ان پڑھوں میں سرکار کی آمد | مفتی فضل احمد چشتی صاحب | باکمال بیان | باکمال دلائل

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 26 лис 2024

КОМЕНТАРІ • 3

  • @AhsanIqbal-h5h
    @AhsanIqbal-h5h 2 місяці тому +1

    ❤❤❤❤❤❤

  • @nayyaralam8019
    @nayyaralam8019 2 місяці тому +1

    ❤❤

  • @imandarvlogs5110
    @imandarvlogs5110 2 місяці тому +3

    QURAN ME LIKHA KUCH AUR HAI
    LEKIN AAP LOG
    AAM LOGO KO BATA KUCH AUR RAHE HO
    ALLAH KE
    RASULO NABIYO FARISHTO AUR ALLAH KE WALIYO KI MADAD BHI,
    AUR IN SABSE MILNE WALI MADAD BHI
    YE SAB KI SAB HAKIKAT ME MERE ALLAH KI HI MADAD HOTI HAI,,,
    KYUN KYUNKI ALLAH KHUD QURAN ME YE KEHTA HAI
    KI AE IMAN WALO AAPS ME AEK DUSRO KI TUM BHI,,MADAD KARO,,,
    LEKIN JAB TUMHARI AAPS ME AEK DUSRE KI MADAD IN MUOJZO KARAMTO BARKTO KE ZARIYE SE HO JAYE,,
    TO FIR YE UNSE MILNE WALI MADAD KO BHI ALLAH KI HI MADAD MANO,,,,
    KYUN KYUNKI ALLAH KE NABIYO RASOOLO WALIYO KO
    MUOJZE KARAMTE BARKTE KISNE DIYA HUAA HAI,,,
    AAP KAHOGE KI ALLAH NE HI DIYA HUAA HAI
    TO FIR TUM YE KAESE KEHTE HO KI ALLAH KI MADAD USKE NEK BANDO KE ZARIYE SE LENA
    SHIRK HAI,,
    ABE O AKL KE ANDHO
    TU YE MANTA BHI HAI
    KI ALLAH NE INKO MUOJZE KARAMTE BARKTE DIYA HUAA HAI
    FIR UNKE ZARIYE SE ALLAH KI MADAD LENE SE SHIRK KAESE HO
    GAYA BE JAHILO
    BATAO ZARA MUJHE,
    HAI KOI ISKA TUMHARE PAAS JAWAB
    NAHI HAI
    TO FIR TUMHARE SAMJH ME YE KYUN NAHI AATA HAI
    KI ALLAH NE HI KHUD APNE NEK BANDO KO
    AEK DUSRE KI MADAD KARNE KE LIYE,HI
    UNKO,IKHTIYAR DIYA
    HUAA HAI
    KI AE MERE PAAS SE MERI MADAD SE MUOJZE
    KARAMTE BARKTE
    PANE WALO
    AE NABIYO RASOOLO
    WALIYO,,
    TUM BHI MERE KAMZOR BANDO KI AAPAS ME AEK DUSRE KI MADAD KIYA KARO
    LEKIN JAB TUMSE KOI MUOJZA KARAMTE AUR BARKTE ZAHIR HO JAYE,,
    TO AB IS MILNE WALI MADAD KO BHI,YE KAHO,
    KI YEBHI ALLAH NE HI HAME APNI MADAD KO BHEJ DIYA HAI,,
    IN NEK BANDO YANI KE NABI WALI FARISHTO KE ZARIYE SE
    HAMKO,ALLAH NE DE DIYA,HAI,
    YAHI MAN,NA HAM LOGO PE FARZ HAI,
    JAESE KI SAFA W MARWA KE PAHADO PE JAB PINE KA PANI NAHI MILA THA,,
    TO WAHA PE
    HAJRA RAZIALLAHU TALA
    ANHA NE
    HAZRTE
    JIBRAIIL ALAEHSALAM KO MADAD KARNE KE LIYE WAHA PE
    PUKARA HAI,,
    AUR JIBRAIIL ALAEHSALAM NE
    FIR KAHA SE UNKO
    ZAM ZAM KA PANI NIKAAL KE DE DIYA HAI
    YE AAPKO BHI PATA HAI,
    YE BATE SAHI BUKHARI KI HADIS SE SABIT HAI
    AUR QURAN ME BHI
    AEK BANDE KO DUR,DUR TAK MADAD KARNE KI TAKAT O KUDART HONE KA AKIDA MUOJUD HAI,
    KI YAKUB ALAEHSALAM KO ANKHO KI ROSHNI ME MADAD KIYE THE,
    YUSUF ALAEHSALAM NE
    AUR
    SULAEMAN ALAEHSALAM KE ZARIYE SE SAMJHO
    KI DUR DUR SE
    TAKHTE BILKIS JAB LAKE DENE KE LIYE
    DARBAR KE BANDO KO MADAD KARO KAHA,HAI WAHA,,SE DUR TAK,,
    TO SULAEMAN ALAEHSALAM KEHTE HAI
    KI YE TO MERE RAB KE FAZAL SE HAI,
    KI MAE SHUKR GUZAR BANU
    YANI TAKHTE BILKIS LAKE DENE WALE KO HI
    HAKIKI MADADGAR NAHI KAHA HAI
    SULAEMAN ALAEHSALAM NE,
    BALKI ALLAH KA FAZAL KAHA HAI US BANDE KI MADAD KARNE KOBHI
    AUR KHOLKAR SAMJHNE KE LIYE
    SURAH FATIHAA ME TUM GUOR KARO,
    TAKI HAQ BAAT TUMKO BHI SAMJH ME AAYEGI
    IS CAMENT ME GUOR KARO
    KI NEK BANDO SE MADAD LENE BHAR SE HI SHIRK NAHI HOTA HAI,
    ISI KA KHULASA SURAH FATIHAA AAYAT NO 4 ME MUOJUD HAI,
    BHAGNA MAT AB BHGUODE KI TARAH SE
    HAQ BAAT SAMJH ME AANE KE BAD BHI
    SURAH FATIHAA AAYT NO 4 ME,ALLAH NE YE KAB KAHA HAI
    KI SIRF AUR SIRF MUJHI SE HI MADAD MANGO,
    YE TARJUMA BANTA HI NAHI HAI IS AAYAT ME
    IS AAYT KA TARJUMA IS TARAH SE,KARNA
    CHAHIYE
    KI AE ALLAH HAM TERI HI IBADAT KARTE HAI
    AUR TERI HI MADAD CHAHTE HAI
    KYU KYUKI ALLAH NE DUSRI JAGAH PE
    SURAH FATIHAA KI TASHRIH KARTE HUYE QUR'AN ME BATAYA HAI
    KI NAMAZ AUR SABAR SE MADAD CHAHO,,,
    YANI ALLAH KI MADAD PANE KE LIYE
    NAMAZ PADHO AUR MUSHKIL HALAAT ME SBAR KARO
    AUR SABR AUR NAMAZ KE ZARIYE SE ALLAH KI MADAD CHAHO
    TO TARJUMA
    SURAH FATIHAA ME IS TARAH SE LIKHO
    KI AE ALLAH HAM TERI HI IBADAT KARTE HAI
    AUR
    TERI HI
    TERI HI
    TERI HI
    MADAD CHAHTE HAI,
    AB TERI HI MADAD CHAHNA
    YE AGAR IS AAYAT KA TARJUMA KIYA JAYE
    TO IS TARJUMA KI WAJAH SE
    TAMMAM,
    NABI WALI FARISHTO AUR TAMMAM NEK BANDO KI BHI MADAD LENE KI IJAZAT MIL JATI HAI,
    IS TARAH KA TARJUMA KIYA JAYE TO
    KYU, KYUKI ALLAH NE QUR'AN ME BAYAN KIYA HUAA HAI
    KI BADR WALE DIN HAMNE FARISHTO KO BHEJA THA,,
    AUR HAMNE,TUMHARI MADAD,,KIYA THA,
    JIS DIN TUM LOG TADAD ME KAM THE,
    TO FIR ISI AAYTO SE SAMJHO KI FARISHTO KO BHEJ KAR BHI
    ALLAH KI MADAD HAMKO MILTI HAI,
    YANI ALLAH KE,GAEBI
    BANDO KE ZARIYE SEBHI HAMKO ALLAH KI MADAD HAMKO MILTI RAHTI HAI
    TO FIR ISI SE SAMJHO KI MADAD ALLAH HI KI HAI,
    LEKIN USKE BANDO KE ZARIYE SE HAMKO BHI MIL RAHI HAI,
    YE QUR'AN AUR SAHI HADISO SE SABIT HAI,
    ISI KE ZARIYE SE SAMJHO KI MADAD KARNE KE LIYE BHLE HI FARISHTE AAYE THE,
    LEKIN ALLAH NE US MADAD KO APNI HI MADAD KARNE KI BATE KAHI HAI
    UN AAYTO KO NAZIL KARKE
    ALLAH HAME YE AAYTE DIKHA DIKHAA KAR
    BATA RAHA HAI
    KI WO GAEBI FARISHTO KO BHI MERI HI MADAD MANO,
    KYUN KYUNKI ALLAH KE HUKM KE BAEGER KOI FARISHTO KO
    DAYREKT FAESLE KARNE KI IJAZAT NAHI HAI,
    KI WO KHUD SE JANG ME UTAR AAYE,
    YE QURAN ME ALLAH NE HAMKO KHUD
    BATAYA HAI
    AUR AGAR TUM LOG SURAH FATIHAA AAYT,,
    NO,,4,,KA TARJUMA YE KAROGE
    KI AE ALLAH
    HAM SIRF AUR SIRF TUJHI SE MADAD MANGTE HAI,
    TO,,FIR IS TARAH KA TARJUMA KARNE SE
    HAMKO ZAMIN PE, CHALTE FIRTE
    NABI WALI FARISHTO
    AUR TAMMAM NEK BANDO SE MADAD MANGNE ME,,
    HAMARE DIL ME,
    HAME YE KHYAAL
    AATA HAI,
    KI ZAMIN PE CHALTE FIRTE ZINDE NABI WALI FARISHTO AUR TAMMAM
    NEK BANDO KO MADAD KARNE KE LIYE PUKARANA HAI,,
    YA SIRF AUR SIRF ALLAH KO HI ZAMIN PE BHI MADAD KARNE KE LIYE PUKARNA HAI,
    YANI DUNIYA WALO SE,,BHI KYA MADAD LENE KI IJAZAT NAHI HAI,,HAMKO,
    IS BAAT KA SHUBHA PAEDA HOTA HAI
    US TARJUMA SE
    KI MERE SAMNE MERE NABI WALI SE TO
    ZYADA TAKAT O KUDART
    MERE ALLAH KO HI HAI,
    TO KYU NAHI MAE SAMNE MUOJUD NABI WALI SE MADAD LENE KE BAJAYE,
    SIRF AUR SIRF ALLAH HI SE MADAD MANGU,
    JAESE KI IBRAHIM ALAEHISALAM NE
    AAG ME JANE SE PEHLE RAB KI MADAD CHAHI THI
    YANI ALLAH ZAMIN PE CHALTE FIRTE NEK BANDO SE ZYADA TAKAT O KUDART NAHI RAKHTA HAI,,,KYA,,
    KI MAE ALLAH KE BAJAYE
    DUNIYA ME MUOJUD,,
    ALLAH KE NABI WALI SE MADAD LENE LAG JAUU
    ARE O AKL KE ANDHO
    ALLAH TO IS BAAT PEBHI KUDART O TAKAT RAKHTA HAI,,NAA,
    KI MERE HAR KAAM KO DUNIYA ME MUOJUD RAHNE WALO SE
    PEHLE HI BANA DE,
    TO FIR DUNIYA ME MUOJUD ALLAH KE
    NABI WALI SE MADAD LENE SE SHIRK KAESE NAHI MANTE HO TUM LOG,
    KYUNKI TUMHARA TARJUMA HI YE HAI
    KI SIRF AUR SIRF ALLAH SE HI HAMKO JAB MADAD MANGNA HAI,TO
    YANI IS TARAH KE
    TARJUMA SE,,
    YAHI AKIDA MILTA HAI,,
    KI ZAMIN PE CHALTE FIRTE ZINDE BANDE KO BHI HAMKO MADAD KARNE KE LIYE NAHI PUKARNA HAI
    IS TARAH KE
    TARJUMA SE
    YAHI AKIDA MILTA HAI,,HAMKO,,
    FIR SE IS BAT PAR GUOR KARKE DEKHO TO
    ISILYE WO WALA TARJUMA SURAH FATIHAA KA KARNA HOGA
    JO UPAR LIKHA HAI
    KI AE ALLAH HAM TERI HI IBADAT KARTE HAI,,
    AUR TERI HI MADAD CHAHTE HAI,
    TUJHI SE MADAD MANGTE HAI,
    YE TARJUMA NAHI
    KARNA HAI,WAHA PE,,
    BALKI TERI HI MADAD CHAHTE HAI TERI HI
    MADAD CHAHTE HAI,,
    YE TARJUMA KARNE PE YAHI AKIDA QURAN PE
    FIT AATA HAI
    ISI SE SAMJHO KI SARI KI SARI MADAD HOGI ALLAH KI HI
    LEKIN NABI WALI AUR FARISHTO TAMMAM NEK BANDO KE ZARIYE SE HAMKO BHI MILEGI,
    CHAHE KOI KISI BHI AALMIN SE HAMARI MADAD KARTA HO,
    WO HAKIKT ME MADAD ALLAH KIHI MADAD HOGI
    TO FIR TARJUMA
    SURAH FATIHAA KA KAESA KARNA
    CHAHIYE TUMKO
    SAMJH ME AAYA HAI YA ABHI BHI NAHI AAYA HAI
    JAWAB DEDO HAME ISKA
    INTAZAR RAHEGA
    AAPKI RAAY KA,,
    YANI ALLAH KI MADAD NEK BANDO KE ZARIYE SE HAMKO BHI MIL
    SAKTI HAI,
    AUR SAB KI SAB MILNE WALI MADAD CHAHE IS AALME DUNIYA WALO SE MILE TOBHI,
    AUR AALME BARZAKH WALO KE ZARIYE SE
    MILE TO BHI
    US MADAD KO AUR
    IN SARI KI SARI MADAD KO
    SIRF AUR SIRF ALLAH KI HI MADAD,,MAN,NA HAI,,HAMKO,
    YANI SARE AALAM WALO KE ZARIYE SE HAMKO
    JO BHI MADAD MILTI HAI
    USKO SIRF AUR SIRF ALLAH KI HI MADAD MAN,NA CHAHIYE HAMKO
    YE HAI ASLI TUOHID,
    YE KYA BAAT HUYI KI DUNIYA WALO KI MADAD LENE,PE ISKO TUM LOG BANDO KI MADAD MANO,,KEHTE HO
    AUR AALME BARZKH WALE KI MADAD MILE,,
    TO USKO ALLAH KI MADAD,,MAN,NE SE HI, INKAR KAR DETE HO,
    ARE O AKLMNDO
    DONO JAHAN WALE
    ALLAH KE NEK BANDE
    ALLAH KI AATA SEHI HAMARI MADAD KARNE WALE HAI
    DONO JAHAN WALE KE PAAS ALLAH KI HI MADAD MUOJUD HAI,
    DONO JAHAN WALE SE LENE KE BAD BHI US MILNE WALI MADAD KO,
    ALLAH KI HI MADAD MAN,NA FARZ HAI,,
    HAM PE
    YE ASLI TUOHID,,HAI
    JAESE KI HAMARE AANKHO KE SAMNE DUNIYA KI ZINDGI JINE WALE NEK BANDO KO HAM KEHTE HAI,
    KI YA RASUL ALLAH
    HAMARI MADAD KARO,
    YA ALI HAMARI
    MADAD KARO,
    YA GUOSE PAAK
    HAMARI MADAD KARO,
    YA KHWAJA HAMARI MADAD KARO,
    AE FALA BIN FALA
    MERI MADAD KARO
    AB WO AGAR HAMARI KISIBHI TARAH SE MADAD KAR BHI DE,
    TOBHI ISKO ALLAH ki hi MADAD MAN,NA HAM LOGO PE FARZ HAI,
    ISKO BANDO KI HAKIKI MADAD NAHI KAHA
    JATA HAI,,SHARIAT ME
    ISKO AATAII MADAD KARNA KAHA JATA HAI
    SHARIAT ME
    YE BAAAT MANTE HONA,TUM LOG
    ,,
    AB IN NEK BANDO KE DUNIYA ME MUOJUD HONE KI WAJAH SE,
    NABI WALI SE FARISHTO SE MILNE WALI MADAD KO,,
    TUM,LOG GAERULLAH KI MADAD KARAR DEKAR GUMARAH KYU HO
    JATE HO,,BE,,AKLMANDO
    O AKL KE ANDHO
    WOH DUNIYA WALO KI MADAD BHI ALLAH KI HI MADAD LENA WALA KAAM HAI,
    CHAHE TUM LOG US WAKT NEK BANDO KO MADAD KARNE KE LIYE BOLTE ZARUR HO,,
    LEKIN HAKIKAT ME TAMMAM NEK BANDO KE ZARIYE SE AAPKO
    JO BHI MADAD MIL RAHI HOTI HAI,,
    WO ANBIYA AUOLIYA FARISHTE JO BHI
    TUMKO MADAD KARTE HUYE DIKHAAII DETE HO,,
    WO HAKIKAT ME TUMKO ALLAH KI HI MADAD DE RAHE RAHE HOTE HAI,
    HALAKI US WAKT AAPNE KISI BANDE KI TARF AAPNE, HATH KO FAELAYA HUAA
    HOTA HAI,
    LEKIN UNKE PAAS SE BHI ALLAH KI HI MADAD PA RAHE HOTE HO TUM LOG
    JAESE KI HAZRTE
    ABU HURAERAH MERE
    NABI ALAEHISALAM KE PAASS SE
    ALLAH KI MADAD LENE KE LIYE,APNE DAMAN KO
    MERE NABI ALAEHSALAM KI BARGAAH ME
    APNE DONO HATHO KO FAELATE HAI,
    KI YA RASOOL ALAEHISALAM MAE YADAASHT KI KAMZORI,KI
    TAKLIF ME HUU,
    KI AAPKI HADISO KO BHUL JANE KI TAKLIF KO DUR KIJIYE,
    TO MERE NABI ALAEHSALAM NE FARMAYA THA
    KI,APNE HAATHO PE CHADAR FAELA KE LELE,,
    MAE ALLAH SE LEKE DETA HU
    TO FIR INHI HADISO KE ZARIYE SE SAMJHO
    KI ALLAH KI MADAD USKE NEK BANDO KE ZARIYE SE HAMKO BHI
    MIL SAKTI HAI,,
    AUR ALLAH KE NABI WALI SE MADAD LENE SE SHIRK NAHI HOTA HAI,,
    MUSA ALAEHSALAM KI MADAD LENE SE SHIRK NAHI HOTA HAI TO FIR AAGE KA AKIDA KYA KEHNA HAI TUMHE😢😢😢