Can we book both ways ticket to kedarnath and back on two different days? That is if we go on one day and return on the next day will we have to pay extra charge or same charge as if we return on same day?
Hello sir kiya aap bata sakte he ki sersi me ketne heliped he kiyu ki hum ne do air tikit mila he, 1 Arrow our 2 Himalaya ka he, to kiya dono helicoaptar ek hi jaga se udan bharta he ya alag alag he
Dear phata me to kayi helipad hai magar sersi me to ek hi hai ab ye me apko confirmed nahi kar sakta ki dono company ek hi jagha se take off karte hai but ap vaha jaoge to bat karke pata chal jayega tantion mal lo jyada dur jana ana nahi padega
Dear video me jo sersi ka helipad dikhaya hai ap vanhi jao or jagha nahi vo hi hai man helipad agar kuchh hua bhi change to vo apko khud sahi se bata denge kya karna hai baki ap mujhe directly instagram par msg kar sakte ho jab marji me apka reply karunga or kuchh Janna hai to
Are Bhai gazzzzxzzzzzab ka video hai ye to... Kya starting thi.. Aur Helicopter shot waah bhai.. Indian UA-cam me aaj tak itna acha aur stylish shot nhi dekha
Agar ap ko pese kharch karne me koi problem nahi hai to ap Guptkashi se jao nahi to ap sersi or phata se bhi ja sakte ho vese phata thik rahega or agar ap sonpryag me stay karna chahte ho to ap sonpryag se jao sitapur village se
Humare family me kuchlog trek, aur baki log helicopter me Jana chahta hai, to round trip helicopter service next day hosakta hai kya? I mean aaj Jake night stay karke next day return kar sakte hai ki nahi?
क्या बात है मज़ा आ गया कितनी मेहनत करते हो भाई लोग आप में ये सब देख ही रही थी कि हेलीकॉप्टर से कैसे जाए क्योंकि देहरादून से बहुत महंगा है और मेरे कमर की समस्या है और बजट की भी भाई ने सब आसान कर दिया एक बात और बता दो भैया की अगर हम हरिद्वार से टैक्सी से आते है तो फाटा तक आना होगा और केदारनाथ से वापिस फाटा रुकना पड़ेगा यव आगे की यात्रा जारी कर सकेंगे ये और बता दो मेरे प्रिय भाई आकर आगे रपर फाटा तक कार से जाए
Yes Dear ap fata tak pahuch sakte ho apni car se or vanhi se Helicopter se Kedarnath pahuch sakte ho or agar ap chaho to Kedarnath me stay kar sakte ho ya fir 2 ghante me Darshan karke vapas Fata ake vaha bhi stay kar sakte ho apko as pas stay ke liye room mil jayenge
Dhanyawad Bhai Ji...mein kab se aisi he video ko dhoond rha tha jisme mujhe detail mein helicopter ke baare mein pta chal jaye...mujhe aap se Janna hai...aisa ho sakta hai ki hum jaane aur aane ke lie alag alag din ke lie book kar sakte hai..?..
@@Ghumakkadboy thank you for your reply. Can you please tell me if I want to visit Kedarnath around 20th October. Will I be getting the helicopter booking online or offline?
Mujhe ye jaankari lena hai ki helicopter se aap sirf round trip karenge ki mandir me darshan karke phir helicopter se wapas helipad ke pas chale aayenge
Sir mai meri mom ke saath jane wali hu September last me kya mere liye phata me offline booking possible hai.or offline me kitne din ke baad ki ticket milegi.hotel easily available hai?plz bataiye🙏
Nisha ji apko offline me thodi problem ho sakti hai agar vaha jyada crowd hua to muskil hai agar kam hua to mil sakti hai magar time bahut kharab ho sakta hai ap online q nahi kar lete hotels to apko mil jayenge no problem
Yes Dear me bhi isi Diwali ki bat kar raha hu abhi to Kedarnath open hua hai ab dekhte hai helicopter 🚁vale apni services kab tak chalu karte hai confirme nahi kar sakta agar ho gayi to mene video ke andar ek booking link dala hai vaha jake check karte rehna ok
Sach m swarg se hwa aati h baba ke darbar mai,,,, 🥰🥰🥰 aanand hi aanand hai,, bahut sukoon mila darshan krke 🥰🥰🥰🥰🙏🙏🙏🙏 jai bhole nath
Jai Bhole baba
Yes mai yahi rheti hu
Jay shree Baba Kedarnath Ji ki Om namah shivay Har Har Mahadev Jay shree bhole ki Vah Very Nice Information 🌹🙏🕉️
Jay shri baba kedarnath
Can we book both ways ticket to kedarnath and back on two different days? That is if we go on one day and return on the next day will we have to pay extra charge or same charge as if we return on same day?
Can you book next day also no problem
Must Hero bala Feling..Bhiya..vedio bahut acha tha..Thank..u..
Welcome Dear
Hello sir kiya aap bata sakte he ki sersi me ketne heliped he kiyu ki hum ne do air tikit mila he, 1 Arrow our 2 Himalaya ka he, to kiya dono helicoaptar ek hi jaga se udan bharta he ya alag alag he
Dear phata me to kayi helipad hai magar sersi me to ek hi hai ab ye me apko confirmed nahi kar sakta ki dono company ek hi jagha se take off karte hai but ap vaha jaoge to bat karke pata chal jayega tantion mal lo jyada dur jana ana nahi padega
@@Ghumakkadboy wo kiya he sir ek ledis he is liye our wha ka koi thik se anchar bhi nahi de raha he is liye tensan he
Dear video me jo sersi ka helipad dikhaya hai ap vanhi jao or jagha nahi vo hi hai man helipad agar kuchh hua bhi change to vo apko khud sahi se bata denge kya karna hai baki ap mujhe directly instagram par msg kar sakte ho jab marji me apka reply karunga or kuchh Janna hai to
@@Ghumakkadboy OK thanks sir
Very helpful video Bhaii... Thanks... Will surely use your information when v visit kedarnath baba😄
Thanks bro and Best of luck for Kedarnath yatra
Really
Are Bhai gazzzzxzzzzzab ka video hai ye to... Kya starting thi.. Aur Helicopter shot waah bhai.. Indian UA-cam me aaj tak itna acha aur stylish shot nhi dekha
Thanks my Dear or mene bhi aj tak itna lajabab comment bhi nahi dekha
Awesome way to project the helicopter ride - chai concept 😂😂 and the ?green screen effect I suppose in helicopter shot was great too 👍👍
😀 Thanks bro but isme koi green screen ka use nahi hai bro
@@Ghumakkadboy kese kiya fir bro? 😂
@@mountmed dost jese dikh raha hai vese hi kiya hai
Awesome sir
@@mountmed thanks bro
Har har mahadev
Konsa heliped se kedarnath jana suvida rahega
Agar ap ko pese kharch karne me koi problem nahi hai to ap Guptkashi se jao nahi to ap sersi or phata se bhi ja sakte ho vese phata thik rahega or agar ap sonpryag me stay karna chahte ho to ap sonpryag se jao sitapur village se
🙏 har har mahadeV ..... ♥️
Har har mahadev
Hi bhiyaa good information 👍 👌 😊 👏 thank you aapko kedarnadh kaa ashirwad milege dhanyavad good luck 👍 😀
Thanks ji apka bahut bahut dhaneyebad itna achha comment karne ke liye
धन्यवाद भाईसाब बहोत अच्छी जानकारी मीली
Thanks Dear
Bothways ride buk karne pe. Helicopter kitna der wait karta h at the time of returning because darshan me late bhi ho sakta h
4-5 ghante aram se darsan kar sakte ho koi problem nahi hai
Aur same day return helicopter seba me darshar ke liye Kedarnath me kitna time milta hay ?
3-4 ghante
Very good information दी hai aapne भाई इतना डिटेल मे बताया की कोई भी आराम से केदारनाथ जा पायेगा व्हिडिओ बहुत अच्छा लगा
Thanks Dear
Thankyou bhai 🙂 for such an informative video
Welcome dear
Does any health check up or weight check up done before getting in , if are tickets are already book online.
Dost ticket booking karte time sab puchh liya jata hai or agar kuchh different hua bhi to apko bethte time pay karna hoga tumhare weight ke according
@@Ghumakkadboy okh thanks
Thanks bhai 👍 for complete information dene ke liye
Welcome my Dear
Do counters provide ticket for next day ?
Depends on booking or not
Bhai agr kisi ka weight 80 kg se jyada h or ticket dono side ki h to extra dono side Alg alg dena pdega ya ek baar hi lgte h
Dono side ke price pay karne honge
Subha 5 bake Haridwar se nikal kar Kisivi helicopter se is din kedarnarh jana possible hai kya?
Hmmm Q nahi 5 baje evening tak apko Helicopter ki service milti hai pahuch jaoge
incase hum log helicopter take off karne ke time pouch nehi paye , or diye huye time se late ho gaya to kya hoga?
Kuchh nahi next take of me Entry ho jayrgi actually jo tickets leke pehle available hota hai vahi first ja pata hai
Helpful video..Thank u
Welcome
बहत बढ़िया हे वीडियो
अगर हमे नाइट हॉट केदारनाथ में करना हो तो क्या हम दूसरे दिन रिटन हेलीकॉप्टर
शे आसकते हे दोनो साइड की टिकट पे
Ha magar alag alag tickets book karni hogi
9:26 price
Kaha ke
Dehradun se kedarnath temple tak helicopter ride ka kya fare hai.
Dehradun se Direct Helicopter 🚁 ki Service nahi lagi huyi hai agar jana bhi hai to apna personal book karna hoga
How much luggage (backpack 60 litre) do they charge with passenger for a helicopter ride to Kedarnath temple ?
5 kg luggage 🧳 compulsory and extra per kg weight 150/-
Jai kedaarnaath ji 🎭babaa ki.......
Jai kedarnath
What if we want to stay one night in kedarnath can we come back the next morning with the same ticket of helicopter or we have to book another ticket?
No you have to leave in same day if you want to come next day then you have to book ticket on different date
Bro , 1 number Helicopter shot
Thanks ji
Kedarnath 💖💖💖
Hope ki hum bhi jaa paye🙂
Bhai aapne bahot acha explain kia
Jarur jaogr Dear and thanks for watching
Humare family me kuchlog trek, aur baki log helicopter me Jana chahta hai, to round trip helicopter service next day hosakta hai kya?
I mean aaj Jake night stay karke next day return kar sakte hai ki nahi?
Ha ho sakta hai but next day ki hi ticket karvana
Best description ever life is beautiful jiyo to sahi awesome bhai thank you
Welcome Dear
If helicopter service is cancelled due to weather conditions then next day will they take us..or how long do we have to wait?
Depends on the weather otherwise you have to wait till next day
One way helicopter available hai from Kedarnath to Sitapur???
Mil jayega magar apko wait bahut karna pad sakta hai is liye morning me jaldi pahuche
क्या बात है मज़ा आ गया कितनी मेहनत करते हो भाई लोग आप में ये सब देख ही रही थी कि हेलीकॉप्टर से कैसे जाए क्योंकि देहरादून से बहुत महंगा है और मेरे कमर की समस्या है और बजट की भी भाई ने सब आसान कर दिया एक बात और बता दो भैया की अगर हम हरिद्वार से टैक्सी से आते है तो फाटा तक आना होगा और केदारनाथ से वापिस फाटा रुकना पड़ेगा यव आगे की यात्रा जारी कर सकेंगे ये और बता दो मेरे प्रिय भाई आकर आगे रपर फाटा तक कार से जाए
Yes Dear ap fata tak pahuch sakte ho apni car se or vanhi se Helicopter se Kedarnath pahuch sakte ho or agar ap chaho to Kedarnath me stay kar sakte ho ya fir 2 ghante me Darshan karke vapas Fata ake vaha bhi stay kar sakte ho apko as pas stay ke liye room mil jayenge
and Thanks for watching
@@Ghumakkadboy my pleasure bro
@@Ghumakkadboy lekin bhai return ka helicopter ticket hoga toh thodi stay hoga same day return hi hona hoga na,
Bhaiya no.share kr sakte ho kya agr mujhe kuch puchna ho
Bhai mera dream to pura ho gya baba ke darshan ho gye 🥰🥰🥰🙏🙏🙏 ,,,,, haan lakin bhole baba ka aasirwad hua to ek bar fir jaunga 🥰🥰🥰
Good 👍bro baba ka ashirbad hamesha hi apne bacho par rehta hai vo jarur bulayenge
Helicopter m ager ja rhe hai to kya kedarnath m ruk skte hai ki usi din wapas aana hoga
Usi din ana hota hai magar single side ki bhi ticket le sakte ho next day fir single day ki le lena
wheelchair provide kraye hai helicopter passenger ke liye
Dear me Ye to confirm nahi kar sakta but description me number diye hai mene ap pata kar sakte ho
Dhanyawad Bhai Ji...mein kab se aisi he video ko dhoond rha tha jisme mujhe detail mein helicopter ke baare mein pta chal jaye...mujhe aap se Janna hai...aisa ho sakta hai ki hum jaane aur aane ke lie alag alag din ke lie book kar sakte hai..?..
Ha ho sakta hai alag alag date par booking kare
how many people are allowed in one helicopter
5 to 6 members and Depend on weight
kya one side ke liye lhum hellicopter book ker sakte hai? tell me pls
Ha kar sakte ho but pehle hi book karna 4-5 din pehle agar counter par book karoge to bahut time kharch karna padega
Sir kedarnath mein barf kon se month mein parti ha ?????
November me
Very informative video and helpful Har Har mahadev
Thanks Dear har har maha Dev
Sir can you please please upload after getting down from the helicopter at kedarnath how long we should walk to reach the temple???????
Only 5 minutes
Thank you
Sir kitna tym lgta hai mandir tak pahuchne mein helicopter se
Online tickets are not available. Can we get tickets offline there at time of visit?
Friends, helicopter service will be closed now, tickets will not be available even offline
@@Ghumakkadboy thank you for your reply. Can you please tell me if I want to visit Kedarnath around 20th October. Will I be getting the helicopter booking online or offline?
Ticket one way ke sath price ata hai ya 2ways ka price alag hai
My Dear dono side ke hi price bataye hai mene video me vese booking ke Doran dono side ke hi booking mangta hai
@@Ghumakkadboy
🙏
If we return the next day..then where do we stay at kedarnath?
Rooms me
Suna hai kai bar mosum kharab hone ke karan helicaptor cancelled hota hai ye such hai fir kab jana milega
Dost jyada hi mosam kharab ho tabhi esa hota hai ab apka jana March ke bad hi hoga
How much is the walk from helipad to the temple?
Only 10 minutes
Thank you for recording us ..
Welcome Dear
😁😁😁
@@anushkafarswan9105 ap kis time the video m?
Jai shree ram jai hanuman ji ki jai ho Jai shri krishna har har Mahadev ji ki jai ho ❤️🙏
Jay hanuman
Jay Kedarnath Mahadev
How one can go to Sitapur helipad? There is no Location online & no information of online booking as well.
Dear ap sonpryag pahuche vaha se apko helipad ke liye jeep 🚙 mil jayegi 50/- single person 500/- full car booked
Sir one-way kedarnath se phata aane k liye booking hota h k ni
Hota hai magar thoda jyada time kharch karna padega
Vai helicopter me sirf janeka ticket one side online book hota ha kya ?
Ho bhi sakta hai or nahi bhi kyo ki us time hi pata chalega booking ke hisab se
Amazing video super hit👏👏👏
Thanks
Har har mahadev
How many days in advance does helicopter bookings open please reply
3-4 din pehle
Then would it be difficult to book because we are coming from south India 🙄
friend do it 1 week ago no problem
Thanks bro for kedarnath information journey from helicopter ❤️❤️
Welcome Dear and thanks for watching
Thanks, l think an elaborate and complete information has been provided.
Thanks bro
Thank you! The helipads that you have mentioned is it in Haridwar? If not how far is it from Haridwar?
No, Haridwar to Guptkashi helipad 205km
Sir is it possible to get helicopter tickets there itself. Spot booking
Ho sakta hai but apka time bahut kharch ho sakta hai is liye ap booking ke liye morning me jaldi pahuche
@@Ghumakkadboy morning at what time we have to wait there
I don't know but you should have 2-3 hours for waiting
Sitapur ka ticket counter kidar hai
Vanhi milega helipad par hi
Mujhe ye jaankari lena hai ki helicopter se aap sirf round trip karenge ki mandir me darshan karke phir helicopter se wapas helipad ke pas chale aayenge
Ap mandir me Darshan karke vapas jaoge dear 2-3 ghante aram se ruk sakte ho koi problem nahi hai mandir me
Very nice Veer ji
Thanks ji
Welcome paa ji and thanks for watching
Informative video hai yr tumhari to
Thanks Dear
I want to book Helcopter service from Kedarnath to Phata.. how to book?
Website di huyi hai description me vaha jake book karo
Kya hum apna pet helicopter se lekar ja sakte hai ?? Bird pet hai mere pass
I thik leja sakte ho but confirme nahi keh sakta Dear ye to apko counter par hi puchhna padega
Mai neech se upar paidal gaya kyu ki bhole se milne ka maja to toda intejar karke hi hai but uske baad neeche aate samay helicopter se
Good 👍
Tysm bruh
Information×💯❤️
👍
How much is helicopter to kedarnath?
where do you go from
@@Ghumakkadboy is it 2300 one way?I am a Malaysian.
@@Ghumakkadboy I intend to go next year, thanks for your reply brother 🙏
Kedarnath jana mera dream h.. Hope so bhole nath muje jaldi bulaye ❤❤
Best of luck 👍Dear jal hi bulyenge Maha Dev
@@Ghumakkadboy bhut rona aata h meko . Mahadev meko kb bulaynge issi intzaar m jee rhi hu 🥺🥺
@@Ghumakkadboy thanku ❤🥺
Ap Girl ho
Is any extra money charged for heavy people
150/- per kg
Bhai..sabse zyada aur badhiya heli service kahan se milti hai kedarnath jane k liye??
Mere Dost or kitni bhadiya Heli service chahiye yanhi sd milti hai jo mene bataya hai bas oe kanhi se nahi milti kedarnath k liye
hi sir
how are you
iam praveen kumar
how to book online phata to kedharnath helicopter booking
Dear website di hai mene description me vaha jake booking kar sakte ho
Thanks bhai
Welcome my Dear
Bahut badiya video
Sabhi jaankari sahi se di hain
Thanks Dear
Nice description .Thanks.
Welcome Dear
Awesome video good luck
Thanks Dear
Har Har Mahadev
Har har mahadev
Main bi jayoogi ek din har har mahadev❤
Jarur mahadev tumhe jald hi bulaye
Very helpful..all the best 👍
Thanks Dear
tickets both side lene par kedarnath se lautne ki koi boundation hai , jaise ki hame next day aana ho to
Ha hai apko alag alag book karni hogi date wise
Price - 10:30
Dost 10:30 kya hota hai
@@Ghumakkadboy Aree pricing ke liye h click karo
@@Ghumakkadboy time stamp
Sir mai meri mom ke saath jane wali hu September last me kya mere liye phata me offline booking possible hai.or offline me kitne din ke baad ki ticket milegi.hotel easily available hai?plz bataiye🙏
Nisha ji apko offline me thodi problem ho sakti hai agar vaha jyada crowd hua to muskil hai agar kam hua to mil sakti hai magar time bahut kharab ho sakta hai ap online q nahi kar lete hotels to apko mil jayenge no problem
Per person 30k enough h kharcha yha jyada lagega sirf kedarnath ke liye??
Are mere bhai 10k bhi bahut agar helicopter se ana jana hai to 15k bahut hai
@@Ghumakkadboy overall kharcha mumbai to kedarnath train se haridwar fir helipad se toh sir 25k toh lagega hi shayad
Nahi 15k bahut hai per banda
Can i take my 76year old parent to kedarnath?
Yes Dear you can go
Thank you very much
Welcome Dear
Badhiya video bhai.. 👌🏻👌🏻
Bohot acha information diye ho..
Aap kaunsa month mein gaye the??
Mausam bohot acha tha..
Thanks Dear me October me gaya tha
Shandaar entry
Thanks Dear
Very interesting ❤
Thanks
Thnks bhai....
Welcome Dear
Super helicopter video.🚁🚁🚁
Thanks Dear
Jai bholenath
November mahine me helicopter chalu raheta he bhai ans jarur dena
Dear chalu
Dear chalu hota hai but abhi start nahi huye hai Corona ki vajha se
Me is diwali ki bat kar raha hu bhai
Yes Dear me bhi isi Diwali ki bat kar raha hu abhi to Kedarnath open hua hai ab dekhte hai helicopter 🚁vale apni services kab tak chalu karte hai confirme nahi kar sakta agar ho gayi to mene video ke andar ek booking link dala hai vaha jake check karte rehna ok
@@Ghumakkadboy thenks
Bro. Sonprayag se phata kese jaye waha koi vehicle milte h kya
Mil jate hai Dear Cars 🚗 Mojud hoti hai vaha par
Bro. Aapse kuch info chahiye thi kya aap apna contact no. De skte h
🙏
Ye 150 rs kg if weight above 80 shi baat h kya
Yes Dear
What is the name of Sitapur helipad (helicopter service) for kedarnath .
Sitapur hj hai helipad ka naam
Bhai, aisa kyu hai, phata to phle padta hai, waha ka tkt satsa hai or guptkashi phata ke bad m ata hai to uska price jada kyu h
My Dear pehle Guptkashi ata hai uske bahut bad Fata ata hai sonpryag Guptkashi se 32 km dur hai is liye Guptkashi se jyada price lagta hai
Ok bhai,thanks mje confusion hogi thi
Or kedarnath ke route she badirnath janu hoto Konya rasta lege,pls btana
@@sudhanshudebnath804 Koi ni Bro
@@sudhanshudebnath804 kedarnath se badrinath 211 hai Pehle sonprayag to guptkashi to chamoli to joshimath to govind ghant to Badrinath