Kitna bhi le sakte hain, par kam se kam 5 meter mein acha flare ata hai. Meter ko inch mein convert kardo aur jo result aye use jitni kali chahiye usse divide kardo toh bottom ki chaudai aa jayegi, Aur kamar plus extra jo hota hai kamar pe usko no. Of kali se divide krdo toh kali ke upar wale hisse ka naap aa jayega. Dono mei 1 inch plus krdo.
Bht zabardast
Bahut achha banaya hai.
Bahut badiya tarike se btaya mem 👍
Bahut accha h didi
Bahot mast lahenga banaya
Mam apna ya fibric kitna rupaye metra liya h please batya mam❤
Ap kali kitne inch ka cutting ki hai btai bhi nhi
Wow
Hello dee 3miter fabric se lehanga banana bataiye
Bhut hi accha
Nice 👍
Thank you so much ma'am bht ache se smjhaya aapne 😊😊
Thanks for sharing
❤❤❤ bout badhiya
Bhut acha bnaya h di m try krgi 😊
Bilkul semj me aa gya didi thanks❤❤❤❤
Aster ki umbrella frock ki tarah cut karna hai
Superb 👌🏻
Good job ma'am ❤❤
Mam j asi Vina can can ton lehnga bnai a ta us da gher asha aavega??... Tuhada te bhut sohna ready hoyea 😊😊
Bahut accha hai ,
Beautiful 👌👌
Amazing
Vary esay n beautiful❤❤
Apne ye niche wali can kitne inch pr attach ki hai 6 inch wala mark to niche reh gya silayi se can kitne inch pr lgani hai
Mam lining bhi kali ki lagna ho to us ki video bhi bta do na
Thik hai
Zbardàst 👌🏼
Beautiful didi. Bahut achcha samjhaya Aapne
Velvet ka kapre se ye lehenga thik lagega?
Mam jo aap aster cut kiye hai vo lehanga ki barabar nahi karna hai
Kali kis trike se nikalni h mtlb kya measurement rhega
Brilliant, thank you for the tutorial
42 kammar ka kaly kitna lesaktehai length 40 ka
Hi dii im ur new subscriber agr kapda niche se embroidery wala ho to kaise kali nikalenge
उसका भी हमने लहंगा बताया है आप एक बार वह वाला वीडियो भी हमारा देखिए वरना उसकी फिर कटिंग ऐसे ही होगी जैसे हमने इसकी की है
Bahut achhe tarike se bataya aapne thank you so much
Hello madam lehnge ka fabric kon sa h please btaye
Didi iska blouse or dupatta kaise bnaya apne
Good
Mam ye nice gher kese aya hai kitna measure h
Dee humko sare samjh me aa gaya hai lekin aster. Samjhe me nahi aayi
Konsa fabric use kiya hai
Very beautiful
Beautiful
Thank you! Cheers!
Material ki price ky h....1 miter
You solved my problem....thank you😊👍
Aam ye designer lehenga kitne meter fabric se bna h
Mam Jo aapne niche ander ki saide plet Dali h wo bahr wale valvate k kapde me bhi Dali h kya
I like your video
Sample kali apny kesy cut ki
Where did you getthis fabric from?
Kali ke neche ka measurement kaise liya
Jitna kapda he uske according
Mam astar ko kali me joint karke v lehanga bna sakte h kya??
So beautiful
Didi kapda kitna liya aapne
Yar ye fabric kitna achha lg rha, kaha se liya online milega kya
सीलमपुर दिल्ली से लेकर आए हैं ऑनलाइन नहीं मिलता दिल्ली चले जाएं वहां पर मिल जाएगा
Seelampur ki konsi shop se di
Kali ka measurement btao plz
Bilauj kting bhi btao ji
Fabric kitney miter liya
Aapane yah fabric kaha se liya hai please answer
Kitna mitr h kpda ye
6
❤❤
Didi cencen kitna midtr liya
Kapda kitna use kiya h apne
Thank you ❤
Very very nice
Thanks a lot
Apne cancan kitna meter use kiya h
Ye lahenga koe or silai ki h
It good
8 years ki ladki ka lehnga banana hai to kapda kitna lagega plz reply me
Apki voice he ni start main
Febric khan se liya hai or kitne ka liya hai
Kapda kya rate mila h total kitna kharcha aaya h please reply
Mera kamar 36 hain kitna kali kaise lu matlam kali kitna lu plese bolna
How many meters lehanga
😮
Thanks🙏
Chain ka link discription m nhi mil Raha
Lehge ke liye kapda kitne metter liya h
Aapne jo paper pastein lagi h usske jagha per ak hard can can patti bhi lagti h usse kya bolte h
Thanks sis
Zip kaise lagaen
Thank you mam
Thank you so much mam
Kapda kitna le mam lahge k liye
Kitna bhi le sakte hain, par kam se kam 5 meter mein acha flare ata hai.
Meter ko inch mein convert kardo aur jo result aye use jitni kali chahiye usse divide kardo toh bottom ki chaudai aa jayegi,
Aur kamar plus extra jo hota hai kamar pe usko no. Of kali se divide krdo toh kali ke upar wale hisse ka naap aa jayega.
Dono mei 1 inch plus krdo.
Thank you
Hip ke maap se upper se kase cut kare
Mam Jo aap Kali dikha hai oh dono tarf ki barabr hai
neeche ki choudai 18 inch hai .. oopr ki 3 inch hai
Pura lahga bnane me kitna kharcha aaya h
मुझे साधा लेहंगा बनाना हैं,जिसे कनकन नही लगता ऐसा
Didi Zip lagane ka link kidhar hai mujhe mila nahi
मेन cutting तो बताया नही. कली का मेजरमेन्ट की। उपर से कितना लेना ये बताया। घेर के तरफ से कितना लेना बताया नही
Waist k according measurement lyna h ya hip k according
Fabric kaise miter Mila h aapko?
Very nice ❤❤❤❤❤❤❤