assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuh mufti saab mera masla car insurance ke bare me hai kya aap tafsir bataye q ke police bhi car insurance ke liye pareshan kar te hai
اسلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ۔حضرت مجھے کچھ لوگ ناجائز ستا رہے ہیں جو مسلم ہیں آپ دعا کریں کہ اللہ تعالیٰ ان کو ہیدایت دے یا میری زندگی سے ہمیشہ کیلیے دور کر دے آمین ثم آمین
Hujur installment main liya hua mobile se youtube main video banakar kamaiye hue paise istemal karna jaiz hai kya ? Maine mobile k charger ,temper , cover bhi instalment mai liya hu .
السلام علیکم مولانا عبدالرحمن صاحب کاکوسی وہ ہمیشہ مثال دیا کرتے ہیں کچھ چیزے جائز ہوتی ہے استعمال میں نہیں لائی جاتی انسان کے ناک کی غلاظت پاک ہوتی ہے لیکن کو استعمال نہیں کرتا
Mufti sahab agar ham dayrek finance vale pas chale Jaye or usse kahe ke ham gadi apke pas se lenge apko ham intni cash denge or ke kisto Mai to kya ye zaiz hoga?
Agar aisa hai To fir To durust Hai Lekin aamtaur per aisa hota Nahin Hai, agar Finance Company wala gadi ko khareed kar Hamen kiston Mein bech Deta Hai FIR to chalega na
Assalam Alaikum ...Agr biwi k bhtt mana krne k bad b shohr car finance krate h to biwi pr kya hukm h..kya car me baethna jayez hoga?? Plzz must reply..
Agar koi door roz 10 km cycle se kaam par jaata ho lekin maal samaan ke liye use 2 whiler zaroort farz ho gayee aur uske paas itne rupiye na ho na koi unko dost ya rishtedar itne rupiye deta ho tab woh insan aisi halat me kya karega { Woh Shakhs me hoon } maine hamare mufti saheb se puchha bhi tha
Mufti bhai mujy jo apny btaya k second hand ly lo car kiston py wo smj ni aai k wo kaisy jaiz hua agr new jaiz nahi.. aur apny is ma equity k baary ma kuch ni btaya k agr equity ha di hui tou us ki vja sy kya ho skta kya ni..
Agar bank bina sood ke mobile de rahi hai to? Ye us teesre shakhs ke mushabe hoga jo puri qeemat ada karke qisto me pese le raha hai monthly Please reply
Jaisey appne bola ki rich paisy wale bande ko bolo ki gadi le lo fir mai appse le luga upar kuch paisey dekar. Kist me. Kan idhar se pakdo ya udhar se indirectly kam wahi ho raha hey.. Same as a condition showroom se gadi le rahey hey. Hum toh bank wala showroom wale ko paisey deta hey. Toh uss condition se bhi dekha jaye toh bank wala uska kuch percentage profit rakh kar vo humse fir kist mai paisa leta he. But iss theory ko bhi duniya mai loan lena bolte hey. Halaki vo laon hume nahi de raha he. Vo laon gadi par de raha hey jisko hum le rahe hey. Kist ke rup me. Bank wala kuch percentage profit rakh kar vo humse kist me paise le raha. Duniya jisko loan bolne lagi hey. Byaz sudh ki shakal bata rahi he.
Hazrath mein ek auto driver hoon.meine ek auto rickshaw kharedli hai jo second hand hai mujhe a rickshaw 120000 ki padhe mere pass sirf 40000 cash the Jis chalis hazaar mein mujhe rickshaw mil nahi sakthi to meine usper 80000 ka loan lagwaya hai mahina 4000 emi Ada karta hun aur sood 800 rupiya total 4800 meine maana a ek sood hai per mere pass utne paise nahi hai ke mein full cash mein rickshaw khareed pasakun auto rickshaw ka price more than 3lakh hai .agar mein keraye ka auto chalawun to per day uko 250rs Dena padta hai to mahine ka howa 7500rs.to app hi batayega ke 4800rs emi Ada karke rickshaw apna karun yaa 7500rs dekar kirayeka rickshaw chalawun
M apki baat se sehmat hu bilkul but aaj k waqt m koi tisra banda car kharid kr kisi ko nhi dega koi bharosa hi nhi krega bank to sari formalities krba leti h
Mufti sab 10 lakh ki gadi ko tum 50 50 partner me kharido aur apne partner ko kaho k apne 5 lakh roke he lekin gadi ka malik pura ka pura me hu tuje installment me 5 lakh de dunga to vo kwhta he ki ek kam karo is gadi ko mahine ka bhada 10000 chal raha he muje har mahine adha bhada 5000 dena padega jab tak gadi k baki k 5 lakh pure na ho ha har sal me bhada kam karunga to kya ye jaiz he k nahi rehnumai farmae?
السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبرکاتہ حضرت اگر کسی کے پاس پیسے ہے گاڑی خریدنے کے لئے لیکن انکم ٹیکس سے ڈر لگتا ہے جس کی وجہ سے مجبوری میں فائننس کرواتا اب اس کے لیے جائز شکل گاڑی خریدنے کی کیا ھوگی؟جواب دے کر شکریہ کا موقع عنایت فرمائیں
Kuchh log private companies me job karte he or unko ghar banane ke liye companiyan pese deti he or fir uski salary me se har mahine kat lete he. Or jitne pese diye he usse lagbhag 7% jyadaa wapas lete he. Kuaa ye pese lena jaiz he ye 7% soode to dakhil nahi??
गाड़ी सेकंड आनर किसी और से खरीदने पर हो जाती है और उसको नाम पर ट्रांसफर कराने के काफी पैसे लगते हैं वह गाड़ी और भी महंगी हो जाती है इसका खुलासा करिए मौलाना साहब
Bhai koi be wakoof hi hoga jo pehle apne 1 lakh fhasaye aur fir kisht pr le aur agr wo shaks kisi wjha se n de paye to ldai jhgda alg le kya molna kuch bhi
Aap ne bataya ki kisi paise wale admi ko taiyar karke gadi khareed lo or usse baat karlo ki kitne me dega gadi to bank wala bhi yahi kaam karta hai gadi khareed ke or jisko hona uske name pe kar deta hai
Ap kahe rahe kisi paise Wale admi ko khao ke wo gadi kharide aur phr ap kuch munafa rakh kr kist pr dede.....To sir bank bhi to ye hi kam karti he fark kya huwa
मुफ़्ती साहब आप जो बोल रहे हो कि किसी पैसे वाले को बोल कर गाड़ी खरीद ले और उससे हम ज़्यादा कीमत में क़िस्त से लेले तो इसमें भी तो तीसरा आदमी बीच मे आ रहा है ना इस पर एक तफसीलि वीडियो बनाकर समझाए। ये थोड़ा समझ नही आ रहा।
Jazakallah mufti sahab mufti Tariq Masood se bhi samajh nhii paya that ye masla aapke Aasaan alfaz me samajh gaya alhamdulillah ❤
बोहोत ही बेहतर अंदाज़ में मसला समझाएं हों हज़रत अल्लाह ताला आपको जजाएखैर अता फरमाए आमीन
جزاك اللهُ allaha tumhare ilm me brkt de aap ki umr lmbi kare or aap k zariye ummt ka islami fhayede ho jis ka sawab aap ko mile
Aamin Summa Aameen ❤
Allah hum sab musalmano ko halaal ki samajh ataa kare ,aameen
Ss
Aameen
ماشاءالله مفتی صاحب بہت اچھے انداز میں سمجھایا اللہ آپ کو جزائے خیر عطا فرمائے اللہ پاک آپ کو ہر دنیا کی مصیبت اور بلا سے بچائے آمین یا رب العالمین
Bilkul sahi, satisfied with the answer...Jazak Allah khair
ماشاء اللہ بہت خوب 😊❤😊❤
MASHAALLAH BAUT BAHUT JAZAKALLAH ALLAH AAPKI UMR ME AAFUYAT SE BARKAT ATA KARE AAMEEN
Aapne bohot achhe se or bohot durust samjhaya
Aapki to the point baat aur asaan wazahat ki wajah se subscribe kar raha hu. InshaAllah aage bhi ese rahiyega. Jazakallahu Qhair.
ماشااللہ بہت فائدہ مند ویڈیو ہے اللہ تعالی اپ کو جزائے خیر عطا فرمائے
ماشاءاللہ اللہ جزا ٕ خیر عطا فرماۓ
جزاکم اللہ خیرا کثیرا مفتی صاحب
اللہ پاک سلامت رکھے
م ن گوگانوی
Mufti Tarik Masood Sahab to le sakte bata rahe maulana
Jazakallah khair Mufti sahab aapne bahot behtar samjhaya....
Sukariya mufti sahab mujhe masala samajh aa gaya Allah aap ko jazaikher ata farmaye
Masha allah bahut kimati malumat di hai
Mashaallah mufti sahab bhut achcha rasta hai
Jazakallah mufti sb
❤❤❤
Nice video
جزاک اللہ خیرا
assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuh mufti saab mera masla car insurance ke bare me hai kya aap tafsir bataye q ke police bhi car insurance ke liye pareshan kar te hai
Achhe se smjhaya h aapne
اسلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ۔حضرت مجھے کچھ لوگ ناجائز ستا رہے ہیں جو مسلم ہیں آپ دعا کریں کہ اللہ تعالیٰ ان کو ہیدایت دے یا میری زندگی سے ہمیشہ کیلیے دور کر دے آمین ثم آمین
JAZAKALLAH KHAIR ❤
Assalamu alikum
Hevy Deposite pr gher lena kesa h
Tafsel s bataye
Masha allah
Aapne achhi video banayi bro
Hujur installment main liya hua mobile se youtube main video banakar kamaiye hue paise istemal karna jaiz hai kya ? Maine mobile k charger ,temper , cover bhi instalment mai liya hu .
Kisto par mobile lens kaisa hai
ماشاءاللّہ
Mashaallah mufti Sahab
माशाअल्लाह
السلام علیکم
مولانا عبدالرحمن صاحب کاکوسی
وہ ہمیشہ مثال دیا کرتے ہیں کچھ چیزے جائز ہوتی ہے استعمال میں نہیں لائی جاتی
انسان کے ناک کی غلاظت پاک ہوتی ہے لیکن کو استعمال نہیں کرتا
Bilkul sahi
Jazak ALLAH
Mufti sahab agar ham dayrek finance vale pas chale Jaye or usse kahe ke ham gadi apke pas se lenge apko ham intni cash denge or ke kisto Mai to kya ye zaiz hoga?
Agar aisa hai To fir To durust Hai Lekin aamtaur per aisa hota Nahin Hai, agar Finance Company wala gadi ko khareed kar Hamen kiston Mein bech Deta Hai FIR to chalega na
Bahut khoob
Hazrat assalsmualeykum
Lekin No Cost EMI bhi hoti hai jismai interest nahi hota( wah bhi kisto mai payenent hoti hai)
Ager showroom wala direct bechnewala hain tho?
Assalam Alaikum ...Agr biwi k bhtt mana krne k bad b shohr car finance krate h to biwi pr kya hukm h..kya car me baethna jayez hoga?? Plzz must reply..
Agar koi door roz 10 km cycle se kaam par jaata ho lekin maal samaan ke liye use 2 whiler zaroort farz ho gayee aur uske paas itne rupiye na ho na koi unko dost ya rishtedar itne rupiye deta ho tab woh insan aisi halat me kya karega { Woh Shakhs me hoon } maine hamare mufti saheb se puchha bhi tha
Mufti bhai mujy jo apny btaya k second hand ly lo car kiston py wo smj ni aai k wo kaisy jaiz hua agr new jaiz nahi.. aur apny is ma equity k baary ma kuch ni btaya k agr equity ha di hui tou us ki vja sy kya ho skta kya ni..
Hamre mosre ka hal ye ho gaya ke koi kisi garib ki madad karene ko tayar nahi hai allah humsab ko sahi samajh ataa farmaye
Agar bank bina sood ke mobile de rahi hai to?
Ye us teesre shakhs ke mushabe hoga jo puri qeemat ada karke qisto me pese le raha hai monthly
Please reply
Masha Allah Azhar kothri
جزاک اللہ خیرا مفتی صاحب
ماشاءالله
Muftisab lekar eak saal ded saal hogaya maloom nahi tha lechuke hai kya kare? Hum ab tauba karhe hai (sachhi thauba) ab ho clear bhi hogaya
Kya apne jamiatul falah se fraagat ki hai jo azamgarh me. Hai
Nahi
Channel ke about me intro likha hai..
मुफ्ती साहब जो रेजिडेंशियल प्लॉट होते हैं उनके बारे में भी बताइए
السلام علیکم و رحمۃ اللہ وبرکاتہ۔
مفتی صاحب گلے ملنے کی کوئی دعا ہے یا نہیں؟
جواب عنایت فرمائیں۔
Online shopping by emi...???
Masha Allah SUBHANALLAh
Jaisey appne bola ki rich paisy wale bande ko bolo ki gadi le lo fir mai appse le luga upar kuch paisey dekar. Kist me. Kan idhar se pakdo ya udhar se indirectly kam wahi ho raha hey..
Same as a condition showroom se gadi le rahey hey. Hum toh bank wala showroom wale ko paisey deta hey. Toh uss condition se bhi dekha jaye toh bank wala uska kuch percentage profit rakh kar vo humse fir kist mai paisa leta he. But iss theory ko bhi duniya mai loan lena bolte hey. Halaki vo laon hume nahi de raha he. Vo laon gadi par de raha hey jisko hum le rahe hey. Kist ke rup me. Bank wala kuch percentage profit rakh kar vo humse kist me paise le raha. Duniya jisko loan bolne lagi hey. Byaz sudh ki shakal bata rahi he.
Hazrath mein ek auto driver hoon.meine ek auto rickshaw kharedli hai jo second hand hai mujhe a rickshaw 120000 ki padhe mere pass sirf 40000 cash the Jis chalis hazaar mein mujhe rickshaw mil nahi sakthi to meine usper 80000 ka loan lagwaya hai mahina 4000 emi Ada karta hun aur sood 800 rupiya total 4800 meine maana a ek sood hai per mere pass utne paise nahi hai ke mein full cash mein rickshaw khareed pasakun auto rickshaw ka price more than 3lakh hai .agar mein keraye ka auto chalawun to per day uko 250rs Dena padta hai to mahine ka howa 7500rs.to app hi batayega ke 4800rs emi Ada karke rickshaw apna karun yaa 7500rs dekar kirayeka rickshaw chalawun
Hume bua leni h aur pesa pura nhi h to datae ki jaiz h ya nhi
Bus leni h qisto par kesa h
Alhamdulilih
Iska matlab humko pahle 60 lakh rupay kamakar uske 30% matlab 15 lakh tax dekar baad mein truck kharid na chahiye 40 lakh se. Taki hum our 10 saal baad naye gaadi ka malik bane.
Waise mera koyi gaadi nahi hai.
Jazaq Allah
. اسلام علیکم ورحمتہ اللہ
Bohat qhub molana
Kya Hum gair muslim sebayaj kha sakte hai kya .Shariyat ka kya hukm hai is taluk se .
Nahi kha sakte
Mufti sahab mai bike le liya hu instalment par mujhe pata nahi tha ab kiya karo mai masle ka hal kiya hai ab
Jitni jaldi ho installment puri kar den aur tauba kar len...
mashallah
M apki baat se sehmat hu bilkul but aaj k waqt m koi tisra banda car kharid kr kisi ko nhi dega koi bharosa hi nhi krega bank to sari formalities krba leti h
Bank ka kyosk chalana jayaj hain ya nahi
Kisi mufti sahb se mulaqat kar ke uske pure masail samajh len...
💖💖
Karz sey zidaya lena aur dena intrest hota hey na....
Mufti sab 10 lakh ki gadi ko tum 50 50 partner me kharido aur apne partner ko kaho k apne 5 lakh roke he lekin gadi ka malik pura ka pura me hu tuje installment me 5 lakh de dunga to vo kwhta he ki ek kam karo is gadi ko mahine ka bhada 10000 chal raha he muje har mahine adha bhada 5000 dena padega jab tak gadi k baki k 5 lakh pure na ho ha har sal me bhada kam karunga to kya ye jaiz he k nahi rehnumai farmae?
Agar ham cash mein gari kharida hai to income tax wala achhi khabar lega is par bhi bayan de
السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبرکاتہ
حضرت اگر کسی کے پاس پیسے ہے گاڑی خریدنے کے لئے لیکن انکم ٹیکس سے ڈر لگتا ہے جس کی وجہ سے مجبوری میں فائننس کرواتا اب اس کے لیے جائز شکل گاڑی خریدنے کی کیا ھوگی؟جواب دے کر شکریہ کا موقع عنایت فرمائیں
پھر قسطوں میں گاڑی خریدنے کی گنجائش ہے۔ فقط واللہ تعالیٰ اعلم
Kuchh log private companies me job karte he or unko ghar banane ke liye companiyan pese deti he or fir uski salary me se har mahine kat lete he. Or jitne pese diye he usse lagbhag 7% jyadaa wapas lete he.
Kuaa ye pese lena jaiz he ye 7% soode to dakhil nahi??
Sahi hai
کسی دوسرے آدمی کوتیارکرنا پریشانی سے خالی نہیں،کیونکہ جوگاڑی خریدےگاپھراسکوبیچےگاتولمباپروسیس ہے۔
فقہاء نے یہی طریقہ لکھا ہے۔
Right
Are sahab. to apke hisab se online shopping karle EMI kist pr. jawab di jiye
Action kaam karha or bayan jaldi farmai shukriya
Fari walon se kist ka paisa bhi zayada jaata h
गाड़ी सेकंड आनर किसी और से खरीदने पर हो जाती है और उसको नाम पर ट्रांसफर कराने के काफी पैसे लगते हैं वह गाड़ी और भी महंगी हो जाती है इसका खुलासा करिए मौलाना साहब
Ji
Sahab kon h jo aap ko iss candition me gaadi dilayga
Bhai koi be wakoof hi hoga jo pehle apne 1 lakh fhasaye aur fir kisht pr le aur agr wo shaks kisi wjha se n de paye to ldai jhgda alg le kya molna kuch bhi
मुफ्ती साहब ऐसा बेवकूफ आदमी कोई नहीं है जो गाड़ी खरीद के फिर देगा आज के दौर में ₹ 2 याभी ना मिल
जायज फिर वो भी नही है कि वो 500 रु का कूकर 600 में बेच रहा 100 रु तो लिय।
Hazrat kisi hadees ke hawale se bataiye
Aap ne bataya ki kisi paise wale admi ko taiyar karke gadi khareed lo or usse baat karlo ki kitne me dega gadi to bank wala bhi yahi kaam karta hai gadi khareed ke or jisko hona uske name pe kar deta hai
Dono me bahut farq hai aap malum kar len...
Baat toh wese ghoom kr whi aa gyi jnab wo 3sra Banda bhi zayda le pese rha hai or khareed kr bechne wala bhi
Or farq toh kuj bhi na rha dono hai insaan hi dono k paas bhi pesa hai 😂😂
Ap kahe rahe kisi paise Wale admi ko khao ke wo gadi kharide aur phr ap kuch munafa rakh kr kist pr dede.....To sir bank bhi to ye hi kam karti he fark kya huwa
Fark hai mere dost...
कोई गाड़ी सेकंड फाइनेंस करी हुई हो वह लेना जायज है या नाजायज
नाजायज़ है।
मुफ़्ती साहब आप जो बोल रहे हो कि किसी पैसे वाले को बोल कर गाड़ी खरीद ले और उससे हम ज़्यादा कीमत में क़िस्त से लेले तो इसमें भी तो तीसरा आदमी बीच मे आ रहा है ना इस पर एक तफसीलि वीडियो बनाकर समझाए। ये थोड़ा समझ नही आ रहा।
Call kar lo channel ke about me number likha hai
Aj kal 95% log loan ki gadi m safar krhe h
😅😅😅😅😅😅😅
Kahan se laye aise aadmi jo cash de
Ye tesre shaks ki bt totly worng h
اچھوتے انداز میں
To aap dilwa do gadi
😂😂😂 right
माशाअल्लाह
Jazak Allah
Masha Allah
Sahi he
Mashallah
ماشااللہ
Masha Allah
Masha Allah