Gopal ji appka kimti sujhab dene ke liye dhanyabad Video dekhne ke liye thanks Hum aage bhi aap sab ke support se video me achhi quality aur achhe achhe content late rahenge
Ravi Bhai, mere Mpeg2 set top box k motherboard mein audio ki problem hai..Iske left channel se audio ki jagah sirf kharkharahat aane lgi hai... Right channel par kuchh din toh audio mila par ab usme v problem aane lagi hai... Kya fault hoga? Naya Box hai... Plz help🙏
Sir mafi chata hun . Aap koi sahi paneer ya koi cooking to Kar nahi rahe hai . Apka har sabbd hamre liye kafi mine rakhta hai back ground music se concentration badhana padta hai
Ok sorry aane wale video me background music na 10% ya nahi hoga Please ise trah is channel par bane rahe hum aapke liye isi trh acche video le kar aata rahunga
Sir free dis tv main card pcb dad conditioncard par plz video banaye jese no light or no strength . Or no signal jayda see jayda jankari ke sath andthank you so much for all reply
Bhai sahab Kuchh card to sahi jaldi ho Jaate Hain kuch kadmon mein voltage ki Aksar problem Aati Hai 24 volt per Akshar problem a rahi hai IC bhi change kar li Transformer Bechain karke dekh liya parantu pata nahin chal Pata Hai check Karte Hain To Sahi Lagte Hain Kya Karen kripya Hamara margdarshan Karen ok sar
Iske liye aapko TL431 ko change kar ke dekho lo aur uske asha pass resistance, aur ek black color ka coil, aur 4pin wala optocouplar chek kar lo change kar ke, aur track dekh lo kahi open to nahi Nahi to mai is par video bana dunga ua-cam.com/video/yvst-g4b958/v-deo.html
Sir meri power supply mein 1000uf 10v ka capacitor बार-बार fat jata hai Aisa kyon hota hai please bataiye main bahut pareshan hun change karne per एक-दो din chalta hai FIR hat jata hai
Aapka jo video card hai usme jayada load le raha hai ek ye kaarna hota hai Aur 5v me kabhi jyada voltage aane se bhi khrab ho jata hai Aap 10v se jyada ka capacitor laga sakte ho 500uf se niche nahi lagana
12 board per 21 Bolt bata raha hai aur 24 ball per 30 bol bata raha hai aur card bhi kharab ho gaya hai dar lag raha hai card nahin laga raha hun Bata dijiye kya problem hai
DD free dish ma 5v=9.4 24v=37v 12v=27v 3.3v=8v Aa raha hi and TL431 bhe change kar diya and 10v 1000uf capacitor bhe change kar diya ham lakin thik nahi huya ab ky problem hi sir DD free dish ma
5v bala Diode ke paas ek black color ka ek coil hoga 2pin wala use chek kar lo Aur track bhi chek kar lo kahi open hoga Uske baad optocouplar bhi chenge kar ke dekh lo Aapke box ka voltage thik ho jayega Fir comment kare
Bhai ye he ek solutions h TL431 Agar khrab ya kahi se track open ya jo coil maine bataya agar wo khrab ho to ye problem aati h Aur tl 431 ke paas resistance khrab ho to
Nhi hua bhai ic change kiya fir secondary section ka diod or Cepasitor v change kia tab v nhi hua,24 v pe 40 volt dikha raha hai or 16 v pe 21 dikha raha hai
Koi dusra box laga kar dekhe ho? Dekho signal 0 aane ka 3 karan hai 1. Receiver se aur Lnb tak jo cable gaya hai wo connect hai ke nahi ye chak kar lo 2. Lnb khrab ho to 3. Receiver khrab ho to Ek bar aap auto scan kar ke dekh lo Ya Lnb ke connector ko chek kar lo carbon to nahi laga Agar conction thik hoga to signal 4,5 honi chahiye
To mota bala Diode ke paas ek coil hota hai use dekh lo kahi o khrab to nahi Koi track open to nahi Aur tl 431 ke pass resistance khrab to nahi Inhi se voltage kam jyada hota hai
Perfect solution sir. Thanks 👍
Sir A2Z checking video banao bahut aage jaega
Ok durgesh जी
Nice video sir
Wlcm my brother keep supporting ❤️
Sar aapke is video mein Awaaz kam hai Awaaz badhane ki kripa Karen reply aapka video successful and best video
Gopal ji appka kimti sujhab dene ke liye dhanyabad
Video dekhne ke liye thanks
Hum aage bhi aap sab ke support se video me achhi quality aur achhe achhe content late rahenge
Thanks bhai
Welcome
Nice information
Biker hybrid full support
Nyc video
❤️🌹🌻Very Nice ♥️🌷🌺
Thanks Chandan ji
Nice bhai 👍
kya, connectivity tester se dth power supply ka all foult soulution ho sakta hai kya, plz iske ly video jarur banay
Connectivity tester se Iske sare part chek kar sakte ho
Aur bana sakte ho
Lekin voltage chek nahi ho paayega
🙏👌💓🌾🇮🇳very nice teach sirji 🇮🇳🌾💓👌🙏
Wlcm my brother keep supporting ❤️
very good
❤️❤️ thx for guidance
Nice
12v shi bta rha hai
Lekin or sb volt Jada bta rha hai to kya badle
Samjh me nhi aa rha hai btaye
TL431
Aur uske paas coil chek kar lo
Thank U ❤️ yrr 👍🏻
hello sir melbon mpeg2 power supply beep sound aarhi hai please solution
Brij rectifier chek karo diode short ho sakta h
Kya isse lithium byttri charj kar sakte hai
Yes
Thank you
Good info
dth power supply ka ic kaise check kare?
Is par to video bana rakhi hai
Sir ji ek video our banaye 5 wats ki jagah 18 wats mil raha hai sabhi me 12 me bhi ground bhi + dikha raha hai
Ok
Nice
Bhai mere dth power supply ka 12v ki jagah 9v or 24vki jagah 17v a rahe h kya krain please reply
Diode chek karo kahi short to nahi
Aur condensor weak to nahi
Transform baad me chek kare
Ravi Bhai, mere Mpeg2 set top box k motherboard mein audio ki problem hai..Iske left channel se audio ki jagah sirf kharkharahat aane lgi hai... Right channel par kuchh din toh audio mila par ab usme v problem aane lagi hai... Kya fault hoga? Naya Box hai... Plz help🙏
Iski audio Ic 8pin wali khrab ho gaya
Ek baar Ic par
Voltage Chek kar lo 12v aa rahe h ki नहीं
@@THERAVITECHNICAL Thanks Bro, IC ke kitne no. Pin par 12 volt input hoti hai🙏
Sir mere 3.3 volt me 4.4 volt, 15volt me 19 volt aur 20 volt me 24 volt aa raha hai isse koi problem to nahi hoga na ??
Mera setupbox on ho raha hai but signal 3,4,5 se jyda agar badh he nahi raha hai
Videocon D2H power supply se 5 voltas kaise nikale please bataen
Usme to already 5v hota h
Sir ic chek karne ka tarika bataye
Is par Video bana rakha hai maine
Ply list dekhiye
dth power supply se -12v kaise banaye, please circuit provide
12v to usme already hota hai
Ic garm ho raha hai kiya badle
Thank you sir
Wlcm brother keep supporting ♥
Si mera bhi yehi problem hai all volt thik hai but 5 volt me 3.3 aa rha hai
Sir apki video Mai background music kuch jayda hi hota hai
Ab kam rakhta hun pahle ka Video hai
Ab ka dekhiye kam Milega
Thanks for watching and comment
Sir mafi chata hun . Aap koi sahi paneer ya koi cooking to Kar nahi rahe hai . Apka har sabbd hamre liye kafi mine rakhta hai back ground music se concentration badhana padta hai
Ok sorry aane wale video me background music na 10% ya nahi hoga
Please ise trah is channel par bane rahe hum aapke liye isi trh acche video le kar aata rahunga
Sir free dis tv main card pcb dad conditioncard par plz video banaye jese no light or no strength . Or no signal jayda see jayda jankari ke sath andthank you so much for all reply
Ok coming soon
Bhai sahab Kuchh card to sahi jaldi ho Jaate Hain kuch kadmon mein voltage ki Aksar problem Aati Hai 24 volt per Akshar problem a rahi hai IC bhi change kar li Transformer Bechain karke dekh liya parantu pata nahin chal Pata Hai check Karte Hain To Sahi Lagte Hain Kya Karen kripya Hamara margdarshan Karen ok sar
24v se koi dikkat nahi hai
ua-cam.com/video/Y0w4P5tupVA/v-deo.html
Sir Mera DTH ka supply thik hai and card Bhi thik hai lekin no signal ki problem hai and remote Bhi Kam Nahin Kar Raha hai kya kare
Ek kaam karo pahle signal chek karo
or agar sare volt over mile to kya kre
mere pass bhut sari supply me h ye falt over volt ka?
Kitna over hai
3.3 par kitna voltage है
@@THERAVITECHNICAL 3.3 volt ki jagah 26volt
12 volt ki jagah 47.8
02 24volt ke jagah 55-56 volt
aa rhe h
Iske liye aapko TL431 ko change kar ke dekho lo aur uske asha pass resistance, aur ek black color ka coil, aur 4pin wala optocouplar chek kar lo change kar ke, aur track dekh lo kahi open to nahi
Nahi to mai is par video bana dunga
ua-cam.com/video/yvst-g4b958/v-deo.html
Trt
Keep supporting brother ♥️
@@THERAVITECHNICAL o
DDS ke power supply se 33 bol kaise nikala jata hai
Sir 5 volt output main kitna ampear current niklta hai?
Karib 1amp
@@THERAVITECHNICAL Ok sir Thank you
Sar dth smps me 12v our5v me saplai Kam jyada hota hai use kaise thik kare
Kitana kam jyada hota hai
Plz reply
Sir meri power supply mein 1000uf 10v ka capacitor बार-बार fat jata hai Aisa kyon hota hai please bataiye main bahut pareshan hun change karne per एक-दो din chalta hai FIR hat jata hai
Aapka jo video card hai usme jayada load le raha hai ek ye kaarna hota hai
Aur 5v me kabhi jyada voltage aane se bhi khrab ho jata hai
Aap 10v se jyada ka capacitor laga sakte ho 500uf se niche nahi lagana
Good hi
RM-008 is number ki plate Se Kaise speaker ka sound Badha sakte hain
Agar 3.3 v zyada aye toh kaise theek kre diode theek show kr rhe h meter pe
Aur sab par kitna voltage aa raha hai
Sir G short Karne se koi problem to Nahi hoga
Kisko short kar rahe ho
Jo Apne capacitor 22. Volt Dr Raha tha USKO Aapne short Kiya or wo normal 12volt k pass aa Gaya
Sar week signal kyon aata hai
Hmare riswar me valum tho khul raha hai lekin bass our tripal nahi
Uske andar khole kar dekho connect hai ya nahi
Mary set top box Mein Jab power deta hun tab power board Tik Tik sound kar raha hai lekin Koi power Nahin a raha hai abhi main kya karun
Diode chek karo
Transform chek karo
12 volte nahi a rahe hai kya falat ho ga
Pahle aap ye bataiye aur Kiska Kiska voltage aa raha hai
Aur nahi aa raha hai
Power supply ke connector se chek kar ke bataiye
की जगह पर 12 बोल्ट बंद रहा है क्या चीज खराब हो सकता है
Diode
Ya transformer
Ek baar track bhi chek kar lena aur condensor
Sir capeciter ko chack kyse krte hai kyse pata krenge ki humara capeciter sahi hai ya kharab
Multimeter ke continuty se
Ek side se value batayega dusre side se nhi
Aur chek kR lo kahi fula to nahi
सर 24 वोल्ट की जगह पर 24 वोल्ट नहीं आ रहा कौन सा falt hai
Diode khrab ho gaya hoga FR107
12 board per 21 Bolt bata raha hai aur 24 ball per 30 bol bata raha hai aur card bhi kharab ho gaya hai dar lag raha hai card nahin laga raha hun Bata dijiye kya problem hai
3.3v par kitna aa rha hai
Ho sakta hai TL 431 khrab ya open Cercit हो
Hallo ji kaipisiter ud jata hai
Kiska
12 v me kitna MPR aata hy
1.3amp approx
DVD mein display nahin a Raha hai to kya Karen
Sir please Bata dijiye
Sir kit se noise ( aawaj ) aa rahi hai
Noise aane ka do kaarn hote h
Ek power supply par agar load na pada ho tab
Aur transformer agar loose ho to
24v,5v low problem
क्या problem hai
Aapke power supply me
Dth free dis ka power supply sab thik chal v raha hai lekin use me AC voltage v a raha hai use kaise thik kare
Achha current aata hai
Aur baki sab चल रहा hai
DD free dish ma
5v=9.4
24v=37v
12v=27v
3.3v=8v
Aa raha hi and TL431 bhe change kar diya and 10v 1000uf capacitor bhe change kar diya ham lakin thik nahi huya ab ky problem hi sir DD free dish ma
5v bala Diode ke paas ek black color ka ek coil hoga 2pin wala use chek kar lo
Aur track bhi chek kar lo kahi open hoga
Uske baad optocouplar bhi chenge kar ke dekh lo
Aapke box ka voltage thik ho jayega
Fir comment kare
Nahi huya
Bhai ye he ek solutions h
TL431 Agar khrab ya kahi se track open ya jo coil maine bataya agar wo khrab ho to ye problem aati h
Aur tl 431 ke paas resistance khrab ho to
Sir mera DTH ka supply change kiya phir bhi ye problem a raha hai
Ab kya problem hai
@@THERAVITECHNICAL sir display wear ka problem a raha hai
O
Sar d2h card 3.3 vol rpr
24 volt ki jagah par 30-32 volt aa rhe h jiske vjh se card fuk jata h...kya kre jisse 24 volt he bne??
24 v ka Diode ko kaat do
Bina 24v ke bhi box chal jata hai
Bas 24v ke Diode katne ke baad auto scan kar lena
@@THERAVITECHNICAL
Sir..any other step/device ??
No
Jab ho jaye to comment kar ke jarur bataiye
Bhai 24 opar lmb me liye jata h
25 volt capacitor nahi mile to or koi capacitor laga sakte he mita?
25v se uper honi chaiye
Aur mfd bhi ka bhi dhyan rakhna
Mtlb MFD Jo tha bohi lagana Hoga ?
capacitor v chang ki.but same fult hai,or capacitor fot v rehe hain.jbki me sahi valu or +.- sab sahi lagaya hai
Nhi hua bhai ic change kiya fir secondary section ka diod or Cepasitor v change kia tab v nhi hua,24 v pe 40 volt dikha raha hai or 16 v pe 21 dikha raha hai
TL 431
Ke pass black coil chek kar lo
Koi track open to nahi
Power supply kaise check Karen condenser kaise check Karen
Thik hai is topic par video banaunga
Jo aap bata rahe hai
sir mere smps pe
3.3=3.7
5=8 ,12=18,24ki jagah par 36 volt aa rehe hai
TL431 check kar lo
@@THERAVITECHNICAL wo bhi change karke dekh liya he
DD free Dish ki power supply main sound power 12 volt a raha hai aur koi Bolt nahin a raha hai 0.0v,1.3v,0.2v,0.0v,
Biker hybrid
Ek bar pura saplay barabr aa raha hai aor dusari bar saplay gayo ho reha h
Dth me
TL431 chek kar lo
Sir mere me 00.00. signal AA rahe he
Signal me kya tp hai
29500
Ha
Ya 27500
@@THERAVITECHNICAL sir 29500
Fir bhi Nahi AA rahe
Koi dusra box laga kar dekhe ho?
Dekho signal 0 aane ka 3 karan hai
1. Receiver se aur Lnb tak jo cable gaya hai wo connect hai ke nahi ye chak kar lo
2. Lnb khrab ho to
3. Receiver khrab ho to
Ek bar aap auto scan kar ke dekh lo
Ya Lnb ke connector ko chek kar lo carbon to nahi laga
Agar conction thik hoga to signal 4,5 honi chahiye
@@THERAVITECHNICAL bhai yellow unity maltimeter price plzzzzzzzzzzzzzz
Mera setup box chalte chalte deat ho gya hai
Chek karo kya khrab h
3.3 कि जगह 8 volt आ रहा है
Optocouplar and TL431 ko chek kar lo
@@THERAVITECHNICAL optocupler ठीक है
@@THERAVITECHNICAL tl 431 को भी बदल दिया पर समस्या का समाधान नहीं हुआ
To mota bala Diode ke paas ek coil hota hai use dekh lo kahi o khrab to nahi
Koi track open to nahi
Aur tl 431 ke pass resistance khrab to nahi
Inhi se voltage kam jyada hota hai
ट्रांसफार्मर से सुं सुं कि आवाज आ रही है
Nice
Sabhi voltage sahi hai ,3 vo.12vo.5vo. Fir bhi wiksignal aa raha hai.please help me. Sir
Agar voltage thik aa raha hai aur signal bhi pure hai
To
Video card change kar ke dekh lo
Ya apna box kishi dusre ke yaha ja kar chala kar dekh lo