Nice explain kiya aapne ....bt to the point and billigual ke liye to hum jane jate hai....next time ye aur bataoge to students ko benifit hoga...vese aapne achha analysis kiya .. thanks
Sir is bar sallybus change hua to psychology first paper mein aaegi to Abhi kaun si book sir first time ke liye main first time padhne wali Hun To sar please koi ek book ka naam bataen mujhe psychology ki yah mujhe wait karna chahie new book ka
@@Shr-r2u sb kuch vahi h filhal ke liye Lekin fark etna h ki psychology book me Educational psychology wala 1st paper me h Baki 2 part 2nd paper me hi h
Sir mra subject English h 1 grade me, lucky Ahuja ki to English medium book h mre pas lekin hindi me smjne k liye inme se konsi book lu taki concept clear ho jaye
@@RPSCMAKER yes sir, bcz main Hindi medium student hu but ye aapne Jo video me book btayi h Lucky Ahuja wali sugam ye le Li h maine,baki koi advice ho to btaye,mtlb ye book or lucky Ahuja ki English medium book same content h na
Sikhwal or sugam dono me se 1st grade ke liye konsi best h please 🙏 reply
Nice explain kiya aapne ....bt to the point and billigual ke liye to hum jane jate hai....next time ye aur bataoge to students ko benifit hoga...vese aapne achha analysis kiya .. thanks
Kab Tak aaygi new book
Ashok pareek sir best teacher psychology
Please provide link from where we can purchase it.
Bhaiya english medium wale qst grade ki konsa course len ? Ya books se hi karlen cover ya subject wise alagg alag teachers se
Pahale padho or fir jisse samajh aaye usse padh lo
Pahale padho or fir jisse samajh aaye usse padh lo
Vandana ji ki book English me h kya sirji
Sikhawal pyschology kesi rhegi book hkm.
1st Grade k liye mene dekhi nhi h
Bina dekhe aapko kya kahu
सहज इण्डिया पब्लिकेशन
Sir is bar sallybus change hua to psychology first paper mein aaegi to Abhi kaun si book sir first time ke liye main first time padhne wali Hun To sar please koi ek book ka naam bataen mujhe psychology ki yah mujhe wait karna chahie new book ka
@@Shr-r2u sb kuch vahi h filhal ke liye
Lekin fark etna h ki psychology book me
Educational psychology wala 1st paper me h
Baki 2 part 2nd paper me hi h
@@Shr-r2u thoda wait kroge kya
Taki new syllabus aa jaye fir use laye to thik rahega
@@RPSCMAKER thank you sir for your kind reply ☺️
Bhaya first garde ka course lene ki jrurt h kya ya books se pdh le
Nhi
Psycho or Indian history ke notes uplabdh krwa do
@@salonisharma4053 कोशिश हैं कि सब कुछ उपलब्ध करवाऊ 🙏
Sir plz 1st paper ke liye gk (geo,history,cultrual)ki best book btaye🙏
Video Coming Soon
@@RPSCMAKERsir mene avani ki book magva li, kya sahi h
Sir English medium ki book 📚📚📚 btao 1st grade ki liye please sir
New video bahut jald
Shekshik Prabandhan ki konsi book best hai??
SS yadav sir
@@monuchoudhary797 ok thnku
Bhai marya paas awani ki आर.बी.डी. wali book h wahi paad lu bhai reet mains liya
Dhbai English m h kya??
Hindi me hi available h esi jankari h
Baki fir bhi pta krke confirm bataunga
Apka telegram id dijeye
@@krishjangid56
t.me/RPSCMAKER
Psychology ki book koun si acchi rahegi
सहज इंडिया पब्लिकेशन
Sir mra subject English h 1 grade me, lucky Ahuja ki to English medium book h mre pas lekin hindi me smjne k liye inme se konsi book lu taki concept clear ho jaye
English medium se samajh me nhi aa raha h kya ?
@@RPSCMAKER yes sir, bcz main Hindi medium student hu but ye aapne Jo video me book btayi h Lucky Ahuja wali sugam ye le Li h maine,baki koi advice ho to btaye,mtlb ye book or lucky Ahuja ki English medium book same content h na
Mene batai vo hindi medium h
English wali ka idea nhi mujhe
@@RPSCMAKER ok but matter to same hota h na sir,mtlb psychology same hi hoti h na har subject k liye
Shekshik prabandhan ki konsi book hai name btao
Nice explanation 👍
👏👏
@@RPSCMAKER Dr. Lucky aahuja ki online nhi mil rhi hai, plz send link 🙏
Librarian 3rd grade ke liye best book batao sir
@@ashwinisanel327
Jrur
Thank you brother for providing such informative video 👌👌👍
Most Welcome.
Sir political science kis se pdhe second paper ke liye...
Es pr Subject Lecturer ya fir assistant professor se bat krke ek complete video lecture available krwata hu taki sahi guidance mil sake..
@@RPSCMAKER Ok sir ji...
M laxmikant pad le
Mam aap kaha se h
M bi political science se su
Abki bar 2 number kam par gaye
@@sureshsewda7976 aap kaha se h , Me Bikaner se
Sugam wali book English me available hai kya ? Pls reply
Hanji Available H
Lucky Ahuja Madam ki
Ok Bhai thanks, school management ki bhi English me koi available ho toh batana please
@@Hsb9999 Jarur
all pyq frst grade k q solve krk gya 2022 me 18 q shi kiye ek glt hua to avni jesi bhari bhrkm book pdne ki jrurt nhi pdegi
Bahut achha Sujhav h
Lekin Aapke psychology ko basic concept clear honge
@@RPSCMAKER P.D पाठक से बेसिक क्लियर किया और मेटेरियल भी बहुत ही शानदार है
@@RPSCMAKER but gk me 68 marks hi aye to slction se rh gya sbjct me 220 h chmistry se
@@राधेकृष्णा-स6श इस बार हो जायेगा।
Bhai sahb psychology ki objective type ki alag se book nikal rkhi h avni publication ki isliye isme objective type questions km h
Avni book best h
Aapke whstpp no bhjo na..que vgrh discuss kr liy krnhe
😍
😢
Kya hua
kitne no ki aati h psychology
40-60 Number
Avni publication ki price kya h or apni pothi ki price???
Avni Fix Price - 215
Apni Pothi - MRP - 410
Aapke hisab se konsi achhi he pyscho ki
Jo aapko achche se samajh aaye vo...
Kyunki samajh me aana bhi important h
Bhaiya Kalam Coaching ka Hindi main psychology ka batch Mil nahi raha kuch ho skta h ??? Please thoda help kr do
Kalam app pr mil sakta h dear
@@RPSCMAKER bhaiya Kalam pr h but English main h 😥 hindi main chaiye please help
Hindi me h lekin complete course ke anadar hoga
Check kijiyega