Counseling मे कौन से Documents check होते हैं ।✅ Marksheet मे नाम, DOB, पिता का नाम कैसे सही कराए 🎯
Вставка
- Опубліковано 28 лис 2024
- ➡️ Counseling मे कौन से Documents check होते हैं ।Marksheet मे नाम, DOB, पिता का नाम कैसे सही कराए
How to correct my marksheet by post
how to my class 10th marksheet
how to correct my name in my marksheet
domicile
date of birth
#documentverification
#domicilecertificate
#marksheetverification
#counselling
#scholaranubhav
आदरणीय श्रीमान जी आपका बहुत-बहुत धन्यवाद l आपने बहुत ही सुंदर तरीके से समझाया है ll आभार 🙏
Sir aapke Sare Videos bahut helpful hote hai... Ek ek Video se hmesha kuch New Sikhne ko milta hai... Itna complete Aur too the Point Bina Time Waste kiye Shayd hi Koi btayega... So Thank You very much 🙏
When Teacher like You teaches/Guide the students
They Always leran Without Burden 🌸🙏
Sir mere nivas me post dal di hai vo bhi galat koi dikkat to nahi hogi
Mere wife ka sara document shadi k pahle ka hai shadi k baad name change Kiya baad me tet exam me naya name likha hu wahi name Ane Wale vacancy me bhi dala hu verification k time prb hoga kya
Sir 10 th or 12th me mere nam me KM lga hain or graduation me ht gya to form me KM Lgau Ya Ni ?ab married bhi hu pr koi name change ni hua hain bs KM ni lga ..or I'd me bhi KM ni lga h?? . 10 th ke acc. mere father ke name me bhi kumar lga hain spelling change hain pr graduation me spelling different hain or Kumar bhi ni lga hain wo expire ho gye to kumar lgau form bharte smy ya ni.. and 10th me mummy ka ame me ek letter nihain bai 12 me sahi hain name to kya kre??plz ans kijiye? Graduation me jo nam hain wahi post Graduation me bhi kya kru sir?
Hlw sr mera highschool 2011me complete hua tha,mere 10th k marksheet me mera name-CHANDANI GUPATA ho gya jbki right CHANDANI GUPTA hona chahiye,means GUPTA me ’P’ ke bad ‘A' nahi hona chahiye,aur sr maine jis school se 10 kiya tha vah school ab bnd ho chuka h,to sr mai apne marksheet me kaise correction kra skti hu, plz reply sr😢😢🙏🙏🙏
Sir Bihar (BPSC) ke application me thoda error ho gya hai UP me graduation ke baad deled hota hai aur Bihar me 12 ke baad to mera bhi form 12 + diploma wale option se fill ho gya hai ab uske liye kya kre kuch solution ho to jarur btaye sir please
Sir, marriage ke bad koi female degree poora krti hai to, candidate name , father name, 10th ke hisab se rahega ya, husband ke hisab se name me badlaav hoga ya nahi
10th me total marks kitna dale...mera CCE pattern CGPA system se 10th ki thi...to kitne me se dale..
Thanku Sir for this information.... 🙏
Sir mere 10th marksheet me dwivedi ki spelling ye h jabki 12th me divedi hai to isse problem ho skti h kya ise correction krau ya effidevit se kam ho jayega please reply jarur kren
Hua kya tumhara shi
Kya hua fir
Sir g mena up tet pass kiya hua but mera 12 vi me 70 % graduation me 42% hai aur bed 67%me Shichak ban sakta hu ki nahi
Sir, Graduation ki marksheet Mai correction hone pr marksheet ki issue date Chang ho Jati hai to future Mai form apply Karne Mai koi problem to nahi hogi ?
Aapne correction karwai aayi h kya please reply 🙏🙏🙏
Sir 12th ke marksheet pe date of birth LC (leaving certificate) ka mention hota hai ya jo form bhara hai us hisab se
Sir Father name 10 12 me HARI NANDAN. sAHAY SRIVASTAVA h but Graduation r btc me HARI NANDAN SRIVASTAVA h sahay missing h ...ctet me HARI NANDAN SRIVASTAVA se hi apply kiya h kya super tet me diqquat ho sakti h pls do reply,,🙏🙏🙏 mai bht pareshaan hoon
Sir ji mere school wala principal application nhi likha Raha hai please reply sir
Sir mere 10 or 12 ke certificate mai dob change hai kya muze Airforce y group ki exam ke form filling karte samay problem aa sakti hai kya agar maine gazzet & affidavits use kiya to vah online form filling keliye applicable hai kya
If my mother and father name in 12th marksheet and admit card get interchange is there any problem in counciling...
sir mera 10th marksheet or result online check karne par nahi mil Raha hai or mene ntpc form apply kar Diya hai 😢 ab kya koi dikkat hogi document verification ke time kya vo log online marksheet roll number dal kar check karte hai
Thankyou very much 💯💯💯
Sir jee Mai KYP ka 3 month ka kors kiya hai isi month September 2023 me Lekin KYP ke Marks seet me mere Name ka antim speling H ki jagah K ho gaya hai to use kaise sudhar karayenge please Reply
Hello sir ❤
मेरे 10th and 12th की मार्कशीट में सरनेम नही है। और सभी डॉक्यूमेंट्स में सरनेम है, तो आगे कुछ दिक्कत तो नही आयेगी ना सर।। please reply 😢
Hmm change kro
Sir 10th 12th marksheet km ratna sharma jbki other sabhi graduation postgraduation sabhi me ratna sharma hai
To kya is km ka koi frk pdta hai ya nahi
Sir uptet ke form mai markseet number ke jagah serial number ke niche jo number likha hai wahi bhar diye hai computer wale bhaiya please sir bataiye bad mai koi dikat hogi kya sir
Sir mere10 ke marakseet ma khan ka uper chandarnam ha or sabe document ma khan ha
Gud eve. Sir..mere graduation ki degree me Hindi me name galat ho gya h but English me thik h ...toh koi problem toh ni hogi councelling k tym pe ...plz reply sir🙏
Same situation with me also 😭 kya aapko koi solution mila iska. Please mujhe bhi bataiye
Sir counciling k samaya original lenge ya xray lenge and original lota denge
10th marksheet m Mere father k name m kumar ki jagah mumar ho gya h... Other documents m kumar h
Kya problem hogi ?
And aapne kaha ki sudhar krwane m original document dena pdega...
is it safe ?
Aap ne correction karaya kya please reply kijiye please reply please maam
Koi problem nahi hai n esse aage form fill up me please reply kijiye please
@@cuteprincess8297 nhi mne nhi krwaya hai abi... Agr aage koi dikkat hoti h to affidevit lga k kam kr skte h
Kya ek baar DV ho jaane k baad v department se dubara check hota h kya .... Jaise cast and residential ye sb block se verify hota h kya
Sir shadi ke bad maine sasural ke add se mulniwas, marriage certificate ,caste certificate sb bnyaya h usme nam Shilpa dala h.. kyuki shadi ke bad Kumari hata diya jata h to adhaar card me sb kuch updated kra diya h but abhi bhi nam nhi updated kiya h plz... reply sir🙏
Km se koi prbm ni hoti 👍🆓
Agar ek hi name ussi style me likha ho aur waise hi likha ara hai sabhi certificate me to kya dikkat hai ki nahi abhi bharne wala hu btao koi
Sir form Barty time hum income Kam Barty hai toh kya problem hoty agy document verification me sir plz btye kunki register k time meny income 2:50 lakh se Kam Bari hai or uski fees 250 thi or 2:50 se uper ki 350 thi toh toh mery papa ki income 2:50 se uper hai so income cirtificate manga hai toh usny ye kaisy thik Kary
Sir ak bat verification me agr koi doment Dena bhul gya %becha par bharti honi h or proviganl list jari hogi or cadinet us me ejebal h ak docomet n Dene se manviy bhul ke karn to court me rid kar sakta h kya or bharti ke bad over age ho rha h to kya samadhan h
Sir mere aaddar card me name ke agge husband ka name hai . But
Mere educational certificate toh nahi hai fir kya kare.
Sir meri jo 10th aur 12th ki marksheet me papa ka naam v.k.mishra hai yahi B.AB.ED AUR M.A ki marksheet me bhi papa ka naam v.k.mishra likha h
Sir mere ADHAR CARD AUR PAN CARD ME VINOD KUMAR MISHRA likha h aur abhi CTET Dec wala exam form me bhi VINOD KUMAR MISHRA likha h aur sir mere kisi bhi Documents me mera sir name nhi likha h
Sth hi sir mere birth certificate me papa ka naam vinod kumar mishra likha h aur mera naam ku. Lga h toh sir koi dikkat to nahi hogi please btayeye sir 😢😢
Sir mere documents me sab ek jase hi naam h but aavedan form mane 10 k according bhara tha jisme km h but form me mrs lik diya h
Sir agar pahle se affidavit banwa lene se kya problem ho sakti hai, because mere Kumari k badle Kumar aa gaya hai
10 me km lga hua h name se pehle but aadhar card, pan card, driving licence me name se pehle km nhi lga hua h but change hota bhi nhi h bolte h ki I'd me name se pehle kuch nhi lgta.. Plz sir btaiye koi problem toh ni hogi ji
Km se koi problem ni 👍
@@scholaracademy1 thanks sir
Sir affidavit Puri le liye hota h sir ya fir har bar 6 mahina ya 1 sal me dusra bn wana hoga
Thanku sir 💐💐💐
Sir,
Mene ek exam me galti se ncc certification wale colom me yes ho gya tha, or results aane k baad pata laga or 10 bounce mark bhi mil gye hai, ab ncc k certificated nhi hai kya kre
Attention please
मेरा सिलेक्शन RRB NTPC स्टेशन मास्टर की पोस्ट पर हुआ है लेकिन मैंने फॉर्म भरते वक़्त परमानेंट एड्रेस की जगह present एड्रेस डाल दिया था दूसरे जिले. का जबकि डाक्यूमेंट्स और domicile certificate दूसरे जिले का है 🙄
तो इसे सही करने का तरीका क्या है?जिससे DV और police वेरिफिकेशन मे परेशानी ना हो
या डॉक्यूमेंट वेरिफिकेशन मे रिजेक्ट ही कर दिया जायेगा इस वजह से
Please बताइये
Phr ky hua apka mne bhi yji galti ki h abhi
@@ssrs540 आपने किस फॉर्म. मे डाला है?
@@ssrs540 railway के डॉक्यूमेंट वेरिफिकेशन मे तो मुझे क़ोई problem. नहीं हुई इस वजह से... क्युकी domicile certificate माँगा ही नहीं था इसमें तो
@@vimalmeena4946 dental surgeon mppsc m interview k liye select huyi hu...application form m address permanent aur current dono same dal diye jabki permanent khi aur ka h adhar card k hisab s
@@ssrs540 क़ोई problem नहीं होनी चाहिए
डॉक्यूमेंट वेरिफिकेशन मे जाओ तब एक एफिडेविट बनवा के ले जाना नोटेरी पेड पर
Sir mere 10,12, graduation ki marksheet me father name Rajendra Kumar likha h but dled aur ctet ki marksheet me Rajendra Kumar Mishra likh gya h to age Job me koi dikkt hogi Kya correction krwana padega Kya sir sir pls rply me
Sir ,father ka name adhar card par galat h aur wahi passbook par bhi h 😢...sir scholarship aa jayega na?
Aa jayegi bhai
Sir i have space issue in father's name in 10th Father name is "KAMALAPATI SINGH" but in rest all document(12th,B.A, pan,Aadhar) everywhere is "KAMALA PATI SINGH" Key ye mujhe document verfication me issue create karega
Sir mere all documents pr km neha h .....but graduate 1,2 year me neha h......but final me km neha h .........ky b.a ka 1,2 thik krwana hoga ......ya final year se ho jayega
This is a big problem..
Sir central Gazette notification ke through Name change karne par old name ke marksheet valid hote hain... Government job mein....
Sir mere naam k aage km laga h 10th aur 12th me ...aur mere mummy k naam me space h..... graduation aur b ed me km nhi lga h ..to kya aage chalkr dikkt hogi?
if you know plzz reply me also 🙏
Nhi koi dikkat nhi hogi
Aapne shi kraya mera bhi same yehi hai
@@anishasingh9562 nhi...sb log bol rhe ki bahut dikkt hogi correction kraane me.... bahut time lgega....purani marksheet me.... verification k time affedevit Banakr chal jata h kaam
Mera sirf nivas Patra me mata ka naam indu ka endu ho gaya hai? Kya kare sir🙏🙏
Thank you so much dear Sir
Adrees v change karwana hoga kya glti ho to adres v check hota h kya
Nice information sir 🙏
Thank you.
@@scholaracademy1 up bale ctet se nhi apply kr skte kya
@@scholaracademy1 Sir mere mummy ka naam 10,12 marksheet mein raj laxmi hai or graduation ki marksheet par rajlaxmi devi hai to koi problem hogi kya sir aage job ke document verification mein.
@@scholaracademy1sir main animal attendant ki tyaari kar raha hu jo 10th pass job hai but sir muje ek problem hai ki meri 8th class marksheet main dob 2002 hai aur fir 10th class main 2000 hai aur sir 8th class ki marksheet ko school walo ne marksheet main se kaatkar 2000 hi kardiya aur sign kar diye aur school wale bol rahe hai ki koi problem nhi hai but sir muje डर lag raha hai sir mehnat karne main sankoch ho raha hai sir please bataye kya hoga please 🙏 🙏 😢😢😢😢
Sir pehle se affidavit nai bnwa k rkh skte ki taki vha mange to de diya jaye...?? Kumari vala dikkat h sir marksheets me h bt I'd proof me nai h and graduation degree and ctet uptet me bhi nai h kumari
To sir agr vo vha pe mangege to turnt kaise bn paega??
Dp check krlo mri contact kro mujhsay hojayega
Sir thank you very much for this useful and informative video. 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻👏👏
Sir need your one favor please
Sir mere 10+12 ke mark sheets pr sirf name Neha likha he but mere photo pr mera name Neha Bhavsar(Cast) he but aadhaar card pr name Neha Rathor(Surname) he to govt exam ke forms fill krte time agar name Neha Bhavsar ya Neha Rathor dalege to problem Ho sakti he kya pr suggest be ki me form fill Krte time kis name ka Use karu ki mujhe aage problem na aaye
Aur mere Cast Certificate pr mera name Neha Bhavsar hi he.
Please suggest me i waiting for your reply
Thank you sir for this useful video 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Ma'am apko answer Mila
I also have something like that mera issue kumari ka h results me kumari jyoti rai hai or adhar pan ctet uptet and graduation degree me only jyoti rai h
Mai forms bhi job k adhar k according jyoti rai hi fill krti hu
10th marksheet k saat .
Affidavit kis k name se banega.. ager mai apne name se Affidavit banu lo to yh accept hooga??
education documents mai department ki galti hoti to hum logo ko kyo pareshan kiya jata hai
Agar 10 th me hi glat ho to tb to nhi 10 th ke according krenge na
Sir ji,sabhi documents me father name - Ramavadh hai,but CCC certificate में Ramawadh है, क्या मुझे डॉक्यूमेंट verification me problem hogi,
जबकि CCC certificate me correction का कोई प्रावधान नहीं है, बोर्ड में संपर्क किया था, मैं क्या करूं
Kya solution nikla
@@RP-ym1nz koi solution nhi mila, affidavit banwana padega tahsil se dv ke time
@@anshkumar5820 Affidavit easily ban jata hai kya ? Tehsil se
@@RP-ym1nz ekdam easily ban jata hai,baki railway me job kar raha hu mai, affidavit se sab kaam ho jata h
@@anshkumar5820 aapse thoda bat krna tha bht tension ho rha hai
Mere father name aur mere name dono me thoda problem hai spelling me
Sir ek I'd m km nhi h name se phle or graduation m km nhi baki sabhi documents m km h to graduation m km lagwana pdega kya kyunki tet m or btc marksheet m km laga h ?
No problem
@@scholaracademy1 thank you sir
Super🥰🥰 sir ji
Thank you
@@scholaracademy1 up bale ctet se apply nhi kr skte h kya
Sir plz reply counselling me Mummy papa ke adhar bhi check hote h ky..plz help
Sir Mere Father ke name Me thoda prblm hai
Highschool aur sare documents( uptet d.el.ed adhar card )me - *Israil Ahamad* hai
Aur inter & graduation me - *Israil Ahmad* ( isme AHMAD me *a* kam hai )
Kya mujhe ye thik karana hoga
Affidavit lag jayega. Aap kisi advocate se v pooch skte hai. Ki aise m kya decision le.
Okay, Thanks for replying 🥰
@@husainprvz aap ko kya hua problem hua kya please reply
Mera 5 th 8th 10th or 12 th me surname nhi hai.... Lekin Aadhar ,pan,cast & domicile certificate,voter ID, Bank passbook me surname hai... Govt job me documents verification me problem hoga kya... please sir batayiye..🙏🙏
Sir mai bahut pareshan hu documents ko lekar mai aapse personally baat karna chahata hu
Please mere baat kar lijiye
Dp check krlo mri contact kro mujhsay hojayega
सर मेने फॉम भरने में पापा के नाम में स्पेलिंग में मिस्टेक की है तो क्या में रिजेक्ट हो सकती हूं clss ३ ki एग्जाम में।।।
Ab Dali h aapne etne din baad kuch acchi video
Thank you 😌
Sir uptet form bharte time ......mere highschool me67.6 the but automatically 67.7 le liya ky problem h .......🙏🏻 please sir bataye,,,,,,,aise hi inter me 68.7 tha, automatically 68.8 le liya jisse mera ....... .2 lgbhag bhadh gya ky hoga please 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻 mera
Father's name in my Matriculation documents is BC Mahto and in Inter and other higher certificates his name is Bishnu Charan Mahto. Do I need to modify my certificate
Yes
Hua bhai DV abhi tak or kya hua ?
Kya solution nikla ?
@@nishantyt8422 bhai aapka kya problem hai ?
Sir meri 10th ki Markshit me name ke aage kumari h or baki markshits me(11vi se b.ed) tak ki markshit me name me kumari nahi h to mujhe kya karna pedga...kya sari markshits me kumari add karna padega ya fir 10th ki markshit me kumari hata sakte h kya...plz riply de
Sir please reply 🙏
Sir I have laminated my degree certificate . Sir is there any problem regarding lamination in upsc
Thank you sir.
No there is no problem
Sir mari 10th ki markshee m papaji ke name ke aage Lt.Nathu lal gurjar h but 12th ki m only Nathu lal gurjar h aage verification m koi dikkat aaaygi kya
Good morning sir 🙏🙏🙏🙏
Good afternoon.
@@scholaracademy1sir main animal attendant ki tyaari kar raha hu jo 10th pass job hai but sir muje ek problem hai ki meri 8th class marksheet main dob 2002 hai aur fir 10th class main 2000 hai aur sir 8th class ki marksheet ko school walo ne marksheet main se kaatkar 2000 hi kardiya aur sign kar diye aur school wale bol rahe hai ki koi problem nhi hai but sir muje डर lag raha hai sir mehnat karne main sankoch ho raha hai sir please bataye kya hoga please 🙏 🙏 😢😢😢😢
Agr address changee h to prblm ho skti hai
Bhai ..mera deled mai mother k name mistake h..AVS ki jagah par AVES hai ...mean E alphabet extra hai ..to koi prob. To nhi hogi ..plzz reply me as a request 🙏.. I'm new on your channel..🙏this channel is very helpful for me ..
Correction kralijea. .
Bcoz is cheej se prob ho sakti h abhi time h to kralijea aap 10th ke according
@@swati_9618 bt sis agr 2022 mai vacancy ati h to prob.ho jayegi agar marksheet fas gyi to ...?
Or form to aap bina marksheet me bhi fill kr payengi bcoz nob hi to mention honge bus.
Vo sub aap ache se note krlijea.
Jub tk PPR hoga tb tk to aahi jayegi.
@@swati_9618 ok.. I will try
@@swati_9618 mere sare documents me ma ka name shi h ek jaisa hi h but ma ke adhar card pe unka nam me spelling mismatch ho to b prblm ho skti h kya ??
मेरे इंग्लिश और हिंदी मे नाम हर जगह सही है,जैसे जाति निवास आय आधार other मार्कशीट मे सब जगह सही है,but डिग्री मे भी इंग्लिश सही but डिग्री मे हिंदी मे मेरा नाम खुर्शेद की जगह खुर्शीद है हो गया तो वेरिफिकेशन के समय कोई दिक्कत होंगी
Affidavit laga lena..sahi krwa lo name University se
Sem conditions,, meko private company m job milegi y n,,, verification s kahi bhr n ho jau
सर मैंने अपना 10 का सर्टिफिकेट बनाने के लिए दिया है
क्या दूसरा cirtificate जब मिलेगा तो उसमे सीरियल no. Alag आएगा क्या
Hello sir muje 10 ki markshit me dob change karvana hai last k do digit 84 ka 94 karvana hai kese karvaye ... Mene kafi sal phle pass kiya hai koi solution hai sir eska plz btaiyega
Sr mere education certificate m papa ma ka name h or sthai m husband ka name h to koi problm to nhi hogi pls reply
Sir result me pita ke naam me Kumar nhi laga jabki income me Kumar laga job milega kya
Sir mere B.Ed ki degree me Hindi me naam galat ho gya hai(सौमित्र ke jagah सुमित्रा kar diye hai).... Par sir English me naam sahi hai.... Aur mera har jagah 10th, 12th, Graduation, Post graduation har jagah English me hi naam hai...aur sahi bhi hai.... to sir kripya karke mujhe bataye ki Hindi ke naam ko leke kya karna chahiye??? Affidavit bnwa lena chahiye sir mujhe?? Ya kuch aur ....kya karna chahiye..
Sir niwas certificate m mother's name mein KUMARI laga h aur EWS mein JHA laga h to kya problem hpgo????
Sir जी नमस्ते
सर जी मैने इसी साल 12 की परीक्षा पास किया हु मेरे क्लास 10 और 12 के मार्कशीट मे पापा का नाम subash है लेकिन TC per shubhash है तो क्या मार्कशीट संशोधन करा लू या यूनिवर्सिटी मिल सकती है
सर सरकारी कर्मचारी को मार्कशीट करेक्शन करवने हेतु कौन से डाक्यूमेंट्स देने होंगे मार्गदर्शन kre
sir mere class 10th me name k aage Km. lga h aur adhar me b Km. h aur kahi b Km nhi h baki jagah sirf name likha to kya kre koi problem to nhi hogi aur baki sb kuch thik h DoB father name mother name sb thik h.??? plz btaye
Meri bhi yhi prblm h
Koi problem nhi hogi
सर अगर पापा के नाम Kakikraj Kumar ke जगह पर Kalik Raj Kumar होगा गया है ओलाइन करते समय तो क्या प्रॉब्लम होगी काइसलिंग में बिहार नर्स में देना है।
Is the resident and domicial certificate same?
Sir adhar card me papa ka name middle name Prasad likha h,,baki kisi v record me ni h to kya usse v problem ho skti h , document verification me ??
Sir mere father ke name matric me glt ho gya h Nezamuddin ki jgh nizamuddin ho gya h or 12th ye sb me Nezamuddin h to problm hogi kya
Same problem here
Affidabit international embassy mein valid hota h kya ??
Father's mother's name 10th 12th ki marksheet me correct karvana hoto free of cost rehta h ya rupye lagte h or ye jyada se jyada kitne din me sahi hokr marksheet dedete h?
hello sir meri high school ki marksheet me (KM ...Name.........) Likha hai baki kisi document me nahi hai to kya isme koi dikkat hogi age kabhi bhi kisi govt document verification me
Sir mere sare document me meri or mere father ki sarnem chouhan hai but mere father ke document me tomar hai to verification me dikkat aa sakti hai ya nahi sir please bataye🙏🙏
Mera St certificate 2009 ka hn tb hmra tehsil alg tha. Ab kch years pehle hmra teshil chnge hua hn.... Ab domicile ore st certificate p tehsil address different hn....
certificate p b koi b expiry date nhi h... DV mai koi issue toh nhi hga?
Sir CTET ke through super tet form main kaise apply karenge plss tell me agr hum uptet ke marks na lgakr CTET ke lgate h to
sir mera ews m spelling mistake h affidevit se kam chl jyga kya
😢 sir maine 2013 me intermediate pass Kiya tha bihar board se but Maine chalenge kr diya to 1 marks badh gya.
Pr Maine 336 marks jo phle tha usi ko use Kiya admsn me
Bad me pta chla 337 marksheet v aaya h
Maine 336 wala marksheet he use Kiya.. graduation admsn me..
Currently I recently joined JOB in BIHAR GOVERNMENT BPSC TRE 1 AS TEACHER
Sir to document verification jo board office se hoti h..
1year ya 2 year bad usme koi problem bhi hogi kya..
Maine 336 marksheet use Kiya..
337 marks marksheet jo chlenge krne ke bad college me aaya use use nhi Kiya*
To kya board BSEB SE VERIFICATION HOGI TO KYA PROBLEM V HOGI..
MARKSHEET MISMATCH!!??
Please btye
Bhaiyaa...
Mere 10th, 12th, and graduation me mummy papa ka name English me thikk hai...
bs 12th ke marksheet me mummy ka name jo hindi me hai usme..
Hona chahiye रेहाना परवीन
But marksheet me रहना परवीन है तो दिक्कत होगी क्या??..
Sir g mera adhar card or pain card m km ni lgra to koi problem to nhi hogi
Informative video !
Nice !❤❤❤❤
Glad you liked it!
sir Mera adharcard or caste certificate me address alg alg h,kya iss se koi problem ho skti h kya counseling me
Bhaiya mera D El Ed 2017-19 bala batch h mere d El Ed marksheet me photo glt tha maine vo sahi kraya lekin certificate m photo glt hi aya ab college balo se bolo to bolte h ki hmne bhej dia h sahi hone died m lekin is baat ko bolte bolte 2 sal ho gye abhi correction nhi hua h ab bpsc prt m mera selection ho gya kya kru kuch smjh nhi a rha h kuch btaye koi 😢
Sir Meri 10 the ki mark sheet me mere name se pahle km laga hai aur kisi bhi Mark sheet me nahi laga hai to Kya Koi problem ho sakti hai? Please sir reply.
Sir 10 me papa ka name Ramchand Yadav h lekin 12 me Ram chand Yadav h to kya Koi problem hogi. plz sir reply Mai kafi presan hu isko lekr
Sir mere sare document me KM lga h but graduation Certificate m nhi lga h to DV m koi problem hogi kya