Assalam o alaikum bro keya honda 125 mein bhi gear indicator wese hi lagay ga ya mukhtalif wiring hogi plz is per bhi apni peyari voice mein video upload kerna please please aap ki tamam videos bohat hi informative hoti hein mujhay umeed ha k aksar bhai abb ye kam khud hi kerte hongein mein aap ka shukar guzar hojaonga video zarur bnana bhai
Tayyab bhai mere Honda CD70 bike Ka last Time Magnet Coil change huwa tha uskay baad se Neutral Light Work Nahi Kar Rahi uska Jab Purana Magnet Coil Attach Karkay Dehkta Hun To Neutral Light On Hojati Hai Likin New Walay Se On Nahi Hoti Neutral Switch Bhi Badal Kar Dehk liya Koi Faida Nahi Huwa
Bhai mere pass super power 70cc 2019 model hai us main ne naya meter lagwaya hai us k saath masala yai k us k meter main indicater ki light k saath sare indicater on ho jate hain aik saath jaise left ya right kerna ho to reply ker k zaroor bataye ga
meter ki anticater walee light kese jaaltee hai skyblue and orange donoo t positive wire ki curent hai t neutrla kese mil raha hai usko? and meter m left pr left ka bulb jlta bai rightt pr right t yee ek hi bulb se dooo alg jghaa lighting kese
Sir no 1 Head light me switch ki do wire jin me se aik pure black hoti he or dosri pure red . Ye do wires ke connection check karay yeh lose to nahi . No 2 Key switch me aik point hota he jo battery ke all current ko control krta he us point me problem honi he key switch change kr lein . Ziada tr aisa masla key switch me hi aata he.
@@StudyOfBikes Shukrya Boss.. Barish ka Pani janay ki Waja se Aesa hogya hay i think.. Because Bike girny ki wajah se Headlight cover Jaga se halka saa hilgya tha.. 😄
اسلام علیکم استاد محترم میں نیا موٹرسائیکل قسطوں پہ خریدنا چاہتا ہوں کونسا لینا چاہیے جس کی کوالٹی اچھی ہو پٹرول ایورج بھی اچھی ہو ہنڈا کے علاوہ وہ بہت مہنگا ہے میری پہنچ سے باہر ہے
Sir jis area me app rehtein hein waha pr aap note karay keh kon kon si bikes ziada nazar aati he . Aap name send karein wese yeh bikes ki quality achi hein Hi Speed Unique Union Strar Ager aap jeh area me hi speed available he to me neh khud kafi ziada chinease bike dekhi to taqreeban hi speed ka weight sub se ziada he . In keh ilawa ager koi bhi chinease bike ho quality same hi hoti he . Lekin aap keh area ki kon kon se chinease bike ziada chalti he kindly send me names . Ager aap honda se china ki taraf aa rahein he to china 70 ki jitni bhi quality achi ho lekin shuru shuru me aap sochay ge keh ye yaar kaisi bike he lekin china bhi achi hoti he but honda ki quality to kafi achi he lekin os ki price obviously bht ziada he to china theek rahay gi. Aik or baat Please koi bhi china 70 me self start version aap soch samaj ke lena kyunkay is keh parts ka bht issue hota he . Simple china 70 is best for you . Thanks
جی وہ پہلے والا موٹرسائیکل ٹھیک نہیں ہو رہا ہے. . اس سے تنگ آ گیا ہو کافی دنوں سے بند کھڑا ہے کچھ دن پہلے میں اس پہ سفر کر رہا تھا کہ اچانک ایک لمبی سی آواز آئی چر وووونک کی پھر وہ بند ہو گیا پھر میں نے کک ماری تو فورا اسٹارٹ ہو گیا تھا تقریباً 15 کلو میٹر کے اندر 4 =5 دفعہ ایسا ہوا تھا پھر میں نے اس کا آئل چیک کیا تو وہ صحیح بھی تھا اور پورا بھی. اسٹارٹ بھی ہوتا ہے چلتا بھی ہے لیکن اس کی آواز بدل گئی ہے میں نے 2 =3 مکینک کو دیکھایا تھا کوئی کہتا ہے رنگ پسٹن کا مسئلہ ہے کوئی کیا کہتا تھا اور کوئی کیا. پیسے نہ ہونے کی وجہ سے اس کام نہیں کروایا. بس مکینک کو دیکھا کے واپس لے آیا تھا .
میں اٹک میں رہتا ہو ادھر ہر قسم کے موٹرسائیکل چلتے ہیں ہائی سپیڈ کے بارے میں سنا تھا اچھا ہے لیکن آپ نے بھی ہائی سپیڈ کا مشورہ دیا ہے تو دل کو تسلی ہو گئی ہے. لیکن اس کی پٹرول ایورج کم بتائی جا رہی ہے 40 = 45 کلو میٹر اچھی ایورج دینے والا کونسا ہے
Sir china ki taqreeban sub ki aik jesi hi hoti he . Jub bike 3000 se 4000 km chal jati he to sub chinease aik jesi hi average detein hein lekin honda se compare nahi kia ja skta os ki average to har koi janta he lekin . Shuru shuru me average kisi bhi new bike ki achi nahi milti jese jese chalti he to average set ho jati he . Is ki bhi aik logic hoti he video me btaon ga inshallah
Bahi meri bike he metro china us may jb bike on hoti he aur race may hoti he tb sirf head light jlti he indicator aur horn ni bajta aur hi un ki meter light jlti hain koi solution bta dain
Bahi battery ni he laiken un ko jlna chaiye jb bike race may hoti he laiken na hi horn bajta he aur na hi indicator. But head light jlti he aur back light
Head light me red color ki wire jo switch me lgti he wo utar gai ho gi . Ya black color ki wire jo switch ke saath lagti he wo utar gai he . Key switch. Kyunkay ager sirf head light or back light hi chal rahi he baki kuch nahi chal raha to phir in do wires me se koi disconnect ho gai he kyunkay headlight or backlight me current yellow wire se ata he lekin baki jitnay bhi bulbs hotaein hein in me battery ka current hota he to simply head light kholay or 2 cheezay check karein 1 red wire jo key switch ke saath connect hoti he wo utar ya damage to nahi 2 pure black wire jo key switch ke saath attached he wo to kahi utar nahi gai.
Sir ya to engine kholay ga lekin ager aap engine nahi khulwana chahtein to mere channel pr pehli video jo keh gear indicator wali he os ko drkh kr gear switch install kr lein bht easy way he ager aap gear indicator lagana chahtei he to laga lein nahi to sir os video me dikhae gai tariqay keh matabic sirf switch laga kr baqi 1234 gear ki eire ko cut kr dein pichay aik hi wire bachay ki jo aap neutral wali wire jo tapay me se jati he os keh saath jor dein . Is se app ki ptri ka link hi nahi rahe ga . Magee wo video pori dekhein os me to gear inficator ka bhi btaya he lekin aap ne is video me dikhae gae gear seitch ki baqi 4 wires ko. Cut kr ke jo aik e wire bachay ki jis ka color green or line red ho wo tapay me le jani he . Alp sir yeh video pori dekhay Video link ua-cam.com/video/c8zfzEc1a2E/v-deo.html Thanks
You probably dont care but if you guys are stoned like me during the covid times then you can watch all the latest movies and series on instaflixxer. I've been watching with my gf for the last few months =)
G sir mujhe yad he . Abhi mujhe jaga nahi mili kaha pr proper wash karon lekin inshallah jub bhi bnao ga proper video bnao ga . Or bhi kuch pochna chatay hein to comment kia karay me aap sub keh comment read krta hoon . Thanks
@@StudyOfBikes bhai ek baat he ke meri 70 ke front shocks mein se tk tk ke awazein ati hein chahein halki si bhi road kharab ho bnade ko dikhayaa tha kehta ke aink terhi he jis ne golian cheer de hein golian new dalein g oil dalega or aink sedhi hogi or ye ke bike ke pichle dono ishare bhi nahi chl rhe or ye bhi bta dein ke bike ki aink kitne ki sahi hogi bike =honda 70 16 model
Sir indicators pr me ne video bnai howi he Aik do din tk me video upload karon ga keh pichaly acharay kaise chnge kray . Or sir bike ki ager sir or sirf ainek sidhi krni ho to 500 rs lag jatay he . Kyunkay sub koch kholna prta he jesa kr handle . Grips, shocks,headlight,inficators.tyre,mudguar wagaira. Ab baat ghor se sunnay wali he . Ab jub aik dafa yeh sub khol jana he to har cheez aap keh samnay ho gi phir jo bhi cheez kharab ho gi to wo change kr lein jesa keh handle cone set . Is me goliyan bhi saath hi ati he . Lekin ager sirf goliyan jharab he to 70rs tak ki ati he . Ab jab mazdoori to aap ne pay krni hi he to parts jo jo kharab ho wo sastay hi atay hein sir mazdoori ki tension hoti he wo to aap ne pay kr deni he ab aap ager shock set karai to wo bhi bht kam mazdoori lein ge kyunkay jub ainek khol jati he to shock taqreeban 60 percent to khol hi chukay hota hein . Is liye sirf ainek ko simple tariqay se theek krnay ki labour cost 500 tak ati he or ager shock new tariqay se shuru se complete khol kr oil change krna ho to mazdoori taqreeban 350 rs hoti he lekin aap keh shock ainek ki waja se kafi had taq khol chukay honay he is liye paisay shock pr bht kam lagat ge . App khud note karay keh kia tak ki awaz waqay hi shock me se aa rahi he ya phir handle me se ?
@@StudyOfBikes bhai shocks mein se ainak pr yaqeen iis liye he kyon ke bike ko abhi maar nahi pari hoi nahi kise pind wagaira mein gaye hein ab samj ye nahi ati ke halke se bhi khadon mein awaz ati he wo banda taqreeban sara kaam 14 1500 tk keh rha tha ainak terhi he wo to saaf nazar ati he
Sir wo 1400 me ager shock oil seal change, aenik repair, or handle cone goliya bhi change kr keh yani bike ka agla front case bilkul theek kr deta he to i think yeh sahi he . He jagah keh apnay rate hotay hein bs imandari se kamm kia jae to koi baat nahi . Tension nahi leni aap neh sakoon se kam krwae inshallah bhter ho ga . App bhi search kr keh aik do or jagah se bhi poch lein
Super video janab Allah pak apko khush rakhe
Thanks brother
Very very nice video... Yours all videos on motor bike wrings are very nice and knowledgeable. Thanks God Bless you...
Thanks
Boht umda tariky sy smjhaty hy ap bhai
Very nicely explained in detail . Stay blessed.
Thanks Brother
Tnk you sir.allah apko kamyab karea
Ameen
Thank you so much
Apki videos boht helpfull hoti hean
Bhai ap ne bohat achy tareeke se samjaya hai
Thanks Brother
Good video bhaijaan im from India ❤❤❤
Thanks Brother ❤️❤️
Welcome to this channel
Ok I subscribe your channel...
WALE KUM AS SALAM BHAI VERY NICE VIDEO
Thanks Sir
bhai acha smjaa laite hai aap
thank you bhai nice stuggle bro
Welcome bro
Nice bhai g❤❤❤❤
Thanks Dear
Very good. Thanks 😊
Most Welcome
I learned from you
Zaberdast
Thanks dude
good video
Thanks Sir
Assalam o alaikum bro keya honda 125 mein bhi gear indicator wese hi lagay ga ya mukhtalif wiring hogi plz is per bhi apni peyari voice mein video upload kerna please please aap ki tamam videos bohat hi informative hoti hein mujhay umeed ha k aksar bhai abb ye kam khud hi kerte hongein mein aap ka shukar guzar hojaonga video zarur bnana bhai
ماشاءاللہ
Mashallah
Thanks Brother
Thanks
Welcome Raheel Sir
bhtt AllA
Thanks
Tayyab bhai mere Honda CD70 bike Ka last Time Magnet Coil change huwa tha uskay baad se Neutral Light Work Nahi Kar Rahi uska Jab Purana Magnet Coil Attach Karkay Dehkta Hun To Neutral Light On Hojati Hai Likin New Walay Se On Nahi Hoti Neutral Switch Bhi Badal Kar Dehk liya Koi Faida Nahi Huwa
Bahii agar meter na ho to tb to koo masla nahii hoga na
❤❤
Thanks
Yes mil gya neutral ,q k mere bike pe nai chal ra a
Best of luck brother
@@StudyOfBikes Allah kare apk ak crore subscriber ho
Bhai mere pass super power 70cc 2019 model hai us main ne naya meter lagwaya hai us k saath masala yai k us k meter main indicater ki light k saath sare indicater on ho jate hain aik saath jaise left ya right kerna ho to reply ker k zaroor bataye ga
Grip ki vire galt lgi hoi hai is liye
Assalamualaikum Bhai ap Honda CD70 main rpm meter laga kar dikhain or sikhain please Bhai
Bro meter cable new dalwayi thi awaz krti hai aksar or awaz meter se ati hai kya problem hy
Bro Brake lagane se ya horn bajane se neutral light thorha sa blink kare ya dim ho toh kiya yeh normal hai.
Battery kamzor ho to aisa hota ha
@@FarhanTechOfficial Battery toh install ki hai lagta hai phir battery charger ka problem hai.
Bhai ye hota hai aksar agar brake light aur indicators sath jal rahy ho to
@@ayanrao7563 shukriya bhai
@@amjad635pw 😊
Sir agr indicator display krny wali light band ho jaye or indicator sahi work kar rahy ho to Kia kary
BHAi bike jke meter mein white leds and red sui ki installation per video bnao
meter ki anticater walee light kese jaaltee hai skyblue and orange donoo t positive wire ki curent hai t neutrla kese mil raha hai usko? and meter m left pr left ka bulb jlta bai rightt pr right t yee ek hi bulb se dooo alg jghaa lighting kese
Bhai Neotrol bulb jal jata hai es ki kya wajah hai or gear lgany par off bhi nai hota
Bhai mery bike ki neutral light kabi kabi jlti h or kabi nhi jalti is ka kia fault ho skta ha plzzz tell.??
Sir mari bike ma brake dabana par backlight ka sath front light bi chal gati ha
is ka solution bata da
Super power 70 ka b batao neutral light ka
AoA.. Bhai Meri bike me kbhi kbhi Aik dam Horn indicator , Neutral light Kam karna band Hojaty Hain.. Off on kro Chabi to phr work karty Hain....
Sir no 1
Head light me switch ki do wire jin me se aik pure black hoti he or dosri pure red . Ye do wires ke connection check karay yeh lose to nahi .
No 2
Key switch me aik point hota he jo battery ke all current ko control krta he us point me problem honi he key switch change kr lein . Ziada tr aisa masla key switch me hi aata he.
@@StudyOfBikes Shukrya Boss.. Barish ka Pani janay ki Waja se Aesa hogya hay i think.. Because Bike girny ki wajah se Headlight cover Jaga se halka saa hilgya tha.. 😄
@@StudyOfBikes sir please make video on indicator bulb
Like video
Thanks Dear
Kindly explain this issue
Sir meter light greap price 150 in 2024
Agar battery na ho to neutral light Gale gi?
G chalay gi lekin start bike pr
@@StudyOfBikes thank you or meter light on hogi bagair battery ke?
han
Meray bike ki 4th gear me ja k on hoti ha
Koi solution bata dain plzzzzzzzzzz
Headlight me dosra clip kis liye hota
Assalamualaikum Neutral blub jall raha hy laikin ghair dalny py blub off nhi ho raha
Chaina bikes ki vir ki kuch vir ka color difrent hota hy
agar gaer lagane sa blub na band ho to kese shi karen
اسلام علیکم استاد محترم
میں نیا موٹرسائیکل قسطوں پہ خریدنا چاہتا ہوں
کونسا لینا چاہیے
جس کی کوالٹی اچھی ہو
پٹرول ایورج بھی اچھی ہو
ہنڈا کے علاوہ
وہ بہت مہنگا ہے میری پہنچ سے باہر ہے
Sir jis area me app rehtein hein waha pr aap note karay keh kon kon si bikes ziada nazar aati he . Aap name send karein wese yeh bikes ki quality achi hein
Hi Speed
Unique
Union Strar
Ager aap jeh area me hi speed available he to me neh khud kafi ziada chinease bike dekhi to taqreeban hi speed ka weight sub se ziada he . In keh ilawa ager koi bhi chinease bike ho quality same hi hoti he .
Lekin aap keh area ki kon kon se chinease bike ziada chalti he kindly send me names .
Ager aap honda se china ki taraf aa rahein he to china 70 ki jitni bhi quality achi ho lekin shuru shuru me aap sochay ge keh ye yaar kaisi bike he lekin china bhi achi hoti he but honda ki quality to kafi achi he lekin os ki price obviously bht ziada he to china theek rahay gi. Aik or baat
Please koi bhi china 70 me self start version aap soch samaj ke lena kyunkay is keh parts ka bht issue hota he .
Simple china 70 is best for you .
Thanks
Sir aap ki pichli bike theek nahi howi thi kia?
جی وہ پہلے والا موٹرسائیکل ٹھیک نہیں ہو رہا ہے. . اس سے تنگ آ گیا ہو
کافی دنوں سے بند کھڑا ہے
کچھ دن پہلے میں اس پہ سفر کر رہا تھا
کہ اچانک ایک لمبی سی آواز آئی چر وووونک کی پھر وہ بند ہو گیا
پھر میں نے کک ماری تو فورا اسٹارٹ ہو گیا تھا
تقریباً 15 کلو میٹر کے اندر 4 =5 دفعہ ایسا ہوا تھا
پھر میں نے اس کا آئل چیک کیا تو وہ صحیح بھی تھا اور پورا بھی.
اسٹارٹ بھی ہوتا ہے چلتا بھی ہے لیکن اس کی آواز بدل گئی ہے
میں نے 2 =3 مکینک کو دیکھایا تھا
کوئی کہتا ہے رنگ پسٹن کا مسئلہ ہے
کوئی کیا کہتا تھا اور کوئی کیا.
پیسے نہ ہونے کی وجہ سے اس کام نہیں
کروایا. بس مکینک کو دیکھا کے واپس لے آیا تھا .
میں اٹک میں رہتا ہو
ادھر ہر قسم کے موٹرسائیکل چلتے ہیں
ہائی سپیڈ کے بارے میں سنا تھا اچھا ہے
لیکن آپ نے بھی ہائی سپیڈ کا مشورہ دیا ہے
تو دل کو تسلی ہو گئی ہے.
لیکن اس کی پٹرول ایورج کم بتائی جا رہی ہے
40 = 45 کلو میٹر
اچھی ایورج دینے والا کونسا ہے
Sir china ki taqreeban sub ki aik jesi hi hoti he . Jub bike 3000 se 4000 km chal jati he to sub chinease aik jesi hi average detein hein lekin honda se compare nahi kia ja skta os ki average to har koi janta he lekin . Shuru shuru me average kisi bhi new bike ki achi nahi milti jese jese chalti he to average set ho jati he .
Is ki bhi aik logic hoti he video me btaon ga inshallah
Meri bike me neutral light chalti rehti ha chahy gear me ho ya nhi
Koi solution bta do bhai
Sir magnet side cover khol kr check karein ke neutral switch se wire utar kr body ke saath to touch nahi ho rahi
Ok brother thanks for reply
Bhai Maine check kr KY ye calip chenge kr diya phr bhi meter bulb kam nhi kr rahe hai
Splendar bike ki neutral Vali Patti kase think kare
Bike start kiya to nutral light lagata hai or only switch on kiya to nahi chalu hota hai kya karu
Bahi meri bike he metro china us may jb bike on hoti he aur race may hoti he tb sirf head light jlti he indicator aur horn ni bajta aur hi un ki meter light jlti hain koi solution bta dain
Bahi battery ni he laiken un ko jlna chaiye jb bike race may hoti he laiken na hi horn bajta he aur na hi indicator. But head light jlti he aur back light
Umeed krta hn k aap ne problem achi taran se smj liye aur ic ka solution bta dain
Head light me red color ki wire jo switch me lgti he wo utar gai ho gi . Ya black color ki wire jo switch ke saath lagti he wo utar gai he . Key switch.
Kyunkay ager sirf head light or back light hi chal rahi he baki kuch nahi chal raha to phir in do wires me se koi disconnect ho gai he kyunkay headlight or backlight me current yellow wire se ata he lekin baki jitnay bhi bulbs hotaein hein in me battery ka current hota he to simply head light kholay or 2 cheezay check karein
1 red wire jo key switch ke saath connect hoti he wo utar ya damage to nahi
2 pure black wire jo key switch ke saath attached he wo to kahi utar nahi gai.
bhai mere bike ka neutral wala bulb baar baar jal jata ye kis chez ka prblm ha
Neutral light chali ja rahi ha gare lagana par bi band nahi ho rahi
bhai indecator light on meter
میری بایک کی نیوٹرل پتری خراب ہو چکی ھے اور کوئی حل آ پ والا ماڈل ھے
Sir ya to engine kholay ga lekin ager aap engine nahi khulwana chahtein to mere channel pr pehli video jo keh gear indicator wali he os ko drkh kr gear switch install kr lein bht easy way he ager aap gear indicator lagana chahtei he to laga lein nahi to sir os video me dikhae gai tariqay keh matabic sirf switch laga kr baqi 1234 gear ki eire ko cut kr dein pichay aik hi wire bachay ki jo aap neutral wali wire jo tapay me se jati he os keh saath jor dein . Is se app ki ptri ka link hi nahi rahe ga . Magee wo video pori dekhein os me to gear inficator ka bhi btaya he lekin aap ne is video me dikhae gae gear seitch ki baqi 4 wires ko. Cut kr ke jo aik e wire bachay ki jis ka color green or line red ho wo tapay me le jani he . Alp sir yeh video pori dekhay
Video link ua-cam.com/video/c8zfzEc1a2E/v-deo.html
Thanks
You probably dont care but if you guys are stoned like me during the covid times then you can watch all the latest movies and series on instaflixxer. I've been watching with my gf for the last few months =)
@Emerson Wilson yup, been watching on InstaFlixxer for since november myself :D
@Emerson Wilson definitely, have been watching on InstaFlixxer for since november myself =)
@Emerson Wilson Yup, been watching on InstaFlixxer for since december myself =)
Nutal Light slow jati hai
bhai light on hoti hai lekin off nhi hoti
4 steps per bhi work nhi karaha hai
bhai bike ashing?????????????????
G sir mujhe yad he . Abhi mujhe jaga nahi mili kaha pr proper wash karon lekin inshallah jub bhi bnao ga proper video bnao ga . Or bhi kuch pochna chatay hein to comment kia karay me aap sub keh comment read krta hoon .
Thanks
@@StudyOfBikes bhai ek baat he ke meri 70 ke front shocks mein se tk tk ke awazein ati hein chahein halki si bhi road kharab ho bnade ko dikhayaa tha kehta ke aink terhi he jis ne golian cheer de hein golian new dalein g oil dalega or aink sedhi hogi or ye ke bike ke pichle dono ishare bhi nahi chl rhe or ye bhi bta dein ke bike ki aink kitne ki sahi hogi bike =honda 70 16 model
Sir indicators pr me ne video bnai howi he
Aik do din tk me video upload karon ga keh pichaly acharay kaise chnge kray .
Or sir bike ki ager sir or sirf ainek sidhi krni ho to 500 rs lag jatay he . Kyunkay sub koch kholna prta he jesa kr handle . Grips, shocks,headlight,inficators.tyre,mudguar wagaira.
Ab baat ghor se sunnay wali he .
Ab jub aik dafa yeh sub khol jana he to har cheez aap keh samnay ho gi phir jo bhi cheez kharab ho gi to wo change kr lein jesa keh handle cone set . Is me goliyan bhi saath hi ati he . Lekin ager sirf goliyan jharab he to 70rs tak ki ati he . Ab jab mazdoori to aap ne pay krni hi he to parts jo jo kharab ho wo sastay hi atay hein sir mazdoori ki tension hoti he wo to aap ne pay kr deni he ab aap ager shock set karai to wo bhi bht kam mazdoori lein ge kyunkay jub ainek khol jati he to shock taqreeban 60 percent to khol hi chukay hota hein . Is liye sirf ainek ko simple tariqay se theek krnay ki labour cost 500 tak ati he or ager shock new tariqay se shuru se complete khol kr oil change krna ho to mazdoori taqreeban 350 rs hoti he lekin aap keh shock ainek ki waja se kafi had taq khol chukay honay he is liye paisay shock pr bht kam lagat ge .
App khud note karay keh kia tak ki awaz waqay hi shock me se aa rahi he ya phir handle me se ?
@@StudyOfBikes bhai shocks mein se ainak pr yaqeen iis liye he kyon ke bike ko abhi maar nahi pari hoi nahi kise pind wagaira mein gaye hein ab samj ye nahi ati ke halke se bhi khadon mein awaz ati he wo banda taqreeban sara kaam 14 1500 tk keh rha tha ainak terhi he wo to saaf nazar ati he
Sir wo 1400 me ager shock oil seal change, aenik repair, or handle cone goliya bhi change kr keh yani bike ka agla front case bilkul theek kr deta he to i think yeh sahi he . He jagah keh apnay rate hotay hein bs imandari se kamm kia jae to koi baat nahi .
Tension nahi leni aap neh sakoon se kam krwae inshallah bhter ho ga .
App bhi search kr keh aik do or jagah se bhi poch lein
Ap to poory machinic ho
Good👍
❤❤❤❤
Good video
Thank you so much Dear
Bro meri bike chalte rehte N lit gear me bhi chalte off ne hote plz help
Brother is topic pr aik video or bhi bani howi he isi channel pr