Niyat Ki Ahmiyat Ki Tamam Amal Ka Daromadar Niyat Par Hai By

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 22 жов 2024

КОМЕНТАРІ • 62

  • @AzamBareilvi
    @AzamBareilvi 2 роки тому

    Bahut bahut Shukriya Faiz Sahab.. Islaam ki roshni me aapne jo bayaan diya usko sun kar main tasalli me hun ab.. Kyonki mere ghar waale mujhe majboor karte hain ki tum Barelvi imaam ke peeche hi namaz padhoge jabki main aise imaam ke peeche hi namaz padhne ka qaayal hun jiska aqeeda durust ho aur jo kisi aisi bidat ka irtikaab na karta ho jo mukaffir ho

  • @AnasShaikh-gt7up
    @AnasShaikh-gt7up 9 місяців тому

    Jazak khairan kaseera

  • @nelofarjabeen7705
    @nelofarjabeen7705 2 роки тому

    Jazakallah....

  • @trxking828
    @trxking828 4 роки тому

    Masha Allah

  • @irfansaleem2822
    @irfansaleem2822 3 роки тому

    SubhanAllah 🙏🙏🙏

  • @sirat-al-mustaqim1364
    @sirat-al-mustaqim1364 2 роки тому

    Jo aap nay hadees btai hai 3 logon k baray main..kindly us ka refranc day dijye.

  • @trxking828
    @trxking828 4 роки тому

    thanks

  • @tabassumperween4390
    @tabassumperween4390 5 років тому +1

    subhan Allah

  • @trxking828
    @trxking828 4 роки тому

    thank you very much

  • @jubairansari7662
    @jubairansari7662 3 роки тому

    Mustafa jane rehmat pe behad salam hamesha hamesha hamesha

  • @alfiyabagwan5619
    @alfiyabagwan5619 5 років тому

    Janaab agar koi shakhs kahe k Quran Mei likha Gaya ke. Jo hair colour krte hai ya kisi b tarah ka gunah krte h unko haraam ki aulaad bole toh .... Isme uss insaan ki niyaat kharab hogi ya sochne ka tareeqa waisa hogaya hoga ?? Please batayee ..... Uss shakhs ko imaan bachane ki sudd mei niyaat badal gayii h toh KY bolna yaa dikhana behtar hoga ???

  • @nusratanjum3600
    @nusratanjum3600 6 років тому

    Sir mujhe Namaz ke liye susti ho rahi hai, Maine ek mahine se Namaz nahi Padha mujhe ehsas hai par main Namaz nahi padh paa rahi hun ,Allah tala farmata Hai ke gunah se dil Kala ho jata Hai, phir Allah use hidayat nahi deta isiliye namazein padhna chodh deta hai, Allah apni rehmaton se door karta Hai, Main Kya karun ke main puri trha se Allah ki trf ruju ho jaun

  • @mohdsamarhussain7606
    @mohdsamarhussain7606 4 роки тому

    Niyat Or nafs me kiya farque hai

    • @AzamBareilvi
      @AzamBareilvi 2 роки тому +1

      Mere khayal se niyat "Iraade" ko kahte hain aur nafs "khuwahish" ko

  • @wasi2462
    @wasi2462 6 років тому +1

    Talaq to agar apki niyat mazak ki hogi tab bhi ho jaati h
    Or ek aadmi bola Mai qabr pe jhukta hu
    Par Meri niyat mohabbat ki hoti h
    Innamal aamalu binniyat
    Ab usko Kya samjhae

    • @AzamBareilvi
      @AzamBareilvi 2 роки тому

      Janaab jo ek momin to qabr pr jhuk nahi sakta.. Koi mushrik hi qabr pr jhuk sakta hai isliye aapka ye sawaal to fizool hi hai

    • @wasi2462
      @wasi2462 2 роки тому

      @@AzamBareilvi
      To ye jo dargaho pe peer sahab logo ki line lagi rehti hai
      Aap kya kehna chahte ho wo mushrik hai

    • @AzamBareilvi
      @AzamBareilvi 2 роки тому

      Koi peer ho ya faqeer.. Agar kisi qabr pr is iraade se jaata hai ki saahibe qabr humari madad karenge ya Allah se humari sifarish karenge to Quraan aur ahaadees ki roshni me wo shakhs mushrik hai.. Chahen wo koi bhi ho..

  • @spitegaming9813
    @spitegaming9813 2 роки тому

    kayi biddat karne vale log bolte hai ke hamari niyyat acchi hai hai, toh unka amal ghalat kaise hua.

  • @nusratanjum3600
    @nusratanjum3600 6 років тому

    Assalamualaikum sir

  • @AHAMBRAHMASMIMANU
    @AHAMBRAHMASMIMANU 3 роки тому

    क्यो नियत क्यो शब्द

  • @AHAMBRAHMASMIMANU
    @AHAMBRAHMASMIMANU 3 роки тому

    क्यो मुझसे शादी है

    • @IRCTV
      @IRCTV  3 роки тому

      Abhishek Prakash Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hame Contact Kare
      +91-80-5545-5545

  • @AHAMBRAHMASMIMANU
    @AHAMBRAHMASMIMANU 3 роки тому

    क्यो कमाने के लिए बोला
    क्यो मेरी गलती
    क्यो तुम्हारी गलती है

  • @mohammadraghib6457
    @mohammadraghib6457 4 роки тому

    Jazak Allah

  • @suhailkalyani
    @suhailkalyani 5 років тому

    Masha Allah