Alhamdulillah mai apke har video ka w8 krta hu. Is video me jo aapne aakhri 2 sawaal ka jawab diya usse mai hairan hu k hime isiliye dunya me gumrah kiya ja raha hai. Jazakallah khair Faiz Bhai
Request:- Discription me jo Main points Diye gaye Al'hamd'lillah Isee Tarah Dusre Darse Ke Unwaan ki Darse ki Dalail ki bhi pdf dey de to Hamari Dawati kaam me Bohat Aasani hongi..... Barai meherbaani... Allah ki Raza k liye pls....
Assalamualaikum Faiz Syed Sahab, Aap ummat ke sawalo ke jawab dete he uske liye shukriya. Humare bhi kuch sawal he, ummeed he aap apne agle episode me (Ask Adv. Faiz Syed - Sawal Aur Jawab Session) un sabhi Sawalo ka jawab tafsil se dene ki koshish karenge. Sawal Number 1: Saas-Sasur aur Bahu ki aapas me nahi banti he. Shohar ki job nazdiki dusre shahar me he isliye miya-biwi usi shahar me rahte he. Lekin biwi apne shohar se kahti he ki Eid par mai aapke sath aapke maa-baap ke ghar nahi jaaaungi. Kyoni aapke maa-bap mujhe pasand nahi karte he. To ab shohar kya kare? Kya shohar ko Eid apne maa-baap se sath manana chahiye yaa apni biwi ke sath? Sawal Number 2: Shohar baat karne me stammaring karta he. Stammaring ki wajah se shohar apni biwi ka naam thik se bol nahi paata he. Isliye shohar ne biwi ka pura naam badalwa diya. Aur aisa naam rakha he jo shohar aasani se bol sake. Biwi ke sabhi sarkari documents (Adhar Card, Pan Card, Vorter ID, Marriage Ceritficate, etc) bhi naye naam se ban gaye hai. Naya naam biwi ko bhi jyada pasand he. To kya stammering ki wajah se biwi ka naam badalne par shohar ko gunaha milega? Agar haa to iska kaffara kya hoga? Yaa fir biwi ka purana naam hi fir se sabhi documents me likhwana padega?
Assalaam Alaikum, Faiz bhai, jab Zohar ki Namaz mein pehli ki 4 Rakat Sunnat agar miss ho jaye toh phir Faraz Namaz ke baad yeh 4 Sunnat Namaz padsakte hain ?
@@FouziaKhan-qb5dr Ji ha shaitan nai le sakta lakin hum ne kabi bhi hamre Nabi ku nahi dhika wo hum ku ghumrha kar sakte hai khawab mae Nabi bolga kiyu ke hum Nabi nai deke na isliye bhutgyga wo
mother ke faut ke baad unko Milne wala pension par kiska haque hoga? sabhi beta betiyon ki shaadi ho chuki hai. Ya mother ka poora haque hai ke woh jise chahe pension ka poora rakam de sakti hai?
@Adv.faizsyed:- aslaamalaikum, My question is whether it is okay to invest in a company that indirectly provides its few services to a haram company. For example, a technology company creating a betting app for a betting company. (Chess, app, rummy)
Masha Allah jazakallah
ماَشاَءَالله
Itna achcha session.Apko taarikhi lectures bhi dena chahiye kyunki yeh humare youth me self respect aur jazba paida karega إن شاء الله
Apka history or political analysis amazing hai BARAKKALLAH KHER
Eagerly waiting fr this masterpiece
Alhamdulillah mai apke har video ka w8 krta hu. Is video me jo aapne aakhri 2 sawaal ka jawab diya usse mai hairan hu k hime isiliye dunya me gumrah kiya ja raha hai. Jazakallah khair Faiz Bhai
Me aapke vedeo ka weat karti hu feaz bhai😊
Your video s is really good 👍
Wait
Jazakallah thanks for the excellent lecture
Jazakalllah feaz bhai
ASSALAMUALAIKUM wa rahmatullahi wa barkaatu
JazakÁLLAH Khair! Alhamdulillah!
Assalamualaikum warahmatullahi wabarakathuhu faiz Bhai
Shukran kateer
أي والله صحححح كلامك صججججج لسانك أخي جزاك الله خيرا كل شي صحح ❤💯👌🫡🤲🤍💯💯💯💯👏👍
Shaikh Bhai kya photo frame karna kaisa hai picture ko frame karna
Alhamdolillah
Assalamo alaikum warahmatullah wabarkatuhu
Very informative Islamic knowledge mashaAllah. From pakistan
Request:-
Discription me jo Main points Diye gaye Al'hamd'lillah
Isee Tarah Dusre Darse Ke Unwaan ki Darse ki Dalail ki bhi pdf dey de to Hamari Dawati kaam me Bohat Aasani hongi.....
Barai meherbaani... Allah ki Raza k liye pls....
Assalamualaikum Faiz Syed Sahab, Aap ummat ke sawalo ke jawab dete he uske liye shukriya. Humare bhi kuch sawal he, ummeed he aap apne agle episode me (Ask Adv. Faiz Syed - Sawal Aur Jawab Session) un sabhi Sawalo ka jawab tafsil se dene ki koshish karenge.
Sawal Number 1: Saas-Sasur aur Bahu ki aapas me nahi banti he. Shohar ki job nazdiki dusre shahar me he isliye miya-biwi usi shahar me rahte he. Lekin biwi apne shohar se kahti he ki Eid par mai aapke sath aapke maa-baap ke ghar nahi jaaaungi. Kyoni aapke maa-bap mujhe pasand nahi karte he. To ab shohar kya kare? Kya shohar ko Eid apne maa-baap se sath manana chahiye yaa apni biwi ke sath?
Sawal Number 2: Shohar baat karne me stammaring karta he. Stammaring ki wajah se shohar apni biwi ka naam thik se bol nahi paata he. Isliye shohar ne biwi ka pura naam badalwa diya. Aur aisa naam rakha he jo shohar aasani se bol sake. Biwi ke sabhi sarkari documents (Adhar Card, Pan Card, Vorter ID, Marriage Ceritficate, etc) bhi naye naam se ban gaye hai. Naya naam biwi ko bhi jyada pasand he. To kya stammering ki wajah se biwi ka naam badalne par shohar ko gunaha milega? Agar haa to iska kaffara kya hoga? Yaa fir biwi ka purana naam hi fir se sabhi documents me likhwana padega?
Ho sake to faiz bhai ke unwaan ki pdfs ek website per ya group me share kare to bohat asaan hoga dayiyou k liye
Assalamualaikum
❤❤❤❤
Assalaam Alaikum, Faiz bhai, jab Zohar ki Namaz mein pehli ki 4 Rakat Sunnat agar miss ho jaye toh phir Faraz Namaz ke baad yeh 4 Sunnat Namaz padsakte hain ?
Faez bhai Up azamgarh me koi program rakhe hmare yaha bahot biddat h
Maqasid e sha rya par lecture hai kiya?
Kya NABARD (national bank for agriculture and rural development) mai job karna halal hai ya haram...
Sawal jawab me hissa kaise le?
Shaikh Kya khwab me nabi ka didaar hota hai?
Bilkul hota hai 😊
Hota h ji
Ager aap ku khawab pe Nabi ku dhika tu kise yakeen karinge ye hamare Nabi hai su isliye nahi de sakte
@@mohammedhabeebkhan sirf shaitaan hai joh Nabi ki shakal nai le sakta toh aap nabi ki habits follow karte hai toh deedaar hoga inshallah
@@FouziaKhan-qb5dr
Ji ha shaitan nai le sakta lakin hum ne kabi bhi hamre Nabi ku nahi dhika wo hum ku ghumrha kar sakte hai khawab mae Nabi bolga kiyu ke hum Nabi nai deke na isliye bhutgyga wo
mother ke faut ke baad unko Milne wala pension par kiska haque hoga? sabhi beta betiyon ki shaadi ho chuki hai. Ya mother ka poora haque hai ke woh jise chahe pension ka poora rakam de sakti hai?
jis k nam likhwaya ta us ka hoga
That last question really makes us sad how the Muslims have fallen prey to these chrisitians and jews
Khwab mein Apne hi shaadi dekhna kaisa hai please mujhe iska jawab
Assalamualaikum bhai please meri madad kare khuda ke vaste meri madad kare
Falasteen 😢
Molana ji tqreer Roz post krte hi ho ..kbhi phelstine 🇵🇸 k liye bhi kuch bolo 😢
Quraan ke malayekaa kaaynaati twnayeyaa, natural forces hai naa ke mazhabi parowale farishte😮
@Adv.faizsyed:- aslaamalaikum,
My question is whether it is okay to invest in a company that indirectly provides its few services to a haram company. For example, a technology company creating a betting app for a betting company. (Chess, app, rummy)
Bhai kisi k pas WhatsApp gurop ka link h to do irc ka
𝐖𝐡𝐚𝐭𝐬𝐀𝐩𝐩 𝐆𝐫𝐨𝐮𝐩 - bit.ly/2y3DQnu