AGR khula ya talak huti hai tu,bacchoun ka matter bhi sunlu, ek beta 9 saal ki age tak maa k paas rahaiga aur maa bacchai ku baap sai milnai sai rukh nhi sakhti aur na he baap k khilafh wergalaigi ye Allah ku pasand nhi ,aur baccha week mai kam sai kam ek raat baap k saath rahaiga, aur phir jab 9 saal ka hujai tu puri zindagi beta baap k sath rehaiga, maa bhi jab mil na aye mil sakhti hai betai sai,aur week mai kam sai kam ek raat sath rakh sakhti hai, aur beti 7 saal tak maa k paas rahaigi aur phir puri zindagi baap k paas ,likn AGR khula k baad aurat dusri Shadi kerti hai tu beti ki age jitni bhi hu woh apnai baap k saath hi rahaigi puri zindagi, q k ek baap nhi chayega k uski beti kisi ghair Mard k saath rahai, yebhi sharia law mai hai,likn Pakistan Mai aisa kuch law nhi bana,aur na hi ye log is per awaz uthaingain ,q k inki nazar mai baap ki koi aukaat nhi,
This decision is according to Islam law but big question is that in Pakistan most of men don't pay haq mehr. Also give three talaak at one time and Hazrat Umer give punishment to such person 100 karay. This also be imposed
aksar khula yarany lga kr orat leti hai yar sy shadi k liye or kehti hai mard marta hai kmata nahi yar ki lazat mein bht kuch kr jati hai orat mgr chand ek ka khula theek hota hai
@@ProfitPro2.0pta kesay chlay ga k mars Haq mehar da Chuka ha Aurat to yehee kehay ge k bayshuk nikah namay ma muajal likha hua ha Leikn judge Saab is nay mujh say wapas la Lia thaa Kindly jawab detail ma dain
Ye bilkul theq ni hai koi bhi orat Khushi se talaq ni leti hai,agr mrad zaban se talaaq dy deta hai or caot m jakar mukar jata h to kya orat usky sath puri zingdge haram k rishta k sath rhy mrd to kbi ni deta talaq k mjy haaq mhr dena hoga lkn zaban se dy deta hai
According to Islam aik time per 3 divorce are false. or jahan tak baat hai apki zuban se divorce ki toh nikah bhi zuban se he qabool hota hai lekin paper work isi waja se government ne rakha hai takay koi mukar na jaye jo k aj kal humhari society mein ho raha hai.
@@awwwwan molvi ke fatwe PR kia hogaya aik alim se tm ziadha jante ho jisko 8saal lagta hai alim banne me wese reference to bht hai sab se bari reference hazrat umer R. A ki hai
Law m recoding ho to bh divorce ni mani jate wo writeen na dy to oarat kya kry mry husband ny choru shadi ki 10 din k bd khta gjr wlon ki mrzi se krni hai mjy zaban se dy di talaq to writen ni deta k 5 lakh haq mhr h
Mard kkharcha band or kise or uort k sath rahe or agr uort khula le tu use pease b, wapis kre or sarak par beate betaren kanoon or mard 3 oratae sat rake sakta hai ku k 2nd shadi ki sirf ijazat ni bot betaren kanoon hai
AGR khula ya talak huti hai tu,bacchoun ka matter bhi sunlu, ek beta 9 saal ki age tak maa k paas rahaiga aur maa bacchai ku baap sai milnai sai rukh nhi sakhti aur na he baap k khilafh wergalaigi ye Allah ku pasand nhi ,aur baccha week mai kam sai kam ek raat baap k saath rahaiga, aur phir jab 9 saal ka hujai tu puri zindagi beta baap k sath rehaiga, maa bhi jab mil na aye mil sakhti hai betai sai,aur week mai kam sai kam ek raat sath rakh sakhti hai, aur beti 7 saal tak maa k paas rahaigi aur phir puri zindagi baap k paas ,likn AGR khula k baad aurat dusri Shadi kerti hai tu beti ki age jitni bhi hu woh apnai baap k saath hi rahaigi puri zindagi, q k ek baap nhi chayega k uski beti kisi ghair Mard k saath rahai, yebhi sharia law mai hai,likn Pakistan Mai aisa kuch law nhi bana,aur na hi ye log is per awaz uthaingain ,q k inki nazar mai baap ki koi aukaat nhi,
Jab tak yeh manhoos saas zinda ha aisi judai hoti rhngi..
Saas bi zinda,susr bi nhi aur phir khula.....phir beti ki maa ya beti....jis ny trbiyt hi sahi nhi ki.....smj aai...talaq aur khula my frq smjo...
This decision is according to Islam law but big question is that in Pakistan most of men don't pay haq mehr. Also give three talaak at one time and Hazrat Umer give punishment to such person 100 karay. This also be imposed
Good information
یہ تو قانون میں لکھا ہے حق مہر واپس کرے گی اسے بدلا نہیں جاسکتا
aksar khula yarany lga kr orat leti hai yar sy shadi k liye or kehti hai mard marta hai kmata nahi yar ki lazat mein bht kuch kr jati hai orat mgr chand ek ka khula theek hota hai
Good
Agar haq meher Mard ney ada na kiya ho tho phir.
Phr pehly daiga phr waps layga
Phir Kuch b ni ho ga
@@ProfitPro2.0 dear aesa Kuch b ni hai .
@@junaidiqbal9815 mazaq kia hai janab
@@ProfitPro2.0pta kesay chlay ga k mars Haq mehar da Chuka ha
Aurat to yehee kehay ge k bayshuk nikah namay ma muajal likha hua ha
Leikn judge Saab is nay mujh say wapas la Lia thaa
Kindly jawab detail ma dain
فیصلہ زبردست ہے
I got ordered hotel Oakland and Chattahoochee to chizuka dartmoor hotel nahee water with some jakaro
Mengai ki waja se talaq our khula bhot ho Rahi he...
Fun Fact: You can't breathe while smiling.
*Just kidding I wanted you to smile* 💕
Child coustady k bare main b awaz uthane chahyi
بڑے افسوس سے کہنا پڑتا ہے مایا خان آپ اسلامی سوال کرتی ہی ہیں اور آپ کا اپنا ڈریس کوڈ ہے اسلامی روایات کے خلاف ہے
Sood aur curption ks qanun k teht ha ????🤔🤕.
Wo phly bhi h
Ye bilkul theq ni hai koi bhi orat Khushi se talaq ni leti hai,agr mrad zaban se talaaq dy deta hai or caot m jakar mukar jata h to kya orat usky sath puri zingdge haram k rishta k sath rhy mrd to kbi ni deta talaq k mjy haaq mhr dena hoga lkn zaban se dy deta hai
According to Islam aik time per 3 divorce are false. or jahan tak baat hai apki zuban se divorce ki toh nikah bhi zuban se he qabool hota hai lekin paper work isi waja se government ne rakha hai takay koi mukar na jaye jo k aj kal humhari society mein ho raha hai.
@@awwwwan o bhai triple talaq is halal
@@awwwwan hogati hai talaq bhai
@@rehansiddiqui8935 aik time per 3 divorce halal hain? Quran pak k reference k sath share karain. kisi molvi ka fatwah share na karna.
@@awwwwan molvi ke fatwe PR kia hogaya aik alim se tm ziadha jante ho jisko 8saal lagta hai alim banne me wese reference to bht hai sab se bari reference hazrat umer R. A ki hai
Leikin Islam mein to tohfa bhhi wapis nahin liya ja Sakta to dain meher to haq HOTA hai
Wh hah bilku tak
Law m recoding ho to bh divorce ni mani jate wo writeen na dy to oarat kya kry mry husband ny choru shadi ki 10 din k bd khta gjr wlon ki mrzi se krni hai mjy zaban se dy di talaq to writen ni deta k 5 lakh haq mhr h
کیا مرد اگر طلاق نہ دینا نا چاہے تو عورت کو طلاق ہو سکتی ہے عدالت کی طرف سے
😂😢
Bhai jab Sath Rahna he nahe tu EK Sath du ya Bari bari, what's the difference it gonna make
Ye ziadati hai kya shariyet pe amal kerna sirf aurtoun p farz hai?
Or os Ka Kia Jo larki Ka jehaz kha jaty Hain wo adalt Dy gi ly k free m
Mard kkharcha band or kise or uort k sath rahe or agr uort khula le tu use pease b, wapis kre or sarak par beate betaren kanoon or mard 3 oratae sat rake sakta hai ku k 2nd shadi ki sirf ijazat ni bot betaren kanoon hai
O bhen ye Islam me hai koa tu Islam ke qanoon PR sawal utha rahi hai sab qanoon sirf mard ke khilaf tm jaisi aurto ko her mard aesa thori hota hai
Tum jaise ourtain is leay jotian khati hain