मछली पालन में आक्सीजन का महत्त्व। Difference between Paddle Wheel Aerator And Diffuser Aerator। Pvr

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 5 жов 2024
  • hello friend aaj ki video ka topic hai paddle Wheel Aerator aur diffuser Aerator me anter kya hai. sath hi inke fayde tatha nuksaan bhi jaanege. dosto machli palan me oxygen ki bahut importance hai. Aeration ka seedha matlb yah hai ki hme oxygen ko water body me add karna. jisse ki hamari fish ko uchit matra me oxygen mile. Sabse phle paddle Wheel ki baat karen to isme low cost aur Kam dekh rekh ki jarurt hai. aasani se market me alag alag size ke uplabdh Hain. doston pond culture ke liye paddle Wheel Aerator best hote Hain.
    diffuser Aerator ki baat Karen to ye tank culture ke liye best hote Hain. jitne bhi tank culture hote Hain unme rich amount me oxygen pahuchti rahe iske liye jaruri hai ki AAP diffuser Aerator ka use kriye. jis prakar fish ke liye feed jaruri hai usi prakaar oxygen bhi jinda rahne ke liye jaruri hai. agar aap fish production badhana chahte Hain to aapko Aerators per dhyan dene ki jarurat hai.
    Puri jaankari ke liye pura video dekhen aur hamare channel ko subscribe jaroor Karen.
    Related Search
    What is paddle Wheel Aerator
    what is diffuser Aerator
    machli palan me oxygen ka mahatv
    what is Aerator
    fish farming Aerators
    How to increase dissolved oxygen in pond
    aeration system complete information
    solar pond Aerator
    easy way to make Aerator for fish pond
    aeration for fish tank
    #pvraqua #paddlewheelaerator #oxygen #diffuseraerator #solarpond #fishfarming #aeration #importanceofoxygen

КОМЕНТАРІ • 160