Beta - Saqib Saifi

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 7 вер 2024

КОМЕНТАРІ • 21

  • @kiranverma7131
    @kiranverma7131 8 місяців тому +9

    mujhe saqib bhaiya ke sare vdos bohot ache lagte hai ❤❤

  • @farooqueazam2808
    @farooqueazam2808 5 місяців тому +2

    You are doing great work. You are spreading positively. Thank you.

  • @khurshidm55
    @khurshidm55 5 місяців тому +1

    Best video I have seen for a while.

  • @shahardina4430
    @shahardina4430 5 місяців тому +1

    Saqib bhai I really love your video ❤❤

  • @banshikaslathia4156
    @banshikaslathia4156 7 днів тому

    Wow ❤

  • @ZaheerKhan-ke6oq
    @ZaheerKhan-ke6oq 5 місяців тому +1

    😢😢Amazing Story Akela Insan Kaise Apna Time paas karta hai ye koi humse puche patient care taker hoon mai mumbai me aur bahot si jagah Duty ki hai jo Ekdum akele rehte hain baat bhi karne wala koi nahi ..

  • @sadat.lone.33
    @sadat.lone.33 8 місяців тому +2

    Big fan sir from kashmir kupwara

  • @kunalsamal6649
    @kunalsamal6649 6 місяців тому +2

    😊😊❤️

  • @kashmirakhatri5399
    @kashmirakhatri5399 5 місяців тому +1

    Very nice video

  • @sadat.lone.33
    @sadat.lone.33 8 місяців тому +3

    ❤❤❤❤❤

  • @khadeejaansari9860
    @khadeejaansari9860 7 місяців тому +4

    Apni jawani aur apne bete k bachpan me aap ne usey kitna waqt diya tha ??
    Is haath de us haath le, kya khoob sauda naqd hai.

    • @anuragsrivastava8541
      @anuragsrivastava8541 6 місяців тому

      Jo khana khate the, jis ghar me rehte the na wo usi k mehnet ka tha, to usko compare na hi karo to acha hai.

    • @khadeejaansari9860
      @khadeejaansari9860 6 місяців тому +1

      @@anuragsrivastava8541
      Sirf khana kapda aur ghar dena kaafi nahi hota hai, yehi to samajh me nahi aata parents ko. Parents samajhte hain k itna kar k unki zimmedari puri ho gayi. Ji nahi, unki zimmedari ye bhi hoti hai k bacho ko family bonding, tameez, tehzeeb, maa-baap ka martaba sikhayein. Aur uske liye unko KHUD WESA BEHAVE KARNA CHAHIYE. Tabhi bachey seekhengey. WARNA NAHI.

    • @debapriyamaji0471
      @debapriyamaji0471 5 місяців тому +1

      ​@@khadeejaansari9860 jab do din pet mein khana nehi jayega
      Jab pehne ke liye acche kapde nehi honge
      Jab 50 ki chocolate ki badle 1 rupees ki eclears ki hi aukat ho ga tab shayad tumko samajh mein aayega ki Paisa kamane ke liye parents ko kya kya karna padta hain
      Parent sab kuch karte Hain taki hum acchi life lead kar sake
      Parent ka Paisa bhi chaiye aur unka time bhi...dono chis ek katori mein nehi Mil sakta
      Aur ho sakta hain parent ki leisure time se zyada bohot logo ko ek waqt ka khana chahiye
      Aur humein Jo chis milta Hain uski kadar hum nehi karte

  • @user-ku2ry1cc1r
    @user-ku2ry1cc1r 8 місяців тому

    I like ur video same as me thanks all ur team k❤❤❤❤❤😂❤❤

  • @smitabagade2039
    @smitabagade2039 7 місяців тому

    Very Very Nice Topics.

  • @Yashsinghdharman
    @Yashsinghdharman 7 місяців тому

    Aap log movie banao sir I am exited plzz ❤❤

  • @SarfrazKhan-se7ey
    @SarfrazKhan-se7ey 7 місяців тому

    Very good ❤

  • @thebussinesstips
    @thebussinesstips 7 місяців тому +1

    Sir kya mai apki video ko short video me use kar sakta hu 😊

    • @Rexonyt772
      @Rexonyt772 6 місяців тому

      Bhai kya puch rha hai

  • @sastagifts197
    @sastagifts197 Місяць тому

    Itni achchi acting and itna achcha script bhut kam dekhne ko milta hai