Plz reply main ne english medium se prdai kiya main deled 2025 k tyari kr rhi hu kiya sare book english me mil jyga kya jo hindi me h kyuki hindi torda weak h mera
Delhi d.el.ed first year mein kaun kaun sa subject ki book leni chahie aur kaun se subject Ki nahin leni chahie madam ke note se padhna chahie ya Bhartiya book purchase karni chahie please bata dijiye
भाई मैं कंफ्यूज हूं कुछ लोग अजय माला का कुंजी बता रहे थे मैं नॉन अटेंडेंस फर्स्ट ईयर D.El.Ed me एडमिशन लिया हूं और एक बात क्लियर करो कुंजी से एग्जाम क्लियर होगा कि नहीं है और वह भी कौन से कुंजी से
Thanks bhaiya lekin mujhe ek doubt hai ki government aur privet dono college me hi ye books kam aayenge ya alag alag honge gorment aur privet me mera name privet college cmd bilashpur me aaya h d el ed ke liye abhi 4th list me
Sir 5 saal ke questions paper slove kr ke D.el.ed pass ho skte h ky??Sir mai job krti hu bikul time nii mil raha h ur mai english medium wali hu Translate krne ka time bhi nii mil rha h Please sir rply dena sir I need some suggestions 🙏
Question paper solve karna aachi baat hai lekin aapko thoda time to nikalna padega 😊 Kam se kam aap 30-40 minut to nikalna padega daily , koshish kijiye nikal jayega , All the best 👍
Hamare cg me to English language me deled ka book available hi nahi hai sab translate karke padhte hai, 😊 ho sakta hai aapke yaha ho market se pata kijiye ek baar,
Bahut bahut dhanyawad bhaiya apka jo hame books and gaidus ke bare main bataya
Welcome 🤗
Thank you bhaiya 🙏🙏🙏
Welcome 🤗
Video bahut helpful rahi bhai
Thank you video bht hi helpful hai
Most welcome
Sir achcha jankari mili. Mujhe puchhna hai ki kis tarah ki question ki taiyari karni chahiye jlsse exam me aasani ho.
Sir aap sabhi ka prize bhi bta dete to achha hota vedio bahut achha hai
Bhut acha video lga
Thank you 😊
Bahut accha video h❤
Thanks 😊
@@bym.ddhiwarsir ap ko English Puri tarh se aati hai mujhe thoda thoda aata hai
Bahunt badhiya bhai...💯💯❣️
😊😊
Thank you so much bhaiya 🙏🙏
Welcome 🙏
Bahut axa video h bhaiya thanks you
Welcome 🤗
Bahut acha hai video thank you sir 🎉
Welcome 🤗
Bhaiya thik hai 😂 main Ratanpur se😅 subscribed 👍
Great 👍🏻
Bhaiya practical exam (d. El. ed. 2 nd year) me external kaise question puchte hai ,book se ya apne se
Book se hi puchte hai 😊
❤❤❤
Bhai ji pre deled ke exam me sikshan abhiruchi wala part jo 30 number ka rhta h use kaha se padha jaye jisse achha score ho ske plz bataye ??
Bhaiya ajya mala guide english mein ata hai kya d. El. Ed ka...???
Meri khud ki shop he isiye time nhi mil pa raha he kya krru
Nice bro
Thanks
Sir Ji mai Abhi d. Ed 1st year me Hu exam me answer Kase likhna Hai us me EK video banav na 🙏
Okay jarur banaunga 😊 thanks for suggestions 😊
Bhai tm preparation kaha se krte ho utube ya self ya colg se
Exam me answer kaise likhe uspe bhi ek vedio banayiye please🙏
Okay 👍🏻
Non attending me assignment bnana pdrga ky bhaiya??? Or paper time practical or theory exm ek sth hota hai ky??
Thank you bhaiya😊
Aur aapki video editing, scripting bahut achhi hai😊
Thank you 😊
Kya apka book mil sakta hai?
Tq bhaiya bahut aache se samajh aaya
Welcome 😊
Thank you bro 😊 mera daut clear ho gya
Mujhe samjh nhi aa raha tha ki kon kon sa book padhna hota h DELED me 😊😊 🥰
Plz reply main ne english medium se prdai kiya main deled 2025 k tyari kr rhi hu kiya sare book english me mil jyga kya jo hindi me h kyuki hindi torda weak h mera
Mil jata hai market me
Sir blueprint pr video bana do please
Delhi d.el.ed first year mein kaun kaun sa subject ki book leni chahie aur kaun se subject Ki nahin leni chahie madam ke note se padhna chahie ya Bhartiya book purchase karni chahie please bata dijiye
Thank you sir
Welcome
Nice information
Thanks
Non attending me exam semester me hoga ki yearly hoga ???
Yearly hota hai 😊
Semester me hota hai paper to sabhi sem ka book's guide alag alag hoti hai kya sir?
bhaiya kya ammojan pe mil jayegi
Bhai cg pre d.el.ed ke liye books batao na
Cg d.el.ed first year ka old question paper kaise download kare
Ha bhai
Bhaiya aapka call karan send karan
Thank you brother 🙏
My pleasure
D.el.ed first year me jo question paper ho hota hai wo sirf hindi me hota hai ya english ya hindi dino hota hai
Hindi English dono lenguage me rahta hai 😊
Aap ka deled entrance exam main kitna number aaya tha aap government college main admission liya tha
Bhaiya training me kitne Tak ke bachon ka padhana hota hai
Bahut aachha laga bhai
Thanks 👍🏻
Kya commerce wale student math k jagha dusra subject la sakte h deled m
Bhaiya Maine d.el.ed me addmission 20244 me private college me liya h mai books kahan se lu
Market me nahi milta hai 😊 college ke teacher se baat kar lijiyega. Book scert se aata hai . Kahi manga de to college Wale .
kon kon se subject ki Leni chaiye@@bym.ddhiwar
Very nice video sir
Thanks and welcome
D.ed ka English book kahi nai Mila .
Kaise krna h kuch btaiye .
Very nice bhaiya. And yesi ho jankari dete rahna me fast semester me hu abhi adbisan liya hai mene chhatarpur me
Okay .Great 👍🏻
Bhaiya D.el.ed English medium me hota hai Bihar k government college me??
Adhikansh college me Hindi midium hota hai 😊 sab translate karke padhte hai 😊
Non attending me assessment bnana padta hai kya bhaiya
Ny
भाई मैं कंफ्यूज हूं कुछ लोग अजय माला का कुंजी बता रहे थे मैं नॉन अटेंडेंस फर्स्ट ईयर D.El.Ed me एडमिशन लिया हूं और एक बात क्लियर करो कुंजी से एग्जाम क्लियर होगा कि नहीं है और वह भी कौन से कुंजी से
Kunji ya book dino me hi ho jaye ga 😊 aapke padhai karne ke upar hai 😊 or mayne navbodh se padhai Kiya hu first year ka
MP me bhi ye books, syllabus same rahega kya or English medium me books miljayegi ?
Google le syllabus download karke match kar lijiye ga
Sir mera ek question hai। Ki ek bar। Sabhi subject ki kitabe khol kar dikha do। Kis prakar ka। Syllabus। Hai। Under please। Please। ❤❤❤❤❤❤
Bhaiya D.el.ed me regular and non attending ka book & guide same hota hai kya
Yess
Ok thank you bhaiya
Bhai apna cg me deled ka exam yearly hota hai na sall me 1 barr jaise 10th,12th
Sir kya ajay mala ka kungi thick rhega deled 1st year pass karne ke liye
Navbodh jyada better rahta hai 😊
Nice
😊
Sir Navbodh guide scert me chal jaaegi.?? 1st year me
Haa
Sir ji Diet college mein ye book college dwara diya jata hai ya kharidna hoga
College Wale aapse fees lekar scert se magate hai 😊 market me available ny hai 😊
Sir , ye vedio bihar board walo ke liye hi hai n ? Please reply sir
Bhaiya hum cbsc k student hai dled krna chahte hai pr sara book hindi me hai kucj samj nhi aa rha hai konsa book le kyese phare
Aapko translate karke padhna hoga Hindi to English sabhi yahi karte hai English medium Wale .
English medium me bhi hota he D.El.Ed
@@sadhnakumari6955 same problem mujhe bhi yhi krna h
Thanks bhaiya lekin mujhe ek doubt hai ki government aur privet dono college me hi ye books kam aayenge ya alag alag honge gorment aur privet me mera name privet college cmd bilashpur me aaya h d el ed ke liye abhi 4th list me
Dono me kam aayega
Dono ka question paper same rhta h
Dono ka sem hota hai 😊 private or govt College ka 😊 don't worry 😊 all tha best for your batter future 😊
Thank you bhaiya
Mai bhi cmd se liya hu
Thank u 🙏
You're welcome 😊
Mai college mein admission lene wala huin kya 10th ki original marsheet jaruri hai mujhe college se mila hi nahi
Ha mangte hai
Thank you so much 😊
You're welcome 😊
Thankyou so much sir ji
Bhaiya mai english medium ki student hu or mere clg mai hindi mai hi padha rhe to mai hindi mai likh skti hu kya jab exam hoga to
Hindi or English dono midium se likh sakte ho 😊 exam form bharte samaye midium vahi bharna jisme exam dilana chahte ho 😊
Exam mai baithungi to meko hindi medium dalna padega
Thank you 🎉
Sir 5 saal ke questions paper slove kr ke
D.el.ed pass ho skte h ky??Sir mai job krti hu bikul time nii mil raha h ur mai english medium wali hu
Translate krne ka time bhi nii mil rha h
Please sir rply dena sir
I need some suggestions 🙏
Question paper solve karna aachi baat hai lekin aapko thoda time to nikalna padega 😊 Kam se kam aap 30-40 minut to nikalna padega daily , koshish kijiye nikal jayega , All the best 👍
Job karti ho to admission kaise mil gya
@@rinkubhoi5841 NA m 😑
@@muskanbaby6970
Kaha kis college me aur fees kya tha
@@technicalhimanshu7468 shaildevi clg
Mai first year student hu khairagarh diet se pls reply me Books ya guide pdhana pdega ??
Book se padhiya aabhi jyada aacha rahega
Diet me book diye hai kya?
Sir mera biology subject tha to kya yahi subject aynenge 1 semester mai
Ha
Sir , paper konse month me honge
Bhaiya easme 12book pura padhna padta hoga n jo prectical wala ko bhi le kar
Bhaiya reply 😊
Ha 8 subject ko padhna hoga or 4 subject ko kewal prectical ke time hi padhna hai 😊
@@bym.ddhiwar bhaiya bole hai n ki BA part me addmission hua hai or deled bhi karna hai private se to koi dikkat nahi hoga n kar sakte hai n
Ky paper English main bhi lekh sakte hai
Math aur English me kya kya padhna h please btaiye
Okay 😊
बहुत अच्छे से समझा रहे भैया जी
Thanks 😊
🙏🏼🙏🏼
Bhaiya ydi science wala d el ed me admission leta h to kya maths parhna pdta h
Ha
Privet college me admission liye h class krne jaye ya nhi
Beshak jao aap ko aacha lagega 😊
@@bym.ddhiwar ok thanks
Bhaiya cg scert ke site se ded ka book kaise download karen
Bhiya ye book jo aap btaye ho wo maths walo ke liye h ya arts ya fir dono ko same pdhna hota h
First year ka book sabhi ke liye compulsory hai 😊 second year me subject change hota hai 😊
@@bym.ddhiwar thankyou so much ☺️
Gide or vooks ka prices kya hai....sir
1200 lagbhag
👌
😊😊
Bhaiya d. El. Ed k liye guide english mein available rehta hai ki ni
English mein guide nahin aata hai sabhi ko translate karke hi likhna aur padhna padta hai
Bro video editing mobile se ya Laptop se krte ho?
Mobile se 😊
@@bym.ddhiwar Editing mobile se kaise krte ho es pr video bnao
Bhaiya ek question tha
Paper English mein hota hai kya,
Aur d el ed ki English medium ki books bataiye .
Book to hindi midium me hi rahta hai lekin aap English me bhi exam de sakte ho aapko translate karke padhna hoga 😊
Kiya Urdu me likh sakte hai @@bym.ddhiwar
Bhaiya aap first year me apna copy kaise likhe the
Bde bhaiya clg se book mngwane se ladete h kya
Ha
English medium ke books bhi same hote hai kya
भैय्या मेने आपको बुक के लिए बोला था, आप बोले हमारे पास है, तो मिल जायगा क्या आपके या आपके दोस्तों का बुक, थोड़ा बहुत पैसा दे सकता हु 😊
Cg Mai d.el.ed question paper english medium Mai bhi ata hai kya
Ha dono language me aata hai 😊 Hindi or English
Kon gaid se padhe jyada number sir btaye
Nav bodh le sakte ho 😊
Sir kya yh semester wise hota hai or iske exam kb hote hai
Yearly exam hota hai 😊
Thank you 😊
Bhaiya apne hindi medium ka btaya me English medium lena chahti hu to kon konsa book plz btaiye
Plz suggest me ENGLISH PUBLISHERS for up deled
Hamare cg me to English language me deled ka book available hi nahi hai sab translate karke padhte hai, 😊 ho sakta hai aapke yaha ho market se pata kijiye ek baar,
Bhai aapko English medium ki book mil jayegi to reply Dena pls. Mujhe kuch v samaj me nhi aa rha hai 😢
@@harshkaushik2809 english medium wala ke book hi nii h
Mai bhi english medium wala hu bht dikkat ho rhi h yrr😔
@@harshkaushik2809 mujhe bhi chaiye bhai kuch jugad hua kya ??
@@domarchandrakar2774me bhi bhai kuch jugad hua kya english med book ke liye
Sir menne abhi tk kuch bhi nhi padda he or internal exam 8 April se he college me
Exam pe focus kijiye 😊
First year ka question Bank bhi aata hai reply me bhai
Ha milta hai 😊 market me.
Thankyou
@@SkyEntertainment8651 mila questions ppr?
Entrance exam ke liye kon sa book padhna hoga bhaiya please btao n
Ak br pdhai kese start kre usse related video bna dijiye please or ans writing kese krni h
Okay 👍
@@bym.ddhiwar thankyou 🥰
Sir m dehli se hu govt ke d.led ke form bhar chuke h toh m private d.led kaha se kru
Aapke aas paas ke college se hi kar lijiye .
@@bym.ddhiwarsir MDU se kre toh thik rehyga
Bhaiya hum to bihar se Sai aur apka book to chattisgarh raypur pur se to kaise ho ga
Syllabus wise padhna padega 😊
Bhaiya kya graduation se deled ho sakta hai 12th mein 50% marks nahin hai