pehle ap page pr simply (first table) work tayyar karlen aur isse page ke aadhay hissay pe drag karlen aero tool ki help se, phir dosre side pe (second table work) keliye ap Text Box lekar is ke andar table work tayyar kar len.. is trah ap pehle wale table ke samne create kar sakti hain. warna is pe bhi main ek new video upload kardunga short tutorial
Very useful
masha allah thanx
Bhai aap ki video bahut achchhi he
Sir, Rows ko kaise merge karen ge?
asslam o alaikum sir
mera ak question tha ak page per table k samny table bnana ho to kasy bnain gy?
pehle ap page pr simply (first table) work tayyar karlen aur isse page ke aadhay hissay pe drag karlen aero tool ki help se, phir dosre side pe (second table work) keliye ap Text Box lekar is ke andar table work tayyar kar len.. is trah ap pehle wale table ke samne create kar sakti hain. warna is pe bhi main ek new video upload kardunga short tutorial
@@360iinformative thank you so much its work
ma ne abhi try kia yeh hogya well done😃
@@ramlabatool well done