Bhai log blanket mein cycle se join Kabhi mat karna Kyunki cycle se per order 15 se 18 rupaye Milte Hain mehnat bahut hai Paisa bilkul Nahin Agar aapko blanket mein kam karna hai to aap bike se Karen usmein aapko offer Bhi Milega cycle se koi matlab Nahin Hai 2 din kam Karenge teesre Din Chhod Denge cycle se aap mahine mein 5 se 6000 hi Kama Payenge 3 ghante kam Karenge to 50 rupaye banenge aapke isase Achcha To Kahin Naukari kar lo blanket sirf bike Walon ke liye Achcha hai
Bhaiya abhi hamare pas ka store nahi mil raha hai part time ke liye Full time ke liye mil raha hai par fee 1800rs lag raha hai kya aisa hota hai kya reply plz
Bhai mera I'd blinkit me cycle ka ban gaya lekin mai bike me convert karna chahta huu ek wk se manager ko bol bol ke thak gya huu kaise hoga preshan hu bhai.
Bhai log blanket mein cycle se join Kabhi mat karna Kyunki cycle se per order 15 se 18 rupaye Milte Hain mehnat bahut hai Paisa bilkul Nahin Agar aapko blanket mein kam karna hai to aap bike se Karen usmein aapko offer Bhi Milega cycle se koi matlab Nahin Hai 2 din kam Karenge teesre Din Chhod Denge cycle se aap mahine mein 5 se 6000 hi Kama Payenge 3 ghante kam Karenge to 50 rupaye banenge aapke isase Achcha To Kahin Naukari kar lo blanket sirf bike Walon ke liye Achcha hai
Bhaiya bohot sahi advice di apne Very informative
Thank you❤
Veri veri good👍👍👍👍👍👍
Sahi hai Bhai
Good job😊
❤❤
Bhai up ki bike hai delhi me chal skti hai chalan ki dikkat to nhi hogi aapse bat krni hai bhai please bataiye kaise krun
Chal sakta hai koi problem Nahin
Hn bhai chal skti hai
Bus apna
lic..
Polusen
Helmet
R.c
Hone chahiye paas
Rahul bhai aapke hmesha video dekhta hun mujhe aapse kuch jaroori bat karni hai to aapse kaise bat kr skta hun please reply Rahul bhai❤
Kis kam se related baat karna hai aapko aap comment kar sakte hain
Hi ❤❤❤❤ nice video
Mere ko I d banani he pr smoothing rong araha he
good
भाई साइकिल वाली आईडी बनाकर बाइक से करेंगे तो क्या हो जाएगा
Ye problam kese hal hogi
Bhai blinkit ki id me problem aa rahi hai, zomato se link karne pe keh rahe hai ki QC status is not approved in zomato, ye QC status kya hota hai.
Blinkit Zomato company ka hi hai Agar Zomato Mein aapka ID register hoga to blinking Mein ID Nahin Banega
Rahul bhai Zomato per video Nahin banaa rahe kya app
Bike problem hai thoda time lag sakta hai
@@RahulVlogsBR32 okji
Bhai plz zomato ki vidio banaye 7 day lagatar
Bike problem hai thoda time lag sakta hai
Bhaiya abhi hamare pas ka store nahi mil raha hai part time ke liye
Full time ke liye mil raha hai par fee 1800rs lag raha hai kya aisa hota hai kya reply plz
Han ji bhai aisa hota hai, aap full time select Karke join kar lo aur kam part time kar lena Koi dikkat Nahin
Rahul bhai Zomato id ka video banno
Abhi Koi Mil Nahin raha hai Jiska ID banau Mera ID banaa Hua Hai Pahle Se
Hello Rahul bro agr blinkit hub m jo ander ki job hoti h kaise mil skti h btayeinge plz 🙏🙏
Blinkit hub ja kr manejar se bat karna hoga
@@RahulVlogsBR32 Chandigarh m Inka hub Kahan btayeinge plz 🙏
Sector 17 and Sector 34 mein hai aap Google Maps per search Karoge To vahan ka aapko location bataega
Maine cycle I'd banayi hai but isme vehicle details maang raha hai
Aapane cycle select nahin kiya hoga
Bhai mere me bike wala payment dikha rha 1100
Hanji bhai ho sakta hai
Bhai mera I'd blinkit me cycle ka ban gaya lekin mai bike me convert karna chahta huu ek wk se manager ko bol bol ke thak gya huu kaise hoga preshan hu bhai.
Manager hi kar sakta hai
Manager ek wk se roj kehta hai kl aana kl jate hai to bolta hai phir kal aana.aur iss wajah se aaj 12 din ho gye ab tak nhi kiya ...
Me 16 Saal ka hu kr sakta hu kya
Nahi
Bhai mera zomato terminate id hy blinkit me joining hojayga
@Mr-Basst yr blinkit ko kya problem hy
Refer karne ka tarika thoda casule hai 😅😅
Bhai kya Aapko video edit ka liya editor chaiya
Nhi bro
In cycle id incentive not show why??
Hamare city me to show kr raha hai
Konsa city bro@@RahulVlogsBR32
Chandigarh
Pen card father ka chlega
Nhi bro
Bhai agar age 18 saal se kam ho toh blinkint join kar sakte hai....
Han cycle Id se join kar sakte hain
4 wheelers laga sakte hai ?
Nhi