Sir south eastern kolkata ka2 nd panel ka joining hoga ki nahi
Bilkul hoga
Sir ckp division me nps from pe nominee ka adhar card ke xerox lagega kya
No idea
Ha
Charter certificate me Last study wala headmaster ya principal se likha hua hai kiska sign hoga mera graduate 19-22 tha but abhi final ka result nahi Aaya hai 10th wale se sign karane se hoga
Hn ho jayega
Sir jo attestation form ki 2/3 set le jane h uspr same officer se ya alag alag set pr alag alag officer se.
No same
10 no column me 15 year se pucha hai to 15 year se Mai intermediate me tha to fir matric mention nhi karna hai n sir
Krna h ji km age m matric kiye tohh v mention Krna h
thanks bhai , ise 3 br bharna hai ya ek br bhr ke 3 copy lagani hai , ?
3bar bharna h
@@Gs_raushan ok thank you
Hmko Kl joining letter aaya hai by post-office se aaya hai lekin mujhe hafidifit ka form nhi diya h bord balo ne to hmko banana hai ya nahi pls reply hubli bord
Jo mila whi bnwaye
Mujhe 3 alag alag attestation form Mila h, to teeno pr alag alag gazzeted officer se sign krwana h ya ek se bhi kaam chl jayega..
Ek se hi attestion form me sign chahiye teno pr
Thankyou sirji..
3 kha mila
1 hi form mila h jisme sir n btaya aise bhrna
Sir hm 10 rupee vala affidavit offline vala laye h isi pr affidavit of 1st class magistrate vala type kra le shi h n sir.
10rupee ka jaldi milta nhi h but apko mil gya toh bna skte h koi problem nhi
Bro main application form me graduation Diya hai.uske baad me primary teacher course Kiya hai.Last study wala character certificate graduation wala college se banwana padega yaa last course wala institution se??
Sir jaha se 12th ki ush school k principal ka sing chl jaayega kya
Kis level m selected h
Sir attestation form in triplicate form bola mtlb original ke 3 set bnane hain kya aur character certificate bhi 3 bnane pdenge kya plz reply
Ha ji
Mera me tum set ka koi mension nhi hai to kevl ek hi set le jana hoga sir
Bhai mera adress bhojpur distric me but mai apne family ke sath patna distric me rent par rahta hu bachpan se hi toh kya patna ka adress fill krna hoga
Ha ji
8:15 apply kiya tha 12th se, college ka details de ya nehi?? college ka details de to last studied institute me 12th wala de ya college wala??
12th wala hi
@@Gs_raushan attestation form me college ka details na Dene se baad me problem nehi hoga???
Sir pannel mai naam aagya aur maine sp wala online character v baana leya kya mujhe attestation aur character pehle se baana kar rakh lena chhaige ya joining letter kai ley wait karna chiye
Wait kijiye
Sir mujhe firojpur me attestation form ki 3 copy jama karni hai to kya mujhe 3 identity certificate par ofiicer se sign karvana padega ya ye keval ek hi lagega plese reply 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
तीन lgega
Ok thank you sir
Hamne character certificate par attestation form me iti principle k sign kra liye hai aur dusre character certificate par bhi 1 jangah ITI principle k sign kra liye hai kya koi problem to nhi hogi please jaldi bataye
Problem ho skta h
@@Gs_raushan thanks bhai for urgent reply
Post se aaye documents hi bnvaye ya mail bale bnvale
Mail wala v bnwa skte gai
Affidavit ke bare me batiye
Identity certificate do diya hai mera kya dono pe ek hi sign se ho jayega
Bhaiya particulars of places mein Jahan hum 1 saal se jyada rahe hain, usme hum Jo bhi jagah ka naam likhenge Jahan hum rahe the, kya un sab ka adress proof mangenge?
Nhi
@@Gs_raushan Ok
Attestion form 1 banwa ke pir photo copy karana h kya 3 copy maga h
3copy me real sign chahiye xerox nhi
Bond me surety ka gov. Job 5 sal ya 5 sal se jyada hi bacha hona chahiy?
Aisa toh rule nhi dekhe av tk
कुछ new h toh bhejiye 9199700328
@@Gs_raushan kisi vdo me dekhe....
Mentioned nhi h ye point to jiska 5 yr se 4. 5 month km h usse krwa skte hain?
Identity certificate pr photo lgana h .. sb jgh same photo lgana zaruri h .. agar form me dusra photo lga diye ho to koi dikkt hoga
Koi photo issue nhi h
Attestation form me jo photo lgaye h.. usko attested Krane k liye bola to ni h.. to attested krana chiye gazzated se ya ni?
b•ed kr rkha hai to character certificate last wala study form Jo hai usme b•ed college se sign kra sakte hai
Nhi b.ed ka valid nhi de rha aap graduation wale se krwa lijiye
Aisa koi candidate rha hai kya
@@RAM.TMIR2023 ha usko return Kiya h ki graduation wale collage se sign krwaye
But Mera BA private rha hai aur private walo ka koi character certificate nhi banata aisa sabhi ne bola hai
Ab mai kya hi kr sakta hu
Pls bataye
Sir BA private hi aur sath me diploma kiya hu ek yeare me kya dono certificate lga skte hi ek sath
बुरी तरह फसोगे दोस्त
ये सब मत करो
पहले से जो sb kiya hai ऐसा
वो एनटीपीसी में भुगत रहा है
Identity certificate aur 1 character certificate per Same adhikari ke signature valid h ki ni???
Bilkul valid hai
Bro 10th exam mein date of entering kya jis year hum 10th mein entry kiye the us year likhenge?
Hn
Joining Documents ka sab paper ka 3 copy kr ke print karna hoga ka ??
Ha
Sir kitna set bnana hai wo mera form me nhi likha hua hai to kitna set bnwaye sir plzz reply
Nhi likha ho toh 3 bnwaye
@@Gs_raushan thank you sir u solved my question
Sir mana 10/15 din panchayat sayak ke service ke hai to usko mention kru ya na. Aur agar kru to uske lia koi certificate bhi dena padega kya??
Nps nhi bna
hoga toh koi problem nhi
@@Gs_raushan nps nhi bna hua hai
@@Gs_raushan sir meri joining hi Hui thi aur kuch na hua na m gya tha aur na hi salary aai thi
@@Gs_raushan to usko mention kru ya na agar kru to certificate bhi dena padaga kya??
Character me sign ceo and SDM se karaye hii koi problem hogi kya?
Koi problem nhi
CO ka sign manya hoga sir??
List me co nhi hai
But tahsil dar hai
Sir, RRB Ranchi se joining letter me 2 Attestation Form diya hai..
To kyaa dono ko fill kar k submit krna hoga???
Bilkul Krna hoga jo diya whi jma hoga
#Raushan sir, to dono me alag alag person se sign kraana hoga.. Yaa dono me same member ka chalega??
Ha same ... Or toh or affidavit ka zikr kahi nhi kiya h
Ser adra indemnity bond diya nhi mail pr pr instruction pr likha to kya banvana h ki nhi sir.
Bilkul bnwana h
Mera v adra hi mila hai
Bond ke bare me kha likha haii bhai mujhe nhi mil rha
Plz really
@@gwp-ranchi-official 14 no. Point me
Mera form me 14 point nhi hai
@@radhe7547 ek confusion or hai ki attestation form to teen set ho jayega lekin character certificate and identity me tin set me adhikari sign nhi kr the hai
Sir , joining letter me bola hai 4 photo lane aur usme picche ki trf gazated officer se attested karwana hai ..
Iske regarding kuchh batayiye sir
gazatted nhi chahiye normal'photo le jaiye
@@Gs_raushan waha jaane pe koi dikkat nhi hoga na
@@abhisheksrivastava8207 nhi ji
Sir aapse ek bat pusna tha.....
Mera graduation 2012-2015 session hai mera graduation ka exam September 2015 me hua aur iti ka session 2015-2017 hai aur admission August 2015 me hua ...kya mai dono certificate ek sath dikha sakta hu...... please reply sir....
Railway me joining karna hai sir...
De skte h koi problem nahi ayegi
Sir maine 14sal six months me matric pass kiya tha to form me kya likhe
Whi likhna hai
Hello sir please reply agar mother ki death hue hai to kya mention karna padega?
Please reply 🙏
Ha
@@Gs_raushan bracket main dead likha rahega ya name ke pre fix main late likha rahega
Indemnity bond ke bare me bta dijiye ek vedio bna kr plz....
Ok
@@Gs_raushan thank you so much
Mere papa or mummy Bihar se h lekin baad wo up me AA gye the or Mera birth up ka h to mujhe papa or mummy ka birth address kya bharna hoga
Jaha Papa ka janm hua woh bhariye us sb se koi lena dena nhi hai
Hum railway se apprentice kiye hai 1 saal ka woh mention kr skte hai page 3 me
Ha ji bilkul karna hai
Sir mera iti session aug 2012- July 2014 h aur 10+2 July 2014-16 h to mai railway joining me apna dono cirtificate submit kar sakta hu plz reply sir 🙏
Hn kr skte hai
Thank u 🙏🙏sir
Graduation ke baad iti kiya to sign kaha se karvayen.
Graduation se hi sign hoga
Kya isme qualification me iti add ker sakte hai
Form bhrne tim jo diye th whi dijiye
Photo me apna sign rahega aur gazette officer ka bhi rahega kya ?
Photo per apna only
Private ITI college ka sign chlega
50-50b.ed wale ko wapas kr rha h
Protek Form ka 3 Copy print কারনে hoga ka yeah 1 Copy lagega ??
क्लियर likhiye
@@Gs_raushan Joining ka time pe Joining letter ka 3 copy print karake sign karna hoga ka
Hume e-mail mai bheja gaya hai, by post bhi aayega kya...
Division kon hai
Mail wale document ko bnwaye
@@Gs_raushan Division ke baare mai aisa kuch likha nahi hai, lekin jo mail mai bheja gaya hai woh headquarter se bheja gaya hai aur wohi report karne ko kaha hai 9 se 15 May ke bich...
Attestation form ka 3 set banane ko kaha hai, 1 hand written fillup karke ussi ka 2 xerox karne se chalega kya...
RO se sign karava sakte h kya
Bilkul
Sir maine BA private kiya hi kya mai 12th wala last college se character bnwa lu chl jayega... Registration form me last education BA dikhya hi..
Graduation certificate aur character certificate sign wala milayega
Bhaiya last me jo aapne identity certificate ke baare me bataye hai kya unka 3 set original banwani hogi ya xerox se kaam chal jaayega
Original
Attestation form ki 3 photo copy krwana hai ...
Station master post ke liye
Depend krega division पर
Mera 10th 14years mai ho gya toh mai kon se years se school ka form bharoo.....
Tenth dalna ekdm jaruri hai
Thanks Bhai 🥰
meri joining date 17/05/23 ko h aur mere b.ed. final ke exam june month me hoge to mujhe b.ed ke exam dene k liye kya krna chahiye.sir please help me
Joining mat kijiye extension le lijiye
@@Gs_raushan baad me join krne me koi dikkt to nhi hogi.
Bhai Mera ek doubt hai ki mai 2019 se dusare state me railway me duty kr rahe hai to present address me kya aayega Ghar ka pata ya jaha duty kr rahe hai waha ka kyuki aap v to ddu me duty kr rahe the aur aap present address apane Ghar ka Dale hai
Please reply bro🙏🙏
Ghr ka diye hai ham ddu verification kaise hoga character abhi latest diye h bnwa ke
@@Gs_raushan फिर तो 21वर्ष के बाद जहां जहां रहे है उसमे तो जहा हम जॉब कर रहे है वहां का पता होना चाहिए?????🙏🙏
Branch post master sign chalaga
Hn hi
@@Gs_raushansir Hn hi matlab
Sir aapne iti kiya hoga to qualification me iti kyo nii dale
Mera v railway me hua h lavel 5 me aur mai v technician hu to kya mughe iti ka v mantion karna hoga ki nii
Graduation wale job me iti kyu dalna
Aapka iti ka session kya tha bhai plz reply
Sir mujhe character certificate banvayye 15 din ho gya hhai .
Joining me. 10;15 din aur lg sakta hai
To vo character certificate nahi many hoga??🙏🏾
Hn ji Bilkul मान्य hoga
@@Gs_raushan 🙏🏾🙏🏾❤️
Black pen se bhare ya blue
dono chlega
Column no 4 me Sir agar same state me kisi other districts me 3-4 saal tyari kiye ho
To kya use bhi bharna jaroori h?
Agar yadi column no 4 me by birth to till now fill kr diya gya ho to kya isse koi problem hogi?
Please sir confusion door kre🙏
Koi problem nahi
10. No wale me 15 year ke baad education fill krna h lekin mera 15th year se phle hi 10th ho gya tha to hmm usme 12th class se fill krenge ?
10th class ka fill krne ki jarurt to hai nii usme ?
Nhi ji tenth ka jarur mention kijiye
Identity certificate me 1 year hi Ro officer dale hai to ho jayega
Hn ho jayega
Thank you
Sir mere pas doo gv form ayahai
Kya dono ko fill up karna padega
Han ji
@@Gs_raushan thank you
Mai Maharashtra se hu ssc certificate pe nam (Shukla Rajesh Avinash)( surname -name -father name) es format me hota hai to bataye upnam aur nam kya hona chahiye
Shukla उपनाम
राजेश अविनाश नाम
Bhaia CHARACTER me CO ne stamp de Diya hai but seal nahi Diya hai koi dikkat ho sakta hai kya 🙏
Nhi koi problem nahi hogi
Photo per kisi ka sign rahega।।reply me
No self rhega
Sir aap iti kab kiye the
Sir mere sath mere paas bale ak admi k sath mara mari huya tha , same day may usne Police Station jakar mere upar FIR kiya tha , maine bhi same day uske against counter FIR kiya tha , same day night may police mere ghar akar serf puch taz kiya tha lekin arrest nehi kiya , next day dono Police station jakar mutual(compromise) karke ak dusre ka FIR remove kar liya , abhi koi case pending nehi hai , sab thik hai
Case toh mutual karne k baad close ho hya , abhi koi case pending nehi hai
Toh fir Govt job ki isss attestation form may "Have you ever been prosecuted ? " isss question ka answer YES ✅ kare yah fir NO ✅ kare ?
Case pending nhi h toh koi problem nhi
@@Gs_raushan Yes karu yah No karu , sabhi may Yes kar raha hu kyu ki koi case pending nehi hai and next day may hi compromise kiye the
form of agreement pe video banae sir
Bna hua hai dekh lijiye
Identity certified 2 dena hai ya 1
2
@@Gs_raushan ek hi adhikari se kara sakte hai ya alag alag adhikari se karana hoga
Number 8
Mera janm home city se bahar ek city ke hospital me huya hein toh wha par kon si jagah ki man likhhu ?
Hom city
Main hostel mein tha kaafi time due to studies, main waha ka address doon kya?
NHI ji
Bhai appointment letter mil jaayega toh uske 4 din baad report karenge toh koi dikkat toh nhi hoga. Please bta dijiye
Nhi koi problem nhi hoga
Attestation form jama karane ke baad
Dubara bhi joining letter aayega kya sirji
Nhi
Bhaiya aapka jaha p.o. hoga wahi ke post master se krwana hai na..
Headquarter se krwayega
Sab jagah utna hai time bharwana hai jaise 3 years 5 month for example
Nhi koi jarury nhi h
Bhai attestation form ka kitna set banaya tha...
3 kuch division m 2 भी
@@Gs_raushan sab kuch original me ya phir ek original our baki 2 set Xerox copy
@@sumitpadhan8 मेरा भी same question
Mara pitaji nahi raha to kaya dalna ha
खाली रखिए जोइनिंग k din clerk bta denge
Hum late laga kar likh diye Bhai koi dikat v hoga
Jabalpur ka kab dega
NA ka matalb kya hota hai
Sir क्या सभी अलग अलग document पर अलग अलग गैजेटेड ऑफिसर से signature करवाना है या एक officer दो या अधिक document पर signature कर सकते हैं? Please reply 🙏
Identity certificate par same officer ka sign chahiye
Bhai level 3 SER 1st penal ka joining kab tk aayega ????
Jald hi
Capital Letters me bharna hai
Hn
Black pen se bharna hai
Hn ji
Sir matric 1 year me complete hona chahiye
And
Mai matric or Inter same school se kiye hain
To fir matric aap kab chhode me date 2010 hoga ya 2012
Woh sb matter nhi karta jb matric kiye woh year dikhaye
मेरा home address और current address अलग अलग district में है मेरा home address मुजफ्फरपुर district में परता है लेकिन 5 साल से उपर अपना पूरे परिवार vaishali में रहते है Rent पर । वैशाली में ही पापा दुकान खोले है इसलिए सबलोग वैशाली में ही rent पर है
तो क्या मुझे दोनो address भरना पड़ेगा
Pahle se private job me ho to location batana hoga
Bta dijiye
Police wala toh 100rupee ke affidavit PR lane k liye bola he toh us PR hi le
Kya lane bola h confusion h toh 9199700328 msg kre
Jo do person ka name diye h unka adhar card bhi le jana hai
Nhi
Hello Bhaiya Good morning
Mera question hai ki, maan लीजिए कि मैं ST या SC या obc जाति से आता हू और मेरा Number high होने के कारण मैं General से Qualify कर गया, तो क्या मेरा भी SC, ST, OBC का cast certificate लगेगा जमा करना होगा क्या? मैंने सुना है कि General से जो Qualify करता है उसे cast certificate नहीं देना होता है, क्या ऐसी स्थिति में भी SC, ST या OBC का certificate लगेगा? कृपया बताइए गा जरूर मैं Muzaffarpur से हू
Bilkul lgega jo form apply tim aap diye th woh abhi manga जाएगा
Dept. Dv me railway format wala obc mangega ya online wala chalega
Maine dv ke time online wala diya tha
@@monuyaadav online wala v chlega
sir mera address galat hai Kiya karo
Affidavit bnwa lijiye
Identification form 2 hai
Toh whi bnwaye
जिसके पापा डेथ कर गए है तो क्या डाले पापा क्या करते है
Vacant rkhiye joining m adikhari jo bolenge bhar dijiyega
Bhai kitni baar attestation form bharoge 😂😂😂😂
Jb tk joining chlegi
Sir koi problem n ho to apna no. De do uspr bhej de jo mail aaya h samjha dijiye 2 min k vedio me agar time mile to
9199700328
Phon no dijia