@@factsshailendra265 bhai kosis krte h wo log ki najdik mile posting. But jaise abi UP me teen Grameen Bank h to aapke number k according wo teeno me se jisne aapko daalenge uska region kitna door h ye depend krta h ki aapki posting kitni door honi h.... Halaki abi merger ka baat chal raha h ki ek state me ek hi RRB rhe to agr aisa hota h tb to aaram se bahut najdeek milega posting...
Bhai kitne din ki hoti hai training
@@dharmender3704 5 days only bhai
hello, I am a beginner and just started my bank preparation. is there any way from where can I contact you? need some guidance.
I've given my telegram group where u can find my I'd.
Sir... IBPS RRB CLERK ENGLISH SECTIONAL CUTOFF KITNA HO SAKTA HI IS BAAR?
Bhai jyada nhi jata 15 k aas paas rhega bahut se bahut
final reslt k badh dv kitna ttm badh hoti ha.? nd result date nd time.?
Bhai final result k baad dv samjho to 3-4 month me hoti h and turant joining v hoti dv k baad.
Training ke time se hi salary date count hoti hai kya
Bhai dv k just baad se count hoti h...
Training to thore din baad start hoti hai...
Bhai aapka DBGB me join kab hua tha
@@PrinsSinha isi year June me
Bhaiya can u tell me ki joining date ko agar join na krna chahe toh date extend kr skte hai kya ,or maximum 3 monrh ke liye kr skte hai kya 😥
@@sakshichittora2440 ye depend krta h particular bank pe ki wo aapko kitna extension de skte hai...
Bhaiya agar koi RRB clerk mai 2024 mai new joining krta hai to in hand salary kya ho sakti hai
@@factsshailendra265 42500 milti h but ab tax lg raha to 40500 milegi
Bhaiya hm Up ke Kushinagar district se hu Hmara training kha pr hogi to posting Ghar se kitni duri pr hogi plsss reply bhaiya
@@factsshailendra265 bhai Probably Lucknow hona chahiye.
Thank you so much bhaiya But posting Ghar se kitni duri pr
@@factsshailendra265 bhai kosis krte h wo log ki najdik mile posting.
But jaise abi UP me teen Grameen Bank h to aapke number k according wo teeno me se jisne aapko daalenge uska region kitna door h ye depend krta h ki aapki posting kitni door honi h....
Halaki abi merger ka baat chal raha h ki ek state me ek hi RRB rhe to agr aisa hota h tb to aaram se bahut najdeek milega posting...
Final result ke kitne din baad aapko joining hui ?
@@fatehkhan8845 bhai usually joining 3-4 month me ho jaati h but election thi mere time me to 6 June ko hui meri joining mtlb 6 months baad
@@Bankershivamagar 1 Jan ko rrb clerk Nikle aur 1 april ko Ibps clerk nikal jaye to kaise join karenge
@@EverythingRevealedandUnboxed bhai bahut complex chij h ye telegram pe aao batata hoon shaam me
Bhai Dv ke kitne din baad training and joining hota hai
@@nityanandasahoo7693 it depends from bank to bank.
1-2 month me sabhi ka ho jaata h
Cibil ke baare me bataiye check hota hai kya joining se pehle
@@RaviRana0111 na bhai aisa to nahi hua idhar.
Bas documents shi rkhoge then sab shi h...
apki posting konsi jgh hai ??
@@Deepanshivlogs-740 samastipur(Bihar) me hai abi
@@Bankershivamghar se kitni door
@@RaviRana0111 85 kms
1st month ki salary kitni aaye and workload kitna rahta hai bhai
42 in-hand aa rhi h bro.
And workload acha rehta h isme.
@@Bankershivam thanks 👍😊
acha rehta means jyda regta hai RBI assistant ki prep nhinker sakte hain
@@BIG-FAN95 bilkul kr skte h prep RBI Assistant ki
Po clerk sabka training 5days ka hota hai ?
@@SunilTamang1234 po ka 7 days bhai