Nazaara Darmiya'n Hai by Quratulain Haider

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 17 гру 2024

КОМЕНТАРІ • 17

  • @Bazm_e_tadeeb
    @Bazm_e_tadeeb Рік тому +1

    "نظارہ درمیاں ہے۔۔" زبردست بہت عمدہ

  • @SG_Arts
    @SG_Arts 3 роки тому

    Beautiful voice sir place aise hi ghazal ka khulasa ke bhi video bana e a

  • @furqanahmed4257
    @furqanahmed4257 3 роки тому

    Watching it in 2021

  • @sundelsaif6132
    @sundelsaif6132 4 роки тому +1

    Beautiful

  • @abidamgardezi7925
    @abidamgardezi7925 3 роки тому

    Awesome

  • @Mohammadyusuf849
    @Mohammadyusuf849 5 років тому

    sir qurutulain haider k or afsane sunayy

  • @ghazaltalpur6657
    @ghazaltalpur6657 6 років тому

    Bohot khoob

  • @GHJafri
    @GHJafri 5 років тому +1

    Gard o pesh nahi Hazrat "Gird o pesh" ( brura na maniey ga )

    • @JameelGulrays
      @JameelGulrays  5 років тому +2

      Ji Huzoor, baja farmaya aapne. Main boodha, technically challenged hun. One take mein record karta hun apne phone par, kuch ghalat nikal jaaye to edit karna mujhe aata nahin. Isliye maafi chahta hun.

    • @GHJafri
      @GHJafri 5 років тому +1

      @@JameelGulrays Salam . koi baat nahi sir. mein bhi aap hi ka ham umr hoon. ye sab ghalatian mein bhi karta hoon. baat ye hai ke aajkal young larkay larkian itni ghalat urdu
      boltay hain ke sakht koft hoti hai. un ko bahana mil jata hai ke ji ye lafz ham ne youtube par suna tha lehaza ye hi sahi hai. wesay ye pareshani mujh ko hi lahaq hai warna kisi koi koi parwa nahi hai.

    • @GHJafri
      @GHJafri 5 років тому +1

      Sir ki a aap meri madad karsaktay hain. afsanay mein aik lafz english ka "Crita room " aur dosra lafz hai " Nisyar " in alfaz ke maani kia hain. mein aap ka shukr guzar honga

    • @JameelGulrays
      @JameelGulrays  5 років тому +1

      Gohar hj woh “ Crystal Room “ yeh Taj Mahal Hotel, Mumbai mein ek bada sa hall hai jis mein functions hote hain. “ Nasiyar “ wo parsi hote hain jo laash ko utha kar us pahadi par le jaate hain jahan laash ko parindon ke khane ke liye rakh diya jaata hai.

    • @GHJafri
      @GHJafri 5 років тому +1

      @@JameelGulrays bohat bohat bohat shukria . mein ne ye lafz "nasiyar" Farhang e asifia, farsi lughat , Arabi lughat sab mein dekha kahein nahi mila. Net par urdu lughat ke nam se dictionary hai. us mein albatta aik lafz nazar aaya " Nisyar" jiske maani boodha, zaeef waghera likhay hoay thay. baharhal aap ne mushkil hal kardi "shukria" agar aap ke ilm mein ho ke ye kis zaban ka lafz hai tu zroor merrey ilm azafa kijiay ga. Aik uljhan abhi baqi hai, "Taar dev" ya "taarview" mein ne aik english mein isi afsanay par tabsira parha tha uski line mein copy pest kar raha hoon jismein ye ye lafz "Taarview" likha hai. aur kis zaban ka hai.
      "the span from the lush Malabar Hills to the dense and dark Taarview and then of course, the rain; the constant presence of the weather."
      mujhay zurror bataiey ga ke ye kia lafz hai
      shukria.

  • @Mohammadyusuf849
    @Mohammadyusuf849 5 років тому

    bht khub sir