Bhai maine iti aur graduation ek sath ki hai iti regular or graduation non college ab mai joining ke time in dono ko lagaunga to koi dikkat hogi kya please reply
Station apne hisab se nhi milta kya... NR se hu apne TM IV mila hai... Lucknow division first preference the aur TM IV bhi first preference tha... Station kahan milega ye DRM office wlae khud denge kya
Good morning sir m gowati jion se pas out hu mere cutt off se 11 numbers jyda h medical A2 feet hu category st se hu first post perforation point's man mil jayegi kya sir plz rply 🙏🙏🙏
Brother thoda bata do.jamshedpur tatanagar ghr ka najdik he mera.thoda bata do kansi zone me padh raha he samshedpur Ham ohi zone se aply karnge ntpc ka
Sir me bijnor se hu, aur me chahta hu moradabad ya bijnor ke aas pass mil jaye to muje konse zone se bharna chahiye ,12th and graduate level ntpc 2024 dono me konse zone se bharu plzz..
Bro please reply... Iam from scr, if i got selected in upcoming je in Secunderabad, after 4-5 yrs do i get rotational transfers? Because Secunderabad is my home town...will i get rotational transfers from one station to another state? Is it compulsory to go other station?
Kya hum ntpc me rrb mumbai se aaply kre or preference me only wr mumbai dalenge to humko wr mumbai division ke alawa dusre division me bhi job milegi kya??
Bhai NFR Guwahati zone se mera Medical Alipurduar me hua. Medical category A2 hai. Mere marks hai 74 cutoff hai 62..mera 1st preference Signal and telecom hai. Kya mujhe 1st preference mil jaegi ya TM4 milega??
Hlo bahiya Mera name suraj ha ma delhi ka rhne wala hu ma delhi ka hu to muje Jammu psnd ha to Kiya ma bar sktha hu or ma apni category ma fight kr sktha hu
Dv k waqt fathers middle name issue tha Bola tha joining k waqt effidavit le Jane k liye Dv medical ho gaya Panel main nam aayga toh na Aur joining letter ayega to na??? Please reply
Can anybody plz help me..kya mujhe aisa post suggest krskta h railways me jiski posting mere home district me hi ho aur kbhi transfer nahi ho .. I'm computer graduate ..kya koi aisi post h ? Plz tell
@@yogendrapanditrailway Bas waise hi pucha bro aur kah rahe ho ki kya caste ke piche pade ho to aaj bhi mannual scavenger 97% low caste people karte hai kyu bade log nhi karte aur aaj bhi village me unke ghar nhi jate upeer caste ke log
@@yogendrapanditrailway channel ka logo akhand bharat ka laga rakha hai aur phir low caste people ke hath ka kuch khana mat khana unka village aur apna village alag alag kar dena aise bhot se caste discrimination hote hai aise akhand bharat to milega nhi balki India bhi hath se chala jayega
Seeing your video for last 2 years recently got job in nfr in rangiya division in 2022
Thnk u so much & all the best for new journey
PTA NHI HMAARI KISMAT KAB KHULEGI
I'm also qualified in DV & ME in NFR through CEN RRC 01/2019
I m also qualified DV nd ME from NFR through RRC 2019
Same bro
Sundar ji...mera group d 2019 ka 1 no se merit abhi tak ruka hai is bar alp,tech,ntpc graduation aor plus2 sab Guwahati se apply Kiya hu
NFR me DV and Medical ho gaya hai....panel list kab Tak ayega...?
Thank you so much brother ❤️❤️❤️
Doubts clear ho gye mere
Dv& Me complete from NFR after how many day's will come panel sir 🙏
They dont tell us our medical standard from guwahati zone
Bhai maine iti aur graduation ek sath ki hai iti regular or graduation non college ab mai joining ke time in dono ko lagaunga to koi dikkat hogi kya please reply
Thanku bhai inform. Dene ke liye
Last preference FIROZPUR ko hi hai iss bnde ne or mujhe lgta hai ki iss bnde ko Firozpur Division hiiii mila hoga...😅😂
😄
Mumbai CR me division choose karne ka option dega .. rrb je ka ?
Bhai division allotment ke baad division change karne ki request kar sakte hai kya
No
Mutual transfer kar lena
Sir मैं रांची जोन में भरना चाहता हूं तो क्या रांची में ड्यूटी मिलेगी
H bro
Bhai bilaspur zone obc cutt off se 11no jayda hai workshop vala post hai panel me name aajayega na c1 medical mila hai
Joining k time Jo dv hota h usme name/mistake correction ka liye affidavit Dena hota h kya
Manpasand station kaise milega khud k division m??
Mera medical and dv ho gya hai sir kya ab mai nishchint rhu ki mera ho jayega railway me mera no. 77.5 hai
Ji bilkul bro
@@SunderRailway thank you
Mera train late hai time se main drm office nehi pouch paunga 11.30 am mera dv moradabad main hai train 3.5 ghonta late hai kya karun.
Pura din dv hota h. Train late hogya bata dena waha
Koi problem nahi h, bs jyada late mt hona
@@pradhanhb4431 thank u mera himmat majbut karne k liye ♥️♥️♥️
@@SunderRailway thank u mera himmat ko barane k liye ♥️♥️♥️
Bhai hm v nfr se is bar hai mai bihar ka rahne wala hu to kaha mil sakta hai division kyonki division choice karne ke liye nhi de raha hai
Bhiya muja tm4 post par hubballi division mai vijaypura section allot hua hai (station bhaglkot diya hai) change ho sakta hai kya ya
Mere zone me divizone salect karne nhi diya gya tha Ranchi zone se
Mera bhi Ranchi zone tha.dv ke time koi option nhi diya.
Bhaiya next Vecency kab ayegi
Bhai .... RRB jammu shrinagar zone se. Kya hum moradabad division me ja skte hai. Please reply
NR CHANDIGARH/DELHI se
Sir tinsukia pe shopping kijiye ga atcha h ❤
Station apne hisab se nhi milta kya...
NR se hu apne TM IV mila hai...
Lucknow division first preference the aur TM IV bhi first preference tha...
Station kahan milega ye DRM office wlae khud denge kya
Good morning sir m gowati jion se pas out hu mere cutt off se 11 numbers jyda h medical A2 feet hu category st se hu first post perforation point's man mil jayegi kya sir plz rply 🙏🙏🙏
Definitely bro
Brother thoda bata do.jamshedpur tatanagar ghr ka najdik he mera.thoda bata do kansi zone me padh raha he samshedpur
Ham ohi zone se aply karnge ntpc ka
South Eastern Railway
Sir mai matric 3rd division hu , mera bachpan se sapna hai Loco pilot banne ka , toh kya mai ban sakta hu , please sir reply my question 😢
Haan brother bilkul
Panel ke bad wala dv ke kitne din bad joining hota hai
Home town in munger bihar h to mujhe kaha se form fill up karna chahiye graduate level
Malda Eastern Railway
Humlog k hubli zone me division selection nhi krwaya dv me to wha kaise hoga...?
Mai mp se hu ntpc mai jaa ki post choose krna chata hu
To kis division se bharna chaiye mujhe taki pass mai nokri mile
Sir m Bareilly m rehti hu ntpc ki taiyari kr rhi hu toh kya muge Bareilly ya muradabad m job mil jaegi or kis zone ze bharna chhiye form pls reply 🙏🙏
NER Gorakhpur Ya NR Delhi/Chandigarh se apply karna hoga
Bhai main Uttrakhand se Hun main Kaun sa division select karun...
NR CHANDIGARH/DELHI
@@SunderRailway bhai jo NTPC aur railway ka technician ka form aaya tha na usmein yah division hai hi nahin..
Sir me bijnor se hu, aur me chahta hu moradabad ya bijnor ke aas pass mil jaye to muje konse zone se bharna chahiye ,12th and graduate level ntpc 2024 dono me konse zone se bharu plzz..
@@deepakdhangar7326 NR CHANDIGARH/Delhi
@@SunderRailway thankyou
Form bharte time dalna hai kya zone or division WR etc.
Haan
Rrc patna Bhai mujhe replacement diya hai dhanbad post assistant work kb tk joining hogi please reply bro
Hlo sir m uttrakhand udham singh nagar se hu to m kon se zone best hn near by posting k liye plz 🙏 ❤
NR CHANDIGARH/Delhi NER Gorakhpur
Mumbai zone se form fill karne pr baad m near by mil jata hn
Bro please reply...
Iam from scr, if i got selected in upcoming je in Secunderabad, after 4-5 yrs do i get rotational transfers?
Because Secunderabad is my home town...will i get rotational transfers from one station to another state?
Is it compulsory to go other station?
Kya hum ntpc me rrb mumbai se aaply kre or preference me only wr mumbai dalenge to humko wr mumbai division ke alawa dusre division me bhi job milegi kya??
Bhai NFR Guwahati zone se mera Medical Alipurduar me hua. Medical category A2 hai. Mere marks hai 74 cutoff hai 62..mera 1st preference Signal and telecom hai. Kya mujhe 1st preference mil jaegi ya TM4 milega??
Ha mil jayegi pura chance h
Sir me Mumbai form bharunga to sir me kya three zone kar sakta ho jaise ki Mumbai scr, Mumbai cr, Mumbai sc
No, only one
Me signetur karte time dekha tha
A2/below likha tha
Kya matlab h eska
Acha medical standard h yahi chahiye
Kuch log bta rhe h ke ye sab ke me likha h
Bhaiya m uttarakhand m ramnagar se hu to m kis zone form fill kru ki muje nearest office me job mile ??? Plss help🙏🏻🙏🏻
NER Gorakhpur & NR Delhi Chandigarh
Bhai exam ke baad exact kitna time laga tha duty join karne m
Tinsukia division mai..... insentive milta hai ki nahi??.....aur group d ka starting salary kitna milta hai
Somthing 30k
Bhai month m kitna rest milta hai or month k 3 ya 4 rest ak sath m la sakta hai kya please replay
Zone change ke hoga bhai please reply
Northern railway delhi ke liye kis rrb se form fillup karna hota hai
NR CHANDIGARH/Delhi
Kya prayagraj ncr bhi deta h
Haan
Ajmer zone m to DV k time kuch sellect nhi krwaye hume
Good dear 👍🏽👌👌👌
Kuch log keh rhe hain jaha medical hua hai wahi pe Posting milne wali hai??
Aisa kuch nahi h
Sir please batao dv or medical ke kitne din baad pannal ata h....
Division allotment kis sit pe pata karte he Bhai Mera rrb allhahab he.
List aaygi official
Bhai rrb ki site per aaygi ya NR region ki site per
Hello
Kya join kar liye Bhai @@Ayushyadav-di3ph
Bhai bhai bhai mere ko nhi mila ye choice dv k sath!!! Mere sath aisa kyu hua?
Zone change kese hoga or kB ho skta h . please reply bro
Mutual transfer
@@SunderRailway sir mutual koi nhi mila to
Bhai dehradun k liye konsa zone bhrna pdega or rrb?
NR Chandigarh/ Delhi
Thanks Bhai❤
Bhai te/tte ki posting ambala devision mai ho sakti hai ?
Haan ho sakti hai, NTPC me NR se apply karna hoga
@@SunderRailway bhai ye nr kya hai ?
@@SunderRailway abhi nya nya hu bhai to nhi janta kuch thoda sa bta dijiye
@@SunderRailway reply bhai help krdo
@@SunderRailway bta do bhai
Bhaai me bhi Himachal se hun
Bhai jiska remedical me clear hua uska pannel main koi prblm hoga kya!!!
No
NFR me select karne ka options nahi diya
Nhi
Rrb ajmer se form bhra hu post preference wcr bhar diya job kha milegi
Wcr me hi koi station par
Hlo bahiya Mera name suraj ha ma delhi ka rhne wala hu ma delhi ka hu to muje Jammu psnd ha to Kiya ma bar sktha hu or ma apni category ma fight kr sktha hu
Haan Brother
Aap uttarakhand me kha se ho, or nefr me kha posting he or kis post pe ho please replay jarur karna
Kashipur,
Tinsukia division Assam
TM 4 Engg gateman
Me v uk se hu or nefr guwahati me group d me dv or medical ho gya he
Dv k waqt fathers middle name issue tha
Bola tha joining k waqt effidavit le Jane k liye
Dv medical ho gaya
Panel main nam aayga toh na
Aur joining letter ayega to na???
Please reply
Ha
Bhai me bhi Uttarakhand se hu
Sir ji mai mp se hou muje rrb ntpc se chennai posting chahiye mil jayega kya ?
ua-cam.com/video/nkM_g6w0y34/v-deo.html
SER Zone me yhh wla form To mila hi ni bharne ko
Bhai is month ki salary btao na kitni aai March me
Sir division milne ke bad use change kr sakte hain?
Sir Division bs ek hi select kar skte h kya
Haan ji
Kya yahi same process RPF me bhi hota hai bhai..?
Bhaiya Mera email ID block ho gyi hai joining latter kese aayega please reply me 🙏
Sir medical me A2 category mila hai to job confirm h na bhai please bataye
Can anybody plz help me..kya mujhe aisa post suggest krskta h railways me jiski posting mere home district me hi ho aur kbhi transfer nahi ho .. I'm computer graduate ..kya koi aisi post h ? Plz tell
अरे भाई आप तो पड़ोसी हो यार मैं चंपावत से हूं❤️❤️
Mai Kashipur se hu
@@SunderRailway han video me suna maine... 😊❤️ mai kal medical dekar aa gya
Are bhai champawat uttrakhand me h kya
Champawat me SSB ki 5th bn h na
@@hansrajnehara2087 हां भाई district है उत्तराखंड का
Nagpur jkonse zone me ata hai
Central Railway
Kon sa rrb board se exam dene pe Northern railway M job lgega sir
Delhi/Chandigarh
Sir neemuch ke liye mp me????
WR Ajmer
Kya division allotment me bhi marks ko priority di jati hai ??
Bro apki caste kis catagory me ati hai ❤️
Kyo caste ke pichhe pade ho.... padai likhai karo...
Jaati ka kida bhai jaati ka kida ...
@@yogendrapanditrailway Bas waise hi pucha bro aur kah rahe ho ki kya caste ke piche pade ho to aaj bhi mannual scavenger 97% low caste people karte hai kyu bade log nhi karte aur aaj bhi village me unke ghar nhi jate upeer caste ke log
@@yogendrapanditrailway channel ka logo akhand bharat ka laga rakha hai aur phir low caste people ke hath ka kuch khana mat khana unka village aur apna village alag alag kar dena aise bhot se caste discrimination hote hai aise akhand bharat to milega nhi balki India bhi hath se chala jayega
Sir me bareilly se hu toh kis zone se form apply karu
Rrb ntpc level 3 ke liye
Please reply me sir
Northern Railway, Northeast Railway, NWR
Gorakhpur zone se
Junior clerk ki sallary 42,000 hazar hoti h kya
Bhai Guwahati me dv ke time to nhi puchha aisa kuchh
NFR me nhi dete option 😊
Sir
NFR zone m division number Dek kr allot karta ha kya
Vesa m rajasthan se hu
Rajasthan me kha se aap
@@lukeymeena salasar balaj
Mai v Tinsukia se hu.....
Hum ko divison choose kar ne ko nahi dia tha.
Bhai Mera b2 medical standerd bataya tha re medical me to mujhe koi post milegi kya Guwahati zone
Kya dikkat tha bhai
Number kitne he or kon si cat. H
Bhaiya chennai zone me division chunane ko nahi de raha hai
Kota division WCR BHOPAL
SIR Mai Delhi rhta hu.. Ntpc ke kis kis zone se apply kru please help me 😢
NR se
@@SunderRailway NR to koi aa hi nhi rha jagah ka naam please suggest me
Bhai Railway Group d Ka Paisa kabtak Refund hoga ?
Pannel k kitna din baad department aata hai
Pta kaise chalega ki kon sa division mila h
Aap ki duty kis jagah pr h pls reply
Tinsukia division
@@SunderRailway aasam me kya
Sir आप grp d me किस पोस्ट पर हैं
TM 4 engg gateman
@@SunderRailway tq sir
Aapke group d me kitne % aaye the
Division allotement kon kerta he।
Rrb karta hai
@@SunderRailway aapke number mil sakte he kya.
1st or 2nd kitne % chance h milne pr
Mera rrc prayagraj h
Mujhe kanpur k pass job chahiye
Kaise milegi
Mera bhi rrc prayagraj hai
Mujhe agra chaiye
Metul transfer lena
Pls bata do🙏