samujh nahe aai , thora guide kar dain , for example : aik keyword hai kids toy is per bhe acha volume hai , aur isi work ki jo arabic banay ge us ka bhe acha volume hai aur zeyada hai to pher hum main keyword keya choos karain gay , url kis keyword k leay banain gay , ya in dono keyword k leay arabic aur english me alag alag pages banain gay , to pher keya in me keyword cannibalization ka issue to nahe hoga , to please thora guide kar dain mazeed , kuch sites aisi hoti hai jo specific countries ki tld k sath hoti hai un per jaain to arabic content ,ya kisi aur language me content show ho raha hota hai aur jasay he open kartay hai to notification aa jata hai k ap english version dakhna chahtay hai ya arabic , to is me keya website me koi plugin hoti hai jo usay convert karti hai , ya alag alag pages per arabic , aur english me content publish keya hota hai aik he keyword k leay aur woh pher dekhatay hai , thora expalin kar dain , is tareekay say samujh nahe aaya , ap jo bata rahay ho mujhay yeh samujh aaya k ap agar english me likh rahay ho content to kisi punjabi word per volume hai to usay bhe bracket me daal kar use kar lo
@@makhdoomproduction mere kehne ka matlab ye hai ki user kabhi marathi, punjabi ya urdu main serp pe serach nhi karta hai wo english ya hinglish keyphrase daalta hai search pe , toh hume wo keywords use karne chahiye jinki search ho like in english we can use those keywords in our content along with our content language in bracket
samujh nahe aai , thora guide kar dain , for example : aik keyword hai kids toy is per bhe acha volume hai , aur isi work ki jo arabic banay ge us ka
bhe acha volume hai aur zeyada hai to pher hum main keyword keya choos karain gay , url kis keyword k leay banain gay , ya in dono keyword k leay arabic aur english me alag alag pages banain gay , to pher keya in me keyword cannibalization ka issue to nahe hoga , to please thora guide kar dain mazeed , kuch sites aisi hoti hai jo specific countries ki tld k sath hoti hai un per jaain to arabic content ,ya kisi aur language me content show ho raha hota hai aur jasay he open kartay hai to notification aa jata hai k ap english version dakhna chahtay hai ya arabic , to is me keya website me koi plugin hoti hai jo usay convert karti hai , ya alag alag pages per arabic , aur english me content publish keya hota hai aik he keyword k leay aur woh pher dekhatay hai , thora expalin kar dain , is tareekay say samujh nahe aaya , ap jo bata rahay ho mujhay yeh samujh aaya k ap agar english me likh rahay ho content to kisi punjabi word per volume hai to usay bhe bracket me daal kar use kar lo
@@makhdoomproduction next video href lan tag pe hai aapko dab clear ho jayega
@@makhdoomproduction mere kehne ka matlab ye hai ki user kabhi marathi, punjabi ya urdu main serp pe serach nhi karta hai wo english ya hinglish keyphrase daalta hai search pe , toh hume wo keywords use karne chahiye jinki search ho like in english we can use those keywords in our content along with our content language in bracket