Olympics 2024 - Arshad Nadeem's Grand Welcome - Internet Service Down - Naya Pakistan -Shahzad Iqbal

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 3 лис 2024

КОМЕНТАРІ • 86

  • @muhammadzubairawan8563
    @muhammadzubairawan8563 2 місяці тому +1

    Pakistan Government ko is bhai ka 100 person Sath dena chaiye. Proud bro ❤

  • @HamzaKhan-jf5ds
    @HamzaKhan-jf5ds 2 місяці тому +1

    ہم کےپی سے🦁 پنجاب شیر🦁میاں چنوں قوم کاسپوت قومی ہیرو ارشدندیم کوتہہ دل❤️💓 سےمبارک بادپیش کرتےہیں 🇵🇰👍🇵🇰🌴🇵🇰🐅🇵🇰🌹🇵🇰👍اورحکومت اورعوام کا شانداراستقبال سےبہت خوشی ہوئی

  • @roshnibashir1785
    @roshnibashir1785 2 місяці тому +13

    There must be a trend. Justice for Nooh. Please trend chalain.

  • @mariamtee
    @mariamtee 2 місяці тому +8

    Justice for Nuh

  • @hafizumairmadani2520
    @hafizumairmadani2520 2 місяці тому +2

    Zalim hukmarano ke saamne hikmat se kaam lena chahiye jese Arshad Nadeem ne kiya hai.

  • @Yuureeŕrfff
    @Yuureeŕrfff 2 місяці тому +5

    He sould be a champion

  • @shehzadhassan-ob7uw
    @shehzadhassan-ob7uw 2 місяці тому

    بٹ صاحب اپ کوشش کرتے رہیں انشاءاللہ اللہ پاک اپ کا حامی و ناصر ہوگا اور انشاءاللہ اپ کو بھی کامیابی ضرور دے گا

  • @Yuureeŕrfff
    @Yuureeŕrfff 2 місяці тому +4

    Support nooh now

  • @nasiralinice3327
    @nasiralinice3327 2 місяці тому +1

    اللّٰہ سلامت رکھے بٹ صاحب

  • @AmirAli-dk5eu
    @AmirAli-dk5eu 2 місяці тому

    سلامت رہیں

  • @shehzadhassan-ob7uw
    @shehzadhassan-ob7uw 2 місяці тому +1

    بٹ صاحب نے اپنے بلبوتے پہ بہت محنت کی ہے بہت کوشش کی ہے لیکن جو ادارہ جاتی مسائل ہیں وہ پاکستان میں بہت زیادہ ہیں ادارہ جاتی مسائل نہیں ہونی چاہیے ادارہ جاتی مسائل سے ہٹ کے سوچنا چاہیے پاکستان کے لیے سوچنا چاہیے اپنی عوام کے لیے سوچنا چاہیے اپنے نوجوان کے لیے سوچنا چاہیے جو دنیا کے کونے کونوں میں اپنے ملک کے لیے محنت کرتے ہیں اپنے ملک کا نام روشن کرنے کی کوشش کرتے ہیں

  • @sohachaudhary7352
    @sohachaudhary7352 2 місяці тому

    Arshad Nadeem ❤

  • @khalidmeher6607
    @khalidmeher6607 2 місяці тому +1

    Imran Khan ❤❤❤❤❤

  • @Yuureeŕrfff
    @Yuureeŕrfff 2 місяці тому +4

    Noh dastagir but you beauty!!!

  • @danishm.3417
    @danishm.3417 2 місяці тому +8

    1992, 1992 ki kia ret lagi huwi hay? Logon ko kion maloom nahin hay, kay is say qabl Pakistan Hockey nay kitni dafa Olympics, World Cup, Champions Trophy, Asia Cup jeetay? A look at the statistics:
    Olympics Gold wins (after Partition):
    IND: 4(1952,1956,1964,1980).
    PAK: 3(1960,1968,1984)
    World Cup wins:
    IND: 1(1975). PAK: 4(1971,1978,1982,1994)
    Champions Trophy wins:
    IND: 0. PAK: 3(1978,1980,1994)
    Asia Cup wins:
    IND: 3(2003,2007,2017). PAK: 3(1982,1985,1989)

  • @danishm.3417
    @danishm.3417 2 місяці тому +2

    Arshad aur Namaz: Asal cheeze dunya ki zindagi hay. Jisay is dunya main kamyabi nahin mili, usay Akhret main kia milay ga? Agar yea koi ghair-aihem shay hoti, to Khuda insan ka Rizq danton main daba kay na betha hota. Koi to bat hay, kay log Azkar aur Tapassyaon kay pahar kharay ker detay hain, Duain mangtay un ki zindagani guzar jati hay, laikin Khuda tes say mes nahin hota. Doosri janib wo razeelon ko zor-o-shor say pal raha hota hay, un per fida ho raha hota hay, jaisay Us nay in razeelon ka koi bhetta dena hay. Koi to chekkar hay yahan. Akhir Khuda kay pait main in razeelon kay liay itni dard ho hi kion rahi hay? Badi-ul-nazar main to Us nay kisi ka bhi koi qarza yan bhetta nahin dena, laikin choonkay Wo kuch makhsoos logon per bicha chala ja raha hay, chahay wo badkar hon yan normal say insan, is liay kaha ja sekta hay, kay yea Karmic retribution hay. Taqdeer ka khair aur sher! Taqdeer akhir kia bala hay, jis kay baray main aj tek koi nahin jan saka? Yea kon banata hay, aur kis bunyad per. Agar pichlay janmon kay Karma ki bunyad per nahin, to phir kis per?
    Khuda akhir is dunya main insan ki zindagi main mudakhlet ker hi kion raha hay? Is kay pas kernay kay liay koi aur kam nahin hay? Kia us nay Akhret main insan ka hisab nahin lena? Agar Wo insan kay faislay khud ker raha hay, to phir hisab-kitab kaisa? Agar mudakhlet kerni hi hay, to phir zalim kay khilaf kion nahin kerta? Behter yea hi ho ga, kay Khuda insan ka picha chor day. Hamain Us say kuch nahin chahyea, wo sirf hamaray rastay say het jay, takay hem apni zindagi kay faislay khud ker sakain, aur apni salahyaton aur mehnaton kay mutabiq kuch hasil ker sakain. Yea insan ka kam nahin hay, kay wo mehnatain karay, aur phir Khuda say kamyabi ki bheek mangay. Yea us ki bay-izzeti hay.

  • @DAVIDDUXER
    @DAVIDDUXER 2 місяці тому

    Allah Ky Jakeen Kia Os Bachy NY Himat NY Hari Mani NY Hari Ga

  • @Gory2-p5o
    @Gory2-p5o 2 місяці тому

    IMRAN KHAN ZINDA BAD ❤️❤️❤️

  • @shehzadhassan-ob7uw
    @shehzadhassan-ob7uw 2 місяці тому

    پاکستان کا جو نوجوان بھی ہے اپنے بلبوتے پہ اپنی محنت پہ وہ ملک کا نام روشن کرتا ہے اپنا نام روشن کرتا ہے لیکن بدقسمتی سے ہماری حکومتیں کسی معاملے میں بھی کسی جگہ پہ بھی پاکستان کو کے نوجوانوں کو سپورٹ نہیں کرتے

  • @mahmooddar3964
    @mahmooddar3964 2 місяці тому

    Why you did not invite an official from Pakistan Weight Lifting Federation for their views regarding Nuh issue. You should have. Being a Senior Anchor how many programmes you have organised on Sports issues?

  • @adnanmughal-g8f
    @adnanmughal-g8f 2 місяці тому +1

    Justice for Noh

  • @merchant500
    @merchant500 2 місяці тому

    Support for Nooh

  • @danishm.3417
    @danishm.3417 2 місяці тому +1

    Namaz to aur bhi bohet log perhtay hain, unhain to Khuda say jootian hi milti hain, chahay wo kitnay hi Azkar kay pahar hi kion na kharay ker dain. Zaleel-o-ruswa hotay hi un ki zindagi guzar jati hay, aur khali hath is dar-e-fani say kooch ker jatay hain. Asal cheeze insan kay pichlay janmon ka Karma hay, jis ki bunyad per insan ki Taqdeer benti hay. Agar Taqdeer main dunyawi kamyabi likhi hay, to aisa ho ga, chahay koi kitna hi bara bay-namazi hi kion na ho, wagarna insan airian ragertay-ragertay hi is alam-e-alm-o-ibtila say guzar jata hay.

    • @inspirationaldrift4176
      @inspirationaldrift4176 2 місяці тому

      @danishm.3417 You have very weak understanding of how this Alam-e-Khalq is working.
      Agar is duniya me hi sab miljaye to phr Jannat kis cheez ka naam hay? Phr jannat ki ahmeyat hi kia? Yeh duniya fani hay. Isnay fannah hna hay ek wakat e muqarar par. Ar is duniya me jo bhi ayega imtehan sy guzar kay hi jyega.
      Ksi ka imtehan is duniyavi kamyabi me hay ar ksi ko yhan tang dasti sy guzar kay imtehan dena prta hay. Lkin jiski zindagi is duniya me behtar guzar rhi hay zaroori nahi kay wo haqeeqi maeno me kamyab hay. Is duniya ki kamyabi hamesha khookhli hi rahi hay. Ksi ki bhi zindagi 100% sakoon ar mazy sy nahi guzrti.
      Balky sab sy sakht imtehan hi unka hay jinkay pass kamyabi ar maal o doolat hay. Kuky jiskay pass zada hay uska Hisaab bhi sakht hay.
      Ar jahan tak baat roonay dhoonay ar shikway krny ki hay to bohat sy loog han jo 5 wakat ki namaz bhi prhty han, khany ko roti b mshkil sy manage hoti hay lkin phr bhi khush, ar apny Rab sy razi rehtay han. Zindagi bhi lambi guzarty han ar sabar sy kaam letay han phr zindagi ka safar b asaan ban jata hay unkay leye. Jitna hta hay pass usi me hi satisfy ho kay kamyab logon sy b zada khush rehty han.
      Ar kuch asy loog b han jinkay pass duniya ka sab kuch hay lkin aram, sakoon, ar sbr bilkul bhi nahi hay. Sab kuch ho kay b shikway krty rehty han.
      Ar apko kisnay kehdeya kay hm Namaz duniyavi kamyabi hasil krny ky leye prhty han? Yeh to farz hay. Hm bss apny ALLAH ka hukam manty han. Kamyabi is Alam me mily ya na mily. Lkin Akhrat me zaroor milygi.
      Is duniya ki kamyabi mehaz ek dhoka hi hay. Kuch din ya kuch maheno ki khushi hti hay lkin ek arsy kay baad zada ki talab ajati hay.

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 2 місяці тому +1

      @@inspirationaldrift4176 Asal cheeze dunya ki zindagi hay. Jisay is dunya main kamyabi nahin mili, usay Akhret main kia milay ga? Agar yea koi ghair-aihem shay hoti, to Khuda insan ka Rizq danton main daba kay na betha hota. Koi to bat hay, kay log Azkar aur Tapassyaon kay pahar kharay ker detay hain, Duain mangtay un ki zindagani guzar jati hay, laikin Khuda tes say mes nahin hota. Doosri janib wo razeelon ko zor-o-shor say pal raha hota hay, un per fida ho raha hota hay, jaisay Us nay in razeelon ka koi bhetta dena hay. Koi to chekkar hay yahan. Akhir Khuda kay pait main in razeelon kay liay itni dard ho hi kion rahi hay? Badi-ul-nazar main to Us nay kisi ka bhi koi qarza yan bhetta nahin dena, laikin choonkay Wo kuch makhsoos logon per bicha chala ja raha hay, chahay wo badkar hon yan normal say insan, is liay kaha ja sekta hay, kay yea Karmic retribution hay. Taqdeer ka khair aur sher! Taqdeer akhir kia bala hay, jis kay baray main aj tek koi nahin jan saka? Yea kon banata hay, aur kis bunyad per. Agar pichlay janmon kay Karma ki bunyad per nahin, to phir kis per?
      Khuda akhir is dunya main insan ki zindagi main mudakhlet ker hi kion raha hay? Is kay pas kernay kay liay koi aur kam nahin hay? Kia us nay Akhret main insan ka hisab nahin lena? Agar Wo insan kay faislay khud ker raha hay, to phir hisab-kitab kaisa? Agar mudakhlet kerni hi hay, to phir zalim kay khilaf kion nahin kerta? Behter yea hi ho ga, kay Khuda insan ka picha chor day. Hamain Us say kuch nahin chahyea, wo sirf hamaray rastay say het jay, takay hem apni zindagi kay faislay khud ker sakain, aur apni salahyaton aur mehnaton kay mutabiq kuch hasil ker sakain. Yea insan ka kam nahin hay, kay wo mehnatain karay, aur phir Khuda say kamyabi ki bheek mangay. Yea us ki bay-izzeti hay.

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 2 місяці тому +1

      @@inspirationaldrift4176 1/2: Asal cheeze dunya ki zindagi hay. Jisay is dunya main kamyabi nahin mili, usay Akhret main kia milay ga? Agar yea koi ghair-aihem shay hoti, to Khuda insan ka Rizq danton main daba kay na betha hota. Koi to bat hay, kay log Azkar aur Tapassyaon kay pahar kharay ker detay hain, Duain mangtay un ki zindagani guzar jati hay, laikin Khuda tes say mes nahin hota. Doosri janib wo razeelon ko zor-o-shor say pal raha hota hay, un per fida ho raha hota hay, jaisay Us nay in razeelon ka koi bhetta dena hay. Koi to chekkar hay yahan. Akhir Khuda kay pait main in razeelon kay liay itni dard ho hi kion rahi hay? Badi-ul-nazar main to Us nay kisi ka bhi koi qarza yan bhetta nahin dena, laikin choonkay Wo kuch makhsoos logon per bicha chala ja raha hay, chahay wo badkar hon yan normal say insan, is liay kaha ja sekta hay, kay yea Karmic retribution hay. Taqdeer ka khair aur sher! Taqdeer akhir kia bala hay, jis kay baray main aj tek koi nahin jan saka? Yea kon banata hay, aur kis bunyad per. Agar pichlay janmon kay Karma ki bunyad per nahin, to phir kis per?

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 2 місяці тому +1

      @@inspirationaldrift4176 2/2: Khuda akhir is dunya main insan ki zindagi main mudakhlet ker hi kion raha hay? Is kay pas kernay kay liay koi aur kam nahin hay? Kia us nay Akhret main insan ka hisab nahin lena? Agar Wo insan kay faislay khud ker raha hay, to phir hisab-kitab kaisa? Agar mudakhlet kerni hi hay, to phir zalim kay khilaf kion nahin kerta? Behter yea hi ho ga, kay Khuda insan ka picha chor day. Hamain Us say kuch nahin chahyea, wo sirf hamaray rastay say het jay, takay hem apni zindagi kay faislay khud ker sakain, aur apni salahyaton aur mehnaton kay mutabiq kuch hasil ker sakain. Yea insan ka kam nahin hay, kay wo mehnatain karay, aur phir Khuda say kamyabi ki bheek mangay. Yea us ki bay-izzeti hay.

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 2 місяці тому

      Asal cheeze dunya ki zindagi hay. Jisay is dunya main kamyabi nahin mili, usay Akhret main kia milay ga? Agar yea koi ghair-aihem shay hoti, to Khuda insan ka Rizq danton main daba kay na betha hota. Koi to bat hay, kay log Azkar aur Tapassyaon kay pahar kharay ker detay hain, Duain mangtay un ki zindagani guzar jati hay, laikin Khuda tes say mes nahin hota. Doosri janib wo razeelon ko zor-o-shor say pal raha hota hay, un per fida ho raha hota hay, jaisay Us nay in razeelon ka koi bhetta dena hay. Koi to chekkar hay yahan. Akhir Khuda kay pait main in razeelon kay liay itni dard ho hi kion rahi hay? Badi-ul-nazar main to Us nay kisi ka bhi koi qarza yan bhetta nahin dena, laikin choonkay Wo kuch makhsoos logon per bicha chala ja raha hay, chahay wo badkar hon yan normal say insan, is liay kaha ja sekta hay, kay yea Karmic retribution hay. Taqdeer ka khair aur sher! Taqdeer akhir kia bala hay, jis kay baray main aj tek koi nahin jan saka? Yea kon banata hay, aur kis bunyad per. Agar pichlay janmon kay Karma ki bunyad per nahin, to phir kis per?
      Khuda akhir is dunya main insan ki zindagi main mudakhlet ker hi kion raha hay? Is kay pas kernay kay liay koi aur kam nahin hay? Kia us nay Akhret main insan ka hisab nahin lena? Agar Wo insan kay faislay khud ker raha hay, to phir hisab-kitab kaisa? Agar mudakhlet kerni hi hay, to phir zalim kay khilaf kion nahin kerta? Behter yea hi ho ga, kay Khuda insan ka picha chor day. Hamain Us say kuch nahin chahyea, wo sirf hamaray rastay say het jay, takay hem apni zindagi kay faislay khud ker sakain, aur apni salahyaton aur mehnaton kay mutabiq kuch hasil ker sakain. Yea insan ka kam nahin hay, kay wo mehnatain karay, aur phir Khuda say kamyabi ki bheek mangay. Yea us ki bay-izzeti hay.

  • @mahmooddar3964
    @mahmooddar3964 2 місяці тому

    Pakistan Sports Board bears all expenses on account of preparation and participation in the Olympic Games, Commonwealth Games, Asian Games and South Asian Games. Training and Coaching expenses includes training kit, boarding lodging and provision of sports equipment. In connection with participation, Pakistan Sports Board meets all expenditures on full uniform, travelling and boarding lodging in Games and Villages in US Dollars.

  • @hamaratv2750
    @hamaratv2750 2 місяці тому

    Nooh ka Sath or in reality Pakistan ka Sath ziadati hui nooh na commonwealth mein Olympian new Zealand sa tha us ko beat Kiya tha

  • @abdulkhalid2254
    @abdulkhalid2254 2 місяці тому +1

    Total injustice with noon dastagir butt

  • @danishm.3417
    @danishm.3417 2 місяці тому +2

    Watn-e-aziz main merit per sahih manon main sirf aik hi kam huwa hay, aur wo hay is nashai ka pas-e-zindan hona! Isi dashkaray nay departments ki sports teams bend kerwain thi, takay khilarion ko bay-rozgar kia ja sakay. Is khabees say kisi ki thori si khushi bhi dekhi nahin jati.

  • @AliBaba-qb1kj
    @AliBaba-qb1kj 2 місяці тому

    Brother Aj bhi Rana sahb nay koiy jowab nahi diya sab kay sab siasy jowab diay hyn. Koch tou Huda ka hof karo Rana sahb. Allah ka wasta hy Allah ka wasta.
    Brother Awam ab sab samaj bhi chokiy hy our jan bhi Chokiy hy.
    Jis din Awam nay sab choch apnay hath may lay liya to. ........?
    Phir yae sab kay sav Siasat dan........?

  • @amanJokiya
    @amanJokiya 2 місяці тому

    ❤❤❤ noor

  • @danishm.3417
    @danishm.3417 2 місяці тому +3

    Arshad ko itna ziada bhi logon kay samnay nahin ana chahyea. Musalsal tareef say insan ka Nafs bay-lagam ho jata hay, aur insan main Hilm aur Inkasar ki jaga Kibar lay leta hay. Nazr-e-bad bhi apni nahooset kay sath mojud hay, jis say bechnay ki zarooret hay. Jo kerna tha, ker lia, ab kuch aram kay bad, apni zindagi aur mehnaton ki dastan sunanay kay bajay aglay medal ki tayyari shuroo kerni chahyea, media aur siaset-danon jaisi khabees makhlooq say door rehna chahyea. Yea saray nosar-baz Arshad kay dost nahin, balkay cherhtay soorej kay pujari hain. In ki tareef bhi jali hay. Khuda in Fasiqon kay sher say bachay.

    • @amadaltaf7852
      @amadaltaf7852 2 місяці тому +1

      Ab apni success ko sustain karna zia mushkil hai. Ab expectation ziada hogi naturaly pressure bhi ziada hoga. Usko apni mehnat pehlay se ziada karni hogi. Aur aik dam kamyabi insaan ke andar gharoor paida bhi kar deti hai. Apnay demaagh ko zameen par aur focus rakhay apnsy kaam mein!

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 2 місяці тому

      @@amadaltaf7852 Sahih. Abhi Arshad ki umer kam hay, yani 2 Olympics to mazeed jeetay ja sektay hain plus World Cup, Common Wealth, Asian Cup etc, laikin is kay liay is limelight say bechna ho ga. Tareef kay dongray insan ko roohani tor per bemar ker detay hain. Yea sab retirement kay bad kia ja sekta hay. Is waqt inkisari aur fighting spirit ki zarooret hay.

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 2 місяці тому +1

      @@amadaltaf7852 Sahih. Abhi Arshad ki umer kam hay, yani 2 Olympics to mazeed jeetay ja sektay hain plus World Cup, Common Wealth, Asian Cup etc, laikin is kay liay is limelight say bechna ho ga. Tareef kay dongray insan ko roohani tor per bemar ker detay hain. Yea sab retirement kay bad kia ja sekta hay. Is waqt inkisari aur fighting spirit ki zarooret hay.

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 2 місяці тому +1

      Sahih. Abhi Arshad ki umer kam hay, yani 2 Olympics to mazeed jeetay ja sektay hain plus World Cup, Common Wealth, Asian Cup etc, laikin is kay liay is limelight say bechna ho ga. Tareef kay dongray insan ko roohani tor per bemar ker detay hain. Yea sab retirement kay bad kia ja sekta hay. Is waqt inkisari aur fighting spirit ki zarooret hay.

  • @hammadshahab9212
    @hammadshahab9212 2 місяці тому

    8:12

  • @nighatgill36
    @nighatgill36 2 місяці тому +3

    Hi

  • @danishm.3417
    @danishm.3417 2 місяці тому +2

    Dastgir Sahib, hem to hairan thay, kay ap kahan hain, Olympics kion nahin khail rahay? Kin logon nay ap ko khailnay say roka? Kia Hakoomet kay kherpainchon nay? Ap nay PM say shikayet kion nahin ki? Ap nay in logon per is na-insafi ki waja say muqaddama kion nahin kia? Koi press conference hi ker detay, to ap kay heq main aik campaign chelti. Youthiay to apnay mazmoom maqasad kay liay ap kay liay sarkon per nangay ho kay a jatay. Wo IOC ko ap kay liay khat likhtay, aur mutalba kertay, kay PAK squad ko khailnay say roka jay.

  • @RaheelMasih-p3u
    @RaheelMasih-p3u 2 місяці тому

    😊😊l😊❤

  • @KhawerKhawer-cm5mf
    @KhawerKhawer-cm5mf 2 місяці тому

    Imran khan ❤❤❤
    Target 1992😂😂

  • @importantthingszone
    @importantthingszone 2 місяці тому

    Congratulations you are succeeding in taking revenge on the youth of this country.
    Fiver, the world's largest marketplace, has officially said, "Don't give jobs to Pakistanis."
    Because the internet is not right there.
    Due to this, they may face delay in delivering the work.
    Congratulations sir

  • @RabNawaz-yt4kk
    @RabNawaz-yt4kk 2 місяці тому

    Rana sahib is playing with gallery

  • @RaheelMasih-p3u
    @RaheelMasih-p3u 2 місяці тому

    😊😊l😊❤😊l

  • @NigelBooth-dk7bf
    @NigelBooth-dk7bf 2 місяці тому

    The clowns in charge of the Pakistan Olympics team are probably having a jolly time at the closing ceremony of the Paris Olympics 2024.
    Yet the gold medalist Arshad Nadeem was sent home early. Surely he deserved to stay, enjoy the closing ceremony and have a short holiday before returning home.
    We need competent professionals in management for all sports. Get rid of the free loaders soon.

  • @nasirmahmood3990
    @nasirmahmood3990 2 місяці тому

    پیشہ بول رہا ہے اسی لیے پٹری سے اتر گیا

  • @Vote.for.justice
    @Vote.for.justice 2 місяці тому

    Kaan me bola arshad k ye bolna hai 😂

  • @DAVIDDUXER
    @DAVIDDUXER 2 місяці тому

    Koom ko. 14 Agust Mubarak MABI 14Agust Mana Raha Ho Mulk Ky Geo To😂 ASY

  • @jamilrajpervlogs
    @jamilrajpervlogs 2 місяці тому +1

    ایک چھوٹے سے ملک ہالینڈ نے اولمپکس گیمز میں سولہ گولڈ میڈل جیتے ہیں.
    فری بیٹھا تھا سوچا یار دوستوں کو پتہ نہ ہو تو چلو بتا دوں.

    • @paulgomes2680
      @paulgomes2680 2 місяці тому +1

      A highly developed country with a strong sports program. No comparison to pk.

    • @UsmanMughal-lm8pp
      @UsmanMughal-lm8pp 2 місяці тому +1

      They have all facilities, knowledge, education, money support, access to everything can't compare, very developed country, I was sitting so decided to share with everyone

  • @jamalkhan-rl9lg
    @jamalkhan-rl9lg 2 місяці тому

    Pak adre currpt hai

  • @danishm.3417
    @danishm.3417 2 місяці тому +1

    Qafas main muqayyed yea lafanga kis qanoon kay tehat taxpayers kay kherchay per 12 lakh ka khana + khas psychoactive adwyat dakar raha hay, is kanjer say sab khercha lena chahyea.

  • @khanshahab6676
    @khanshahab6676 2 місяці тому

    Yeh saray nawaz walay sportsman hai. Individual sports vs pumjab sports vs gormint ka poda hu vs 1992 wc se barh kar... yeh kia BS hai. Bhai enjoy karo and khush raho

  • @syedasimhussain431
    @syedasimhussain431 2 місяці тому

    Yaar iskay monh mein baat dal ker Mian sahiban ki tareef kerwana aap ko zaib nahein deta logon ki tazleel na kari

  • @MiaQaisar-f5o
    @MiaQaisar-f5o 2 місяці тому

    Rrrrrrrr

  • @nawazkhan3346
    @nawazkhan3346 2 місяці тому +1

    Arshad ko choro molk ka socho

  • @danishm.3417
    @danishm.3417 2 місяці тому +2

    1992 ka WC sab say bari nahooset hay. Kash yea na huwa hota. Is ki nahooset yea qaum aj tek bhugat rahi hay. Aik dashkara aj tek isi hadsati jeet ko apnay liay cash kerwa raha hay, aur yea bay-waqoof qaum aj bhi us jeet ko yad ker rahi hay. Agar is qaum main koi ghairet hoti, to yea us 1992 say pehlay aur bad main haray janay walay tamam WCs ko bhi manati, aur apnay ser per khak dalti. Wo qafas main hi sakoon say hay (aur pura mulk bhi), tika kay taxpayers kay kherchay per kha-pi raha hay.

    • @merchant500
      @merchant500 2 місяці тому +1

      Imran khan zindabad

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 2 місяці тому +1

      @@merchant500 Abay khabees-ul-batin, Qafas main muqayyed yea lafanga kis qanoon kay tehat taxpayers kay kherchay per 12 lakh ka khana + khas psychoactive adwyat dakar raha hay, is kanjer say sab khercha lena chahyea.
      Watn-e-aziz main merit per sahih manon main sirf aik hi kam huwa hay, aur wo hay is nashai ka pas-e-zindan hona! Isi dashkaray nay departments ki sports teams bend kerwain thi, takay khilarion ko bay-rozgar kia ja sakay. Is khabees say kisi ki thori si khushi bhi dekhi nahin jati.

    • @tajhussain7515
      @tajhussain7515 2 місяці тому

      Don't bring politics just face reality u prick .

  • @ahmedfaheem-ye8vk
    @ahmedfaheem-ye8vk 2 місяці тому +1

    In play politics not In politics Play 'TIP'International Chief ' Afa '....... F_A_Khan '''''''Faheem Official'''''''''In play politics not In politics Play 'TIP'International Chief ' Afa '....... F_A_Khan '''''''Faheem Official'''''''''In play politics not In politics Play 'TIP'International Chief ' Afa '....... F_A_Khan '''''''Faheem Official'''''''''In play politics not In politics Play 'TIP'International Chief ' Afa '....... F_A_Khan '''''''Faheem Official'''''''''In play politics not In politics Play 'TIP'International Chief ' Afa '....... F_A_Khan '''''''Faheem Official'''''''''In play politics not In politics Play 'TIP'International Chief ' Afa '....... F_A_Khan '''''''Faheem Official'''''''''

  • @naziakanwal2654
    @naziakanwal2654 2 місяці тому

    Is qoom ko bas kheel mein laga do real asal hero woh hain jo rozana jan par kheel kar bachoon ka peet palty hain

  • @BilawalKhuhawar-uz5et
    @BilawalKhuhawar-uz5et 2 місяці тому

    Rana Begairat

  • @irshadahmed3908
    @irshadahmed3908 2 місяці тому +1

    ارشد نے وہی بولا جو رانا مشہود نے ایئرپورٹ پر اس کے کان میں بولا تھا۔ اینکر صاحب۔