Dono level ka matlab 1 hi shift main ek hi student ke dono paper nhi karvayenge. Dono level ka matlab hai mixed honge paper, yani kuch bache L1 ke honge or kuch L2 ke honge.
@@dineshjoshi4558 dada bhai maine bhi to wohi kaha ki jinhone dono ka fill kiya hai unka alag alag shift main exam hoga, ha centre ek hi ho skta hai. Mixed se mera matlab ye nhi tha ki dono paper ek sath pakda denge.
Normalisation main number kabhi kam nhi hote, hamesha increase hote hai. Agar apka easy aaya or dusro ka tough aaya to tough walo ke number badha denge.
Are both level ka matlab ki manlo 1 lakh bache L1 ke honge or 1.5 lakh bache L2 ke honge. Jinhone dono se form fill kiya hai unka to alag alag shift main hoga na.
Leval 1st valo ka 10 se 12:30 or leval 2nd ka 3 se 5:30 bje tk hoga 27 feb. Ko
Normalisation hoga kya sir
Sir mera both level me bhra hua h agr dono ka ek hi shift me exam hua to ek ko cancel krna pdega
Dono level ka matlab 1 hi shift main ek hi student ke dono paper nhi karvayenge. Dono level ka matlab hai mixed honge paper, yani kuch bache L1 ke honge or kuch L2 ke honge.
Mix paper nahi hoga, ek hi center pe do pari me exam hoga 😅@@MahipalSinghChoudhary-b5b
@@dineshjoshi4558 dada bhai maine bhi to wohi kaha ki jinhone dono ka fill kiya hai unka alag alag shift main exam hoga, ha centre ek hi ho skta hai. Mixed se mera matlab ye nhi tha ki dono paper ek sath pakda denge.
Jisme confusion ho us jankari ko clear kre ye sb to hame bhi pta he
Both level ka exam kaise hoga
Sir mane apse reet ke liye hindi ki class lgane ko bola tha apne reply nhi diya
Sir rj gk 2022 ki theory ki class ki playlist send kr do plzzz sirr
Agr hm pass ho jate h kisi shift me or vo paper easy hua to number ktege kya fir normalisation me
Normalisation main number kabhi kam nhi hote, hamesha increase hote hai. Agar apka easy aaya or dusro ka tough aaya to tough walo ke number badha denge.
Paper dono ek hi aayega ya alg alg hoga paper L1 L2 ka
Sir dono level se bhara h yadi kisi 1 level me pass nhi huye to kya hoga
both level bale 28 bala exam de skte h kya
Both balo ka paper kaise hoga sir bta do plz
Both level ka Ek sath paper kaise denge bhai kuch samjh n aaya
Are both level ka matlab ki manlo 1 lakh bache L1 ke honge or 1.5 lakh bache L2 ke honge. Jinhone dono se form fill kiya hai unka to alag alag shift main hoga na.
Both walo ka exam kese hoga
Negative marking bhi h ky sir
Btao na please
Nhi