Sir mera ekyc 1 saal se nahi nikalte hai aadhaar card ko update bhi kara liye tab bhi nahi nikalte hai par aadhaar card se bank me rupiya nikal jaate hai
Sir namaskar sir kal maine online mobile number change kiya tha sbi se dono number par OTP aaya maine massage bheja parntu massg. Fail ho gaya shayad maine galat method se massge. Bheja tha kripiya written me bataye ki kaise otp massge. Bheje jaise maine bheja tha ACTIVATE 12345678 UM28072111276 IS trah bheja tha maine massge fail ho gaya nahi gaya aap batane ka kripiya kare ki kaise us massage ko bheje with written me is massage box me bataye kripiya hogi
Sir mene yono lite k through ek transition kiya 4 lakh ka NEFT k through..to nahi hua ...msg aya k ye 4 din k bad ho sakta he..ap ne 1 lakh limit cross kiya....ab ye sb kya hua nahi samja...explain please..
Sir, Main aaj sbi me account khulwane gya to wahan mujhe btaya gya ki sbi csp se ekyc karwa ke laiye...but csp me mera ekyc nhi hua..error show kar rha tha...aisa kyu?? Maine ek mahine pehle adhar me mobile no update krwaya hai. Plz guide me...its urgent.. salary account bnani hai.
Nikalbane ke next day jama kr skte H na bank me?
sir jee kya bina csp id ke ekyc form nahi nikaal sakte hain kya
Jab sbi me account khulbane jate hai to bolta hai csp se e kyc form leke aaoo jab jate hai to ekyc form nahi nikal raha hai kya kare bhai
Good news
Sir, CSP mei account nahi hai toh kaise log in kar k e kyc certificate ajaiga hai.
Sir good info but e Mitra vale hmse 50 rupees charge krte h e-kyc ke. Is it good
Bank me jadatar kyc form mangte he na ki ekyc form. Account opening ke samay sirf ekyc form lagta he.
Jo Yono sbi ka new update mai doorstep service aaya hai bo kya hai detales mai bataya?
Sir mera ekyc to ho gya h lekin certificate bank m submit kra diya h, duplicate certificate kaise milega?
Sir mera ekyc 1 saal se nahi nikalte hai aadhaar card ko update bhi kara liye tab bhi nahi nikalte hai par aadhaar card se bank me rupiya nikal jaate hai
Sir namaskar sir kal maine online mobile number change kiya tha sbi se dono number par OTP aaya maine massage bheja parntu massg. Fail ho gaya shayad maine galat method se massge. Bheja tha kripiya written me bataye ki kaise otp massge. Bheje jaise maine bheja tha
ACTIVATE 12345678 UM28072111276 IS trah bheja tha maine massge fail ho gaya nahi gaya aap batane ka kripiya kare ki kaise us massage ko bheje with written me is massage box me bataye kripiya hogi
Bhai pura supab thank you so much Bhai
Mai SBI debit card se phone pe use krta hu lekin yono app par individual a/c aisa show hota plz help kro
Sir mene yono lite k through ek transition kiya 4 lakh ka NEFT k through..to nahi hua ...msg aya k ye 4 din k bad ho sakta he..ap ne 1 lakh limit cross kiya....ab ye sb kya hua nahi samja...explain please..
Sir, mera Bhim Sbi pay ka QR code scanner kam nahi kar raha hai. Pay option se hi detail bhar kar hi pay kar pa rahe hain....
Nice audio quality
Kya hum kisivi csp se ekyc l e sakte hai
Ekyc se mayra mobile number change karsakthaye hai
sir I am unable to create upi to my new sbi account
error is ~ registration is not permitted to this account type/product
Bhai yono SBI lite elocker ke bare mein video banaiye
SBI Ka Csp kese milega kya process hai batao thode bhai
Sir ye form nikalne ke bad kya process hoga
Sir, Main aaj sbi me account khulwane gya to wahan mujhe btaya gya ki sbi csp se ekyc karwa ke laiye...but csp me mera ekyc nhi hua..error show kar rha tha...aisa kyu??
Maine ek mahine pehle adhar me mobile no update krwaya hai.
Plz guide me...its urgent.. salary account bnani hai.
Mera bhi same hai hamko bhi aisa hi problem hai solve nahi ho raha hai
Sir kiya aam admi ekyc form nahi nikal sakta hai
SBI CSP account me npci se kaise link hoga
Agar jiska e KYC fas ja Raha hai vah kya Karen
Sir payworld ke baare main video banaiye plz
Aadhar card par sirf birth year hai date aur month nhi hai to kya dale
01/01 aur year
@@SmartPointUser ok thanks isse ho jayga na kyc aur agar koi dusre kam ke liye bhi yahi dalna kya...
Mera e kyc nhi nikal raha hai to kya kre
Sir mera ekyc nahi nikal raha hai
Bhai missed call alert facility deregistere kaise kare
e KYC kitne din tak validity rahti hai
Bhai sbi csp kaise milega please Hume batao
Sbi csp account kaise close kare
Sir iske kitne charges hote h?
Zero
Sbi csp kaise milega
Mera isme error
Fingerprint nahi Aate hai
Aadhar me update karvaiye tab aayege
Plz...batao na
Otp ka Dara