sorry dosto mene jaldhi jaldhi video banate huee kuch cheeje galat bol di hai.. actually hai aisa 155/80 R13 ka matlab hai.. ki 155 apke car k tyre ki width hai or. 80 apke car tyre ki hight hai. video me mene apko dono tyre dekhaye hai 145/80 R13 or 155/80 R13 jisme dono tyre dekhne me same lagte hai. jisme 155/80 r13 wala tyre 145/80 r13 k mukable uhcha lag raha hai.. likin jab 155/80 r13 wala tyre car me lagega or jab es tyre pr weight ka pressure rahe to ye tyre width me feal jaega.. jisse car ki drive smooth ho jaegi. or car road pr chipak kr grip banke chalegi. or R ka matlab hai Radial ye tyre ki manufacturing hoti hai. aj k time me jada tar tyre Radial type me manufacturing ho rahe hai.. or last 13 apke Rim ka size hota hai.. kul milake ye hai ki ap apni car me 155/80/ R13 ka size bhi lagwa sakte ho koi proble nahi hai.. likin kuch log bol rahe the ki apne video me galat bol deya hai.. to es leye up date kr raha hu. 😄😀
sir kwid ka to mujhe koi idea nahi hai.. likin ek baar aap apne near tyre store pr jake puch sakte hai.. or waha jake face to face tyre ka comparison kr sakte hai. kitna difference hai unme..
Abhi 4tyrome 145/80R13 hai.....samne nikalke 2 tyres 155/80R13 dhalthe..front side me naya 155/80r13 dhalthe back side me poorana 145/80R13 hai...problem hotha ji.....aalag aalag dhalnetho....bolo ji
vese koi problem nahi hai.. likin kabhi koi ek tyre puncher ho gya.. or 155/80r13 ki jagha. estapni me rakha hua 145/80r13 wala tyre front side me kisi ek side laga deya to problem ho sakti hai. agar badal va rahe ho to charo tyre or with estapni k sath badalwa do.
me apni car ko delhi se Maussoori hills tak leke gya tha.. joki 250 km one side se tha.. or car drive bilkul smooth thi... kahi bhi koi problem nahi huee. pahadi pr tyre grip achi thi.. after 6 months tyre aaj bhi naye jaise lagte hai.. kyoki mujhe asa lagta ki ye jaldhi se ghiste nahi hai.. 6 moths me car around 18000 thousand chal gye hai..🙂
@@Golu6o4 balki car or smooth chal rahi hai.. car k tyre sadak se chipkar chal rahe hai or car high speed me unbalance nahi hoti hai.. vese milege pr to koi fark nahi padha hai.. without ac running highway pr 25 se 26 milege mil jati hai.. cng wagon r me.
Bhaiya, Mere Wagon r L XI cng 2012 model me 145/80 R13 Tyre lga hai.. me upgrade krke 165/70 R14 Tyre lgva skta hu. kya? Car me tyre body ko touch to nhi karega. Agr Car me 5 log bhethe ho.
around 40000 km.. Tyres pure ghise nahi the. half se half rhe gye the. likin usme tubesless puncher ki wajha se vo bar bar air leak kr rahe the. kyoki koi na koi puncher aaye din leak ho jata tha. es wajha se badalwa leye the..
lag to jaega likin vo jab aap car ko kisi modh pr turn karoge to shayad vo trye ander ki side aadega.. es leye 155/80/r13 theekh hai. es size k upper k leye ek bar car k tyre shop wale k pass jake puche.
agar sare tyre replace kr rahe to acha hi rahenga.. ek ya do tyre se koi fayada nahi hai.. kyoki agar sirf do trye change krwaoge. to agge chal kr kisi ek tyre me puncher ho gya or usko replace kr deya kisi piche ya aage wale tyre se to problem hogi... kyoki fir car unblance ho jaegi. car chalane me maja nahi aaega.. es leye agar tyre change kr rahe ho to charo tyre cahnge kr lo...
sorry dosto mene jaldhi jaldhi video banate huee kuch cheeje galat bol di hai.. actually hai aisa
155/80 R13 ka matlab hai.. ki 155 apke car k tyre ki width hai or. 80 apke car tyre ki hight hai. video me mene apko dono tyre dekhaye hai 145/80 R13 or 155/80 R13 jisme dono tyre dekhne me same lagte hai. jisme 155/80 r13 wala tyre 145/80 r13 k mukable uhcha lag raha hai.. likin jab 155/80 r13 wala tyre car me lagega or jab es tyre pr weight ka pressure rahe to ye tyre width me feal jaega.. jisse car ki drive smooth ho jaegi. or car road pr chipak kr grip banke chalegi. or R ka matlab hai Radial ye tyre ki manufacturing hoti hai. aj k time me jada tar tyre Radial type me manufacturing ho rahe hai.. or last 13 apke Rim ka size hota hai.. kul milake ye hai ki ap apni car me 155/80/ R13 ka size bhi lagwa sakte ho koi proble nahi hai.. likin kuch log bol rahe the ki apne video me galat bol deya hai.. to es leye up date kr raha hu.
😄😀
😂😂😂😂😂
Kaha se or kitne ke pade please bataye?
@@nehananuu1108 shayad/around 13000 4 tyre
Hello sir , mere pas kwid 2016 model usme 155/80-13r tyre laga hua hai ji , change krna tyre size 165/80 -13r lag skata hai kya ji
sir kwid ka to mujhe koi idea nahi hai.. likin ek baar aap apne near tyre store pr jake puch sakte hai.. or waha jake face to face tyre ka comparison kr sakte hai. kitna difference hai unme..
बहुत अच्छा बनाया है व्हिडिओ, वो टायर का पॉवर प्रेस मशीन अलग से मिलगा क्या ? मिलेगा तो कहा मिलेगा ?
es tarha ki machines apko chawadi bazar delhi me mil sakti hai.. kyoki waha pr es tarha ki machines ki bhot sari shops hai..🙂
Meri car me 155/65R 14 ke tyre hai me usko 165/70 R 14 me upgrade kra skta hu kya or kya effect padega mileage body roll or steering me.
Nice bhai
thanks
Sir kya spare wheel ka bhi size upgrade karana hoga,
Nice information
Thanks 😀
Abhi 4tyrome 145/80R13 hai.....samne nikalke 2 tyres 155/80R13 dhalthe..front side me naya 155/80r13 dhalthe back side me poorana 145/80R13 hai...problem hotha ji.....aalag aalag dhalnetho....bolo ji
vese koi problem nahi hai.. likin kabhi koi ek tyre puncher ho gya.. or 155/80r13 ki jagha. estapni me rakha hua 145/80r13 wala tyre front side me kisi ek side laga deya to problem ho sakti hai. agar badal va rahe ho to charo tyre or with estapni k sath badalwa do.
Thank you bhai
175/65 R14 laga sakte hai wagnor mai?
Nice video but after 6 months how is your tyres quality and how much kms have you ran in these six months?
me apni car ko delhi se Maussoori hills tak leke gya tha.. joki 250 km one side se tha.. or car drive bilkul smooth thi... kahi bhi koi problem nahi huee. pahadi pr tyre grip achi thi.. after 6 months tyre aaj bhi naye jaise lagte hai.. kyoki mujhe asa lagta ki ye jaldhi se ghiste nahi hai.. 6 moths me car around 18000 thousand chal gye hai..🙂
Average pls from pakistan@@zoneabouteverything6702
Wagon r cng main 145/80 R13 laga hai kya main usme 155/80 R13 lag sakta hai. Aur milage and stability pe kya fark padega
Laga lo humne bhi lagaya hai mileage mai thoda difference ayega jyada nahi
Nice vedio sir kah per h ye shop
100 Foota Road, Durga Puri, Shahdara Delhi-32
bhai wagnor ka stock size 145/80 r13 h or aapne 155/80 r 13 lagava h sach sach btana bhai mileage me kitna fark aaya plzzz
mileage pr koi fark nahi aaya hai..
bhai ye kese possible h kuch to fark aaya hogà upgrade ke baad
@@Golu6o4 balki car or smooth chal rahi hai.. car k tyre sadak se chipkar chal rahe hai or car high speed me unbalance nahi hoti hai.. vese milege pr to koi fark nahi padha hai.. without ac running highway pr 25 se 26 milege mil jati hai.. cng wagon r me.
@zoneabouteverything6702bhai emri gari 12 average deti ha
Bhaiya, Mere Wagon r L XI cng 2012 model me 145/80 R13 Tyre lga hai.. me upgrade krke 165/70 R14 Tyre lgva skta hu. kya? Car me tyre body ko touch to nhi karega. Agr Car me 5 log bhethe ho.
mat lawao..
Bhai 13 inch m lga lo agr 14 m lgwaoge to gutke ya spring lgani pdegi
Kitne km chalye aapne old tyres?
around 40000 km.. Tyres pure ghise nahi the. half se half rhe gye the. likin usme tubesless puncher ki wajha se vo bar bar air leak kr rahe the. kyoki koi na koi puncher aaye din leak ho jata tha. es wajha se badalwa leye the..
At what price you purchase four tyres
under 3500 per tyre.
4 tyers price
bro ur wrong 155mm is the width of the tyre and 80 is in percentage and represents the height of the tyre
165/80/13 lag jayega wagon r 2015
lag to jaega likin vo jab aap car ko kisi modh pr turn karoge to shayad vo trye ander ki side aadega.. es leye 155/80/r13 theekh hai. es size k upper k leye ek bar car k tyre shop wale k pass jake puche.
165/80/13 is very big for wagonR... Better will be 165/70 R13... Personal experience hai mera...apollo amazer 4G life...
What is your feedback after driving with these tyres till now ?
good, excellent, superb, and no problem with these tyres.
Price of one apollo tyre wagnor
under 3500 per tyre
#Tyreprofileinformationwrong @2:24
Aapane price to bataya Nahin apni video mein
Abe galat tyre profile bta rha h
145 /80/13 ...h..to..155/80/13 sab charo tyar lgwane hogy kiya
agar sare tyre replace kr rahe to acha hi rahenga.. ek ya do tyre se koi fayada nahi hai.. kyoki agar sirf do trye change krwaoge. to agge chal kr kisi ek tyre me puncher ho gya or usko replace kr deya kisi piche ya aage wale tyre se to problem hogi... kyoki fir car unblance ho jaegi. car chalane me maja nahi aaega.. es leye agar tyre change kr rahe ho to charo tyre cahnge kr lo...
@@zoneabouteverything6702 sukriya je 🥰
बाद में यह कुछ भी सुनवाई नहीं करता
इस दुकान से कोई भी टायर मत लेना
Kyun Bhai
Ye tyre waala baad m kuch nahi sunta h bahut akdu h
ok
Chor ye tyre wala .....
kyo kya haa