Sir maine aapka video dekh ke vecum pump se 30 minet vecum karte hai bina flexing karke fridge mai choking nahi faste hai pahele din bhar lag jata hai tha flexing karne mai ek bar man kiya tha fridge ka kam chhod de phir aapka video dekha us time se fridge ka kam karne mai mja aata hai thank q sir
Sir mebi kaam krta hu aise hi bilkul jaise aapne video m bataya nitrogen se hi flashing hoti or vaccum pump se sari air or nami sb nikal jati hai Lekin sir aapki video m kuch step aise bi the joh mujhe nhi pata the thnks ☺️👍 aise video banane ke liye
Sir chota comperssor( painting valla) me pip lagakar condenser saap karsakte he kya mere matlab tyre me hava barne vala comperssor use karsakte hai kya ?
सरजी आपका व्हिडिओ बहुत ही युजफुल है R 22 गॅस को लिक्विड मे कंडेन्सर और फ्रिजर बॉक्स को फ्लश करणेपर पुरा ऑइल निकल जाता है मैने बहोत बार R 22 का ईस्तेमाल किया है सिटीसी और पेट्रोल का इस्तेमाल करने की जरूरत नही पडती
Bhi ajj tak mene kavi vi vaccume pump use ni kiya ...filter se pipe nikal ki self vaccume kiya ..or pinch karahun but kavi chocking problem ni aya ...pata ni kese apka chocking horahei...but app jo batareho sehi baad hei lekin vaccume buy karana pafega..
System oil se choke nahi hota hai oil ke vax se choke hota hai Aur oil ke vax ko vacuum pump achi tarah se bahar nikaal deta hai Waise to 3 4 % oil to system ke pipo me ghoomta rahta hai
Oil se choking nahi hoti hai oil ke vax se hoti hai Oil ke vax ko vaccum pump bahar nikal deta hai Ye video dekh lo m.ua-cam.com/video/DZVUkUEq-5o/v-deo.html
To nitrojan khareed lo aur flaxing karo kaun mana kar raha hai flaxing karna achchha to hai hi Neeche ki video dekh lo m.ua-cam.com/video/DZVUkUEq-5o/v-deo.html
Capillary thandi ho jatee hai 2 freezer ke ander gas ki aawaj ani band ho jati hai 3 Gej ki sooye gas poora hone ke baad bhi - minas me chali aati hai Choking ki pahchan inhi cheejon se ki jati hai in teeno me se koyee ek bhi cheej hota hai to to fridge choke hogi
Dear friend you giving such a good knowledge to us.this video is knowledgeable.professinal technician doing with dry nitrogen flushing.dear friend if u have insta I'd send to me.i am also your field
Sir maine aapka video dekh ke vecum pump se 30 minet vecum karte hai bina flexing karke fridge mai choking nahi faste hai pahele din bhar lag jata hai tha flexing karne mai ek bar man kiya tha fridge ka kam chhod de phir aapka video dekha us time se fridge ka kam karne mai mja aata hai thank q sir
Bahut sunder sir aapka jawab nahi. .....Bahut hi achhi jankari ....
बैकुम कर्नेका तरिका दिखाइयेना सर
Nice good information bhaijaan Allah apko khushiyon se bharde
Sir aap kitne aacche hai duniya Mai admai sab bata deta, pr experiance tranfer nahi krte. Great sir
How I learn remotly sir
Bahut umda jankari di h . Sir
Bahut bahut dhanywad sir ....New knowledge k liye jay hind
Sir mebi kaam krta hu aise hi bilkul jaise aapne video m bataya nitrogen se hi flashing hoti or vaccum pump se sari air or nami sb nikal jati hai
Lekin sir aapki video m kuch step aise bi the joh mujhe nhi pata the thnks ☺️👍 aise video banane ke liye
Very very good information sir aap bahut tarkki karo sir
Good👍 job 💯💯💯💯💯👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍😊😊😊😊😊😊❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤naice kreem taknical sar ap bahut achee se samjhate ho 🥰
Good knowledge and good job
आपके वीडियो में तो दम है भाई
Coling coil alag sa flushing kar sakta hai
I use nitrogen gas for flushing and a proper vaccum pump. Even though it is chocking. In double door fridge its difficult to replace capillary tube.
Inbuilt frijar ke kaiplari kaise change kare
U r right bro
Sir chota comperssor( painting valla) me pip lagakar condenser saap karsakte he kya mere matlab tyre me hava barne vala comperssor use karsakte hai kya ?
kreem bhai. fruit freez ki cooling coil pe fan ka rotaysan kese hota he .fan clock wy chalta he ya anticlock .
Refrigerator,me N2-pressor kitan dena chaiye...?
100 psi
Sir anti moisture dalna chahiye kya
Nahi
Wonderful solution
सरजी आपका व्हिडिओ बहुत ही युजफुल है R 22 गॅस को लिक्विड मे कंडेन्सर और फ्रिजर बॉक्स को फ्लश करणेपर पुरा ऑइल निकल जाता है मैने बहोत बार R 22 का ईस्तेमाल किया है सिटीसी और पेट्रोल का इस्तेमाल करने की जरूरत नही पडती
Bhi ajj tak mene kavi vi vaccume pump use ni kiya ...filter se pipe nikal ki self vaccume kiya ..or pinch karahun but kavi chocking problem ni aya ...pata ni kese apka chocking horahei...but app jo batareho sehi baad hei lekin vaccume buy karana pafega..
Bar Bar choking Kyon Hota Hai fridge stocking ka samasya kya hota hai
❤❤❤❤❤ super sir
Motivational
Ab ye btao sir ki aage karna kya h jo shi ho vo btao
Thanks
Fifty liter mini bar ki condensar kaise change kare bodi ki andar se condensar hai
Iski vedio daliye sir
Baiya aapko ye sab kam kitna din laga tha
ᴛʜᴀɴᴋꜱ ꜱɪʀ
Sir freezer jyada chok hai to 134 gas can se hi flashing kar sakte hai ya nahi
Kar sakte hain but gas waste karne ki kya jaroorat hai vaccum kariye gas daliye koyee problem nahi hogi
Sar Samsung freezer freezer barp nahe JAMA rah h capillas number 49 hai freezer naya gas
Thanx Sir G
Gajab
Super sir
Very nice sir 👍
Sir vaccume fridge ke compressor ke charging line se karni hai .
Yes
Good
❤❤❤❤❤❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Sir agar compressor se oil jyada aane lga to kya kre
Gas charge kar den koyee problem nahi hogi
Nice
Flaxing nai usko bolta hai flushing
2 compressor oil ko moisture pakdaga dry nitrogen use kar na ka
कूलिंग कॉइल मे का ऑइल फिर कहा से कैसे निकाले
Bhai agar halka sa bhi system me oil mile to flushing jaroor Karen khali dryer change karne se kuch nhi hota me already ye sb karke dekh chuka hun
Aap vaccum pump se vaccum kiye hi nahi honge
Bhai dryer change krke vaccum krke gas charge krne se koi bhi problem nhi aata hai ....mene krke dekha hai
Likis kese check kare
Bhai agar condenser me oil ho to flash to Karne phadega na condenser
System oil se choke nahi hota hai oil ke vax se choke hota hai
Aur oil ke vax ko vacuum pump achi tarah se bahar nikaal deta hai
Waise to 3 4 % oil to system ke pipo me ghoomta rahta hai
Aur ye bate sabko nahi pata hoti hai
Mujhe bhi pahle nahi pata thi
Thanks sir
@@kareemtechnicalmind8172due to viscocity
Sir double door fridge ka compressor chal rha hai
but cooling nhi kr rha hai kya problem hai sir tell me plzz
Condensor agar garam ho raha hai to gas sahi hai fan motor kharab hoga
Condensor garam nahi ho raha hia to gas ki problem hai
Bhai Mera freezer m bhi ye dikkat hai
Bhai Mera freezer thik ker do na
Sir ham kolkatasa bolra hu
Sir ji ap kahase hou mujhe bhi kam sikhna he sir.
Up azamgarh
મેં ભાઈ ગુજરાત જામનગર છે આપકા ક્લાસ લે કે કામ શીખ ગયા
Bhai aap kaha se ho
Up azamgarh se
@@kareemtechnicalmind8172 brother yeh meri channel ua-cam.com/users/Dreamelectrical
Sir agar freezer me oil chad gya h to use kya kare
Oil se choking nahi hoti hai oil ke vax se hoti hai
Oil ke vax ko vaccum pump bahar nikal deta hai
Ye video dekh lo
m.ua-cam.com/video/DZVUkUEq-5o/v-deo.html
Sir ji pronom
Pranam
एक बात को बार बार बोलता है यार।
बिना बकुमे के बकुम हो जाता है । तुम्हे करना नही आ रहा है।
या फिर न्यू होगा ।
Double stage ki vacuum pump ki MRP bataiye badhiya wale ki double stage
6000
Vacuum pump ki MRP bataiye badhiya wali kahan milegi
@@totaram45 singal stage se ham log vaccum karte hain 4000 ka mil jayega
Double stage ka le lenge to aur achchha hai 6000 ka mil jayega
@@totaram45 kahi se le lo
खोदा पहाड़ निकला चूहा पूरी वीडियो इस आस में देखी कि कुछ अलग बताएंगे सरकार पर ये तो हा हा हा
Bhai our agar freezer me oil Chada ho to bhai freezer ki flashing to Karni hogi na
To nitrojan khareed lo aur flaxing karo kaun mana kar raha hai flaxing karna achchha to hai hi
Neeche ki video dekh lo
m.ua-cam.com/video/DZVUkUEq-5o/v-deo.html
Tum jese logo ki vajah se he cooling coil kharab hoti he aur freezer tedha ho jata he
Video sahi se dekho video me bataya kya gaya hai fir bolo
Bhai fridge chonk hone par kase pata kare
Capillary thandi ho jatee hai
2 freezer ke ander gas ki aawaj ani band ho jati hai
3 Gej ki sooye gas poora hone ke baad bhi - minas me chali aati hai
Choking ki pahchan inhi cheejon se ki jati hai in teeno me se koyee ek bhi cheej hota hai to to fridge choke hogi
Kitna mains aata he
5 ya 0 pe
Dear friend you giving such a good knowledge to us.this video is knowledgeable.professinal technician doing with dry nitrogen flushing.dear friend if u have insta I'd send to me.i am also your field
Sir aapka contact number milega kya ??
Sir aap ka number do