Kiya inverter refregerator ka compressor variable speed hota hy...inverter refregerator ka thermostat kaisy kam karta hy.inverter ac ki tarah speed kam karta hy ya mukammal band karta hy compressor ko
Mera freez proper coolng kr rha h lekin 0.0.3-4amp le rha h or compressor band hone ke bad 2-5minute bad chalu ho jata h ye koi problem h ya nhi plz relpy me
Bhai ji jb pcb kharab ho gyi to ya to new pcb lagana hota hai ya fir pcb sustem hatakar Non inverter wala system banana hota hai, iske liye compressor v change karna hota hai
Fridge k body k Niche jaha par connector laga hota hai, wahi par lite ka wire aya hota hai, niche se kewal phase aur neutral de dene se lite kaam karne lgta hai
सर किसी के अंदर गलतियां निकालना बहुत ही आसान है लेकिन उसे गलतियों को सुधारना करना मुश्किल का काम होता है। यदि आपको लगता है कि कंप्रेसर गलत फिटिंग हुआ है तो आप उसका सही फिटिंग क्या होगा बताइए।
Mashallaha sir
Bahut hi achha bataya Bhaiya
Sir, aap bahut achhe samjhate hai
Good work maja a Gaya 👍👍
Sir ji pcb testing & repairing ka bhi video banaye please........
बिल्कुल बनेगा, थोड़ा इंतजार कीजिए
@@rishimaurya5659 bilkul sir ......
Good. Sar. Gujrat
Bhot achi video banai hy
Good
Sir Concept cleared, very informative video.....
Super information❤
Super
Very good
Nic
Sir chimney course banavo sir
Super bro
Kiya inverter refregerator ka compressor variable speed hota hy...inverter refregerator ka thermostat kaisy kam karta hy.inverter ac ki tarah speed kam karta hy ya mukammal band karta hy compressor ko
Tharmostat normal wala hi rahta hai,
Ye fridge ko bnd kar deta hai,
But isme compressor variable speed wala hi hota hai
Nice
Bahut hi aacha
Sir compressor online kharid ke laga sakte hei kiya ya fir store
se kharid ke lagane se accha rahega
Store se lijiye
Mera freez proper coolng kr rha h lekin 0.0.3-4amp le rha h or compressor band hone ke bad 2-5minute bad chalu ho jata h ye koi problem h ya nhi plz relpy me
Nice👍
Sir samsung inverter friz ko normal kase wiringh kare sigal door
🙏🙏
R600 ka blazing video banana sir
Isha same Kiya sir lakin cooling theen din ake cooling bund horahi hya sir problem kya hosakta
कंप्रेसर नया चेंज किए हैं या फिर पुराना है?
@@rishimaurya5659 compressor Naya change Kiya tha sir purana change karka r 134 lagaya tha sir
Moisture choke ho skta hai ya fir leak ho sakta hai,
Leakage nahi hya sir compressor badalneka time thermostat change nahi Kiya tha sir vus se problem hoti ye kya sir
Lg inverter ko non inverter kardiya tha sir
समझया तो बहोत अच्छा लेकिन इन्व्हर्टर कॉम्प्रेसोर क्यू बदला ये नही बताया कृपया कारण बतायें.
Bhai ji jb pcb kharab ho gyi to ya to new pcb lagana hota hai ya fir pcb sustem hatakar Non inverter wala system banana hota hai, iske liye compressor v change karna hota hai
Kyonki ye bhi DC compressor h Ac lagaya h isko nikalke
Invertor fridge lena sahi hai ya non inverter kripya btaen
Non inverter lijiyega,
Same refrigerator hai mere ghar, kuchh din pehle plug out krke bahar chle gye fir aaye to chal nhi rha hai, kya khrab ho gya pta nhi chal rha
Bhai invter kho non inverter kharegaya tho compressor change kharena padega khaya
Ji bilkul
भाई यह तरीका सैमसंग की 1.5 टन एसी पर कर सकते हैं उसकी पीसीबी और कंप्रेसर दोनों खराब है उसमें फिक्स स्पीड कंप्रेसर और पीसीबी लगा सकते हैं
Ac me ye sambhav nahi hai, kyuki iske liye inDoor aur outdoor motor v change karna padega,
Hav ager indoor ki pcb non inverter ho aur compressor bhi to wor karega
Kitna charge laga sir total?? Please reply
4500rs
Kaha par hai aap centre
aap kisjagheseho
Ghazipur district
UP
Sir g lite ka kon sa wair hai
Fridge k body k Niche jaha par connector laga hota hai, wahi par lite ka wire aya hota hai, niche se kewal phase aur neutral de dene se lite kaam karne lgta hai
Oil Cheng karna padega sir
Change nahi karna padega
Inverter pcb jayda rupiya ki ate hy
Bhai one month ke baad abi result kya non inverter fridge ka
Bilkul best hai,
Maine apne vill me apne friends ka hi ye change kiya tha, avi tak koi problem nahi aya hai
Vo compressor kyu use nahi kiya
Size
Bhai iska tokri nahin lagega😅
Sir kharcha kitna ayega
Apka khud ka fridge hai ya fir kisi aur ka bnana hai
Khud ka@@rishimaurya5659
Khud ka hain@@rishimaurya5659
Compr..... fiting wrong
सर किसी के अंदर गलतियां निकालना बहुत ही आसान है लेकिन उसे गलतियों को सुधारना करना मुश्किल का काम होता है। यदि आपको लगता है कि कंप्रेसर गलत फिटिंग हुआ है तो आप उसका सही फिटिंग क्या होगा बताइए।
Sir aapka number kya hai ....
Sir ji,aapka number mil sakta hai?
Sir aap ka mobile number jahiye
Good Brother contact number Bhi Diya karo
Nice
Nice