हमारे भारत में "मॉल" सामान खरीदने के लिए होते हैं, और पाकिस्तान में (कराची)"मॉल" का माल लूटने के लिए होते हैं।😅ہمارے ہندوستان میں مال خریدنے کے لیے ہیں اور پاکستان (کراچی) میں "مال" کا مال لوٹ مار کے لیے ہے۔
*HAR STATE HAR CITY KI CROPS SABZIYO YA FRUITS KI APNI ALAG TYPE QUALITY AUR SPECIALITY HOTI HAI .. USI KE HISAB SE PRICINGS RAKHI JATI HAI* .. JINKO BUYERS APANI PREFERENCE BUDGET YA LIKING KE HISAB SE KHARIDTE HAI .. 💯
Pakistan has discovered two types of Employment for their youth for booming their Economy: 1. Exporting Beggars and 2. Providing 2G Internet for their Youth to go for Reaction Videos with " India as a Key Word "
India mai dhaniya mirchi free milta hai, koi bhi sabji wala saath mai baandh deta hai. But han 100 tak ki sabji loge tab dega free.. Mai ne shuru se ye hi system dekha hai India mai. Thela/Reddy walo pe.
Alag state se aane ka transportation charges add hota hai or quality difference hota h. Seed quality matter krti h & India ka har state or city ka kuch na kuch special h. I love my India 🇮🇳🇮🇳🇮🇳
Toor , arahar ki daal ko bolte hai Aur inki quality aur gst k hisab se rate up down hota hai.. Bas 4-7 rs. Per kg ka difference hota hai baki sabhi acchi quality ki hoti h
Alag hone k karan bahut saare hai....... Alg alag jagah ki alg alg soil hoti .... Water availability alg alg hoti .. labour availability bhi alag alag hoti .... Jiski wajah se price per kilo gram me bhi thoda farak aa jata .......
Bhai har state ki matti me farak hota hai. Is karan uke taste me farak hota hai isliye according to demand unke rate me farak isliye hota hai kuch transportation ka add ho jata hai .
Gehu chawal daal etc chize k state k hisab se rate isiliye alag hai kyuki har state k hisab se fasal alag alag hoti hai and quality alag hoti hai jaise mo me gehu ki fasal acchi hoti hai so waha k rate and maharshtra k gehu k rate me difference hoga aise hi baki sb ka b difference apko dekhne milega ...
मुबशीर भाई हमने जीस फॅक्टरी मे गन्ना भेज दीया है ना उस फॅक्टरी हमे चीनी दीवाली मे 50टनेज के अंदर 30kg फ्री मे दे रही है 100के उपर टनेज गन्ना भेज दीया है उस कीसान को 50kg चीनी फ्री मे दे रहा है
Bhai aap logon ke pass Jo saman Jo mil raha hai jo kimat hai 1 February ki kimat mein hamare pass pure crockery pura set complete mil jata hai hamare pass aur usmein se 50 60% Paisa Bach jata hamare ko
84 karod Logon Ko 50 kg gehun 20 kg rice chawal Indian government free rahti hai Har mahine🇮🇳
मगर एजेंट खा जाते हैं गरीबों का आधा अनाज
Kitani khushi baat h.
@@santoshwhy2943 yeh baath ghalat hai-poora maal theek say mil yatha hai
💯 true
@@santoshwhy2943ab nahi kha paty boss digital hota h
हमारे भारत में "मॉल" सामान खरीदने के लिए होते हैं, और पाकिस्तान में (कराची)"मॉल" का माल लूटने के लिए होते हैं।😅ہمارے ہندوستان میں مال خریدنے کے لیے ہیں اور پاکستان (کراچی) میں "مال" کا مال لوٹ مار کے لیے ہے۔
₹40000 me iphone aa jayega 😂😂😂
Rs 10000
Mera Bharat Mahaan❤.... Proud to be Bharathian ❤
Me bhi bharthian hoo
*HAR STATE HAR CITY KI CROPS SABZIYO YA FRUITS KI APNI ALAG TYPE QUALITY AUR SPECIALITY HOTI HAI .. USI KE HISAB SE PRICINGS RAKHI JATI HAI* .. JINKO BUYERS APANI PREFERENCE BUDGET YA LIKING KE HISAB SE KHARIDTE HAI .. 💯
Pakistan has discovered two types of Employment for their youth for booming their Economy:
1. Exporting Beggars and
2. Providing 2G Internet for their Youth to go for Reaction Videos with " India as a Key Word "
Yes 😂😂😂😂
🤣🤣🤣🤣🤣🤣
First comment 😅
Price of Potato and onions are increase to INR 70 per kg due to rainy season otherwise it about 320 to to 40 Rupees in mumbai
Bharat mein bahut saman saste milta❤❤🇮🇳🇮🇳
India mai dhaniya mirchi free milta hai, koi bhi sabji wala saath mai baandh deta hai.
But han 100 tak ki sabji loge tab dega free..
Mai ne shuru se ye hi system dekha hai India mai. Thela/Reddy walo pe.
India me moll se 1500 ₹ ka saman lene pe branded sugar 9 ₹ kg milta hai jisa price 55/60 ₹ kg hota hai
Good reaction bhaji
Hamare har gali me chakki hoti hai, sheher ho ya gaon, har koi gehu, anaj kharidke piste hai chakki me, readymade atta bahot kam log lete hai.
Bhai sach batao tum modi bjp ki publicity krte ho kyonki bharat sirf pakistan se comparison krte hai china ko buool jao, bharat ko asliyat dikhao😊
India is the best country.
Quality ki baat h bhaiyo
Aapko ek baat sachi batau hamare gao me 5-6 log raat ko khana khale to bhi 2-3 logo ka khana kutto ko khilaya jata hai ❤
Different state ki …Different Varieties hoti hai India mai😊
Turdal matlab Arhar dal 😊 English main ( Split Pigeon Peas ) bolte hai
Adhar dal or turdal alag he
@@mayankthada4488pogo dekho bhai
Alag state se aane ka transportation charges add hota hai or quality difference hota h. Seed quality matter krti h & India ka har state or city ka kuch na kuch special h. I love my India 🇮🇳🇮🇳🇮🇳
Pakistan ke saman patal jute❤❤🇮🇳🇮🇳 made in India
Bro kal please gujrat ka 👑 vadodara vinayak dj sound ka video lekar Ana bro😥
Sach batana rona a raha he na 😅
Mereku e samajhme naheen aaraa pak me gareeb log bahuth hai bolke sunaa.fir mehngai utana kyon. Sasthe diyatho sab log kushe hongey na bhai.
Toor , arahar ki daal ko bolte hai
Aur inki quality aur gst k hisab se rate up down hota hai.. Bas 4-7 rs. Per kg ka difference hota hai baki sabhi acchi quality ki hoti h
Basmati 85kg
Love from Amchi Mumbai❤
Indian hacker kota rajisthan blog
Toor dal means the dal of king it's always 20 to 30% expensive of normal dal
Alag hone k karan bahut saare hai....... Alg alag jagah ki alg alg soil hoti .... Water availability alg alg hoti .. labour availability bhi alag alag hoti .... Jiski wajah se price per kilo gram me bhi thoda farak aa jata .......
Dmart wholesale offers ke baare me video banaayiye......most discounted branded store in India.
India mein makeup ka mirror 2500 mein branded aata hai❤❤❤❤❤❤
Tika aur dinner ka pura set hamare India 2500 mein dinner set aur tshirt aata hai❤❤❤❤❤❤❤❤
Britannia indian brand h❤
Hamare yahan 40000 mein to iPhone mil jaega😅😂😂.... Bags vagaira 1000 se lekar 5000 mein mil jaega😊😊
Bhai har state ki matti me farak hota hai. Is karan uke taste me farak hota hai isliye according to demand unke rate me farak isliye hota hai kuch transportation ka add ho jata hai .
Rates depend on Quality.
Mujhy to ye kahna h ki jo pakistan k himayti h wo jaye wahan or wahan ka basmati rice khaye😂
Bhai sab same hai kyu ki india ka Rs 1 Pakistan ka Rs 3 rupiya hai 😅😅😅😅😅
Bhai is se badhiya saman kirana dukaan me is se bahut sasta milta hai ❤❤❤
solapur shiv jayanti 2024 record brake crowd❤❤❤❤❤❤❤
Acha hai bina dimag ke log vhi h. India ko khrab karne mat aana plz
Mr Indian Hacker video
Gehu chawal daal etc chize k state k hisab se rate isiliye alag hai kyuki har state k hisab se fasal alag alag hoti hai and quality alag hoti hai jaise mo me gehu ki fasal acchi hoti hai so waha k rate and maharshtra k gehu k rate me difference hoga aise hi baki sb ka b difference apko dekhne milega ...
Quality ke hesabse milta hai
Ek number basmati rice rs 100 kg branded trolley rs 2000 ka aata hai Pune Maharashtra India❤❤❤❤❤❤
Bhai ma barat sa hu ma aup bikari ke video lay❤❤❤
ट्रान्सपोर्ट के कारण भाव कम ज्यादा होता है ट्रान्सपोर्ट जितका लंबा भाऊ इतना ज्यादा
😮
14 kg gehun and 21 kg rice=7 femily member
Hamare gano me 1kg chaol ki rat 20 rupeye hai😂😂😂😂😂
Bhaiya hamare yahan to itna sasta hai kya aap jhola bhai sahab jhola thela matlab😂😂😂😂
Colgate india main 80 rs h or sath main brush 🆓 hai. 😂😂
Napkins rs.48 (8 p)
Rice rs.50/kg
Bhai ap dono actually Afghanistan se ho not Pakistan 🙂
Acha🤣
Pakistan me aag lagi hai .( Pakistan is slotering the poor men )
5kg 200 rupees 3:04
Amazon pe Rs.1 sugar mangane wale like karo😂.
State to state tax rate are different so.....rate alag alag hote hai
American tourister 6000 me 3 ka set😅
True mai to ye soch ri ye bag bech rahe ya gold😂
@@DuniaNazar meri bag ki showroom hai Lucknow me Mai to shock me aagya ye chal kya rha pak me😂
India me trolly bag 7000 ka liya tha mane ❤❤
bhai paisai ki value bhi lagaya karo
As quality.... mp kee gadam best High quality hai
मुबशीर भाई हमने जीस फॅक्टरी मे गन्ना भेज दीया है ना उस फॅक्टरी हमे चीनी दीवाली मे 50टनेज के अंदर 30kg फ्री मे दे रही है 100के उपर टनेज गन्ना भेज दीया है उस कीसान को 50kg चीनी फ्री मे दे रहा है
Bhai aap logon ke pass Jo saman Jo mil raha hai jo kimat hai 1 February ki kimat mein hamare pass pure crockery pura set complete mil jata hai hamare pass aur usmein se 50 60% Paisa Bach jata hamare ko
if Dmart is from Maharastra than sugar may be little cheaper
best rice double chabi 120 pr kg
Movie pr zarur reaction lao bhai please
Transportation or tax ki vajeh se alag alag state ka weat ka price badh jata hai
Bro Reliance ka video lekar Ao
5 rupees 2:04
India mein pampers bacchon ka ₹50 Mein Mil Jata Hai
Hmare ye backpack 250 se shuru hai troly bag 1000 rupye ka bade se bda mil jata hai
Tuar dal means arhar dal
American tourister trolley price 7000 IndianIndian Indian price
solapur shiv jayanti 2024 record brake crowd
3-4k ki trolly hogi india me
Yeah vlogger ve Indian he h vise se aayi thi @travelwithjo
TOOR DAL mean Arhar Dal
Ary bhai pakistani movie pr reaction lao the legend of mulla jatt movie pr plz bhai dikha do movie
He Mera India
Bhai hamare yahan aansu India mein har vah chij quality ke upar depend karti hai
😍Bhai DEVARA MOVIE KA NEW SONG (DAAVUDI) PE REACTION DO
Aap log yah to proof karo ki aap Pakistan mein rahte ho ki nahin Kuchh image dikhao
Khula aata 30₹ se 35₹ kilo milta hai
199₹ ka 5kg sugar hai mere yaha
Hamare yahan always ka whisper choice.... Rs 48 ka hai
Jitne v product dikhaye hain inki india mein factories hai isliye price kam hai
India mein log gehu hi Lete Hain Aata bahot kam Lete Hain
7000 ka tray😂😂
Transport distance price
Har State Ka alag Alag paidwar h
America turester 4000 ki
One states and state Tak saman le jaane ke liye transportation cost add Ho jaati hai
Bhai mirzapur nhi dekhty
Mirzapur web series 3
Hmare dajar me sugar 33₹ kg
Transportation cost on each dal rice and demand for each
Bhai kabhi bade bhai ko bhi bolne ka mauka de
♥️🇮🇳❤
Kalki movie par reaction de please
@@anmanvjrao2358 chal nikal beta yaha se teri jarurat nhi
Arhar ya rahar daal split pigeon pea ya pigeon pea lentils jise toor dal kaha jata hai