1. Sir isme negative marking hoti hai 2. Sir 4 practicals ki bhi koi fee hoti hai 3. Government job wala institute ke through registeration karke o level kar sakta hai... Plz reply my queries.. As soon as possible...... Thanks
@@GoalYaan sir agar 2 semester ho Jaye... institute ke through aur phir govt job lag Jaye...fir baki 2 semester continue kar skate hain... Koi prob toj nahi hogi...... Plz reply Main isi situation main fas gaya hoon.....
@@Vicky-og9emnahi bhai. T Balaji ka ek book lo usko pura month padho. Video se bhi padho tab ja kar B ya C grade aata hai. Kisi kisi ka luck hota hai tabhi ja kar C grade aata hai.
Sir NIELIT sabhi course jese O A, B, C, level aur Ecc jese sabhi course aur syllabus aur kon better hai ish pe details video banyiye fresher k liye bahut kaam aayega 🙏🙏🙏
Sir, online registration main qualification ka roll no. Or documents upload nhi mangta fir kaise pata chalega ki apne jo qualification fill ki hai wah sach hai ya jhooth
Sir abhi vihar vidhan sabha ka form aaya hua h jisme o level ya uske equivalent manga ja raha h. Please suggest me sir ki o level ka equivalent ADCA ho sakta h ya nhi.
Sir agr Mai kisi dusre city m graduation krte hu or vo college regular hai merko o level krna dusre city toh kya bad m job m kahi laga ho toh pblm hoge kya please bata diye please sir
Sir muje apse bat karni hai me old student hu mera 2014se 19tk rajistration tha vo expire ho gya h me uptec allahabad se kar Raha ta 3pepar pas ho gye te
Hello sir ji, maine O LEVEL k liye registration kr diya hai January 2024 k liye apply kiya tha aur usme fees pay nhi hui hai, fees kaise pay karu, please reply me sir
Sir Govt job k sth O level kr skte h kya ? ya department se permission leni hogi ????? agr job aur O level parallel chal rha h to koi prb to nhi hogi ????
Kam se Kam koi to nikla jisne ek hi video me sabhi matter bata diya Bina bakwas kiye
Bahut acha samjhaya apne thanks yar.. no doubt in o level course
wow sir kahan the aap aisa hi video to dhoondh rha tha kabse. waise sir aapke ek bhi baal safed nahi hue hain gazab.
Good morning sir apki wajah s ccc B garde s cler kr liye ab O level v krna h sir ji bus apke support chye.
Very useful information sir thanks for you
Mujhe kuch be pta nhe tha '0'level ke bare me thank you sir 🙏🙏🙏🙏🙏
Sir aapne bahut achi jankari di hume .mujhe iske bare me jyada jankari nhi thi thank you so much sir❤
Sir you have explain very clearly language 🙄 thank you 😊
Course fees are 22680+500 & exam fees are 750+ 100 processing.
@@GoalYaangraduation k sath valid h ya nhi??? Dono degree ek sath show kr sakte h ???
@@rahul7542same question
1. Sir isme negative marking hoti hai
2. Sir 4 practicals ki bhi koi fee hoti hai
3. Government job wala institute ke through registeration karke o level kar sakta hai...
Plz reply my queries..
As soon as possible......
Thanks
Negative marking nhi hai...
Gov job wala direct kr skta hai institute se nhi
@@GoalYaan sir agar 2 semester ho Jaye... institute ke through aur phir govt job lag Jaye...fir baki 2 semester continue kar skate hain...
Koi prob toj nahi hogi......
Plz reply
Main isi situation main fas gaya hoon.....
@@GoalYaansir please help m agra m koi institute btaye jo o ,level exam krata hi puri prosess btaye
Aap bahut achhe se samjhate h sir tqq sir
Mera may ke exam ccc me B grade aaya h.. Mene 5 days pada tha or do din pahle paid pdf li thi goalyaan se thanku sir
Matlab 5din padh kar v exam pass kar sakte hein ? Plz reply
@@Vicky-og9emnahi bhai. T Balaji ka ek book lo usko pura month padho. Video se bhi padho tab ja kar B ya C grade aata hai. Kisi kisi ka luck hota hai tabhi ja kar C grade aata hai.
Can I get your contact bro
I have completed with B Grade within 6 months and get degree ❤🎉
Aapne taiyari kaha se kiya tha
@@vandanapal9515 only book reading and youtube
@@deepaksinghkushwaha2864 Book reading balaji
Ap direct kiyee the ya koi university ss
@@Heart_hacker_Bihar नहीं self
Sir NIELIT sabhi course jese O A, B, C, level aur Ecc jese sabhi course aur syllabus aur kon better hai ish pe details video banyiye fresher k liye bahut kaam aayega 🙏🙏🙏
Bahut ache se samjh aa gaya sir
Aapne bhoot acche se explain kr diya sir.. Sb kuch smjh aa gaya thank you sir.. ❤♥
कृपया अपने नोटस मुझे दे सकते आप।।।।।।। Plz
Sir ka fee kitna hai
Sir Mera exam may m tha or maine apki kevel 10 class attend ki h jisme mera b grade aaya h thank you sir ❤❤❤❤❤❤❤❤
Congratulations 🎉
Paid batch liye the sister
Acha shi batao log pagal hai jo mahino padte hai aap 10 din me b grade le aai🤣🤣
Hmm ye sach hai maine kevel 10 class hi liya hai
Please hume ye bataye kya saare paper ek sath diye the , please reply
Thanks sir aapne bhaut acche se samjaya hai
Sir agar direct krenge to exam kese hoga or project kha or kese jma krwana he
Sir mera exam july me h...super master or marathan helpfull h ???? Previous month 2023 k question kara dijiye sir
Sir please bataye
Pgdca or “O" level or “A" level
Thino me se kon sa karna jayda beneficial hai.
O level
Top to low
A/pgdca then o level then ccc
Hello sir, please ye bataiye na o level ke liye entrance exam v Dena hota h kya??
Practical aur viva kaise hoga
Please guide me on what to do after clearing all 4 papers like for project submission and degree
Thank you sir,🙏🙏
Bahut khatarnak test hai o lebel ka
Kya direct kar sakte hai o level
Thank you sir for clarification.
Sir mai c grade se pass ho gai mai Aapka class ki thi thank u sir
sir mene 2010-11 me 2 paper qualified kar liey the uske bad mene kini kardo s chod dia the
kia me duwar apply kar sakta hu
Sir, Direct walo ke liye Practical and viva ka kya process hoga aapne ye nhi bataya.....
Sbka ek jaisa hi hota hai center jayega
Sir, online registration main qualification ka roll no. Or documents upload nhi mangta fir kaise pata chalega ki apne jo qualification fill ki hai wah sach hai ya jhooth
Sir abhi vihar vidhan sabha ka form aaya hua h jisme o level ya uske equivalent manga ja raha h. Please suggest me sir ki o level ka equivalent ADCA ho sakta h ya nhi.
Thankyou thankyou sir you provide me very important message
Very Very nice information sir ❤❤
Agar mane July ke liye 2 paper lock kar diya to dono paper ak hi din hogaa aur practical bhi please reply me
Guruji pet ki tyari kab se shuru karwayenge aap
Sir mere pass labtop nehi hai kya me online me kar septa hun?????
Sir apki language bht achi h
Sir Diploma in ECE equivalent hai O level ka ki nhi sir please bataye
Sir ji Maine registration kar diyaa aaj hi
Sir new admission hua hai kaha se suru kre fist chapter bta do sir
Sir july 2023 ka exam jo hone wala h voh postpone ho jayega????????
What is practical here in this exam?
Sir.kya adit course o level ke saman hai?
SIR AGR ME AAPKA O LEVEL LA COURSE BUY KRU ,TO PC PR KESE DEKH SKTE H ?? PLEASE BTAYE
Sir mne CCC m apse padha tha guru ji ek baar m hi c grade aa gai thi
😂😂😂
🙏🙏sir kay graduation ke bad kr skte h ???
Sir kya o level ke lie phle ccc clear kr a must h
Thanks for detail explanation sir ..plz keep guiding us
Sir Kya graduation ke sath-sath O level kiya ja sakta hai?
Yes bro मे BA kar rha hu or sath me O level
I join goalyaan. M1 ki class lerahe .8 july ko paper hai .
😊
Fees kya hai
@@somyagupta575 200 rs for m1
Bhai please btao padhaya hua mil rha tha ki nhi
Sir agr Mai kisi dusre city m graduation krte hu or vo college regular hai merko o level krna dusre city toh kya bad m job m kahi laga ho toh pblm hoge kya please bata diye please sir
@@shashankmishra834hey..
Apka clear hogya??
Thank you sir samghane ke lie
Sir plz july ka ccc exam ke liye class start kar dijiye plz
Sir muje apse bat karni hai me old student hu mera 2014se 19tk rajistration tha vo expire ho gya h me uptec allahabad se kar Raha ta 3pepar pas ho gye te
Mene BSc computer science se ki h chal sakti h kya???
Veri nice reader techer
Sir class kitne ghante ki chalti hai o level ki
Direct and institute
Sir i have my done 12 in computer science I also have to write ccc for govt exam in up
U don't require to write exam.. U already applicable
Hello sir ji, maine O LEVEL k liye registration kr diya hai January 2024 k liye apply kiya tha aur usme fees pay nhi hui hai, fees kaise pay karu, please reply me sir
Sir plz bataye kya kare
श्रीमान जी R5 की क्लास ऑनलाइन कहां से लें क्या आप ही कराते हो ऑनलाइन क्लासेस प्लीज
Good information sir 👍👍👍
ye shi bnaya apne...
Sir demo video kha milege
Sir account kaise bnana please proses bta dijiye sir 🙏🙏
Sir Govt job k sth O level kr skte h kya ? ya department se permission leni hogi ????? agr job aur O level parallel chal rha h to koi prb to nhi hogi ????
Direct kr lo koi problem nhi... institute se nhi
Sir mere pass computer nhi hai lekin laptop h to kya m ghr se hi o level kr skta hu
Sir O level ko distance se kr skte kya kuki m govt job kr rha hu
Bahut badhiya sir aap bahut aacha padhate hai thank you sir🙏
Kya biology ke students o level kar sakte hai?
Bed k saat saat b o level kr skte h kya sir ??
Jiii very happy
Sir, iska practical kahan hoga?
Agar ham khud se padh ke khud exam Dena chahe to practical aur viva kise denge ?
Sir me Bpsc teacher primary me hu or A level institute se kar sakti hu
Sir B.ed k sath O level kar sakte hai?. 30 sept.last date h O level form bharne ka.sir please reply me
Sir graduation me hu ,
kia ye course kr skta hu sath valid hoga ya nhi plz reply
Nice Information Guruji.🙏
batch kab se start hai
mujhe join karna hai
Change course kaise karein mine o level select kiya mujhe ccc karna hai
Sir institute aur direct matlab kya hota hai institute matlab kisi computer coaching se aur direct kya hota hai
Direct mtlb Ghar baithe Bina kisi institute ke...
Sir after O course hum kon sa course kre? Batao pls pls important hai
एक no सर
Updesco ka dit course equal o level ?
Plz reply me
....I'm worried about my fees of o level
Sir pg ya koi course kr rhe to uske shath v y course kr skte hai kya h
Haan.
Aur mujhe ab next vacancy k liy nielit se o level Krna h. Kaise kre sir???
Sir government job pr rhte huye institute se kr skte h kya???
Sir msme se bhi o level hota hai kya skill development se
Ios m nhi h kya sir
Sir me government job me hu
Kya me O lable kr sakta hu
Please bataye sir 🙏🙏
Sir ap ADCA ke baare me bhi aesi video banaie plz
Sir, main galti se Institute se registers kar li, ab main kya karu😢
advance cartificate in computer application or 'o' level me kiya different h
Sir humne alag admission karwa lia hai to kya aap Hume padhayenge
Sir, I have done BE (ECE) . Kya ye o level hai? In my semester (1year- Fundamentals of Computer ,3 semester - Data Structure Algorithms , 4 semester - DBMS , 5 Semester - Computer Architecture 6 semester -Software engineering, 7 semester -Multimedia System. 8 Semaster- Operating System. Please reply sir
Maine bhi Diploma in ECE KIYA hai apko pta chla ki O level ke equivalent hai ki nhi
Mujhe bataye jld se jld
Exam mein pass nahi hona par dobara 1000 rs dena hota hai o level mein ya ushi fees mei. Dobara exam de sakta hai
Kya army service krte hue o level kr skte hai kya
Thank you sir ❤
Sir without 12 ke nhi kar sakte kya 😢 kyuki mera compartment aya tha usme bhi fail ho gya hu plese btao