Bedum Shah Warsi Kalam | Mera Dil Aur Meri Jaan Madine Wale | Sarfaraz Kamali
Вставка
- Опубліковано 28 гру 2022
- Kalam e Bedam Shah Warsi | Mera Dil Aur Meri Jaan Madine Wale with Duff | Sarfaraz Kamali
#duffnaat #naat #naatsharif #sarfarazkamali @sarfarazkamalinoori
Naat Lyrics:-
Mera dil aur meri jaan madine wale,
Tujhpe sou jaan se qurban madine wale
Bharde bharde mere aaqa meri jholi bhar de,
Ab na rakh be saro saamaan madine wale.
Tera dar chodke jaaun to kahan jaaun mai,
Mere aaqa mere sultan madine wale.
Phir tamamna e ziyarat ne kiya dil bechain,
Phir madine ka hai armaan madine wale.
Sabz gumbad ki fizaun me bula lo mujhko,
Tera ghafil hai pareshaan madine wale.
Sage taiba mujhe sab keh ke pukaren "Bedum",
Yehi rakhe meri pehchan madine wale.
----------------------------------------------------------------------
If You Loved This Video Like and Share In Your Family.
Please Drop Your Feedback In Comment Box.
If You are New To Our Channel Please Subscribe and Click The Bell Icon To Receive Latest Updates From Us.
Contact Us On Instagram :-
/ naat.khwan
Mera dil aur meri jaan madine wale,
Tujhpe sou jaan se qurban madine wale
Bharde bharde mere aaqa meri jholi bhar de,
Ab na rakh be saro saamaan madine wale.
Tera dar chodke jaaun to kahan jaaun mai,
Mere aaqa mere sultan madine wale.
Phir tamamna e ziyarat ne kiya dil bechain,
Phir madine ka hai armaan madine wale.
Sabz gumbad ki fizaun me bula lo mujhko,
Tera ghafil hai pareshaan madine wale.
Sage taiba mujhe sab keh ke pukaren "Bedum",
Yehi rakhe meri pehchan madine wale.
Ma sha allah
Mashallah bohot khoob 🥺🌹🌹🌹ameen ameen
Nice voice mashallah 👌🥰
Mashallah super 💖💖💖🌹🌷🌷👍
Mashallah mashallah
Mashallah murtaza ali from hyd
💖💖 Mashallah💖💖
Mashallah nice voice
Thankyou