Bhai gulshan e shiraz waqaie aik achi jaga hy rehni ki...paani ki ab koi problem nahi hy aur ab lite b kum jaati hy kisi kisi din tu jaati he nahi hy..bas gas nahi per gas k bhi chalan builder nay jama karwaya hua hy bas gas ki new connection ki bandish wifaaqi govt ny ki hue hy pooray Pakistan k liye.jesi he yeh ban khtaam hoga tu foran gas b aajaye gi.inshaAllah
MashaALLAH best leaving place.
Best society hay 🔥🔥🔥🔥🔥👍👍👍
Hum Sy pocho hum rehty delhny k liye achi bhai
Gulshan e shiraz ka green belt waqae may sab se ziyada behtreen hy
Bhai gulshan e shiraz waqaie aik achi jaga hy rehni ki...paani ki ab koi problem nahi hy aur ab lite b kum jaati hy kisi kisi din tu jaati he nahi hy..bas gas nahi per gas k bhi chalan builder nay jama karwaya hua hy bas gas ki new connection ki bandish wifaaqi govt ny ki hue hy pooray Pakistan k liye.jesi he yeh ban khtaam hoga tu foran gas b aajaye gi.inshaAllah
Insha ALLAH
👍👍👍👍👍
Video ache hai wese apki
Light ki load shedding be hai Bhai Mera be lene ka erada ta
Ready to move flats ki need hai bro if you have let me know if this very boundary wall
Ye 1983 say AJ tuk Abad nahi hoi .gas nahi kaisay rehiash ho.gas cylinder Buhat costly hay.qeematay plot ki Buhat ziada hay.
Very castly.
Mene khud visit kia hai wakae Bhai Gase nhe hai
New canstrekshan Howa he
Gase nhe hai pani ka be masla hai
Nai ana bai hum rehaishi hain
Bhai jan Shiraz me 1 ghr sale k leyye he
+923373248958 contact on WhatsApp
Are Bhai itni lambi nhi pehnko plot ki qeemten itni badha k 15 lakh zyda Bata Rahe hin.jhoota.or na gass he na Pani he
Gase nahi . Pani bhee problem kerta hay ye 1983 say ajtuk Abad nahi HOA .kharab road hay .Kahi gallian Buhat CHOTI hay.
Lagta ha ap ko koi personal masla ha.
Jhote ki bhee koi hud Hoti hay .Gase nahi hay.15 din Kay Baad Pani ata hay.