Vha pr bacche k heart operation k admission ka process btaye plzz. Aur admission k kitno dino badd tk operation hota h mujhe apne bacche ka krana h pr tym kam h
Is problem ko hm AIIMS Delhi me dikhaye hai . Mera dost ko hai , dava hamesh khane ko bola h. Kya kare bhaiya , permanent ilaj kaha se karvaye ,plz help ...
❤❤❤❤ Dear Any one please suggestion me:- Mai lagatar 3 year se yaha apni bachi ka ilaaz karwa raha hu. Is bar 28/01/2025 ka visit date diya huaa hai but mai November/December me jane ka plan kar rahu kya is date me check up ho jayega? Ya mujhe apni hi date pe jana chahiye?
Sir my newborn daughter was diagnosed with meconium aspiration syndrom and after taking treatment of it till 9 days in nicu doctor found pda with 2 mm in my daughter so kindly suggest me that i need to go to admit my daughter in this hospital for pda treatment or it is curable without medicine...
Hello sar meri beti ke heart mein do hote the Is hospital mein lekar gai the ek hole bhar Gaya hai dusra jo 5 mm ka tha vah 4 mm ka ho gaya hai lekin is bar usko nimonia bahut Hui uski vajah se uska weight gain nahin hua Hole ka size 4mm hi hai dr bol rahe hai waight gain accha ho raha hai abhi hum dekhte hai meri beti 8 month ki huyi hai uska waight 8 kg hai please sir bataye meri beti meadicen se theek ho jaye gi hum apni beti ko khane me kya de jise uska waight jaldi bade 15 din se meri beti ka waight nahi bada hai uske dant nikal rahe hai loose motion ho gaye hai sir please bataye
Dekhiye Aap lagatar doctor's ke sampark me rahiye, aur rahi baat waight gain ki to uske liye Aap usko Seb ka chhilka nikalkar pehle garam kar le aur usme aangur ka rash milakar palaye, uske sath chia seeds aur isabgul aadha aadha chammach le aur usko rat me aadha glass Pani me milakar rakhle aur fir subha us ghol me thoda sa michhri milakar palaye, yaad rahe us ghol ko bina chhanke pilana hoga dhire dhire karke, agar Sardi jukham hai to isabgul ko chhod ke sirf chia seeds ko hi bhigokar pilaye, aur stan paan me dhyan de,
I visited the hosial it is at kharghar mumbai. It is forally free .i.e. it dont have biling desk . Daily 5 to 7 child heart surgery going on .that's is also 100 % success, one parents stayed there for two months he said only one death in 2 month's. I.e. also patient is very critical
kokilaben , and satysai hopsital are best and they do free surgery for Poor childrens from PM bal surakhsa scheme . daily more than 15 surgery at mumbai kokilaben hopsital out of which 7 to 8 are full free .
Mere bete ko 10mm ka vsd h, 4 month ka h or uska weight gain nhi ho rha h abhi wo 3.5 kg h... please sir suggest kigiye 🙏 operation success ho jayega na
Dekhiye bharosa rakhiye sab thik ho jayega, lekin jald se jald kijiye kyunki 6 mahina se jyada hone par recover hone me time lagta hai, Apka baby 4 month ka hai to phir koi dikkat nehi hoga,
yes tetrology of fallots , total 3 to 4 surgery needed with gap of 6 months to 2 yeears . study RBSK scheme on google and you tube . kokilaben , and satysai hopsital are best and they do free surgery for Poor childrens from PM bal surakhsa scheme . daily more than 15 surgery at mumbai kokilaben hopsital out of which 7 to 8 are full free .
Mere bachi 5 sal ka kuchh khati hai to chati me dard hota hai uske baad achank dard hota hai kabhi kabhi hota hai 3 months bic bich me hota hi uska Karan kiya ho sakta hai pluse help
Mere bhai ki beti ke dil.m chhed hai jb se janm liya tb se private hospital m admit hai. 25 din ki hogyi . Or ab opration ke liye bol rahe h .kya ab yaha ilaz ho jayega opration ka bahut paisa bta rahe hai. Koi rsta btaye ap.
Sar yes yh hospital kaisa hai mujhe bataen nirahua rikshawala hai ilaaj Delhi r m lhospital Sher ke dwara ladka operation karvaya hai fir se dil mein problem a gai hai sar main aapke hospital mein aana ja raha hu
Bagwan is hospital ko banane wale ko bahut aage le Jaye
Ofcourse
You are right.
bilkul sahi baat hai.
Main bhi apni beti ka ilaaz karaa chuka hoon sree sathye sai sanjeevani hospital Kharghar Mumbai mein .
Yahan ke sab staff Nekdil insaan haen
.Allah rabbul aalameen inke owner ko' apne hifzo amaan mein rakhey. Inka bhalaa ho .
Sir hospital ka contact number de do
माझ्या मुलीचे ऑपरेशन सत्य साई संजीवनी हॉस्पिटल मध्ये केले आहे.खूप खूप धन्यवाद संपूर्ण सत्य साई संजीवनी टीम ला
Aaj 2 August 2024 h aur aaj ke hi din mere bete ka operation hua h aur success hua h aapko koti koti naman
साई सत्य हार्ट हॉस्पिटल के संपर्क नंबर हैं तो भेजो
प्लीज हेल्प
इलाज़ के लिए सही है हॉस्पिटल या नही
इलाज़ फ्री में होता है या रुपए देने पड़ते हैं
sir aapka no mil sakta he
Kaise waha ilaz krae pls btaie. Mujhe apni beti ka operation krwana hai yaha
Pls help
Vha pr bacche k heart operation k admission ka process btaye plzz. Aur admission k kitno dino badd tk operation hota h mujhe apne bacche ka krana h pr tym kam h
बहुत अच्छा कार्य 🙏🙏🙏
Naam bada darsan chhota h
Thank you sir for this massage ❤❤❤
Bahut bahut Dil se dhanyabad sahab
God bless you ❤🙏
Too good scheme and God bless you
Thank you for the information
Bahut hi axa information hai bhai
Bahut Acha kiye aaplog
This hospital is very very good
Very powerfull Video. 🙏🙏🙏🙏
THANKS FOR THE INFORMATION 🙏🙏🙏
Thank you for information 🎉
Welcome 😊
Bahut bahut dhanyawad
Baht badhiya Hai 😊
Super bhai information
Very good hospitals 🙏
बहुत अच्छा है ❤️
Thank sir for information
Very nice bhai 👌 👍 👏
Very nice hospital
Bahut achha laga sir
Dhanyawad
Hello mujhe aap se jankari chahiye @@Mrhealthsamachar
dhanyvad
स्वागतम्
Jai Satya Sai 🙏🙏🙏🌹
Lekin blood ke liye Kya vyavstha hai
Very good work sir ji. aise hi ivf bhi moft me hoti to aj sabhi mahilo ko santan prapt hoti. Muft ivf center hai kya sir ji cg me
Bahut badhi esa vhamara bharat me treatment dijati he
Mera Bharat mahan
Is hospital me dil ke santh hard me ns ki sikudan ka bhi ilas hai kya
Is problem ko hm AIIMS Delhi me dikhaye hai . Mera dost ko hai , dava hamesh khane ko bola h. Kya kare bhaiya , permanent ilaj kaha se karvaye ,plz help ...
Jai sai ram jai mata di
Achcha Laga
Bahut achcha video Hai sar kahan per hai hospital
Mere bete TOF patient
2 year 4 month ka hai
Wait 8.7 kg hai
Mujhe bhi bete ka surgery karwana hai
Kb karwaun mardarshan karen
Mere gr me bhi ek 7saal ki bacchi h jo hart se sabandhit h eska elaz krwana tha plz shi shi salah btaye kese kya kre plz
bahut achcha Laga
धन्यवाद
Kya pda closer device lagai jati hai
Great work
Thanks 🌷
वीडियो बहुत अच्छा लगा और मुझे अपनी लड़की के दिल❤ का ऑपरेशन कराना है। जिसकी उम्र महज 8 दिन है।
Aap jald se jald le jaiye
Mera ko hard ka bimari hai mai bhut presan hun plz coment me btao vha think ho jayega
Is hospital me beby ke hypoplastic left heart syndrome ka opretion hota kaya
meri beti ko bhi asd 2mm kya thik ho jayega
Meri mom Ko heart problem h doctar ne bypass surgery bola h aur high risk v to hum Kaya kare kyunki hamare pass itne paise nhi h ,reply jarur kare
Kya online appointment booking hoti hai yaha k liye kripya reply kariye 🙏
Very nice
Yaha ilaz krwane ke lie number kaise lagenge??
Very good work
narayna hospital jaipur very best hospital❤❤
❤❤❤❤ Dear Any one please suggestion me:- Mai lagatar 3 year se yaha apni bachi ka ilaaz karwa raha hu. Is bar 28/01/2025 ka visit date diya huaa hai but mai November/December me jane ka plan kar rahu kya is date me check up ho jayega? Ya mujhe apni hi date pe jana chahiye?
Sir mere papa Ki age 65 year hai unke hart me blockage hai kya vaha ilaj ho jayega
Nehi Aap unko Sri Sathya Sai hospital Bangalore, Narayana Hrudalaya Bangalore, ya Delhi AIIMS hospital me le ja sakte hai
यहाँ सिर्फ बच्चों का ईलाज होता है या
सब का बताईये धन्यवाद🙏💕
Sirf baccho ka
Sir my newborn daughter was diagnosed with meconium aspiration syndrom and after taking treatment of it till 9 days in nicu doctor found pda with 2 mm in my daughter so kindly suggest me that i need to go to admit my daughter in this hospital for pda treatment or it is curable without medicine...
Pehle to is number par call karke appointment lijiye phir jaiye +918010119000
@@Mrhealthsamachar Mem meri bachi ko tecrology of flot he uska ilaj ho sakta he ky Meri beti 8month ki he
Jay jagannath Prabhu
CCHD 1 month baby girl ka.operation ho sakta h kya ??
❤️🙏🙏🙏
Bahut achha meri 4 mahine ki bachi ka hart me chhed he operation ho sakta he kya
Registration kaise karna ya direct jane se ho jayega
Mere bete ka bhi dil me 5mm holl hai kya kre bahut problem me hai help kijiye
Bete ki age kitni hai baby ka waight kitna hai plz bataye
Bete to mar gaya sir 😢😢😢
Good hospital
Dil ka chhodkar aur kuchh bimari ka ilaaj hota hai kya
Hello sar meri beti ke heart mein do hote the Is hospital mein lekar gai the ek hole bhar Gaya hai dusra jo 5 mm ka tha vah 4 mm ka ho gaya hai lekin is bar usko nimonia bahut Hui uski vajah se uska weight gain nahin hua
Hole ka size 4mm hi hai dr bol rahe hai waight gain accha ho raha hai abhi hum dekhte hai meri beti 8 month ki huyi hai uska waight 8 kg hai please sir bataye meri beti meadicen se theek ho jaye gi hum apni beti ko khane me kya de jise uska waight jaldi bade 15 din se meri beti ka waight nahi bada hai uske dant nikal rahe hai loose motion ho gaye hai sir please bataye
Dekhiye Aap lagatar doctor's ke sampark me rahiye, aur rahi baat waight gain ki to uske liye Aap usko Seb ka chhilka nikalkar pehle garam kar le aur usme aangur ka rash milakar palaye, uske sath chia seeds aur isabgul aadha aadha chammach le aur usko rat me aadha glass Pani me milakar rakhle aur fir subha us ghol me thoda sa michhri milakar palaye, yaad rahe us ghol ko bina chhanke pilana hoga dhire dhire karke, agar Sardi jukham hai to isabgul ko chhod ke sirf chia seeds ko hi bhigokar pilaye, aur stan paan me dhyan de,
Mere beti ko 8mm ka hole h heart me me rajisthan ki niwasi hu to kya ya akr mere beti ka operation hojaega
Ji ha agar unki Umar 18 saal se kam hai to jarur ho jayega
Sir mere bachhe ke Dil me do dhed hai wo abhi 5 sal ka hai agar koi upay ho to hame batayen
Ae aehshan ham kabhi nhi bhulenge
35/40 years lady ka operation free mein ho sakta hai ki nahin
Kya 18+ Umar ka bhi elaj hota hai .
doctoron Ko Dil se shukriya
स्वागतम्
Mera 1year 2 month ka beta uska one side kidney size bada he illaz hoga kya
1 sal ka bacha hai bahut emargency hai.jane ke liye appointment lena padega
Kis jagah hai par hai
I visited the hosial it is at kharghar mumbai. It is forally free .i.e. it dont have biling desk . Daily 5 to 7 child heart surgery going on .that's is also 100 % success, one parents stayed there for two months he said only one death in 2 month's. I.e. also patient is very critical
क्या यह हॉस्पिटल मुंबई मे है क्या
Please contact no de jiye oha ka
Meri bachi ko bhut big hole hai heart me but 4 bar ja cuke hai abhi tak operation date nhi mila
Beautiful
Mature aadmi ka treatment nhi hota hai kya
Mere bete ko bhi हार्ड ka problem hai sir mujhe bhi इलाज krwana hai
मेरे भी भांजे को दिल में दो छेद है जी प्लीज हेल्प करो और गाइड करो कैसे जाए वहा मैं प्रयागराज से हु
Ji ha Aap bhi unko call karke appointment le lijiyega,
रायपुर छत्तीसगढ़ आना है
Naya raypur me gaya tha 1month ka time dene par hamne jaipur narayna hospital very best hospital 🏥
Number kese milega sir please help @@Mrhealthsamachar
Bhai same problem h do ched h bacche kuch smajh m nahi aa rha h
❤️😘🙏🙏🙏👌👌
Ka ha par hai sir Asptal 18 sal bacha hai dil me ched hai Apresan ho jaya ga ki nahi
बच्चों की सेवा तो हर कोई कर लेता है लेकिन बूजूर्गो का कोई हाल पूछने वाला भी नहीं बेचार ना तो घर के ना ही घाट के
Mere pitaji ka umar 70 saal hai ky Angioplasty ho jayega
Sir mera beta 2 month ka hai uska dil mein 8mm VSD ka hold hai iska tritment abhi medicine ya operation se clear hoga please reply 🙏🙏
Waise uske bare me Cardiologist hi clear bata payega. Aise cases me Lekin jyadatar samay medicine me hi thik ho jata hai.
Is month me jayenge appointment kaise lena hai
Video me phone number hai uspar call karke appointment lijiye
@@Mrhealthsamachar pH Kiye the uthaiya nehi
Brother emargency hai thoda help kardije kaise kiya karna hai
कितने उम्र तक इलाज होता है
Pls कोई बताए
Sath me koye card vi lejana parta hai kiya
kokilaben , and satysai hopsital are best and they do free surgery for Poor childrens from PM bal surakhsa scheme . daily more than 15 surgery at mumbai kokilaben hopsital out of which 7 to 8 are full free .
Sir meri beti 11month ka aur uske dil me 11mm ka ched hai 🙏sir please bataiye kya medicine hai tik hone ke liye
हमारे बेटे को भी हार्ट का समस्या है 2महीने का है मैं बहुत परेशान हूँ कितना दिन लग जाता है है इलाज में कोई भाई को जानकारी हो तो बताएं
Mam meri 3 saal ka bacha ka 2 ched h 6 mm 3mm use yaha dikhaye ya banglore main please bataiye
Yaha par Aap le ja sakte hai
Mere bete ko 10mm ka vsd h, 4 month ka h or uska weight gain nhi ho rha h abhi wo 3.5 kg h... please sir suggest kigiye 🙏 operation success ho jayega na
Dekhiye bharosa rakhiye sab thik ho jayega, lekin jald se jald kijiye kyunki 6 mahina se jyada hone par recover hone me time lagta hai, Apka baby 4 month ka hai to phir koi dikkat nehi hoga,
Jai Sai Ram
Jai shree Ram
Beautiful hai
Nero present Ko v dekhte hai wanha pe
No only heart patients
Sir meri beti ko bhi dil me ched hai kya udar aaskte hai kya ye pura opraction free me hai sir 😊
Sir mere beti ko doctor bole dil main hol h 3 saal ki h operation hoga dawaa se theek ho jayega sir please reply do
agar chota hole hai to dhire dhire band ho jayega
मेरा ऐज 23 इयर है तो मेरा इलाज होगा या नही
Waha ke doctor dwara AIIMS hospital raipur bheja gya hai sir yaha AIIMS .me vo doctor hi nai hai jinse milna tha
Sir kya yaha par baby ka tof ka ilaj sambhaw hai pls ans kre😢😢
yes tetrology of fallots , total 3 to 4 surgery needed with gap of 6 months to 2 yeears . study RBSK scheme on google and you tube . kokilaben , and satysai hopsital are best and they do free surgery for Poor childrens from PM bal surakhsa scheme . daily more than 15 surgery at mumbai kokilaben hopsital out of which 7 to 8 are full free .
Sir mira lurka rishidi wan go and hay
Ha jarur
Mere bachi 5 sal ka kuchh khati hai to chati me dard hota hai uske baad achank dard hota hai kabhi kabhi hota hai 3 months bic bich me hota hi uska Karan kiya ho sakta hai pluse help
Mere bete ka bhi dil me chhed h
Me jharkhand se hu. Kya ilaza ho jayega
Koi problems hota he kya