Surah e Kausar Main Allah K 3 Hukum || Kaseer OR Kausar Main Kiya Farq Hai || Maulana Kumail Mehdavi

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 7 тра 2021
  • سورۃ الکوثر میں اللہ کے تین حکم!
    سورۃ الکوثر اور سورۃ الماعون میں ربط۔
    کثیر اور کوثر میں کیا فرق ہے؟
    مقرر: مولانا کمیل مہدوی

КОМЕНТАРІ • 9

  • @shaziamanzar867
    @shaziamanzar867 Рік тому

    🌻 Mashallah 🌻 subhanallah 🌻

  • @AkbarAli-lg7li
    @AkbarAli-lg7li 3 роки тому +2

    Subhan Allah

  • @amnakhatoon1196
    @amnakhatoon1196 Рік тому

    Haaeeeyyyyy mery Shezadi

  • @farzanarizvi9076
    @farzanarizvi9076 2 роки тому +1

    Masha Allah

  • @hyderali9414
    @hyderali9414 2 роки тому +1

    MashAllah SubhanAllah elahi aamen

  • @rubinataqvi1093
    @rubinataqvi1093 2 роки тому +1

    Subhanallah

    • @maleka786
      @maleka786 2 роки тому

      Maleka. Moosavi. us. masahalla. Moulana salamt. rahe you.

  • @consultantspolymedic5513
    @consultantspolymedic5513 2 роки тому

    Logo ne madarso me baccho ko bhejna kio band kar rakha he waha kuch or karaya hi nahi jata, baccho ka mnn kese lagega har molana ki har sheher har or har apne ghane ilako me molana ki ek poori team honi chahiye jisme molana ke sath sath har subject ke acche scholar hone chahiye acche jankar hone chahiye jo baccho ko life me help kare ki kis course ko karne se kis mulk me isse aapko accha fayda milega, sports me tayyari karane ke liye intizam hona chahiye, mera manna he masjid Allah ki ibadat ke liye he manna nahi jaha tak mujhe ilm he or mola ka imambargah ek esa gift he mola ke manne walo ke liye jaha se har tarha ki deeni ke sath sath duniyavi ilm, sports or health training ka fayda bhi mola ke chahne walo ko milna chahiye, imambargah o khali majlis matam tak medood nahi hona chahiye balki ye har imambargah ko school college ki tarha build hona chahiye har imambargah se dono tarha ke fayde mile is tarha se kaam karna chahiye inshallah esa hoga jald hi Allah ne chaha to log jagege hamare liye sabse safe imambargah e he jo sehmat he wo is msg ko copy karke apne apne sheher gao ke alimo or logo tak bheje 🙏
    ek bohot bada time hamne un logo k sath ittihad karne me barbad kar diya jinko khudki bato ka koi ilm nahi hota he, behtar ye hota ki apni kom pe zada dhiyan diya jata HALAKI hamare upar hamari alimo ka ehsan he jo aaj bhi ham islamic knowladge ke mamle oro se behtar he lekin jabse hosh sabhala he ye tamanna rahi he ki hamari kom hamare alim esa koi kaam kare ki duniya ke kisi bhi kone me koi bhi baccha ho usko ilm free hasil ho sake esa system tayyar karte halaki is dor me ab esa hona asan he pehle nahi tha inshallah changes aege 14 masoomeen ke sadke me ameen

  • @AkbarAli-lg7li
    @AkbarAli-lg7li 3 роки тому +2

    Subhan Allah