Nafs Per Qaabu Panay Ka Amal - Roohaniayt - نفس پر قابو پانے کا عمل - AL QURAN MURSHIDUN

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 28 лис 2024

КОМЕНТАРІ • 88

  • @zaraabbas2253
    @zaraabbas2253 4 місяці тому +1

    Zabrdasy 😊

  • @raoufkhan2115
    @raoufkhan2115 4 місяці тому +2

    ASW🎉🎉

  • @NidaHussain-g4v
    @NidaHussain-g4v 4 місяці тому +1

    Zabrdast👍

  • @rajaafzaal1708
    @rajaafzaal1708 4 місяці тому +1

    ماشاءاللّٰه

  • @Islamicfashion5116
    @Islamicfashion5116 5 місяців тому +1

    جزاک الله خیرا فی دنیا ولآخیره

  • @shaikkarimulla9329
    @shaikkarimulla9329 6 місяців тому +1

    Beshaq mashallah bahut khoob samjaye hain hazrat

  • @AbdulNabi-e2c
    @AbdulNabi-e2c 6 місяців тому +1

    Subhanallah, Subhanallah Bahuth Aasaan Tarika hai.🌹🙏🌹

  • @shafqatmehmood8374
    @shafqatmehmood8374 4 місяці тому +1

    Masha Allah
    Jazak Allah

  • @AliMurtza-jf8nq
    @AliMurtza-jf8nq 4 місяці тому +1

    Mashallah

  • @FaisalKhan-wm8ls
    @FaisalKhan-wm8ls 5 місяців тому +2

    mashaAllah❤❤❤❤

  • @BibiLailahNubeebokus
    @BibiLailahNubeebokus 6 місяців тому +2

    So true ma shaa Allah. Constant Small good actions bring great change in our self❤

  • @NewOrange12
    @NewOrange12 6 місяців тому +1

    Awesome and terrific 💯
    So thank you sir ❤❤❤

  • @SaadRajoot
    @SaadRajoot 6 місяців тому +3

    Buht nice mein Allah ki psndida bndi bnna chhti hon plz dua kren

    • @ALQURANMURSHIDUN
      @ALQURANMURSHIDUN  6 місяців тому +1

      Apnay Amal K sath Allah ka darbar me ap maqbool hojaogi .. Allah apko salamat rakhay

  • @farukislamicvideos
    @farukislamicvideos 6 місяців тому +1

    ZazakAllah

  • @irfaninamdar246
    @irfaninamdar246 6 місяців тому +1

    Wakai hazrat bahut mashaallah samjhaye aap ❤ ❤ ❤

  • @WaheedAliofficallfromPakistand
    @WaheedAliofficallfromPakistand 5 місяців тому +1

    Bilkull

  • @abdulkhaliq8327
    @abdulkhaliq8327 4 місяці тому +1

    LIKE

  • @omeruddin5477
    @omeruddin5477 6 місяців тому +1

    Mashaallah

  • @MdSaddam-r9m
    @MdSaddam-r9m 6 місяців тому +1

    Masallah ❤❤❤❤

  • @saymuzzamanTalukder
    @saymuzzamanTalukder 5 місяців тому +2

    Love

  • @maqsoodahmad-hz6tj
    @maqsoodahmad-hz6tj 6 місяців тому +1

    Bhai jan aap ke video bahut he pasand aae he.

  • @miraj0280
    @miraj0280 6 місяців тому +1

    Subhanallah Allah paak aapko har Khushi atha kare aameen summa aameen ❤

  • @zoya49815
    @zoya49815 6 місяців тому +1

    W salam

  • @MohamadAzmat0
    @MohamadAzmat0 6 місяців тому +1

  • @maqsoodahmad-hz6tj
    @maqsoodahmad-hz6tj 6 місяців тому +1

    Fine and nice information

  • @Saifulrehman786
    @Saifulrehman786 6 місяців тому +1

    Mashallah zabardast ❤

  • @AmitKochhar-hn8fo
    @AmitKochhar-hn8fo 6 місяців тому +4

    Love from India. I am a Hindu I love ur video

    • @ALQURANMURSHIDUN
      @ALQURANMURSHIDUN  6 місяців тому +3

      Welcome ... I love Human... Hindus are also Great Human... Keep Watching

    • @naseerahmed3277
      @naseerahmed3277 6 місяців тому

      Alra tv ko dekho wha pr nos atta hai live screen pr call kr k zikra qalb lay saktha ho phala upload vedios bhi dekho fr faisla kro haq or sach kya hai wha pr hindu k autar k bara mai bhi vedoi hai jesa sai baba kon tha etc

  • @DanishAnjum-j8v
    @DanishAnjum-j8v 6 місяців тому +1

    Assalam alaikum warahmmath ullahhi wabarkath

  • @tasneemkhan2205
    @tasneemkhan2205 6 місяців тому +2

    Assalaamu alaikum warehmatullahi wabarakatuhu bhai jazaak ALLAH khairun

  • @zoya49815
    @zoya49815 6 місяців тому +2

    ❤❤❤

  • @AbdulKalam-nr6rc
    @AbdulKalam-nr6rc 6 місяців тому +1

    Curect

  • @naimakhatun6137
    @naimakhatun6137 6 місяців тому +3

    Assalamualaikum Sir, Allah aap ko Khush,Salamat rakhe. Mai(Nayema Khatun) aapna nafs par qaabu Kar paye aap dua kijiyega plz. Mera husband Sk Aamir mujhe aapna ghar lejaye. Aap dua kijiye.

    • @ALQURANMURSHIDUN
      @ALQURANMURSHIDUN  6 місяців тому

      Walaikum Salam... Ap Muraqba Karen Inshallah 21 din me result milegi

  • @LaeeqAhmad-pq5cq
    @LaeeqAhmad-pq5cq 6 місяців тому +1

    Love you

  • @zoya49815
    @zoya49815 6 місяців тому +1

    Wah bulya

  • @AdnanKhalil-qg3nb
    @AdnanKhalil-qg3nb 2 місяці тому +1

    نئے لوگ دل کو کیسے جگائیں اور دل سے اللہ کے زکر کیسے کروایا جاے جب کہ زکر تو زبان کرتیں ہے اور مسلسل دل کیسے زکر کرے اس کی مشق کیسے کی جائے

    • @ALQURANMURSHIDUN
      @ALQURANMURSHIDUN  2 місяці тому

      Buht videos banae hen is channel per ap dekh leen.. shukria

  • @gulafshanmufti7254
    @gulafshanmufti7254 6 місяців тому +1

    Asalamualaikum Aap ka Naam kya hai aur aap kahan se hai

    • @ALQURANMURSHIDUN
      @ALQURANMURSHIDUN  6 місяців тому

      Inshallah Buht Jald screen pe ajaonga.... Jab Allah Chahega...

  • @s.rshaikh336
    @s.rshaikh336 6 місяців тому +1

    Hajrat Nafs marna Bibi ke saath milna is mamle me ap ka kya kahna hai please reply de ?

  • @mariaazeem8722
    @mariaazeem8722 6 місяців тому +1

    Insaan Jo bhagay ja raha hy bari taizi Se usko ghor o fikkar ki taraf lainay k Liya pehlay stop krwana ho ga.then amaal ki Dunia main aik aik qadam soch samjh kr rakhnynka adi banay ga wo Insaan.
    Stop ho aur apni nafsiyat ko
    samjhay.

  • @mariaazeem8722
    @mariaazeem8722 6 місяців тому +1

    Assalam o alaikum
    Bhai Allah Walo ne nafs ko marnay ka iss Liya bhi kaha ho sakta hy k iss stage tak toh Banda pihanchay phir wo khud ba khud guide HOTA jay ga.
    Achay buray khiyalaat anay pur Banda agr hur khiyal ko mar dy aur koi Amal na karay Yani stop ho jay tab hee ja kr wo dekh paaye ga Apne Amal ko.
    Jaisay he wo Apne Amal ko dekhny ki salahiyat hasil kr lay ga tab wo achay khiyal pur Amal krna hay buray pur stop rehna hy jaisay Amal ko samjh paaye ga na.

    • @ALQURANMURSHIDUN
      @ALQURANMURSHIDUN  6 місяців тому

      Walaikum Salam Buht Khood Farmaya Ap ne... Allah apko salamat rakhay

    • @naseerahmed3277
      @naseerahmed3277 6 місяців тому

      Alra tv ko dekho wha pr nos atta hai live screen pr call kr k zikra qalb lay saktha ho phala upload vedios bhi dekho fr faisla kro haq or sach kya hai

  • @aliubed3162
    @aliubed3162 3 місяці тому +1

    Assalamalaikum Sir; Aap k under nafs burai paida karta hai har cheez ki yaani zyada khana; ya zyada baaten ya geebat burai ya waqt ki barbadi fuzool baton me lekin agar aap ki Ruh yani aap ki bunyadi Asliyat jo aap ki sabse shuru ki asliyat thee yane isse pehle jab aap dunya me bhi nahi aae the apni Ma ke pet me jab paida bhi nahi hue to aap us waqt sirf aur sirf ek Ruh the. To us waqt aap ka nafs ki koi haqeeqat nahi thi lekin jab aap paida hue to aap ka maddi jism wujood me aya aur usi waqt aap ka nafs bhi aaya. To aap k jism k under aap ki Ruh to hai ya phir shayad kuch aap ki Ruh kahin aur bhi ho sakti hai jis tarah agar aap videogame khelen to aap ki ek asliyat us game k under hain jiska ek naam bhi hai aur ek wujood bhi lekin aapki jo asal body jo hum misal k taur pe kahen ge woh usko bahar se control kar raha hai to isi tarah kuch Uluma kehten hain k aap ki shayad jo puri Ruh hai woh sari aap k jism me nahi hai; yani usme se kuch Ruh ka hissa kahin aur hota hain. Ab pura pata nahi k yeh kitna sach hai barhal mera yahan pe maqsad yeh nahi hai k aapki Ruh kahan se apki body ko operate karti hain kyunk Allah Subhanataala ne Quran me Farmaya k Ruh k bare me usne thora sa Ilm diya hain; to asal me Ruh Allah Subhanataala ka raaz hai jiske baare me kisi ki shan nahi k woh zyada baat kare. Lekin meh sirf ye batana chahta tha k nafs hamare jism ki tarah hai k woh sab kuch hargiz nahi hai Jaise k aap ka jism hi sab kuch nahi hai jaise k aap apne jism ko dubla patla ya mota ya muscular tandrust bana sakte hain to usi tarah aap apne nafs ko nafse Ammara ya Lawwama ya Mutmainna bana sakte hain aur woh cheez jo usko mukhtalif tareeqe k nafs banati hai to woh hai aapki Ruh to Asliyat me aapki Ruh hi sab kuch hai. To yeh kehna k mera nafs hi sab kuch hai woh isi tarah hai jaise koi kafir yeh kahe k mera jism hi sab kuch hai. Lekin sach to sirf ye hai k agar aap kehte k meri Ruh hi asal cheez hai aur is Ruh se me apne jism ya nafs ko mukhtalif qism bana sakta hun. Aap yahan pe shayad yeh kahen k aap ki Ruh bhi to achchi ya buri ho sakti hai to aap apne is bol me bilkul sahi hon ge. Lekin aap ki jo asal haqeeqat hai woh aap ki Ruh hai. Yani ye me nahi kahunga k aapki nafs ya body ki koi haqeeqat hi nahi. Yani jis tarah aap ka ek maaddi jism hai to aapka ek nafs bhi hai lekin aap ki asliyat aapki Ruh hai jo aap koi iradah karte hain to woh aap ki Ruh asal me irada karti hai achchai ya burai ki taraf; Ha ye aapka nafs hai jo shuruwaat me burai ki taraf murta ya kheechta hai kyunk iska bunyadi nature bura hai to isliye ispar ek mehnat ki zaroorat hoti hai jo aapki Ruh ko irada mehnat ispe karna parta hai “tazkiatunafs”. Yeh isi tarah hai k agar aap ka jism mota hai to aap ko uspar mehnat kasrat usko sehetmand banane me irada karna parta hai lekin woh asliyat me aapki Ruh hain jo asliyat me buri ya achchi hoti hai jisko choice hoti hai k usko kis kism ka nafs ya jism chahiye aur phir usko kya uspe karne ki zaroorat hai. Isliye yeh aapki Ruh hai jisko sawab ya gunah milta hai. Aapka nafs to aap ki body ki tarah tha jispe aapki Ruh ko Iradae koshish uspar karni thi

    • @ALQURANMURSHIDUN
      @ALQURANMURSHIDUN  3 місяці тому

      Mashallah buht acha likha hay ap ne

    • @aliubed3162
      @aliubed3162 3 місяці тому

      @@ALQURANMURSHIDUN Shukria Sahb ❤️

  • @sameermj789
    @sameermj789 6 місяців тому +1

    mene kafi pagalo dekha hai, lakin apko sun kar afsos hua ki me apse nhi mila

  • @shaikmadarmadar4480
    @shaikmadarmadar4480 6 місяців тому +1

    Aap mujhe phone karo aap