🙏jay Ram ji ki Sir wagonr k series gadi ka doosri bar engene overall Kara Raha hu kiya double had gas kit dalwa sakte hai original kamyab ho jaygi gadi
Ram Ram ji sir waise muje engine ke bare me jyada pata to nhi h pr itna janta hu double hedgaskit nhi dalna chahiye sirf original ek he dalenge to badhiya chalega lekin uske pahle pure head ko ache se fresh karawiye
Back pressure ka mtlb hai ki compressor jo pumping karta hai uske pressure ko hum back pressure kahte hai kyuki compressor pressure generate karta hai AC ko chalane ke liye.
AC repair ka video mera koi dekh lijiye pura samj jayenge Mai bataunga to nhi samj payenge video koi dekhiye jisme Mai manifold se gas charge kar rha hun
Aapne sahi kaha Bhai sab sath me he khul jata hai par humare viewers ke liye muje parts wise kholna padhta h viewers unko dashboard opening ka video chahiye hota h isliye part wise open karta hu.
1 number bhai
Thank you
❤️❤️❤️❤️❤️❤️🔥
♥️♥️🙏
jay matadi Ram Ram
Thanks
🙏🙏
🙏jay Ram ji ki Sir wagonr k series gadi ka doosri bar engene overall Kara Raha hu kiya double had gas kit dalwa sakte hai original kamyab ho jaygi gadi
Ram Ram ji sir waise muje engine ke bare me jyada pata to nhi h pr itna janta hu double hedgaskit nhi dalna chahiye sirf original ek he dalenge to badhiya chalega lekin uske pahle pure head ko ache se fresh karawiye
@@ShreeBalajiAuto thanks sir kabhi Delhi chakkar lagao
Sir mera kya kaam waha pr chaliye aayenge to jarur inform karenge instagram pe follow kar lijiye wha update karte rhta hu
Bhai steering wheel nikalne se acha hai 4 bolt khol kr steering ko niche jhula lo
Mai bhi to whi karta hu 4nut khol ke niche kar deta hu.
Sir, ac gas backpressure ka matlab kya hota hai...?
Back pressure ka mtlb hai ki compressor jo pumping karta hai uske pressure ko hum back pressure kahte hai kyuki compressor pressure generate karta hai AC ko chalane ke liye.
@@ShreeBalajiAuto Back Pressure ko manifold gauge mei kaise dekhte hai...?
AC repair ka video mera koi dekh lijiye pura samj jayenge Mai bataunga to nhi samj payenge video koi dekhiye jisme Mai manifold se gas charge kar rha hun
2 part kb ayega
Part 2 pahle se he post h ye video ke thik uprua-cam.com/video/PDozfqks9YY/v-deo.htmlsi=IgJelj1S5oig7lR2
Bhai swift ka dashboard frame kr sath complete khul jata hai alag alag kholne ki jarurat nhi padti hai
Aapne sahi kaha Bhai sab sath me he khul jata hai par humare viewers ke liye muje parts wise kholna padhta h viewers unko dashboard opening ka video chahiye hota h isliye part wise open karta hu.
आपका वर्क शॉप कहा है,,,
Siswa Bazar Maharajganj Gorakhpur Uttar Pradesh