Top 5 Naat Sharif Of Umm-e-Habiba | Umme Habiba Ki Mashoor Natain | Nabi un Nabi | Khatam ul Anbiya

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 30 вер 2024
  • Top 5 Naat Sharif Of Umm-e-Habiba | Umme Habiba Ki Mashoor Natain | Nabi un Nabi | Khatam ul Anbiya
    Top 5 Naats Of Umme Habiba
    Top 5 Famous Naat Sharif Of Umm e Habiba
    Famous Naat Of Umme Habiba
    Umme Habiba ki Naat Sharif
    Umme Habiba Ki famous Natain
    5 Naat Shareef Umme Habiba ki
    Nabi un Nabi by Umme Habiba
    Khatam ul Anbiya Naat By Umme Habiba
    Mustafa Mujtaba Marhaba Marhaba Naat
    Kab Talak Muntazir Hum Rahain Naat By Umme Habiba
    Famous Naats Of Umme Habiba
    Famous Naat Khuwan Of Pakistan
    Famous Naat Sharif Of All Time
    Khatam ul Anbiya Naat Shareef
    Khatam ul Anbia Naat By Umme Habiba
    Khatam ul ambiya
    Meri Janib Bhi Ho Ek Nigahe Karam Aye Shafi Ul Wara Khatam Ul Anbiya
    میری جانب بھی ہو اک نگاہ کرم اے شفیع الوری خاتم الانبیا
    Meri janib bhi ho ek nigah e karam
    ay Shafee ul wara Khaatam ul Anbiya
    Aap Noor e azal, Aap Shamm e haram
    Aap Shams ud duha Khaatam ul Anbiya
    میری جانب بھی ہو اک نگاہ کرم
    اے شفیع الوریٰ خاتم الانبیاء
    آپ نور ازل آپ شمع حرم
    آپ شمس الضحیٰ خاتم الانبیاء
    Ay Jameel ush shiam, ay Imam ul umam
    Aap hain sahib e jood o abr e karam
    Hasti e mohtanam, qibla e mohtaram
    Ay Rasool e Khuda Khaatam ul Anbiya
    اے جمیلُ الشٍّم، اے امام اُلمُم
    آپ ہیں صاحبٍ جود و ابرٍ کرم
    ہستیٍ محترم قبلہ محترم
    اے رسول خدا، خاتم الانبیا
    Ay Faseeh ul bayaan, ay Baleegh ul lisaan
    ay Waheed uz zamaa’n, ma’ waraye gumaan
    Aap ka Noor hai az kara’n ta karan
    Shahid e Kibriya Khaatam ul Anbiya
    اے فصیح البیاں، اے بلیغ اللساں
    اے وحید الزماں، ماورائے گماں
    آپ کا نور ہے از کراں تا کراں
    شاہد کبریا خاتم الانبیاء
    Mursil e mursilaa’n, Sarwar e arshiya’n
    Haadi e ins o jaa’n, Muqbil e muqbilaa’n
    Aap ki Zaat hai bais e kun fikaan
    Raaz e arz o samaa Khaatam ul Anbiya
    مرسل مرسلاں، سرور عرشیاں
    ہادی انس و جاں مقبل مقبلاں
    آپ کی ذات ہے باعث کن فکاں
    راز ارض و سما خاتم الانبیاء
    Aap hain haq nigar, Aap hain haq risaa
    sidrat ul muntaha Aap ke zer e pa
    Aap hain Mazhar e Zaat e Rabb’ ul ula
    Rahbar e haq numa Khaatam ul Anbiya
    آپ ہیں حق نگر، آپ ہیں حق رساں
    سدرۃ المنتہیٰ آپ کے زیر پا
    آپ ہیں مظہر ذات رب العلیٰ
    رہبر حق نما خاتم الانبیاء
    Aap Fakhr e ajam, Aap shaan e arab
    Aap Fazl e utam, Aap Rehmat laqab
    Sarwar e zee hasham, Shah e waala nasab
    Murtaza Mujtaba Khaatam ul Anbiya
    آپ فخر عجم، آپ شان عرب
    آپ فضل اتم، آپ رحمت لقب
    سرور ذی حشم شاہ والا نسب
    مرتضیٰ، مجتبیٰ خاتم الانبیاء
    Aap hain wajh e takhleeq e kon o makaan
    Aap ke dam se hai ye zamee’n aasmaan
    Aap hain be nishani ka bayyan nikshaan
    ay Shah e do sara Khaatam ul Anbiya
    آپ ہیں وجہ تخلیق کون و مکاں
    آپ کے دم سے ہیں یہ زمیں آسماں
    آپ ہیں بے نشانی کا بیّن نشاں
    اے شہ دوسرا خاتم الانبیاء
    Aap ke sar pe Laulaak ka taaj hai
    Aap hi ko faqat fakhr e mairaaj hai
    Aap ke haath Islam ki laaj hai
    ya Nabi Mustafa Khaatam ul Anbiya
    آپ کے سر پہ لولاک کا تاج ہے
    آپ ہی کو فقط فخر معراج ہے
    آپ کے ہاتھ اسلام کی لاج ہے
    یا نبی مصطفےٰ خاتم الانبیاء
    kab talak muntazir, hum rahen ya nabi
    apni jalwa e athar dikha deejiye.
    hum faqeeron ki ya ahmade mujtaba,
    pyaas qalbo nazar ki bujha deejiye
    aap zeenat azal ki hai khairul wara.
    aap raunaq abad ki hai salle ala.
    aap khairul bashar, wajhe kauno makaan.
    paar beda hamaara lagaa deejiye.
    arsh waale bhi tere sana’khan hai.
    aur malaaik tere dar ke darbaan hai.
    tere darbaare aali ki kya shan hai,
    apne qadmon me humko bulaa leejiye.
    ranj o aalam se kardo humko bari.
    khushq hai dil ke kheti, ye kardo hari.
    tashnagi, bekali, teeragi ya nabi..
    rah guzaaron se dil ki hataa deejiy
    be amal hum saraapa gunahgaar hain.
    ranjishon, mushkilon me giraftaar hai,
    hum karam ke tumhare talabgaar hai,
    aaho giriya se humko jilaa deejiye.
    sab se ooncha hai rutbon me rutba tera.
    choomte hai malaik bhi rauza tera.
    chahatein dil me hai, sarme suda tera.
    dar pe ishrat to apne bulaa leejiye
    #Top5NaatSharifOfUmmeHabiba #FamousNaatOfUmm-e-Habiba #UmmeHabiba #Nabi-un-Nabi #Khatam-ul-Anbiya

КОМЕНТАРІ • 527