Di hm is diwali pr nayi potali bna diye h or purani potali se kamal gatta ,gomati chakra, or kaudi nikal kr haldi ,dhaniya ilaychi, laung sb visarjan kr diyeto uska kya kare jo purani potali se gomati chakra or sabhi saman nikale hpls di free ho kr reply jarur kariyega
Mam mai pheli bar ye potli bnaugi. Toh mam app ne jo pili sarso, dhaniya aur haldi rkhi h ise chote plastic ke packet me be rkh sakte h. Taki keeda n lge. Aur mam hum log purse me he paise rkhte h. Toh ye potli purse me rkhe. Ya apne ghar ke mandir me be rkh sakte h. Pls btana mam.
Dekhiye ghar mein dhan rakhne ka sthan jarur hona chahiye aap apni amaari me chahe ek box me hi ye potli rakhe kyuki is potli se baar baar hame hath nahi lagana hota hai sthai lakshmi ke vaas ke liye potli ko bilkul bhi hilan dulan nahi hai lekin pars mein aisa posible nahi hai aap jaha apne gahne rakhte ho us almari me thodhe dhan ke sath ye potli rakhe aur jab bhi ghar mein pais aaye to jo aapke kharch ke paise hai unhe nikal kar alag rakh le aur jo bachat ke paise hai wo aap is potli ke sath rakhe
Helloo madam ji apke video bhut helpful hae mam ji kya ham mata, laxmi ji ko malpua banaker parshad mae chara sakte hae kya pls aap free hokar reply zarur karna and nariyal rakhna important hae kya agar nariyal nhi rakhege toa koi problem toa nhi hogi na pls free hokar reply zarur karna aap🙏👩
Didi Maine potali Mein Sara Saman Rakh Diya lekin rupya rakhne ki Bhul Gai to Lakshmi Ji per chadhaya Hua rupya fir se Dhan potali mein rakh sakte hain please bataiye didi
Nahi ek baar potli bandhne ke baad puri saal potli ko kholna nahi hai ab aap aisa kar sakte ho ki jaha aapne potli rakhi hai jo paise aap usme rakhna chahte ho wo us potli ke neeche rakh sakte ho jo ki pure saal vo paise kharch nahi karne hai
Radhe Radhe didi bahut acchi jankari per ek prashn hai yah potali Diwali ki raat ko banani hai ya agale din kyunki main Diwali Ki Raat Ko Raat Bhari sab saman Mata ke samne aise hi khula Chadha kar Rahane deti hun Puja karne ke dhup dip dikha ke charanon mein rakhe rahti hun FIR subah padva ke din potali banati hun padva ke din tijori mein rakhti hun kya yah sahi hai
Aur aap chaho to jab shaam ko puja hogi usi samay ye sara saman mata lakshmi ke samne rakh de aur vaise bhi diwali ki raat koi jaldi soya nahi jata hai 1,se 2 baje tak to jagna hi chahiye aur uske baad jab aap son jaye tab bhi potli bana kar rakh sakte ho utna hi laabh hota hai
Half potali to banaa sakte hain Diwali ke din per Mata ki chauki ke pass hi rakhni hai aur tijori mein to agale din bhi rakhni hai jab Lakshmi ji ki chauki uthate Hain uske bad hi rakhni hai na potli tijori mein
Ji ye hum potli bana rahe hai jisme note aur sikke dono hi rakhe jate hai jisse dono ki huma paas kabhi kami na ho haa jab baat pars mein paise rakhne ki hoti hai tab sikk aur note alag rakhne chahiye baaki dekhiye man mein koi duvi rakh kar koi kaam mat kijiyega jo aapko sahi lage aur jo dil kare bilkul aap vaise karen ok radhe radhe 🙏😊
Radhey Radhey Di 🙏🏻 Potali diwali pooja ke bad bnani Jb diwali pooja kare tb sara saman ma Lakshmi ji samrpit kr ke diwali ki rat bnani h di mai 1st time bna rhi hu please di mujhe btaiye
Haa ji shaam ko hi puja mein sab saman rakh de aur raat me jab sone jao tab hath dho kar sab saman aap potli mein rakh sakte ho ya agle din subah bhi rakh sakte ho
Ji koi baat nahi hai aap ghar apni almeera me koi jagah bana le vaise to almeera me lockar to hota hi hai jisme aap apne gahne jwellery rakhte hoge vahi par aap potli ko rakh sakte ho
@@Poonam_Singh_2425 hota hai dear kabhi kabhi bhagwan bahut jyada pariksha lete hai aur aisa sab ke saath hota hai jo aaj aapko khush dikhte hai unke jeewan me bhi bahut utar chadhao aaye honge lekin yakin mano bura samay bhi jyada din nahi rahta hai so please himmat banaye rakho bas khud ko tutne mat dena aur man hi man apne dukh sirf apne prabhu se batate rahna dekhna sab thik ho jayega 😘
Dekhiye agar aap dhanteras par potli khol rahe hai to jo cheeje visarjan ki hai wo visarjan kar de aur baaki ki cheejo ko dhanteras ki puja se lekar diwali ki puja tak puja ke samay lakshmi mata ke paas jarur rakhe aur baad mein diwali ki raat potli bana le aur aap chahe to diwali puja se pahle bhi potli khol sakte ho
Radhe Radhe didi bahut acchi jankari per ek prashn hai yah potali Diwali ki raat ko banani hai ya agale din kyunki main Diwali Ki Raat Ko Raat Bhari sab saman Mata ke samne aise hi khula Chadha kar Rahane deti hun Puja karne ke dhup dip dikha ke charanon mein rakhe rahti hun FIR subah padva ke din potali banati hun padva ke din tijori mein rakhti hun kya yah sahi hai
Haa ji bilkul aap diwali wale din puri raat vahi par sab samgri rahne de aur agle din surya uday hone se pehle aap potli bana le aur apni tijori me rakh de
Jay Jay man Lakshmi
Jai mata lakshmi 🙏
Jai shree laxminarayan ji
Thankyou Didi🙏🙏 happy diwali पुरानी पोटली के बारे में अच्छा बताने के लिए thankyou😊😊❤❤❤
Most welcome 🙏
Appp ne bhut acchee se sb btya h mam. ❤
Jai jai shree radhe krishna ji 🙏🙏❤️❤️
Jy mhalshmiji ki jy Mari manokamna Puri kro muja 2 koti rupya ki jrurat che
Jai maa laxmi ji 🙏🙏 🙏
जय कुबेर जी 🙏❤️🪔🚩💐
Kay hum ekadashi ke di bhi rakh sakate hai kay
Ji purnima par rakh lijiyega
koti koti Pranaam ma'am ji 🙏🙏❤️❤️🌹
जय माता रानी 🙏❤️🪔🚩💐
🕉️🕉️🕉️🕉️🕉️🕉️... जय लक्ष्मी माता 🙏❤️🪔🚩💐
Didi aapne bahut ache se btaya apka bahut bahut dhanyawad di
Most welcome 🙏😊
Maam aapne bola purani potli mai se dhaniya haldi nikal de lekin gomti chakra ,kamal gatte aur koudi ka kya karna hai
Unhe gangajal se dho kar poch ke dob use kar sakte ho
Di hm is diwali pr nayi potali bna diye h or purani potali se kamal gatta ,gomati chakra, or kaudi nikal kr haldi ,dhaniya ilaychi, laung sb visarjan kr diyeto uska kya kare jo purani potali se gomati chakra or sabhi saman nikale hpls di free ho kr reply jarur kariyega
Use aap gangajal se dho kar dowara use kar sakte ho
@@Kishorikripa is baar to nyi bna liye h to gangajl se dho kr kisi gulak me rkh sakte h kya🙏
@shalinijaiswal2898 haa ji kal ekadashi ya purnima par puja karke rakhiyega
@@Kishorikripa thank u di aap reply Dene k liye
Bahut asha
Thanks 🙏
Nice
Thanks 🙏
जय परम् पिता परमात्मा 🙏❤️🪔🚩💐
radhe radhe ji 🙏🙏❤️❤️🌹
Radhe radhe 🙏
Mai potali Mata Lakshmi ke aage hi puja karke pure saal chhod deti hu, fir agle saal bisarjan Kar degi hu.kya ye sahi hai.please suggest me
Ji potli ko chipa kar apne dhan rakhne ke sthan par rakha jata hai
Di दिपदान तिल के तेल से शुरू किया, lekin ham villege me रहते हैं तो तिल का तेल ना मिले तो सरसों का तेल use ka सकते हैं
Haa ji kar sakte ho bas tulsi me koshish kare ki ghi ya til ke tel hi deep jalaye
Mam mai pheli bar ye potli bnaugi. Toh mam app ne jo pili sarso, dhaniya aur haldi rkhi h ise chote plastic ke packet me be rkh sakte h. Taki keeda n lge. Aur mam hum log purse me he paise rkhte h. Toh ye potli purse me rkhe. Ya apne ghar ke mandir me be rkh sakte h. Pls btana mam.
Dekhiye ghar mein dhan rakhne ka sthan jarur hona chahiye aap apni amaari me chahe ek box me hi ye potli rakhe kyuki is potli se baar baar hame hath nahi lagana hota hai sthai lakshmi ke vaas ke liye potli ko bilkul bhi hilan dulan nahi hai lekin pars mein aisa posible nahi hai aap jaha apne gahne rakhte ho us almari me thodhe dhan ke sath ye potli rakhe aur jab bhi ghar mein pais aaye to jo aapke kharch ke paise hai unhe nikal kar alag rakh le aur jo bachat ke paise hai wo aap is potli ke sath rakhe
Or didi plz almari m kb rkhni hai potli plzzzz
Diwali ki subah
🙏🙏🙏🙏🙏राधे राधे राधे
Radhe radhe 🙏
राधा वल्लभ श्री हरिवंश❤❤❤❤
Radhe radhe 🙏
Helloo madam ji apke video bhut helpful hae mam ji kya ham mata, laxmi ji ko malpua banaker parshad mae chara sakte hae kya pls aap free hokar reply zarur karna and nariyal rakhna important hae kya agar nariyal nhi rakhege toa koi problem toa nhi hogi na pls free hokar reply zarur karna aap🙏👩
Ji aap bina nariyal ke bhi puja kar sakte ho aur bilkul jo aapka man kare vo bhog aap mata lakshmi ko lagayen
@@Kishorikripa thank you so much madam ji 🙏🥰👩jai mata laxmi ganesh 👩🙏❤❤
@dikshabatra4137 most welcome 🙏🌹
thank you so much ❤
Most welcome 🙏😊
Didi Maine potali Mein Sara Saman Rakh Diya lekin rupya rakhne ki Bhul Gai to Lakshmi Ji per chadhaya Hua rupya fir se Dhan potali mein rakh sakte hain please bataiye didi
Nahi ek baar potli bandhne ke baad puri saal potli ko kholna nahi hai ab aap aisa kar sakte ho ki jaha aapne potli rakhi hai jo paise aap usme rakhna chahte ho wo us potli ke neeche rakh sakte ho jo ki pure saal vo paise kharch nahi karne hai
दीदी झाड़ू को कहाँ रखना चाहिए जगह बताये
Kya haldi do rakh skte he
Haa ji rakh sakte ho
आज पूजा के बाद सुबह पोटली बनावे का
Haa ji bilkul bana sakte ho
Are maam last time mene rakha tha haldi me ghum lag gye the
Ye kis din bnani hai
Diwali par banani thi
Di mene last year potli banayi thi is saal uska kya karu even is sal v naya potli. Banaliya h naye chijo se please reply
video me sab bataya hai please pura dekhe
❤😮
Radhe Radhe didi bahut acchi jankari per ek prashn hai yah potali Diwali ki raat ko banani hai ya agale din kyunki main Diwali Ki Raat Ko Raat Bhari sab saman Mata ke samne aise hi khula Chadha kar Rahane deti hun Puja karne ke dhup dip dikha ke charanon mein rakhe rahti hun FIR subah padva ke din potali banati hun padva ke din tijori mein rakhti hun kya yah sahi hai
Aur aap chaho to jab shaam ko puja hogi usi samay ye sara saman mata lakshmi ke samne rakh de aur vaise bhi diwali ki raat koi jaldi soya nahi jata hai 1,se 2 baje tak to jagna hi chahiye aur uske baad jab aap son jaye tab bhi potli bana kar rakh sakte ho utna hi laabh hota hai
Half potali to banaa sakte hain Diwali ke din per Mata ki chauki ke pass hi rakhni hai aur tijori mein to agale din bhi rakhni hai jab Lakshmi ji ki chauki uthate Hain uske bad hi rakhni hai na potli tijori mein
Radhe radhe mam❤ ek prashn tha kuch bade kehte h k sikke or note sath nhi rkhna chahiye to kya kare?
Ji ye hum potli bana rahe hai jisme note aur sikke dono hi rakhe jate hai jisse dono ki huma paas kabhi kami na ho haa jab baat pars mein paise rakhne ki hoti hai tab sikk aur note alag rakhne chahiye baaki dekhiye man mein koi duvi rakh kar koi kaam mat kijiyega jo aapko sahi lage aur jo dil kare bilkul aap vaise karen ok radhe radhe 🙏😊
Ye potli tijori m kb rkhe puja k bad rkhe ya diwali k dusre din
Agle din subah rakh sakte ho
अगर दीपावली के दिन यह सब कोई ना कर पाए तो किस दिन करना चाहिए धन पतली किस दिन बना सकते हैं प्लीज कमेंट में बताएं
Ji aap purnima ya ekadashi par bhi bana sakte ho
Thanks Meri behena राधे राधे🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Most welcome 🙏😊
Radhe radhe ji 🙏 ❤Bahut bahut acchi jankari di hai kya potli pahle wali le sakte hai ya nai lani chahiye
Ye puri tarah se aapki iccha ke upar depend karta hai Agar potli bilkul thik hai to aap use hi le sakte ho aur agar new lana chahte ho to la sakte ho
Di pisle year ka dhaniya hmare puja Ghar me rakha hai uska hm kya kre pls btana di
Gamle mein mitti mein daal dijiye
दीदी मैने कार्तिक स्नान पड़वा से शुरू किया तो मै कार्तिक matatam सुनने में एक अध्याय पीछे हुं तो क्या कल 17,18 एक दिन सुन सकती हुं
Haa ji bilkul sun sakte ho
Ye kb bnani hai didi plz btay bdi diwali wale din
Diwali ki raat
Bhai dooj ke din subah nahi bana sakte kya mam potali
Mam pichli sal vali potli use kar sakte hai kya
Haa ji kar sakte hai
Mam after Diwali bhi kar sakte hai kaya ?? Plz suggest main pahli baar rakhungi
Ji aap kartik purnima par kar sakte ho
Kya daniya diwali par le sakte hai
Haa ji
Or Jo dhaniya bcha hota h Kya krna h uska Mam ji
Ji aap ghar mein jaha jaha bhi paise rakhte ho vaha thodha thodha dhaniya jarur rakh le aur baaki bache hue dhaniye ko aap gamle mein mitti mein daal dijiye aur jab dhaniya ug jaye tab uska use khane mein kare
Mam potli Hume Kha rkhna h Pooja ke baad plc
Jaha aap apna dhan rakhte ho
Pichhale saal ki banaye gye laxmi potli me rkha haldi ki ghath khrab ho jaye to kya kre.. kya ye subh h ya ashubh??
Ji wo kharab ho hi jata hai is saal badal dijiye aur purani haldi ka visarjan kar dijiyega video mein sab bataya hai please video ko pura dekhe
दीदी आज अमवसाय ke दिन तिल का तेल मंगवा सकते हैं क्योंकि कल शनिवार को भी tel नही लाते
Mangava sakte ho
Thanks didi❤❤
Agar mahamari hoi ho,potli bna sakte hai ja nhi
Nahi
Radhey Radhey Di 🙏🏻
Potali diwali pooja ke bad bnani
Jb diwali pooja kare tb sara saman ma Lakshmi ji samrpit kr ke diwali ki rat bnani h di mai 1st time bna rhi hu please di mujhe btaiye
Haa ji shaam ko hi puja mein sab saman rakh de aur raat me jab sone jao tab hath dho kar sab saman aap potli mein rakh sakte ho ya agle din subah bhi rakh sakte ho
@Kishorikripa ok di thank you so much 😘😘🙏🏻🙏🏻
दीदी potli ko दिवाली की रात को रखे या दूसरे din
Aap agat late night so rahe ho aap raat me bhi rakh sakte ho

Di pili sarson pahle ki h chalegi
Change kar lijiyega
Radhe Radhe di mere pass tijori nhi h yaha to ye sab rkhu
Ji koi baat nahi hai aap ghar apni almeera me koi jagah bana le vaise to almeera me lockar to hota hi hai jisme aap apne gahne jwellery rakhte hoge vahi par aap potli ko rakh sakte ho
@@Kishorikripa di yaha vaise almirah vaisi nhi h bnd wali
@@Pritipal222 to aap koi sundar se box me lal kapda bicha kar usko apni tijori ka bhav de sakte ho usme aap apna dhan aur ye potli rakh sakte ho
@@Kishorikripa okay meri pyari di bhut dhanyawad love you
Radhe radhe didi di mai jitni puja path krti hu ghar me utni hi smsya aati hai di mai esa kya kru k sab thik ho jaye 😢
ua-cam.com/video/EQat4gpRfeY/v-deo.htmlsi=sT21PuFXnVppuwv6
Aisa hi hota but aap positive hi soche bolo jo ho rha h accha hoga aur jo hoga vo bhut accha hoga bs mn khud ko positive rkho ❤
@@Poonam_Singh_2425 hota hai dear kabhi kabhi bhagwan bahut jyada pariksha lete hai aur aisa sab ke saath hota hai jo aaj aapko khush dikhte hai unke jeewan me bhi bahut utar chadhao aaye honge lekin yakin mano bura samay bhi jyada din nahi rahta hai so please himmat banaye rakho bas khud ko tutne mat dena aur man hi man apne dukh sirf apne prabhu se batate rahna dekhna sab thik ho jayega 😘
दीदी मैने पोटली aaj rat. Ko hi bna li or mata ke samne sari rat खुली rakhi h kya potli ko rat me hi bandhna चाहिए
Aap raat ko potli khuli rahne de subah band karke rakh sakte ho
Didi yeh gomti chakra supari haldi Kamal gatte har saal Naya lete hai
Nahi dear maine video me sab bataya hai please aap video ko pura dekhe
अच्छा यह पोटली धनतेरस के दिन खोल दे या दीपावलीके दिन खोल ले🙏
Dekhiye agar aap dhanteras par potli khol rahe hai to jo cheeje visarjan ki hai wo visarjan kar de aur baaki ki cheejo ko dhanteras ki puja se lekar diwali ki puja tak puja ke samay lakshmi mata ke paas jarur rakhe aur baad mein diwali ki raat potli bana le aur aap chahe to diwali puja se pahle bhi potli khol sakte ho
@@Kishorikripaഈ😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😂എന്ന 😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮🎉😢😮😮😮🎉😮😮😮😮😮😮😮😢😮😢😢😮😮😢😢😢😮😮😮😮😮😂😮😮😢😢😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😢😢😢😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮എന്ന 😮😮😮😮😮😮😮😮😮😮😂😮
Please jaldi reply karna aap Diwali ki raat ko banate ho ya agale din kitne ghante Tak Mata ke charanon mein sab chij Rahane dete Ho
koti koti dhanyawad ma'am ji 🙏🙏❤️❤️🌹🌹
🕉️🕉️🕉️🕉️🕉️🕉️.... जय लक्ष्मी माता 🙏❤️🪔🚩💐
Thank you so much 🙏🏻