गृह प्रवेश पूजा से पहले सामान ले जा सकते हैं |griha pravesh se pehle ghar mein saman rakh sakte hain

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 26 жов 2024

КОМЕНТАРІ • 46

  • @mayurkitgame14
    @mayurkitgame14 6 місяців тому +3

    Kya hum plants greh pravesh se phle pahucha sakte h

  • @babitachugh7549
    @babitachugh7549 5 місяців тому +1

    Guru ji kei cheno mei koti koti namam

  • @bhartichoudhary2142
    @bhartichoudhary2142 Рік тому +3

    Grahparvesh se phle nyi rsoi mai prshad bna skte h ya bhar hi bnwaye

  • @alphaghamer2100
    @alphaghamer2100 Місяць тому

    Guruji ye betaye ki gher me Puja se pehele gher ki ort ander ja sekty h kya or nehy ja sekty to jo pehele gher me keles rekhvate h to kesese rekhvaye

  • @mamtadonda4062
    @mamtadonda4062 6 місяців тому

    Kumbh rakhnese pahele Ghar me so sakte he? Kyu ki kalash rakhne ka muhurat bahot let he?

  • @avdeshchauhan4470
    @avdeshchauhan4470 Рік тому +1

    Sir m grah parvesh October m karunga kiya new samn kharid kar ghar m dal sakta hu kiya pls fast reply

  • @anajukumar841
    @anajukumar841 Рік тому +2

    Grahpravesh se pahle 1 room chhorkr rent laga sakte hai kya

  • @SANJAYSAINI-pn6bh
    @SANJAYSAINI-pn6bh 2 місяці тому

    Guru ji kya hum kiraye k ghar m janmasthmi k din ghar parwesh kar sakte h

  • @kamakshipande9727
    @kamakshipande9727 20 днів тому

    Kya grih pravesh se pehle usme koi so sakta hai

  • @kundali_bhagya_kavi15
    @kundali_bhagya_kavi15 6 місяців тому

    Pranaam maharaj ji kya hum 10 tarikh ko kiraye ke makaan main grah pravesh kar sakte hain ?? Kripya batane ka kast karein

  • @SHASHI_KUMAR.444
    @SHASHI_KUMAR.444 Рік тому +1

    Agar hamne April me kam suru kr diya ho to kya upaye kiya jaye krpya btaye 🙏🙏🙏🙏🙏

  • @viratsingh6637
    @viratsingh6637 7 місяців тому

    Pooja se pahle mehmano k liye jo khana banane ka saman le ka sakte hai ya nahi

  • @sonamyadav3390
    @sonamyadav3390 Рік тому

    Guru ji pranaam guru ji kya greh Pravesh kiye bina nye gher m navratri sthapna kr skte hai kya

  • @RaniBiswas963
    @RaniBiswas963 3 місяці тому

    Kia hum grah prevesh ke 7 din bad bastu Puja kar sakte hai ya usi din Puja ke sath hi havan karana hai 7 din bad havan kara sakte hai kiya

  • @kartikgupta3306
    @kartikgupta3306 10 місяців тому

    Guruju grih pravesh se ek raat pehle sirf mattress lga kar so skte hai ?

  • @reenavishwakarma2699
    @reenavishwakarma2699 Рік тому

    Guruji bina puja kiye Bina naye ghar me khana bna sakte hai.

  • @rohitashsharma9212
    @rohitashsharma9212 9 місяців тому +1

    गृह प्रवेश से पहले फर्नीचर बनवाना जरूरी है क्या?

  • @pushpashaw8625
    @pushpashaw8625 Рік тому

    Purani kapde ya purni book sift kr sakte hai ya use kiya freez tv pls btye

  • @vedapoonam2019
    @vedapoonam2019 Рік тому

    June me grah pravesh ka muhurat btaye .kya aashad m kr skte h grah pooja

  • @meghaghandhi8009
    @meghaghandhi8009 Рік тому

    Meri grah pravesh ki pooja ho chuki hai kya ab Chaitra Navratri me rahne ja sakte hai kya

  • @sunitatyagityagi6163
    @sunitatyagityagi6163 7 місяців тому +1

    Guru jii aapki fish kya h garh parves ki puja ki aap kya lete ho

    • @acharyaashishji
      @acharyaashishji  7 місяців тому

      Call कर लीजियेगा आप गुरु से बात कर लेना जी 💐

  • @amleshdevi4095
    @amleshdevi4095 Рік тому

    Nwratru m puja kra kr bad me ja skte h khya

  • @RashmiSharma-pq9tx
    @RashmiSharma-pq9tx Рік тому +3

    प्रणाम आचार्य जी, क्या हम प्रसाद बनाने के लिए गैस का चूल्हा और सिलैंडर ले जा सकते हैं ? और चूल्हा जलाने के लिए भी कोई मुहूर्त या दिन देखना चाहिए ? या गृह प्रवेश वाले दिन चूल्हे पर उसी घर में पूजा के लिए प्रसाद बनाया जा सकता है ।

    • @acharyaashishji
      @acharyaashishji  Рік тому

      किचन में अन्नपूर्णा का पूजन, अन्नपूर्णा का पाठ, और वरुण पूजन के पश्चात अग्नि का पूजन होता है.

    • @RashmiSharma-pq9tx
      @RashmiSharma-pq9tx Рік тому

      🙏🙏🙏

  • @ankitayadav4272
    @ankitayadav4272 Рік тому

    Pranaam Aacharya ji.. hamara griha pravesh muhoort 11 may 2023 ka hai.. aur abhi hum rented ghar me reh rahe hain.. 1month ka poora rent hume dena hoga agar 11 may tak jayenge..aur financial problem boht zyada chal rahi hai abhi..to kya hum kalash sthaapna karke rehne ja sakte hain pehle aur pooja 11 may ko karwa sakte hain??

    • @lakshmikumari1283
      @lakshmikumari1283 Рік тому

      Nhi aisa to nhi karwana chahiye... Nhi to halat achhe hone k jagah bigad jayega.

  • @devyanigsp3702
    @devyanigsp3702 Рік тому

    Vastu Puja griha pravesh se pahale kren ya baad me karna chahie ?

  • @AshokYadav-io2hv
    @AshokYadav-io2hv Рік тому

    हमने बना हुआ मकान खरीदा है तो कब ग्रह प्रवेश करना चाहिए।🙏🙏🙏

  • @coinmasterdummy2145
    @coinmasterdummy2145 Рік тому +1

    Ye Pooja jis din se rahna start karna ho tabhi kare ya... furniture ka kam chalu hone se pahle

    • @acharyaashishji
      @acharyaashishji  Рік тому

      सायद आपने वीडियो देखा नही

    • @coinmasterdummy2145
      @coinmasterdummy2145 Рік тому

      Dekha hai but bahut se log do bar b pooja karwate hai isliye poocha

  • @santoshsinghx
    @santoshsinghx Рік тому

    Kya grih pravesh ke pehle hum purane gas pe khaana bna skte h kyunki rent ka ghar h urgent chorna h aur muhurat ni h pls rply kriye

    • @lakshmikumari1283
      @lakshmikumari1283 Рік тому

      Are bhai 1 month ka extra rent de do par.. Sahi samay par karo, quki jb aap 1 nye ghar me rah sakte ho... Halat thik h..

  • @jayaramsahani2990
    @jayaramsahani2990 5 місяців тому

    Sir ghar k puja me ramayan karaye ya sunder kand ya hari kirtan

  • @lokendrasharma3213
    @lokendrasharma3213 Рік тому

    Hare krishna dandwat pranam🙏
    Prabhuji teen din ki grih pravesh ki pooja me starting din agar chaturthi tithi ho to pujan suru kar sakte he kya

  • @snehachoraria9825
    @snehachoraria9825 Рік тому

    किराए के मकान में जाने के शुभ दिन कोनसा है।

  • @ramprakasharya9928
    @ramprakasharya9928 Рік тому +2

    क्या हम

  • @RahulSingh-gj9cg
    @RahulSingh-gj9cg Рік тому

    Can we use toilet before grih pravesh ?

  • @PayalSingh-tq4vq
    @PayalSingh-tq4vq Рік тому

    Faktrika saman