Aap log jo bhi bolo jab tak jiska dream bike hath per nahin a jata tab tak man Ko Shanti nahin milta power rahega bhi to Khush power nahin rahega bhi to khush srif ho dream pura hona chahiye 🥲
Bhai 155cc ke liye TCS aur Quick shifter ki kya jarurat hai ek toh upar se yeh 18.4 ka bhp hai, Dual channel Abs hi khafi hai iss bike ke liye.Yamaha ne Indian market mein features bohot diye hai but usse koi jyada log use nahi karte, aur aap vibrations ki baat kar rahe ho to apne bike mein itne mods kiye hai to uske bhi vajah se vibrations create hote hai uss mods parts pe isiliye apko vibrations ya fhir thode bohot minor sounds ate rahenge.Kyu ki maine bhi mere fz v3 mein bohot sare mods kiye hai mujhe jo mods parts ki vajah minor sounds ate hai khas karke mini drive fog lights ke fans aur lights ki body ka sound ata hai agar lights off bhi rahegi na to bhi uska avaj bike ride karte samay ata hai fans ke fins air ki vajah se ghumte rehte hai, isliye stock bike rakhoge to apko vibrations ya minor sounds ki problem nahi ayegi.

Exactly bro
Bhai heh discontinue tob nhi hogi na main iss month ke last tkk lelunga isse
Han rhegi
Bhai apki r15s such me pechee ki brack nahi lagti he
Me smja nhi bro
Bahi apke hade lite pe kaya laga hai 😮
Fog light with mask
Sir apka bike ka full modified ka price kitna aya hain please reply
12K
Split seat lga skte hai ??
han
Bhai 155cc ke liye TCS aur Quick shifter ki kya jarurat hai ek toh upar se yeh 18.4 ka bhp hai, Dual channel Abs hi khafi hai iss bike ke liye.Yamaha ne Indian market mein features bohot diye hai but usse koi jyada log use nahi karte, aur aap vibrations ki baat kar rahe ho to apne bike mein itne mods kiye hai to uske bhi vajah se vibrations create hote hai uss mods parts pe isiliye apko vibrations ya fhir thode bohot minor sounds ate rahenge.Kyu ki maine bhi mere fz v3 mein bohot sare mods kiye hai mujhe jo mods parts ki vajah minor sounds ate hai khas karke mini drive fog lights ke fans aur lights ki body ka sound ata hai agar lights off bhi rahegi na to bhi uska avaj bike ride karte samay ata hai fans ke fins air ki vajah se ghumte rehte hai, isliye stock bike rakhoge to apko vibrations ya minor sounds ki problem nahi ayegi.
Good info
Bhai apki Instagram id ky he
iamkawal21 userid