Vishwanath ji, Namaste,🙏, aapke dware devi Lakshmi (ma Kamlatmika) ka Diwali 🪔 ke shub awsar par gyan prapt hone ka sanyog prapt hua. Aapne jitne ache prakar se ma Kamlatmika ke baare me bataya aisa kahi aur kisi any youtube channel par uplabdh nhi hua ha. Sabse achi baat aapne batayi ki Ma Kamlatmika hi Adi Shakti Ma Lakshmi hain. Isko batane ke liye bhi dhanyawad. Ek winamr anudorh bhi aapse ha. Ma Kamlatmika ya Ma Lakshmi ki pujan aur iske dwara jiwan me adhyatmik unnati ki or kis prakar agrasar ho iske upar bhi sadhnaye de. Iske liye shrotagan aur ma aapke sadiv aabhari rahenge. 🙏 Sath hi ek sanshay ka bhi apne mridu swar me samadhan krni ki kripa karein. Ma Kamlatmika ko dasei ya anyim mahavidya ka sthan ku kyu prapt ha jabki ye hi jagat mata ha?🙏 Diwali 🎇🎇 ki shubhkamnaye Dhanyawad,
Beautifully explained! Aapki aakho and speech mei woh sachay and tej dekhta hei, which is soo pure!🙏🏻Please aap frequently video post kriyee if possible😇
राम राम 🙏 UA-cam पर गिने चुने चैनल हे जो शास्त्रो , कथाओ को ,सनातन के छिपे हुए रहस्यों का सार्थक अर्थ बता पाते हैं , कोई ज्ञान रूप में व्याख्या कर बहुत अच्छे से सनातन के गूढ़ रहस्यों को समझता है और कोई साधना ओर भाव के अनुभव के आधार पर समझता है पर मिश्रा जी के video तर्क पूर्ण के साथ-साथ उनमें उनके भाव तथा साधना अनुभव दोनो दिखाई पड़ते हे
Sir please shree ganesh vidhya ke baare me btaiye uske saath uchhisht ganpati ji ki yah mudra kyo hai Iske saath bhagwan shree ganesh ji ke 32 roopon ka rahsay jaise aapne 10 mahavidhyaon ke baare me btaya hai
पता नही में कितनी सही हूं या गलत ,पर मेरे लिए सरल शब्दो में विष्णु का अर्थ जीवन हैं और हमारे जीवन को चलाने वाली हर चीज लक्ष्मी हे, जीवन प्राणि का हो, चाहे वनस्पति का , हर वस्तु में प्राण हैं और उसे अपना अस्तित्व बनाए रखने के लिए जो सहायक हो वह हर चीज लक्ष्मी हैं,
Is it safe to light a light a diya and agarbatti to Ma Dhumavati. I won't chant her beeja mantra, no sadhana, no upashana. No. Just a simple diya and an agarbatti. Is it safe and OK to so that?
Kripya Vishwanthji ke prayas ka samman kare. Unhone dash maha Vidya jaise kathin vishay par kitna research Kiya hoga. Mujhe nhi lagta ise bakwas kehna aapke ya mere liye uchit ha. Wo humare aadar ke adhikari ha, uphas ke nhi.
Aap farzi ki bate karenge to thik nahi hoga apko acha nahi lagta mat dekhia aap jaan rahe hai kya hai vishvnath ji inki sadhna se prapt hua hai osko bata rahe hai
बधाई हो भईया।
10 महाविद्या श्रृंखला का संक्षिप्त परिचय पूर्ण करने की।
A patient teacher is the best teacher. Thankyou.
Baut bahut dhanyabad is vedio ke liye 🙏
Ram Ram
Dhanyvad🙏 itni achi series Dene ke liye ❤❤
शिवा शिव 🙏
भाई जी,नवार्ण मंत्र के ऊपर कुछ प्रकाश डालिये।
हम आपके आभारी होंगे।
Vishwanath ji, Namaste,🙏, aapke dware devi Lakshmi (ma Kamlatmika) ka Diwali 🪔 ke shub awsar par gyan prapt hone ka sanyog prapt hua.
Aapne jitne ache prakar se ma Kamlatmika ke baare me bataya aisa kahi aur kisi any youtube channel par uplabdh nhi hua ha. Sabse achi baat aapne batayi ki Ma Kamlatmika hi Adi Shakti Ma Lakshmi hain. Isko batane ke liye bhi dhanyawad. Ek winamr anudorh bhi aapse ha. Ma Kamlatmika ya Ma Lakshmi ki pujan aur iske dwara jiwan me adhyatmik unnati ki or kis prakar agrasar ho iske upar bhi sadhnaye de. Iske liye shrotagan aur ma aapke sadiv aabhari rahenge. 🙏
Sath hi ek sanshay ka bhi apne mridu swar me samadhan krni ki kripa karein. Ma Kamlatmika ko dasei ya anyim mahavidya ka sthan ku kyu prapt ha jabki ye hi jagat mata ha?🙏
Diwali 🎇🎇 ki shubhkamnaye
Dhanyawad,
Jai bhagwati maa Kamla 💓🌎
Mazi aai
सभी सनातनियों को महापर्व दीपावली की शुभकामनाएं 🙏🔯🔱
राम राम 🙏
तथास्तु सब्सक्राइबर्स को कालरात्रि दीपावली की शुभ कामनाएं, सब स्वस्थ रहें सनातन से जुड़े रहें
Jay shree ram
Radhey radhey Mishra ji.
Thank you sir.
🕉️🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🕉️
Ram ram namaste ji❤
Beautifully explained! Aapki aakho and speech mei woh sachay and tej dekhta hei, which is soo pure!🙏🏻Please aap frequently video post kriyee if possible😇
🙏 राम राम
जय मां
Ram Ram bhaiya dipawali ki aap aur apke parivar jano ko Hardik shubhkamnaye ❤😊🌸
राम राम
🙏🏻🪷🙏🏻🪷🙏🏻🪷🙏🏻🪷🙏🏻🪷🙏🏻🪷🙏🏻🪷🙏🏻🪷🙏🏻🪷🙏🏻🪷🙏🏻🪷🙏🏻🪷🙏🏻🪷🙏🏻
राम राम 🙏 UA-cam पर गिने चुने चैनल हे जो शास्त्रो , कथाओ को ,सनातन के छिपे हुए रहस्यों का सार्थक अर्थ बता पाते हैं , कोई ज्ञान रूप में व्याख्या कर बहुत अच्छे से सनातन के गूढ़ रहस्यों को समझता है और कोई साधना ओर भाव के अनुभव के आधार पर समझता है
पर मिश्रा जी के video तर्क पूर्ण के साथ-साथ उनमें उनके भाव तथा साधना अनुभव दोनो दिखाई पड़ते हे
आनंद लेते रहिए
Sir please shree ganesh vidhya ke baare me btaiye uske saath uchhisht ganpati ji ki yah mudra kyo hai
Iske saath bhagwan shree ganesh ji ke 32 roopon ka rahsay jaise aapne 10 mahavidhyaon ke baare me btaya hai
प्रणाम आचार्य जी में श्री ललिता सहस्त्रनाम करता हु जो आप ने ललिता सहस्त्रनाम के बारे में जो विधि बताई हे अलग हे बताने की कृपा करे मुझे करनी हे
पता नही में कितनी सही हूं या गलत ,पर मेरे लिए सरल शब्दो में विष्णु का अर्थ जीवन हैं और हमारे जीवन को चलाने वाली हर चीज लक्ष्मी हे, जीवन प्राणि का हो, चाहे वनस्पति का , हर वस्तु में प्राण हैं और उसे अपना अस्तित्व बनाए रखने के लिए जो सहायक हो वह हर चीज लक्ष्मी हैं,
नमस्कार ❤ सदाशिव और स्वच्छन्दं भैरव मे क्या अंतर है? ३६ तत्वों में स्वच्छन्दं भैरव शुद्ध विद्या (५th तत्त्व रुद्र) होते है?
❤❤❤❤
Wo naye do channel PE kuch content Aya nanhi abhi tak mishra ji. Hum wait kar rahe hain.
में तुलसी माला पहनता हु लेकिन महीने में 1-2 बार ब्रह्मचर्य टूट ही जाता है तो क्या में कोई पाप कर रहा हु 😢🙏
Uncle ji 😂 aap bahut kum content dete hai 😂
Ram ram, Namaste Diwali ke din maha saraswati ki pooja karni hoti hai ya mahalaxmi ki ?
Is it safe to light a light a diya and agarbatti to Ma Dhumavati. I won't chant her beeja mantra, no sadhana, no upashana. No. Just a simple diya and an agarbatti. Is it safe and OK to so that?
भैया राम राम माँ कमलात्मिका के भैरव कोन हैं.... महाविष्णु?
Kamaleshwar bhairav Jo mahavisnu h
Kya hum aapke guru se mil sakte hain ?
Agar umhone chaahaa to kyon nahi
pichhle videos ke comparison me is video me aapki energy thodi km mhsus hui. स्वास्थ्य thik nhi chl rha kya aapka???
Kya bakwaas tha yaar. Unnecessary confusion, thought he'd give sadhana
Kripya Vishwanthji ke prayas ka samman kare. Unhone dash maha Vidya jaise kathin vishay par kitna research Kiya hoga. Mujhe nhi lagta ise bakwas kehna aapke ya mere liye uchit ha. Wo humare aadar ke adhikari ha, uphas ke nhi.
Aap farzi ki bate karenge to thik nahi hoga apko acha nahi lagta mat dekhia aap jaan rahe hai kya hai vishvnath ji inki sadhna se prapt hua hai osko bata rahe hai
Apka email id kya hai bata dijia🙏