Anger is Danger || क्रोध को कैसे वश में करें || Prashant Mukund Prabhu

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 13 вер 2024
  • Anger is Danger || क्रोध को कैसे वश में करें || Prashant Mukund Prabhu
    #prashantmukundprabhu #iskcon #viral #trending #prashantmukunddas #bhagvatkatha #bhagvat #anger #angermanagement #angercontrol

КОМЕНТАРІ • 47

  • @premkumarsinha
    @premkumarsinha 5 місяців тому +2

    Hari Hari ❤
    Thanku for Hari Katha
    Again and Again

  • @RajKumar-ci8uw
    @RajKumar-ci8uw 5 місяців тому +1

    हरे कृष्णा प्रभु जी
    दण्डवत प्रणाम

  • @surabhisrivastava9091
    @surabhisrivastava9091 5 місяців тому

    🙏🏻🙏🏻🙏🏻

  • @rajeshwarsharma9644
    @rajeshwarsharma9644 5 місяців тому

    Hare Krishna Prabhu ji dandwat pranam ❤❤

  • @youdhraniveerasawmy642
    @youdhraniveerasawmy642 5 місяців тому

    Hare krishna prabhu ji dandwat pranam 🙏❤️

  • @ManishSharma-nt7bl
    @ManishSharma-nt7bl 5 місяців тому

    Hare Krishna prabhuji pranaam ❤️❤️🙏🙏🙏🌹🌹🌹🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷🌷

  • @AbhishekBhagvat
    @AbhishekBhagvat 5 місяців тому

    Hare Krishna prabhuji 🙏 dandvat pranam 🙏

  • @rinkirajak9750
    @rinkirajak9750 5 місяців тому

    Hare krishna prabhu ji apko koti koti parnam

  • @sunitagulati4441
    @sunitagulati4441 5 місяців тому

    Hare krishna prabhu ji nice katha Thanks 🙏🙏

  • @shashimetrey1427
    @shashimetrey1427 5 місяців тому

    Hàre Krishna prabhuji pranam ATI sunder

  • @preetichoudhary8171
    @preetichoudhary8171 5 місяців тому

    Hare Krishna prabhuji panchang prnaam 🙏🙏 ❤❤

  • @namratadain
    @namratadain 5 місяців тому

    Hare Krishna prabhuji panchang pranam

  • @Ankita-HareKrishna
    @Ankita-HareKrishna 5 місяців тому

    Hare Krishna🙏🙏🙏 Prabhuji

  • @user-sw6qh6rr7w
    @user-sw6qh6rr7w 5 місяців тому

    Hare Krishna prabhuji pranam 🙏🙏🙏

  • @nha.mahajan
    @nha.mahajan 5 місяців тому

    Wonderful katha prabhu ji with best examples for controlling the anger

  • @pritisangal5307
    @pritisangal5307 5 місяців тому

    Hare Krishna Prabhu ji Pranaam

  • @manishapawar2191
    @manishapawar2191 4 місяці тому

    Hare krishna guruji pranam

  • @baidharasahoo4327
    @baidharasahoo4327 5 місяців тому

    🙏🙏🙏🙏Hare Krishna prabhuji 🙏🙏🙏🙏

  • @anujrohal5166
    @anujrohal5166 5 місяців тому

    Hare Krishna Prabhu Ji Thanks for Sharing

  • @monikaloomba1011
    @monikaloomba1011 5 місяців тому

    Hare Krishna

  • @BibekPaudel-yb5hp
    @BibekPaudel-yb5hp 5 місяців тому

    Hare Krishna Prabhu ji 🪷 💐 🙏 🙌

  • @sheenagupta6026
    @sheenagupta6026 5 місяців тому

    Hare Krishna prabhuji, dandavat pranaam !
    very informative lecture 🎉

  • @creativethinksstudio4953
    @creativethinksstudio4953 5 місяців тому

    Hare Krishna prabhuji,🙏

  • @preetichoudhary8171
    @preetichoudhary8171 5 місяців тому

    Hare Krishna prabhuji panchang prnaam ❤❤🙏🙏 thanks u so much for guiding us🙏🙏👏👏

  • @shwetabatra7779
    @shwetabatra7779 5 місяців тому

    Hare Krishna Prabhuji, Thank you for the motivating lecture. Pranaam 🙏

  • @nalinseth123
    @nalinseth123 5 місяців тому

    Hare krishna prabhuji Dandwat prnam from NOIDA

  • @rajeshwarsharma9644
    @rajeshwarsharma9644 5 місяців тому

    Each and every word is heart touching ♥️

  • @krsnadasi9975
    @krsnadasi9975 5 місяців тому

    HARE KRSNA PRABHUJI DANDAWAT PRANAAMS ❤❤❤

  • @pavanpatil6147
    @pavanpatil6147 5 місяців тому

    Powerful speaker impressed me always 🙏

  • @nidhirani4532
    @nidhirani4532 5 місяців тому

    Beautiful lecture prabhu ji, thank u for guiding us

  • @indulekhasakhidevidasi0717
    @indulekhasakhidevidasi0717 5 місяців тому

    Hare Krishna prabhuji panchang pranam 🙏🙏🙏
    Bahut bahut dhanyawad prabhuji
    Bahut jwalant topic ko liya hai aapane ...
    Uper se bhale hi hm shant rahate hai pr ander hi ander krodh umadata hi hai...

  • @manjumanju-oj2bc
    @manjumanju-oj2bc 5 місяців тому

    Hare Krishna Pranam Prabhuji thank you for sharing such a vital topic
    Hame 5 circumstances main anger nahi karna chahiye
    1. Insulting situation
    2. To be cheated by
    others
    3. Curse karne par
    4 To feel insulted
    5. Marre Jane par bhi
    Jab hum apne apko karta samajhte hai to hame anger aata hai
    Jab jab hum bhagwan ka naam japte hai bhagwan hamara allingan karte hai
    Always tolerate and tolerate and free from your karma
    All glories to Srila Prabhupada
    All glories to Prashant Mukund Prabhuji

  • @raghavgoel3926
    @raghavgoel3926 5 місяців тому +1

    Hare Krishna prabhuji pranam, very amazing katha prabhuji. Some points are:
    1) Vatavaran bahar ka to utsav-tyohar se achha ho jaata hai, par main hai andar ka vatavaran svacch hona, aur ye svacch hota hai Bhagwan ke naam aur Hari Katha se, varna visham paristhiti mei toot skte hai aur dridhta se Bhakti-marg par aage nahi badh paayenge.
    2) 1 hota hai Guusa larna, jo Mata-Pita, seniors aur Guruji karte hai hume sikhane ke liye, kyuki varna agar laad-pyaar hee karenge keval to fir grow nahi kar paayenge, par doosra hota hai Gussa aana jispar humara niyantran nahi hota, aur vo haanikarak hai.
    3) Tadana karne ka mtlb hai disha-nirdeshan karna sikhana, Tada skte hai bacho ko, par Gussa nahi aana chahiye naturally, kyuki Kaam, Krodh aur lobh teeno narak ke direct dwar hai. Hume gussa aata hai kyuki hum sochte hai ye mera hai aur mere hisaab se chale, par ye smjhna hoga ki vo hume Bhagwan ne diye hai, isliye unka zyada khayal rakhna chahiye.
    4) Krodh ko vash mei karna hai sehen karna hai unlimited tak sahishnu hona hai, aur iske uttam udharan hai Sri Parikshit Maharaj. Unhone apne poorva janm(Kyuki unka bhroon nasht ho chuka tha, aur garbh mei hee unka doosra janm hua) mei hee Bhakti seekh li thi. Unko Shringi ne shrap diya tha, to agar Parikshit Maharaj chahte to Krsna Bhakta the 1 shrap mei Bhasm kar skte the, par unhone usko sehen kar liya sveekarita ke sath. Aur vohi Shringi ke galat patra ko shrap dene se hee Kaliyug mei Brahmano ka patan shuru ho gaya.
    5) Actual jnan tabhi aata hai jab Sharanagati hoti hai Guruji aur Krsna ke prati, jaise Arjun ne Bhagwan ko apna Guru sveekar kar liya tha aur tabhi unko jnan mila, aise hee agar hum Guruji ko Sharanagata nahi hai tab tak Jnan prakashit nahi hoga. Vishwas hona chahiye ki Krsna mere Suhrd aur ekmatra sahara hai aur vo avashya raksha karenge.
    6) A devotee should not retaliate in these conditions(SB 1.18.48): When you are defamed(insult, apmaan), cheated(thugna), cursed(shrapit), disturb by being neglected(upekshit) aur maare jaane par bhi, jiska best uddharan hai Naamacharya Srila Haridas Thakurji Maharaj, jinhone 22 bazaar mei kode khane ke bawajood Hari-naam nahi choda balki unn jallado ke liye unhone apni saans rokli ki Raja unko maar deta ki ab tak iska naam nahi chutwa paaye.
    7) Jisne Bhagwan ke Bhakt ke charan pakad liye, uska uddhaar Bhagwan pehle karte hain. Aur doosra ki agar jinki vajah se hum Bhagwan ka smaran, unki Bhakti kar paate hai, Bhagwan unn Guruji ko pehle apne paas bulate hai.
    8) Jo Bhagwan ka naam-japa kar rahe hote hai, Bhagwan unka turant alingan kar lete hai, aur samsar ke devi-devta koi sath nahi dete, zyada se zyada vardaan de denge, par Thakurji Bhagwanji Sukh mei, dukh mei, iss lok mei, paralok mei har jagah apne Bhakt ke sath rehte hai, kabhi uska sath nahi chodte. Par iss sansar se Bhagwan aise hee nahi lekar jaate, ve kathinayio ke roop mei hamari pareeksha lete hai, par unse nikalne ki Shakti bhi keval Thakurji dete hai, par hume bass unko kaske pakadna hai, chodna nahi hai.

  • @sachinmaan
    @sachinmaan 5 місяців тому

    ❤❤❤❤❤❤❤❤haribol

  • @NaveenHemant
    @NaveenHemant 5 місяців тому

    Hari bol ❤❤

  • @pritypareek4105
    @pritypareek4105 5 місяців тому

    ❤ Hari bol ✨

  • @user-ws5jc4qk9i
    @user-ws5jc4qk9i 5 місяців тому +2

    Hare Krishna prabhuji panchang pranam 🙇‍♀️ 👍👍👍 👍 excellent 👌 prabuji

  • @sachinmaan
    @sachinmaan 5 місяців тому

    Hare krishna prabhuji 🙏🙏❤🌹🌹🌹🌹 dandavt pranam
    Thankyou so much prabhuji for this lecture bahut jarurat thi iski ......
    mein sochta tha ki bhakti kar raha hoon gussa nahi karna chaiye .....par gussa to ek dum se aa jata hai...... Fir gussa aane ke baad realise hota tha ki nahi karna chaiye......
    Or yahi lecture aa gaya thankyou prabhuji bahut seekhne ko mila ...... Es lecture mein ....
    Chahe kuch bhi ho jaaye ......sehansheel banna chaiye .....Kuch bhi ho jaye ....
    *तृण se bhi jayada sehansheel hona hai.....*
    वृक्ष se bhi jayada sehansheel hona....*
    *Sabka सम्मान karna chahe koi मान सम्मान de ya na de..... Apne maan ki kabhi iccha he nahi karna ....*
    Prabhuji sab karunga pehle se to mujh mein bahut change aaya hai yei sab apke lectures ki wajah se he ho paya hoon.......
    Par isse khush nahi hoon prabhuji kyn ki gussa ab bhi aa jata hai ......par pehle se kam......
    Prabhuji par bhakt banna hai itna jayada sehansheel ki koi mar de, gaali de de to react na karu.....bas hari icchaa....... aisa din kab aayega ......
    Or hamesha yei sochna hai ki agar bhagvan chaiye to unko tight se pakad lu ....bas hone do jo ho raha hai.....
    Or bhajan ache ae karta rahu....
    Thankyou so much prabhuji 🙏🙏🙏🙏❤❤❤❤❤🌹

  • @SurinderKumar-cg8lw
    @SurinderKumar-cg8lw 5 місяців тому +1

    Hera Krishna prabhu ji. 🙏🙏🙏🙏🙏🌹🌷⚘️🌷🌹🌷🌷🌹🌷🌷🌷🌹⚘️🌷🌷🌹🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙇‍♀️🙇‍♀️🙇‍♀️🙇‍♀️🙇‍♀️🙇‍♀️🙇‍♀️

  • @madhurjyagogoi1962
    @madhurjyagogoi1962 5 місяців тому

    Narasimha patta shayad Hindi mein Kari patta fresh ho........jarne se gussa ho hardard (head chakra)...
    Yani unk sugandha se thik hote hai.. test kya gya xyz hai...

  • @ambikamalge4195
    @ambikamalge4195 5 місяців тому

    Hari bol🙏🙏 koti koti pranam prabhuji

  • @sandeepkumar-uk5st
    @sandeepkumar-uk5st 5 місяців тому

    Hare krishna Prabhu ji Dandvat pranam 🙏🙏🙏

  • @rahul19singh
    @rahul19singh 5 місяців тому

    Hare Krishna prabhu ji
    Sadar pranam

  • @kanveersahota7147
    @kanveersahota7147 5 місяців тому

    Hare Krishna prabhuji pranam 🙏🏼

  • @ArjunSingh-06
    @ArjunSingh-06 5 місяців тому

    Hare Krishna

  • @rahulguglani9199
    @rahulguglani9199 5 місяців тому

    Hare Krishna prabhuji pranam 🙇‍♂️ 🙏