Kya Aik Hi Dafa Teen Talaq Di Ja Sakti Hain ? | Dr. Israr Ahmed R.A | Question Answer

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 15 січ 2025

КОМЕНТАРІ • 273

  • @JamshedSagar
    @JamshedSagar 2 роки тому +46

    Dr Sahab ko Allah Pak jannat-Ul-firdos main Ala muQam atta farmaye.ameen

  • @asimasabir900
    @asimasabir900 2 роки тому +8

    Allah talah hamin hadyat kamla pr istaqamat atta kre or neak amal krne ki tofiq de ameen ya Rab ul alameen

  • @Aasansari34
    @Aasansari34 2 роки тому +5

    Allah ki rehmate ho ap par

  • @abdur7529
    @abdur7529 7 місяців тому +18

    Able Hadis and Ahle Tashayyu follow Allah and prophet Muhammad S A W W. Anything else is rejected. Any doubt read Quran and the surah of Prophet SAWW.

    • @abdur7529
      @abdur7529 7 місяців тому

      Sirah

    • @akbarali896
      @akbarali896 7 місяців тому

      Sahaba tum se kam Quran samjhe hain ...bhai

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 7 місяців тому

      they are haramis. born at a time when their mother was not in a nikah.

    • @BenefitOfIslam
      @BenefitOfIslam 7 місяців тому +2

      Hazrat Umar RA se ziada tum ne Huzoor ﷺ ko samajh lia. Kesi batay kartay ho yar.

    • @ghostgaminggun
      @ghostgaminggun 3 місяці тому

      Behas na ki jay Quran parhay surah baqra 228 to 240 and surah talaq 65

  • @gulamsarwar9700
    @gulamsarwar9700 2 роки тому +2

    Jazakallah.zamana.gawah.hai

  • @haseebhadi5429
    @haseebhadi5429 3 місяці тому +4

    Jo Qurran men ha wohi tareeka hi sahi ha

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 2 місяці тому +2

      Quran se hi pata chalta hain k teen teen hain.rakhel.

  • @gulamsarwar9700
    @gulamsarwar9700 2 роки тому +1

    JAZAKALLAH.TANZIMEISLAMI.JAZAKALLAH

  • @YaseenPatel-o1d
    @YaseenPatel-o1d 4 місяці тому +1

    Dee Jaa Sakti hai
    (Rules of Talaak)
    (Different categories of Talaak)
    (Ulema e Deoband se maloomat hasil karlijyega)

  • @doctor0001
    @doctor0001 Рік тому +20

    3 talak aik majlis main agar 3 maan li jain to iddat jo Quran main bayan ki ha. Uska to concept hi khatam ho jata ha.
    Iddat ka Quran main bayan hona is bat ka saboot ha k aik majlis ki 3 aik hi hoti ha. Phir iddat ha.....

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Рік тому +2

      Nai. Iddat ka Quran meh bayan hona *is bat ka saboot hain* k nikah ko EK talaq se toro. Jaha 1=1 waha 3=3

    • @REHMANCOMPOSING
      @REHMANCOMPOSING Рік тому +3

      Bhai jaan 3 ikathi deny Sy 3 ho jati hn Lekin iddat k doran ruju kr skty hn hmary mufti sahiban logo ko talaq k muamly MN ghalat raston py ly k jarhy hn JB k in muamlat MN quran ka Sahara lena chaheay na k firqay wariyat ka Sahara lena chaheay

    • @REHMANCOMPOSING
      @REHMANCOMPOSING Рік тому +1

      ​@@razamughal4582Raza Bhai ghalat bat Hy talaq 3 k bad hi nikah tutata hy

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Рік тому

      @@REHMANCOMPOSING NAI. Nikah *EK* talaq se toot ta hain. Islam meh teen talaq ka concept hi nai hain. Teen nikah ka asool hain, nikah teen baar kar sakty hain, talaq maximum doh baar, jab teesri baar dee toh *rujoo nai honsakta*. Teesri talaq k bad khel khatam. Is k bawajood aurat iddat guzaregi kio k Allah ka huqam hain. woh nikah se azad nai hue *LEKIN mard us k sat rujoo bhi nai kar sakta*

    • @muhammadfahad1615
      @muhammadfahad1615 7 місяців тому

      Jb quran majeed mai 2 br talak ka ziqar hai to ye 3 br ka kya concept hai ye samjhade or ager 2 br hai to chye 3 ho 6 kya frak hai

  • @gulamsarwar9700
    @gulamsarwar9700 2 роки тому +3

    Jazakallah.tanzimeislami.zindaabad.paindaabad

  • @ghostgaminggun
    @ghostgaminggun 3 місяці тому +1

    Allah pak inko janat may ala muqam day per such such hota hai inko maslak may nhi Quran jo Allah ka tohfa hai is dunya kay liay isko koi change nhi karsakta .aur Allah say daray sub ghar tabah mian biwi alag bachay tabah isliay kay jab kanon agaya aur wazay hai Quran may surah baqra 228 to 240 and surah Talaq 65 usper amal karna hoga tab jakar hogi.

  • @abbashaider7658
    @abbashaider7658 8 місяців тому +3

    3 talaq aik Sath dena talaq ho jati h lakin Allah k roles ki nafarmani h talaq to hoti hi hoti h beshaq parde sakte raho

  • @sanasarfraz7392
    @sanasarfraz7392 6 місяців тому +2

    Hum quran p mutfiq q nhi

  • @TahirAziz-s5e
    @TahirAziz-s5e 2 місяці тому +2

    ایک ہی نشست میں تین طلاقیں تین ہی واقع ہوجاےی ہے کیونکہ حضرت عمر کا حکم موجود ہے تو اس وقت صحابہ موجود تھے انھوں نے اس کی مخالفت کیوں نہیں کی تھی کب کہ حضرت عمر نے خلیفہ ںننے کے بعد صحابہ سے پوچھا تھا کہ اگر ایسا کوی حکم دو جو کہ دین اسلام کے مخالف ہو تم کیا کرو گے تو اسی وقت ایک صحابی نے تلوار نکال کر کہا ہم یہ کریں گے تو یہ کیسے ممکن ہے کہ وہ حکم دیں اور صحابہ قبول کرلیں دوسرا اسی طرح نماز تراویح بھی ہے اور یہ سنت موکدہ ہے
    اہلحدیث اور شعہ موقف درست نہیں ہے اور نا ہی یہ دونود درست ہے
    اور اس کی مزید تحقیق فقہاء نے کردی ہے جس سے سیک متفقہ فیصلہ اگیا اورمسلمان اسی پر عمل پیرا ہیں جو کہ درست ہے
    لیکن ڈاکٹر صاحب نے اپنا مؤقف بیان کرنے سے گریز کیا ہے، اور فقہاء کا موقف کہہ کر اگے نکل گے ہیں، یعنی کہ ڈاکٹر صاحب خود بھی کلیر نہیں ہیں،

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 2 місяці тому

      right. three are three. but Dr israr Ahmed accepted this in his talaq ko wazahat video

  • @Bilal4hmad
    @Bilal4hmad Рік тому +1

  • @talatgull9915
    @talatgull9915 4 місяці тому +2

    Roze mehshar hazrat umar or unk manay walay khuda pochyga

  • @kamranpro
    @kamranpro Місяць тому

    kia ghusse ki halat me kisis ko churri maar den ya shoot kerden dil ke muqaam per (3 dafa) tu kia yea Qatal tasawwer hoga or kiy samny wala mer jata hy? Kia FIR me 3 churri ke waar / fire likhny hongy ya ek ?

  • @khalidsafdar2197
    @khalidsafdar2197 5 місяців тому +6

    Hazrat umer nabi nhi hn baat Allah r Allah k nabi ke hoti ha

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 5 місяців тому +2

      Paindoo hazrat umar shariyat tabdeel nai kar sakty teh. Yeh hua MUH TOR SABOOT

  • @nadeemkhan1267
    @nadeemkhan1267 8 місяців тому +4

    Jo Quran se sabit hai wohi sahi hai

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 7 місяців тому

      Quran se sabit hain k TEEN TEEN Hain. Jinho ne kabhi khaula nai woh kehty hai k teen ek hain jo k mathematics k asoolo k khilaf bat jati hain

    • @RuqaiyaImran-t8z
      @RuqaiyaImran-t8z 7 місяців тому

      ​@@razamughal4582asslamualikum

    • @RuqaiyaImran-t8z
      @RuqaiyaImran-t8z 7 місяців тому

      ​​@@razamughal4582mujhe btaye... Mere husband ne mujhe talak khi.... Ab keh rhe h. Maine dil se nhi kha... Unhone kha main tmhe apni bahen ke liye apne bhai ke liye apne bhatije ke liye talaq deta hu.. Ab keh rhe h maine gusse me kha dil se talaq nhi di...... Aise talaq nhi.... Ye sb wo keh rhe h

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 7 місяців тому

      @@RuqaiyaImran-t8z yeh teen hain. us ne toh aisy hi bolna hain. nazar jo araha hain us ko k sari zindagi doosri biwi ki jhooti ki nauq peh rehna hain aur dosto se behzeti alag

    • @Islamic_quotes_collection786
      @Islamic_quotes_collection786 6 місяців тому

      Bhai konsi surah me or konsi aayat hai plzz btadein​@@razamughal4582

  • @Afk1947-g5l
    @Afk1947-g5l 3 місяці тому

    Ghuma phira ke beech me atka Dena hi inka kaam hai...allah inki galathiyon ko maaf kare

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 2 місяці тому

      tum apny bary meh socho k tum rakhel ho ya biwi

  • @SehrishIbrahim-x2p
    @SehrishIbrahim-x2p 4 місяці тому +4

    m pouchba chahti ho mre shohr ny 3talaaq di hy page py likhws k bs eik sth hud ni boli.wo barelvi hy kiya ruju hoskta

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 4 місяці тому

      nai.teen teen hain

    • @SehrishIbrahim-x2p
      @SehrishIbrahim-x2p 4 місяці тому +1

      @@razamughal4582 sunni fiqa maslak m b hogyi kiya 3ek sth

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 4 місяці тому

      @@SehrishIbrahim-x2p har fiqah meh teen teen hi hain. aaj k log gumrah hain. mufti tariq masood ka tafseer e Quran episode 100 dekhy

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 4 місяці тому

      @@SehrishIbrahim-x2p sab fiqh meh teen teen tee.ab ikhtilaf is sadi meh shuru hua hain

    • @SehrishIbrahim-x2p
      @SehrishIbrahim-x2p 4 місяці тому

      @@razamughal4582 tu agar shohr ki trf se ruju ho phir 3hony k bad

  • @mfnoorrecipes4tastyfood
    @mfnoorrecipes4tastyfood 2 роки тому +14

    What is in QURAN we should follow it

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 2 роки тому

      The Quran says very little about takaq

    • @mfnoorrecipes4tastyfood
      @mfnoorrecipes4tastyfood 2 роки тому

      @@razamughal9095 IN Quran it's very clear and rest of it check hadiths

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 2 роки тому +2

      @@mfnoorrecipes4tastyfood no, its NOT clear. Read it.

    • @doctor0001
      @doctor0001 Рік тому +6

      3 talak aik majlis main agar 3 maan li jain to iddat jo Quran main bayan ki ha. Uska to concept hi khatam ho jata ha.
      Iddat ka Quran main bayan hona is bat ka saboot ha k aik majlis ki 3 aik hi hoti ha. Phir iddat ha.....

    • @IndusFoodSecrets
      @IndusFoodSecrets 9 місяців тому

      Please read translation of SURAH BAQRA AYAT NO. 228 TO 242

  • @sanasarfraz7392
    @sanasarfraz7392 6 місяців тому +1

    Quran to kisi firqay ko muhatib nhi krta wo to insan musalman or sb s zeada MOMIN ko muhatib krta hy.... Phr firqay kia manty hy hum is m q uljhay hy

  • @ShadaNajam
    @ShadaNajam Місяць тому +4

    Assalamualikum kya eak waqt ma3 bar sirf talaq talaq talaq khada to kya phir uska baad rugu ho sakta hai ya nahi

  • @teddy21095
    @teddy21095 2 роки тому +4

    Aggar Allah ke Nabi ko bhee Allah ke ahkamat mein Rad-o- Badal ki ijazat nahin thie toe kia Ummar bin Kittab ne Allah ke ahkamat torne ke mujram nahin? Woh olama aur Musulmano ki aksariyyat jinhon ne iss hukm ke tameel mein Qurani hukm ke khilaf eik Khalifa ke kehne parr itne khandan barbad kiyye, gunah e kabira ke murtakib nahin hue? Wazahat karr doon keh mein na Shia hoon aur na hi sunni, mein Allah ke diyye hue ahkamat ko man-ne wala eik Musulman hoon.

    • @FunnyminiClips
      @FunnyminiClips 9 місяців тому

      Maazallah , kam ilmi me kabhi bhi khulafae rashidin par iljam or tohmate Na lagaye ! hazrat umer radiallahu anha 💗 huzur e akram ke kurb e khaas panjatani me shamil the or huzur e akram nuksan ka sauda or yazid jese ko apna kurb e khas me nhi rakhte , or " rahi baat Rad-o-badal ki to muslim shareef se riwayat padhi hui he ke hazrat e umar radiallahu anha ka ye faisla jahiliyat ke unke daur ke logo ke liye saza ke taur par mukarar kiya gya, Q ki uss jamane me Talaq e biddat ka istemal bhot badh gya tha , or hazrat e umer radiallahu anha 💗 ka ye faisla Siyasati faisla tha jo khalifa muasre ke hisab se le sakne ka haq rakhta he" , *Example:- pak me bagawat ho jaye to wo qoum ki azadi or ekaththa(protest) hone par pabandi laga skti he halake azadi insani Haq he ! hope you understood ☺️🙏🏻 astagfirullah padhe or dobara khayal rakhe apne lafzo ka💗

    • @nilofaradil8056
      @nilofaradil8056 9 місяців тому

      Exactly 💯
      Durust farmaya apne bilkul ye sarasar khalifa pr ilzam hai jo nabi nhi jar sake wo hazrat umar kaise kar sakte hain Allah or uske rasool ke against kaise jaa sakte hain wo.aqal nhi manti is baat ko .ye to sahaba ki kirdarkashi lagti hai.

    • @nilofaradil8056
      @nilofaradil8056 9 місяців тому

      ​@@FunnyminiClipsYe koi ilzam nhi laga rahe wo to baat ki wazahat kr rhe . ilzam to pehle se un pr laga huwa hai ki hazarat umar ne aisa tareeqa nikala talaq ka.ik sahaba nabi se age kaise jaa sakte ?

    • @ayazuddin2393
      @ayazuddin2393 8 місяців тому

      Assalamualaikum, Janab, yeh bata den ki Quran main kahan hai ki ek mehfil main di hui teen talaq ek mani jayegi.

    • @nilofaradil8056
      @nilofaradil8056 8 місяців тому

      @@ayazuddin2393Talaq lafzo ki adaygi ka naam nhi ki ik mehfil mai ik martaba bola jay ya teen martaba Talaq ky hawaly se Qur'an mai complete ayat of talaq parh lijiye to apko samajh ajayga.poora ik qayda muqarrar kiya Allah pak Alhamdulillah,

  • @muhammadabid6343
    @muhammadabid6343 8 місяців тому +1

    Asslam o alakium sir agar husband out of country's ho or mobile 📱 py msg likh kr or bvi ka name bi na lya ho or bs ya likh dy mea tujy tlaq dta hon asy 3 bar boly to plz btya kya asay tlaq ho jti ha

    • @Rajashahzad75
      @Rajashahzad75 7 місяців тому +1

      Likh k denay sy b ho jati hai talaq msg ho ya kagaz py likh k dy

    • @Muftisahbbeyan98
      @Muftisahbbeyan98 7 місяців тому

      Swal whtap kry

  • @scorpionking3427
    @scorpionking3427 Рік тому +4

    Hazrat umar ko kis ney haq dia deen ko change karney ka???

    • @muhammadawaistariq169
      @muhammadawaistariq169 Рік тому +1

      Yeh saza thi, Deen ko nahi badlaya tha...
      Yeh saza nafiz ki thi q k log aksar 3 akathi talaq deny lagy thy jis par koraay b lagty thy.

    • @muhammadawaistariq169
      @muhammadawaistariq169 Рік тому

      @UniqueDesire_ Har dafa 3 to 1 nahi mana jata tha, yeh situation par depend hota hy, k talaq deny waly ny kis niyat sy talaq di... yeh kehna k har dafa 3 talaq 3 hoti hy, ya phir 3 talaq 1 hoti hy... yeh ghalat decision hota hy.. situation kiya hy, alfaz kiya hain, niyat kiya hy... yeh sab dekhna zarori hy.
      Koraay lagany wali hadith muslim mein hy

    • @QureshiCollection-oi3qb
      @QureshiCollection-oi3qb 6 місяців тому

      ​@@muhammadawaistariq169talaq hameshan jazbat or ghusy me di jati neyat kar k Kon deta Bhai agar ghusy me di Gai or pachtawa b hu Raha TU uska Kya Hal huga ??

    • @polka9503
      @polka9503 2 місяці тому

      @@QureshiCollection-oi3qb halala

  • @nilofaradil8056
    @nilofaradil8056 9 місяців тому +4

    Hmko maslako se kya lena jb har baat ki tafseel Qur'an mai hai hmko to qur'an se jawab milna chahiye.

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 9 місяців тому

      Jahil door se hi pechana jata hain sirf apny comments se

    • @nilofaradil8056
      @nilofaradil8056 9 місяців тому

      @@razamughal9095 hn ji

    • @nilofaradil8056
      @nilofaradil8056 9 місяців тому +2

      @@razamughal9095 kia matlab kya aap hmko jahil keh rahe hain shukriya 😊
      Kya meri baat galat hai sir ?

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 9 місяців тому

      @@nilofaradil8056 bilkul ghalat hain. Jahalat se bhara hua comment hain

    • @nilofaradil8056
      @nilofaradil8056 9 місяців тому +1

      @@razamughal9095 wazahat farmay kis tarha galat hain sabit kren

  • @petproject804
    @petproject804 2 роки тому +3

    why there is so much resemblances between ahle-tashayi and ahle-hadees..?

  • @sanasarfraz7392
    @sanasarfraz7392 6 місяців тому

    Dr sb ko me bht sunti... Mgr kuch dino s mere zehan me aik sawal aa rha hy... K kia quean ka kaha jo k wazeha tor p detail k sath aik masla bta dea gea is k baad kia us pr kuch or hum tabdeeli kr skty hy? Kia iski ijazat hy? Mjy ye sochna ghalt b lg rha hy or sahi b...

  • @tahirasaqib5982
    @tahirasaqib5982 9 місяців тому +2

    3 Tllaq 1 he hy.kion k hmary nbi slalaho alehi waslim k door 1 thi to ab b 1 he hy.baqi sab koch nabi ki sunten theek hn to ye kesy galt ho sakti hy.lehaza os vakt 3 tllaq 1 thi to aaj b 1 he hy..
    Ab jo is amal ko na many to vo kon hova?
    Saqib

  • @hdsongs4980
    @hdsongs4980 Рік тому +2

    3 talaq gunah ka kam hai or haram hai to phir is gunah key kam ko or haram kam ko kaisey stablish kiya gya bari hairat ki baat hai?????

    • @onelife8082
      @onelife8082 Рік тому

      ​@Sam Khan Quran aur Nabi pehlay baqi sab bad main Nabi aur Quran kiya kehta hai yeh dekho pehlay.

    • @S_Rk
      @S_Rk Рік тому +1

      ​@@onelife8082 beshak quran aur nabi ko hi dekho ..nabi ke qaul ko bhi dekho nabi ne farmayaa hai k kamiyaab firqa wahi hai jispar "Mai" hun aur jis par mere "sahaba" hain
      Jab k aap sallallahu alaihi wasallam ne farmaya k ummat me 72 firqe ban jayenge
      aage farmaya "Kulluhum finnari illa millatan wahidah"
      Sahaba ne puchha k kamiyaab firqa konsa hoga ya rasulallah (sallallahu alaihi wasallam)?
      Toh aap sallallahu alaihi wasallam ne jawab diya "ma ana alaihi wa as,haabi" yani "jis par mai hun "aur" jis par mere "sahaba" hain!

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 Рік тому

      Is ka jawab mufti tariq masood deh chuky hain k purany zamany meh bat ko durany k liye arab log teen baar ek bat bholty teh ta k bat waziye ho jaye. Yeh hi waja tee k nabi saw ne us hadees meh poocha ta k tumhari niyat kya tee? Jis se khud ba khud sabit ho jata hain k woh agy bholta k meri niyat teen ki tee toh nabi saw teen talaq ka fatwa dehty
      Yeh khud saboot hain. Us ne bola k meri niyat ek tee, toh us zamany meh gairatmand log teh un ki bat peh yaqeen kiya ja sakta ta. Hazrat umar k daur tak yeh confusion boht aam ho gaye tee k logo meh shaq paida ho gaya ta k filany ne teen baat bhola bat waziye karny k liye ya teen talaq hi dee hain? Toh hazrat umar ne fatwa diya k mai aaj k bad paband karoonga k jis ne teen dee hain woh teen hi hongi, ya talaq ek baar bholo, ya pir teen talaq hongi. Is se pata chalta hain k talaq teen teen hoti hain, hazrat Umar ki majal nai tee k woh shariyat tabdeel kary. Jo shariyat chali arahi tee woh hi implement kiya, lagoo kiya. Na sahaba begairat teh k hazrat Umar poori shariyat change kar deh aur yeh chup kar k tamasha dekhy, aur nahi sahbiya begairat tee jo din raat talaq sunti reh gaye.

    • @onelife8082
      @onelife8082 Рік тому +2

      @Sam Khan Rutba kes ka ziada hai Nabi ka ya Suhaba ka pehlay to yeh confirm karo dosre baat Gale day rahay ho ap apko ilam he nhe k gale dena aik insan jo kay apke mere trhan aam ho kitna bara gunah hai aur ap bar bar abuse language use kr rahay ho phir jab confirm ho jayeh kay rutbay main kis ka rutba ziada hai shaba ka ya Rasool ka jab to phir yeh sochu humain perwae kes ke krne hai suhaba ke ya Rasool ke to hud he jawab mil jayhga jo b ho jaye jis nay Rasool ke perwae ke woh Galat ho he nhe skta shaba ke baat rahe to woh galte kr sktay hain Rasool nhin is liye baat mukhtasir hai jo Rasool ko ke perwae kryhga woh Galat hohe nhe skta na Dunia main na akhrat main aur RASOOL ka door main jis trhan mane jate the talak usko he man nay walay 100% right p hain ap keh sktay ho k Rasool k door ko ap nhe manugay? Rasool ke perwae nhe krugay? agr han to bhai ap ka imaan bht kamzoor hai bht he.

    • @Choco_catt09
      @Choco_catt09 5 місяців тому

      ​@@onelife8082bilkul sahi kaha ...Allah hame deen ka sahi ilm aata kare...aur usse samajhne aur us par anal karne ki taufeeq de....Ameen

  • @qurratulain8805
    @qurratulain8805 Рік тому +2

    To kya Nabi Pak SAAW r Quran Pak Afzal hn ya hanbli shafi log?

    • @REHMANCOMPOSING
      @REHMANCOMPOSING Рік тому +1

      Quran k mutabiq 3 ka tareeqa ik bar MN dy dena 3 ikathi bidat Hy makruh hai Lekin ho jati Hy han agr 3 month ki iddat MN ruju kr Len to rishta bach jata Hy halala nhi krna prta Lekin shart ye k nikah Ik bar phr prhna pry ga or 60 ya us Sy zyada ghareebon ko Khana khlana pry ga

    • @lovetech8241
      @lovetech8241 8 місяців тому +1

      ​@@REHMANCOMPOSINGBhai sahab Ap thoda tafsil Se batayenge Please😢

    • @QureshiCollection-oi3qb
      @QureshiCollection-oi3qb 6 місяців тому +1

      ​@@lovetech8241or kitni tafseel agar 3 di hain to makroh hain par roju kar sakty hain bs sadqa kherat karna pary ga 60 logon ko Khana khelana pary ga

  • @sanasarfraz7392
    @sanasarfraz7392 6 місяців тому

    Or agr hum mukhtalif firqay dekhe to phr asal talaq kia hy.. Aise to khi rishta toot gea khi bn gea kisi k nazdeek halal kisi ka haram... Kia ye ajeeb na ho gea

  • @ShakirKhan-zw2mf
    @ShakirKhan-zw2mf 8 місяців тому +1

    In logo ko samj nahi ata 3 talaq ko gunah samjta hain sureh baqrah main sub leeka hain talaq ke baray main 3 tak inteezar karna hoga hadees Quran ka tashreh karta hain Quran ke khilaaf nahi jasakta mohammd salalahu ale hi wasalam ke dawar main 3 talaq ek hota ta khazrat Abu bakar ke dawar main bhi 3talaq ko ek samjta ta hazrat umr ke dawar mai 3 talaq ko 3 talaq se talaq hojata halat ko dekay hazarat umer ne aisa paisala kiya ta agar hum umar ke dawar main hote hum bhi umer ke baat mante te

  • @muhammadawaistariq169
    @muhammadawaistariq169 Рік тому +4

    Awam ko is mein uljha k rakha howa to 3 talaq 3 hoti hy, ya 3 talaq 1 hoti hy...
    Awam ko knowledge dain k bhai agar talaq deni b hy to sirf 1 deni hy... masla hi khatam ho jana is tarah sy

    • @muhammad-uc2ev
      @muhammad-uc2ev 9 місяців тому

      Bhai apki aqal kis bazaar mei bechke aye ho? Awaz ko alimo ne ni uljhaya awam khud uljhi hai is sab mei….ab agr kisi ko ye msla pesh aye to ye sawal to banta haina k agr kisi ne dedi 3 talaqe to agey kya banega?

    • @muhammadawaistariq169
      @muhammadawaistariq169 9 місяців тому +1

      @@muhammad-uc2ev Bhai jan, awam mein 3 talaq akathi dena mashoor kar diya gya... Awam ko awareness di jy, k agar talaq tak baat pohnch bhi jy, to sirf 1 talaq do..
      1 sath 3 talaq k concept ko khatam kiya jy, ta k roz roz aisy masly hi paida nah hon

  • @jugnolalteen4828
    @jugnolalteen4828 10 місяців тому +1

    Kal hi mry sath yh hoa mjy divorce di aik time m 3

    • @mfnoorrecipes4tastyfood
      @mfnoorrecipes4tastyfood 9 місяців тому +1

      Ohhh
      Phir ab kya situation hy
      ALLAH SUBHANA TALA appar khas reham karay ameen

    • @nilofaradil8056
      @nilofaradil8056 9 місяців тому

      Acha aik time mai teen bar phir uske baad apko rukhsat kar diya hoga or iddat ka kia process huwa ?

    • @modestpious8480
      @modestpious8480 9 днів тому

      Kia hoa phir

  • @haramshanzy8656
    @haramshanzy8656 Рік тому

    Agr husbnd bivi k baap ko dmki dy or khy k my ny 3no di....ye lfz thy....mgr khy na my ny di na tmny suni...my ny just dmki di....to kya in alfaz sy 3tlaaq nafiz hoi

  • @ShakirKhan-zw2mf
    @ShakirKhan-zw2mf 8 місяців тому

    Mujhe ek baat samj nahi ata israr sahab 3 talaq ko 3 manta hain aur yeh bhi kehta hain 3 talaq ek saath gunah hain aap tu hazrat umer pe inzaam lagatay hu phir

  • @ShakirKhan-zw2mf
    @ShakirKhan-zw2mf 8 місяців тому +1

    Halat aisay hongay Hazrat umer ke dawar main phirJab sureh baqrah main tu phir baat hatam hogaye aab Quran main tu ehteelaf nahi hona chahye

  • @sana7344
    @sana7344 Місяць тому +1

    Msg se ek hi baar 3 talakh likha he to kya
    Wakai me talakh ho gai he
    Hame jawab milega sahi

  • @WhyX123
    @WhyX123 7 місяців тому +4

    Very illogical. If pronouncing 3 talaq is Haram, then how a Haram act is acceptable.

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 6 місяців тому +1

      The way ALL the haram acts you do DAILY come into effect. Its not rocket science.

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 6 місяців тому +1

      There is only ONE fact, and that is three talaqs are THREE. your example even proves it. When you submit documents you are given a chance to rectify the matter. If you don't the application is dismissed. Similarly Allah did not just give us talaq, he gave us iddat as well. You are confusing the two things which are separate huqams. Iddat is there to rectify the situation. There is unanimous consensus that after the third talaq, there is no reconciliation during the iddat. Despite no opportunity to reconcile the woman STILL observes iddat. This PROVES that talaq itself is *not* a process, the iddat is *the* process. The iddat is the process. So the process starts AFTER the talaq is done. The talaq is DONE. So if you reconcile, you reconcile with your *divorced* ex wife. Since there is unanimous consensus that the two cannot reconcile during the womans iddah on the third occasion, the ayah in the Quran when it says ‘Either release them with kindness or retain them with kindness’ means that Allah is not talking about the third iddah. Because you cannot take her back during the third iddah. So he is talking about either the first talaq or second talaq. This in turn proves that one nikah is broken with ONE talaq. Therefore where 1=1, 3=3. The criteria for talaq is the man *saying* it. The next step is the reconciliation which in some talaq cases is forbidden. There is a lot of evidence for this. And there is a lot more evidences that i can write that three are three. What humans want today is the iddah to apply no matter how man times they say talaq. If we were to do that we would go back to pre islamic Arabia, where men would divorce their women day and night. Allah has capped the iddah to two times only. The number 3 and talaq do not go together in one sentence. In the western countries at least there is a procedure where an employee and employer can reconcile in the event of a dispute. The employee is sacked FIRST then the reconciliation process starts after his sacking. If the two reach an agreement, we do not say that the man was not sacked (he was. Same with talaq), we say he was sacked and then the two reached an agreement AFTER. That ‘after’ is the iddah.

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 6 місяців тому

      Firstly, you are explaining properly. But your point is not valid. i have proved that talaq and iddah are two seperate things, you are mixing them up. So the talaq was done in accordance to the Quran. That step is done, the talaq is done. Finished. Whether he says it two times or three times, that came after him saying it for the *first* time and the criteria is saying it at least once, which he did. During the iddah the woman remains bound to the nikah. So he can say it a second or a third time. Since 1=1 then 3=3 in accordance with mathematics, then three in one go are valid. Its totally logical. No one forced the man to say it three times. Ignorance is not an excuse in any court in the world. Another solid evidence (there are many) is that the caliph hazrat Umar *could not* have changed the shariah. Nor would his honourable companions allow the shariah to be changed. This PROVES that three talaqs was always three from the time of the prophet saw. As an *elected* caliph/ruler all hazrat Umar ra had the authority to do was to enforce capital punishment in response to a crime. If three were one, the companions would have said ‘why are you whipping us for giving just one talaq?’ This proves that they agreed that three are three and agreed that anyone who gives three must be punished. No one agrees to punishment if a crime has not been committed.

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 6 місяців тому

      When people start taking fatwas from 20th century scholars then you know you are in serious trouble. Dr Israr Ahmed changed his opinion on three talaqs after he learnt something that is *irrefutable* NONE of the four great imams considered three talaqs to be one. That is SOLID evidence and that single piece of evidence is what led him to change his mind. There were no watts apps in those days where imams could research and share their findings with others. They were far apart yet after studying Islam to the level of todays PhD they ALL came to the conclusion that three are three. Thats another piece of evidence and like I say there are many more. NOTHING got muddled over the years. Islam has a perfect way of telling us what hadith is sahi, which is daeef and which is in the middle. Thats exactly why we have muftis. There is *no way on earth* an elected ruler could change the shariah and somehow that go un noticed. We are not talking about todays thickos; the people of the past were highly intelligent people. All he had the capacity to do was to implement a punishment for something that has a consequence, has a victim. Just like what courts do today. Three talaqs are undeniably three thats why the general public accepted the capital punishment for that particular crime. As for the Prophet saw, he NEVER treated three as three. Even if we look at Rukana ra and the hadith - the fact that he was worried enough to get a fatwa from the Prophet saw is SOLID PROOF that he considered three to be three. Thats the whole reason he was concerned in the first place. Thats the whole reason he approached the Prophet. If he considered it one, WHY would anyone agree to capital punishment or go to obtain a fatwa? Not to mention that it has been said that he did not directly use the word talaq, but I have not heard that directly from any scholar. Mufti tariq masood and engineer ali mirza have explained this: that it was arab custom to repeat something three times to emphasise its importance. Thats how the confusion came about in the first place and thats why by Umar ra time, he realised that something needs to be done to address what was becoming a serious problem. He only had one way, since he could not change Islam. As for Rukana ra, the Prophet saw made him swore an oath, that he did not intend three, considering he was from an era that repeated things three times. We are not from that era. And even if he showed some relaxation for Rukana ra ( most definitely he did not) then at THE MOST, one could say that if you intend only one then it is one.
      *How on earth* has that gone from ‘intention’ to todays people saying casually that three are one, regardless of intention? Today people don’t care about intention they have taken it for a fact that three are three. When they have NO EVIDENCE.

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 6 місяців тому

      Nothing has been muddled up. This is exactly why we have muftis they will tell us which hadith are authentic and which are not. The prophet did not consider three to be three. The entire reason Rukana ra went to get a fatwa from the Prophet saw is PROOF that Rukana was worried, he knew that three are three. Thats the entire reason he stepped out of his house to get a fatwa. It’s inconceivable to think that he thought three are one and decided to double check, and it’s inconceivable to think that he and the other sahaba agreed to being subjected to capital punishment if three were one. Mufti tariq masood and engineer ali mirza have both explained that it was arab custom to repeat things three times to emphasise its importance. Thats how this confusion over talaq came about in the first place. The Prophet knowing that he and Rukana were both from that Era got him to swore an oath that he did infact intend only one talaq. We are not from that Era, so how on earth has this hadith, which at best could lead one to think that as long as your intention was to give one it is one, to people now using it to casually say that three are one even if the intention was three?? Because that is exactly the position we are in today. There are many evidences to show three are three. This is why Umar ra had to address the seriousness of this problem. He could not change Islam so he implemented capital punishment and announced that in the matter of talaq no one is to repeat one talaq three times, else he will consider it to be three. His efforts to stop this mess are commendable. So the Prophet NEVER thought three were three. When you start listening to 20th century scholars then you know you are in serious trouble. When the highest, most greatest imam/mufti of saudia arabia is imam hanbal who, like the other three issued a fatwa that three talaqs are three.

  • @REHMANCOMPOSING
    @REHMANCOMPOSING Рік тому +1

    Ik wqt MN 3 talaqen deny k bad 3 hi hoti hn Lekin iddat k doran ruju kr skty hn surah talaq k mutabiq or agr iddat MN ruju nhi krty to phr ap halala ka tareeqa istemal kr skty hn so mehrbani kr k quran k mutabiq chlen or forqa wariyat py yaqeen na rkhen ye firqay hmn koi sahi bat nhi btatay

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 11 місяців тому

      Tessri iddat meh rujoo nai hota mana hain

    • @nilofaradil8056
      @nilofaradil8056 9 місяців тому

      But kya qur'an mai halala naam ki koi cheez hai ?

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 9 місяців тому

      @@nilofaradil8056 haan, hain.

    • @nilofaradil8056
      @nilofaradil8056 9 місяців тому +1

      @@razamughal4582 Acha dikhen phir qur'an se

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 9 місяців тому +1

      @@nilofaradil8056 Ap log jahil ho. Samjhany k liye mujhy nikah samjhana hoga pir talaq pir halala. Jab k yeh bateh bacha bacha bhi samjhta hain

  • @amanali-rh4cl
    @amanali-rh4cl 8 місяців тому

    Tabhi to hamare rasool ne farmaya ke deen Ahlebait se lena pr ahle sunnat apni marzi ka deen bnate hai jab tk deen Ahlebait se nhi logo tb tk ese hi gumrah hote rahoge

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 7 місяців тому

      Paindoooooo tu AAJ TAK sabit nai kar sakta k teen ek hain. Waiting. Muttah ki ulad.

  • @imransuleman7035
    @imransuleman7035 2 роки тому +1

    اب تک یہ مسلہ حل کیوں نہیں ہوسکا
    ایک وقت میں ایک ہی طلاق شمار ہو گی

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 Рік тому

      Teen teen hain aur mufti tariq masood ne doh saal pehly sabit kar diya ta aur kisi ne challenge nai kiya,

    • @Iloveallah147
      @Iloveallah147 Рік тому +1

      Dr.zakir Naik ka Suno details Sy pta chl jye ga na koi firqa Quran mein JB firqa ni TU bat Quran k hesab Sy sae details btya Dr Zakir Naik ny

    • @mohdabdullahsiddiqui9954
      @mohdabdullahsiddiqui9954 Рік тому

      ​@@Iloveallah147Dr zakir naik sahab ne ye nhi bataya k ek bar me 3 talaq ko 1 count karenge ya 3 ...

    • @nilofaradil8056
      @nilofaradil8056 9 місяців тому +3

      Bhai jaan sabse pehle to ye dekh lijiye Talaq iddat ke liye di jati quran mai Allah ne farmaya talaq iddat ke liye do or ginti karte raho.or teen talaq ik baar mai dene ke baad wo aurat ko mard par haram qarar dete hain.ruju ka bhi koi imkan nhi to phir mujhe ye btaiye wo iddat wala process kahan jayga.

    • @Aliexpresswebsite
      @Aliexpresswebsite 4 місяці тому

      Hnji bhayi thodi mri rehnmayi kr dy bht preshan ho ici topic p plz​@@nilofaradil8056

  • @Mohammad-h2b
    @Mohammad-h2b 11 днів тому

    پائن نیم حکیم خطراہ جان حضرت محمد ص کے وقت بھی تین طلاقیں ہوتی تھی لیکن تینوں کو ایک ساتھ نہیں دیتے تھے ایک طلاق آج تو دوسرا ایک مہینہ بعد اور تیسرا اگلے مہینہ

  • @mohabbatshah1303
    @mohabbatshah1303 8 місяців тому

    Nhe me nhe manta.k ek hi wqt me tiin talaq ho.

    • @amirsaleem4352
      @amirsaleem4352 8 місяців тому

      Daleel lao

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 7 місяців тому

      Tumhary man ny se kya hota hain, teri yeh hi uqaat hain k tu bheek mangta piry jali fatwo k liye. Nazr jo araha hain k tu ne teen talaq deh kar doosri shadi kar k sari zindagi us ki jhooti ki nauq peh rehna hain. Harami ulad paida kar rahy ho.

  • @shamshadahmad4793
    @shamshadahmad4793 2 роки тому +6

    کیا اہل حدیث ایک بار تین پلیٹ بریانی کھاتے ہیں تو ایک ہی پلیٹ شمار کرتے ہیں

    • @mohdasad8763
      @mohdasad8763 2 роки тому +1

      Right 👍

    • @PhoenixZest
      @PhoenixZest Рік тому +2

      Lekin wo biryani hy tou 1 he din ki chahay 3 plate Khao ya puri daig

    • @ZubairAli-vx9rf
      @ZubairAli-vx9rf Рік тому +1

      Wo 3 plate hi hen lekin talaq ka muaamla Alag he 1 plate khane K baad 2osri plate khane K liye rukne ka koi arsa nai muqarar Kiya giya han albata 1 talaq K baad 2osri talaq Ki iddat arsa muqarar Kiya giya he

    • @ZubairAli-vx9rf
      @ZubairAli-vx9rf Рік тому +1

      AAP yeh btayen 1 insan ne 1 talaq di to orat Ki iddat Shuru ho gai ab talaq Ki iddat K Doran talaq nai de sakte QURAAN Pak K hukam K mutabiq ya Raju Karna he nai to iddat K baad wese hi nikah khatam orat Azad

    • @ZubairAli-vx9rf
      @ZubairAli-vx9rf Рік тому +2

      Jab banda munh se lafz talaq nikalta he to jnab pehle lafz K baad iddat Shuru he is tarah iddat K Doran talaq nai de sakte Jo iddat pehle lafz K baad Shuru ho gai ab dosri talaq tab ho gi jab rajuu ho ga rajuu nai huwa iddat guzar gai to phir nikah huwa is tarah phir Kabhi khawand K munh se talaq Nikla tab ja K yeh dosri talaq ho gi

  • @MdSajid-rt7zk
    @MdSajid-rt7zk Рік тому +1

    Jab ye kam hi gunah ka hai to zahiri bat hai ke hazrat umar ne ye gunah samjhte huy to nafiz nahi ki thi ye unka majburan saza ke tor par hi diya gya fesla tha taki log baaz ajay ab or 3 talaq ikhatti na de

    • @muhammadammar5941
      @muhammadammar5941 8 місяців тому

      Nafiz tu ki thi na? Means 3=1 nahi kaha tha 😂

  • @AdiiiJutt-i4s
    @AdiiiJutt-i4s 9 місяців тому

    Ak waqt mai dii ghi 3 talaaq ak hai

    • @Chef_Shahzaib
      @Chef_Shahzaib 8 місяців тому

      Ni 3 hoti

    • @AdiiiJutt-i4s
      @AdiiiJutt-i4s 8 місяців тому

      @@Chef_Shahzaib quran hadees ko kabi para nai or yaha apny fatwa deny a jty hain

    • @Chef_Shahzaib
      @Chef_Shahzaib 8 місяців тому

      Ma khud mufti hun🤣

    • @Chef_Shahzaib
      @Chef_Shahzaib 8 місяців тому

      @@AdiiiJutt-i4s ab ap mjhy btao gy

    • @Chef_Shahzaib
      @Chef_Shahzaib 8 місяців тому

      Reference do zara konsi hadees ya quran ki kis ayat ma 3 talaaq ek han

  • @jariyatallah_muslima7041
    @jariyatallah_muslima7041 6 місяців тому

    Ahle Hadis k nazdeek kitni b baar bol diya jaye talak to 1 hi mani jaegi

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 6 місяців тому

      Un k man ne se kuch nai hota, un k pas saboot nai hain

  • @ZakirAli-kh4jr
    @ZakirAli-kh4jr 2 місяці тому

    Is talaak ko khtm karo please🙏

  • @hinaakhtar9901
    @hinaakhtar9901 2 роки тому +55

    قرآن کے طریقے کے بغیر طلاق نافذ نہیں ہونی چاہیے۔ کیوں کہ اللہ تعالٰی نے اس کا طریقہ بیان کر دیا ہے۔ جیسے ترکہ کس طرح تقسیم ہو گا۔ اللہ نے حصے تقسیم کر دیئے ہیں۔کوئی بھی اس کی خلاف ورزی نہیں کر سکتا۔ اسی طرح روزہ کب سے کب تک رکھا جائے گا۔ اللہ نے بتا دیا ہے۔

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 Рік тому +1

      Allah ne tareeqa bataya hua hain, huqam nai diya hua. Tareeqy peh amal ho na ho, bat sar anjam tak poinchti hain.

    • @hinaakhtar9901
      @hinaakhtar9901 Рік тому +3

      جی جی اللہ نے طریقہ بتایا ہے ہمارے مردوں کی مرضی وہ عمل کریں یا نہ کریں۔

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 Рік тому +1

      @@hinaakhtar9901 matlub yeh k teen teen hoti hain, jaisy k Quran meh saf nazar ata hain

    • @hinaakhtar9901
      @hinaakhtar9901 Рік тому +8

      5 نماز یں ہیں اللہ تعالٰی نے وقت اور طریقہ دونوں بتا دیے ہیں ۔ ہم ایک ساتھ ادا کریں تو کیا ادا ہو جایئں گی ۔

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 Рік тому

      @@hinaakhtar9901 agar 5 namazy ek waqt ek sat paro toh woh 5 HOTI HAIN, yeh hue 5 NAFL. Jahalat se bahir nikal. Itna jahil mai hota toh mai sharam se dhoob marta.

  • @abdulazizkhanmsd432
    @abdulazizkhanmsd432 Рік тому

    To ab muslman kn ha kn kafir ha

  • @ImranKhan-vv4sh
    @ImranKhan-vv4sh 11 місяців тому +1

    3 baar talaq aik sath dyney sy talaq 1 baar hi houti hai . phir har mahiney aik talaq houti hai aur iss tarha 3 months main 3 talq complete houti hai . aik baar talaq dyney sy divorce mukamal nahi huwi, biwi still nikha main hi rehti hai , couple woh sath bhi reh sakhtay hain , aur raju bhi hou sakhta hai , yeh zaleel yazeedi moulviyoun ny galat masla bataya hai taa, ky unhain halalay ky naam py dousarey loughoun ki biwiyoun sy zana aur deen sy khilward ka mouqa milay .aur pysay bhi !!! aur ager koi gareeb ki biwi hai tu mahinou zallel bhi kartay hai, use bhi aur kayi baar tu wapis bhi nahi kartay unn ki biwi ko

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 10 місяців тому

      Totally WRONG. tum doh taqy ki ho aur ab bheek mang rahi ho k tumhara shohur kisi tarha teen talaq ko wapis leh leh jo nai leh sakta

    • @nilofaradil8056
      @nilofaradil8056 9 місяців тому +1

      Exactly 💯
      Touba Astagfirullah kitna bura amal hai jo inhone raaij kiya huwa hai😢

    • @nilofaradil8056
      @nilofaradil8056 9 місяців тому

      Assalamualaikum,kya Apse mazeed discuss ho sakti hai is mouzu pr.plz give me Ans.

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 9 місяців тому

      @@nilofaradil8056 tu doh taqy ki aurat din rat talaq sunti rehti hain, haram ulad duniya meh pehnk rahi hain. Teri yeh hi uqaat hain toh tu na astagfirulla bhol toh hi behter hoga

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 9 місяців тому

      @@nilofaradil8056 tu haram ulad paida karti ja, teri yeh hi uqaat hain k din raat tum talaqy sunti jao

  • @slaveofallah5505
    @slaveofallah5505 2 роки тому

    Ask Dr. Israr is an irrelevant name since he is not present among us.

    • @dinozaurpickupline4221
      @dinozaurpickupline4221 2 роки тому

      Your name is also redundant because everybody uses android and iOS,it would be better if you named windows mobile user

    • @slaveofallah5505
      @slaveofallah5505 2 роки тому

      @@dinozaurpickupline4221 Stop your bigotry here

  • @talatgull9915
    @talatgull9915 4 місяці тому

    Yani khud deen kia samjha in dr sahab ny hazrat umar ghalat b hosaktay hain khuda tu nai thy na nabi thy sayaba thy unki apni beti ko kia talaq hoi puri umat main fasad kara gye or log unko maamny waly jahil