MY TEACHERS DURING MY JEE PREP|| JEE journey ||JEE story

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 25 жов 2024

КОМЕНТАРІ • 232

  • @JBUEducation1234
    @JBUEducation1234 2 місяці тому +10

    Proud to be YADAV
    Love and respect from
    Arrah Zila BIHAR
    Jai YADAV jai MADHAV🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩

  • @Sumit-w5x
    @Sumit-w5x 2 місяці тому +16

    Hindi medium students

  • @adarshgupta1839
    @adarshgupta1839 2 місяці тому +2

    Full Test khan se dete the

  • @AnSh-qg7gr
    @AnSh-qg7gr Місяць тому +1

    samastipur bihar...❤❤😭😭jai shreee ram

  • @ADIPURUSH_GAMER
    @ADIPURUSH_GAMER 2 місяці тому +3

    Bhai me bhi inn sbko follow krra hu aur Sara hw krra hu bhot se log mujhe kahre h pw sufficient nhi h but me unhe ignore krra hu aur bhai ye btao BKQ amitabh sir ke kaam aaye??

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому

      Hm BKQ se same question aaya tha wo salt analysis jaise chapter ka

  • @Physicskamal
    @Physicskamal 2 місяці тому +2

    How to read and understand well Physics books. How does Physics study well manner. Video upload plz

  • @ujjawalsingh5129
    @ujjawalsingh5129 2 місяці тому +1

    Bhaiya maths Ashish sir ke lecture bahut lambe hai ho nhi paa rha kya kru

  • @NavyaMishra-dj6ed
    @NavyaMishra-dj6ed 2 місяці тому +6

    Does anyone have coupon code for Motion??

    • @balendrasingh2696
      @balendrasingh2696 2 місяці тому +1

      You're asking this in every video comment? 😂

  • @cinematicuniverse6442
    @cinematicuniverse6442 2 місяці тому +2

    Bhaiya 11th me kya kya kar lu ki enough ho jaye
    Abhi bas class question dpp or thora module karta hu
    Maths me thori problem atti hai....

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому

      Jitna bta rhe utna agar kar rhe ho to shi baaki class illustration DPP homework maths me bhi karo imaandari se question maths me bhi banne lagenge

  • @innocentboyaman7226
    @innocentboyaman7226 2 місяці тому +7

    Bhaiya module lagaye the ya nhi

  • @dmdhairya
    @dmdhairya Місяць тому +2

    bhaiya mai calculus ko bounceback ke oneshot se with pyqs of last4-5 years karlu and baaki remaining algebra,coordinate etc inko full lenth lectures ashish sir ke aisa krlu??

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  Місяць тому +1

      Hm shi rahega

    • @dmdhairya
      @dmdhairya Місяць тому +1

      @@vivekyadavNITA bhaiya aap kuch guide krdo muje mai sirf mains par focus krra hu mtlb pcm teeno ko kiss trh se kru achi percentile ke liye

  • @SurprisedKiteboarder-zx1sq
    @SurprisedKiteboarder-zx1sq 2 місяці тому +1

    Bhaiya aap kaun sa earphone use karate the
    Mera kan dukhane lagata. Haii.....

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому +1

      40rs ki Milne wali jo local market milti thi whi use Kiya tha poori journey me

  • @Imposter321
    @Imposter321 Місяць тому +1

    Bhai apk jee adv me kitne marks the??????

  • @MohitYadav-j2x
    @MohitYadav-j2x Місяць тому +1

    Bhaiya ma prayas 2.0 ka student hu or ab se 4month+ bacha hai jee mains first attempt ka to agr ma daily 9 se 10 ganta padhu to 98%ile ajia ge or apna January attempt ka baad kya kia jo apki 92 se 98 %ile ho gie or apki 12th ma kitni % aie please 3 no.question ke ans Dena please

  • @luckydwivedi6601
    @luckydwivedi6601 2 місяці тому +2

    Bhaiyaa... Apne maths me kaun kaun se chapters kiye the??

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  Місяць тому +1

      Matrices determinants vector 3d coordinate geometry quadratic basic maths trigo,bionomial statistics

    • @pradeepkumarpatel5845
      @pradeepkumarpatel5845 Місяць тому

      ​@@vivekyadavNITA bhaiya apne bas itne hi chapters kre the ya aur bhi kre the mujhe problem aa rhi hai maths me lec kafi Lambe ho jate hai ayr ktk tah me bhi approach kaise kre smjh nhi ata pls reply bhaiya

  • @devupanwar27
    @devupanwar27 Місяць тому +2

    Bhai test series konsi kari thi ?

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  Місяць тому +1

      Koi bhi nahi ki thi but pyqs ko as a mock exam hypen se lagata tha

    • @devupanwar27
      @devupanwar27 Місяць тому +1

      @@vivekyadavNITA aapne chapter wise pyqs kare te ? ya last Direct mock previous papers ?

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  Місяць тому

      Chapter wise kiye the randomly but last me serious way me mock me

    • @devupanwar27
      @devupanwar27 Місяць тому

      @@vivekyadavNITA Bhai full syllabus apne kab tak kar liya tha
      And kab full syllabus Mock test Dena chalu kar diye te

  • @AkBoss-v2g
    @AkBoss-v2g 2 місяці тому +2

    Bhai yha ka EE branch kaisa hi

  • @Travellinglove716
    @Travellinglove716 2 місяці тому +3

    Bhai apke test me is samai kitna marks ata tha mera toh 120-130 ke around araha hain kya thik thak chal rha hoon

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому +2

      Batch ke test me 150+ aatey the
      Aur agar full syllabus me abhi se pooch rhe ho to Maine full syllabus test November se shuru kiye the
      Agar batch me 120-130 aa rhe hai to shi hai thoda revision aur test ki silly mistakes ko analyse kakre do easily 160+ nikal jayenge

  • @KundanSoni-fz5mq
    @KundanSoni-fz5mq 2 місяці тому +1

    Bhai ek doubt batao yrr maths ke kuch lectures Ashish sir wale difficult lag raha hai aap kaise manage karte the?

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому +2

      Patience rah kar wo manage kar lete the agar kuch lecture ke question nhi bante the to unke solution dekh kar hi solve karta tha

  • @Govindkumar-zj5iw
    @Govindkumar-zj5iw 2 місяці тому +1

    bhaiya mai lakshya jee k hu 2025 m exam duga but 11th poora kharab h but usse jee wallah s kr rha hu with 10yrs pyq only and 12th m class dpp and pyq kya itna enough h good score in jee mains .[i am jee mains oriented ]

  • @deven805
    @deven805 2 місяці тому +4

    Bhai board ke marks se bhi college mil jata na to jee q

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому +1

      NIT/IIT nhi milta hai ye sirf jee se hi milta hai

    • @deven805
      @deven805 2 місяці тому

      @@vivekyadavNITA syllabus pe vedio banou kaise aur kitna complete kiye the

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому

      OK 👍

  • @SurprisedKiteboarder-zx1sq
    @SurprisedKiteboarder-zx1sq 2 місяці тому +2

    Bhai aapke test me kitne no. Aate theee

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому +1

      Normally batch ke test me 170 + aatey the but full syllabus test me January se pehle 130 to 160 aatey then aur April ke pehle Tak 170 to 190 aaney lge the

  • @adarshgupta1839
    @adarshgupta1839 2 місяці тому

    Bhaiya aap test jo batch mein hote the vo dete the

  • @PragyanSrivastava_JEEaspirant.
    @PragyanSrivastava_JEEaspirant. 2 місяці тому +1

    Bhai syallabus KBB khtm hua tha apka aur full mock kha se dete the app pw ka hi tha ya test series Li thi kuch ??

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому +3

      Physics chemistry ka last December sur maths ka 100% nhi huwa last Tak
      Baaki test ke liye koi test series nhi li thi PW se hi aur baad me exam hypen per test paper (previous year paper )full syllabus ke deta tha

  • @Mickelff-b2z
    @Mickelff-b2z 2 місяці тому

    Tq bhaiya

  • @Sumit-w5x
    @Sumit-w5x 2 місяці тому +2

    Nit me kaun sa branch allahabad me

  • @Physicskamal
    @Physicskamal 2 місяці тому +1

    Physics reference books tell jee main, advanced, multiple books suggest

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому +1

      Kisi senior teacher ke class illustration aur unka material uske baad baat books ki
      Mains - DC Pandey 5 volume
      Advance - physics galaxy and Cengage
      (Selected question of HCV)

  • @shubhamkumar8930
    @shubhamkumar8930 2 місяці тому +1

    Bhaiya mujhe oc me sare mechanism samajh aa gya. pr oxidation of alkene ka mechanism nhi samajh aya kya kru

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому +1

      Try Karo samjhne ki aur
      Aur Agra jyada confusing ho rha ho to result hi yaad kar lo

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому +1

      Osmium tetra oxide aur permagnate ion wala

  • @Sumit-w5x
    @Sumit-w5x 2 місяці тому +1

    Aap bhi Hindi medium students the aur98%til par electrical nhi mila home state cota lagata hai n uttar pradesh me

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому +3

      Uttar Pradesh me home state quota reverse attack karta hai yaha otherstate walo ko fayda rahta hai home state hone ka ghata

    • @kuldeep9041
      @kuldeep9041 2 місяці тому

      Sahi kha bhai ​@@vivekyadavNITA

    • @Sumit-w5x
      @Sumit-w5x 2 місяці тому

      ​@@vivekyadavNITAwow bahut aacha bat hai 😮😮😂😂😂😂😂😂

  • @NotSoKreative_Banda
    @NotSoKreative_Banda 2 місяці тому

    Bro jee board saath me kaise kiye video bnao Please help

  • @Sagar-m1q
    @Sagar-m1q 2 місяці тому +1

    bhaiya Mera ek doubt solve kar do Mera back lock ho gaya hai mera backlog mein Kabhi physics mein com ka and work power energy ka aur chemistry mein physical chemistry Puri hai and math mein trigonometry relation and function matrix determinant ka ha to mujhe ine chapter mein se kaun se chapter 1 short se karne chahie please bata do

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому +1

      Agar dropper ho to
      Atomic structure,mole concept
      Redox,kinetics(thoda bahut agar pta ho). Baaki normally karo

  • @Hardikdeepu16
    @Hardikdeepu16 2 місяці тому +6

    Hm prayash jee se pad rahe hai
    Physics :- saleem sir
    oc :- Pankaj sir
    IOc :- om pandey
    Pc:- rahul dudii
    Math :- sachin sir
    Aur second dropper 😢

    • @Sumit-w5x
      @Sumit-w5x 2 місяці тому +1

      100%til

    • @Hardikdeepu16
      @Hardikdeepu16 2 місяці тому +1

      @@Sumit-w5x ky bhaii majak

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому +2

      Bhai apna 100% do batch per aur idher time waste mat karna jyadaa

    • @Hardikdeepu16
      @Hardikdeepu16 2 місяці тому +1

      @@vivekyadavNITA yes bhaiya

    • @Hardikdeepu16
      @Hardikdeepu16 2 місяці тому +2

      @@vivekyadavNITA bhaiya aap kitna ghanta pad te the

  • @NitinFreeFire12344-N
    @NitinFreeFire12344-N 2 місяці тому +1

    Bhai mila college kon sa mila 🙏🙏

  • @shlokpandey-vx7wz
    @shlokpandey-vx7wz 2 місяці тому +1

    Bhaiya aapke physics chemistry maths mai kitne kitne number the ??

  • @_villager.Deepak_
    @_villager.Deepak_ Місяць тому

    Bhaiya me hindi medium hu to me chahta hu ki drop year me jee ki tayari karu to
    Me aapse ye puchhana chahata hu ki me pw ki hindi wala ya English wala batch lu kyu ki aap bhi hindi medium se hai to aap bhi ye problem face kiye hoge to please bata de bhaiya ❤❤❤❤❤

  • @akshattiwarifun6273
    @akshattiwarifun6273 Місяць тому

    Bhai time waste karna kam kaise kare bahut hi jyada karta hun 3 hour time kab chala jata pata nahi lagta

  • @palsunny1943
    @palsunny1943 2 місяці тому

    bhaiya maths me kuch smjh nhi aa rha kyaa kree please help kr dijye humble request haii aapse mera phy and chem aacha haii pr maths me ek bhi ques nhi ho rhe

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому +1

      Maths ko time do
      Maths hamesha aise padho
      Pehle class ke sath question lagao then class khatm hone ke baad ek ek question dobara solve karo uske baad homework DPP lagao question banne lagenge

  • @devvratyadav4417
    @devvratyadav4417 2 місяці тому

    Physics me kya kya lgaya tha

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому

      Class illustration +homework (HCV jitne sir ne question diye )+DPP+pyqs

  • @princechaurasiya6109
    @princechaurasiya6109 2 місяці тому

    bhaiya me dropper hu.ek question h.
    RA sir se organic padhne k baad pqs k questions bnte hain?
    sir ke class notes se milte hain pyqs ??

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому +1

      Hm sir class me itne jyada question Kara dete hai to pyqs mostly usi me ho jaatey hai (advance ke pyqs banne lagenge easily but mains ke liye alag se pyqs lagana padega)

  • @Sumit-w5x
    @Sumit-w5x 2 місяці тому +2

    Hello friends

  • @SatyamYadav-ls3hj
    @SatyamYadav-ls3hj 2 місяці тому +4

    bro aapki jee advanced me kitni rank thi??🙏🙏🙏

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому +1

      Yrr 97 MARKS the aur cutt off abki baar 98 thi to no rank alloted

    • @Kumar_ansh-ybr
      @Kumar_ansh-ybr 2 місяці тому +1

      ​@@vivekyadavNITA🙄😔

  • @PriyankaMaurya-o8m
    @PriyankaMaurya-o8m 2 місяці тому

    Bhaiya note bnaye the kaise

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому

      Short notes per jyada focus tha
      Notes agar banane hai to sirf important cheeje likho sare question likhe ki jaroorat nhi rhti

  • @ranjubassi3841
    @ranjubassi3841 2 місяці тому

    Bhaiya aapka jee main m kya score rha tha and konsi shift thi

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому +1

      4th s1 186(ek do no idher udher ho sakta hai)

  • @adarshgupta1839
    @adarshgupta1839 2 місяці тому

    Long Notes banaye the ya nhi

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому

      Starting me ek do chapter ke banaye the bus

    • @adarshgupta1839
      @adarshgupta1839 2 місяці тому

      Physics aur chemistry ke rivision to short notes,formula se ho jata hai but math mein nhi ho pata revision kya kru samajh nhi aa rha pura din lecture aur homework krne mein chala jata hai 1 ghante revision mein physics aur chemistry ho pati hai bus

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому

      Maths ke liye sirf questions solving karo maths me notes naam ki cheej nhi hoti sirf class illustration solve karo aur revision time kuch selected question kar lo aur illustration ka ek baar overview le lo mtlb sirf use dekh lo

  • @rajputadarsh0001
    @rajputadarsh0001 2 місяці тому

    Rajwant Sir❤

  • @ShrutiBehl478
    @ShrutiBehl478 Місяць тому

    Aap prayas AIR batch me the ya normal batch me?

  • @shubhamkumar8930
    @shubhamkumar8930 2 місяці тому

    Bhaiya Mera class11th physics me 5 ch backlog rh gya. Kya agar manzil se kr lunga to mains level tk ho jyga?

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому

      Manzil se seriously lecture karke phir jitne sir ne class me question karaye ek baar class ke baad solve karke then kuch pyqs laga lo to ho jayega

  • @DevanshMishra-wm5tb
    @DevanshMishra-wm5tb 2 місяці тому +1

    ❤❤❤❤

  • @Hardikdeepu16
    @Hardikdeepu16 2 місяці тому +1

  • @vikashkumar-zp9nt
    @vikashkumar-zp9nt 2 місяці тому

    Bhai amitabh sir pichhle saal S-Block, hydrogen, metallurgy nahi padhaye the kya

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому

      Ye mains me nhi tha to prayas me nhi padhaye the baad me Varun me Kara diye the

  • @SahilGaikar-lt1ve
    @SahilGaikar-lt1ve 2 місяці тому

    Bhaiya aapne 11th kab revise kiya aapne

  • @AbhishekMishra-s1w
    @AbhishekMishra-s1w 2 місяці тому

    ME FROM PRAYAGRAJ , ONLY GIVE NIT ALLHABAD TOUR

  • @LakshmiYadav-bk1wt
    @LakshmiYadav-bk1wt 2 місяці тому

    Bhaiya aapki branch aur aapki percentile kya thi

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому

      98.15%tile aur chemical engineering branch

  • @HarishKumar-r8k
    @HarishKumar-r8k 2 місяці тому

    Amitabh sir vs sachin sir

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому +2

      Aur ye comparison history aur civics subject me 😅

  • @NitinFreeFire12344-N
    @NitinFreeFire12344-N 2 місяці тому

    Bhai aap hindi medium students the kya or apne jee ki preparation English medium mai ki thi kya 🙏

  • @AbhijeetMishra7-hi5lq
    @AbhijeetMishra7-hi5lq 2 місяці тому

    bhaiya meri bas OC ki wajah se selection nhi hua 94.7 percentile aayi chem me 40 marks the any tips , is baar prayas 2 se padh rha hu lekin physics saleem sir se dekhta hu, soch rha OC bhi RA sir se padhu ??

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому

      Agar oc RA sir se kar li to na book na pyq kuch lagane ki jaroorat nhi padegi

    • @AbhijeetMishra7-hi5lq
      @AbhijeetMishra7-hi5lq 2 місяці тому

      @@vivekyadavNITA are bhai sahi hai thank u

    • @pradeepkumarpatel5845
      @pradeepkumarpatel5845 Місяць тому

      ​@@AbhijeetMishra7-hi5lq bhai maths me kitne aaye the aur abhi kis teacher se pdh rhe ho

  • @gdiakm
    @gdiakm 2 місяці тому

    Bhai Maths Nahi ho paa rahi hai mujh se dropper hu dar lag raha hai kuch selected chapters karlu kya bhai bas
    yrr bhai thoda guide kardo 😭

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому

      dekho bhai maths me extra mehnat to karni padti hai ye sequence follow Karo question banne lehenge
      Pehle class ke sath question solve Karo phir class khatm hone ke baad class illustration ek baad khud se solve Karo then homework/DPP Karo itna karke dekho kuch din question banne lagenge

    • @mohammadaman2676
      @mohammadaman2676 2 місяці тому

      Bhai mujhe bhi math me problem hai yr mujhse questions to ho ja rhe but aashish sir ke speed match nhi kr pa rha hu time sirf 6 hour nikal pa rhe swlf study ke uske se 2 hour sbko de rha hu physics chemistry achhe se ho ja rhi bs maths me problem hai ​@@vivekyadavNITA

    • @mohammadaman2676
      @mohammadaman2676 2 місяці тому

      ​@@vivekyadavNITAmath me mai bs sir ke sath speed nhi match kr pa rha baaki questions bhi mains ke ho jate hain except ASRQ wale aur kuchh KTK
      Main abhi apne speed se jitna kr pa rha hu kr rha hu maine socha hai sirf selected chapter ashish sir se complete kr lunga to ho jayega ?

  • @gdiakm
    @gdiakm 2 місяці тому

    bhai maths weak hai or dropper hu to konse chapters skip karu bas 30-35marks chahiye bas mujhe maths se

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому +1

      Coordinate geometry,vecto 3d matrices and determinant ,statistics,quadratic,sequence, bionomial(mains wala) itna pehle complete Karo

  • @saurabhkuyadav7764
    @saurabhkuyadav7764 2 місяці тому

    Aapka gm@il se@rch karne pe nhi aa rha h

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому

      vivekkumar982021@gmail.com ispe karo shi se

  • @yashm1shra
    @yashm1shra 2 місяці тому

    Bhaiya aapki subject wise %tile kya thi?

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому

      Dekho ek short video padi hai poora result ka screenshot hai Jan aur April dono ka

  • @KundanSoni-fz5mq
    @KundanSoni-fz5mq 2 місяці тому

    I'm also from prayas 1.o bhaiya advance me kitne marks aaye aapke

  • @ashcvdi
    @ashcvdi 2 місяці тому

    Amitabh sir se pakka ioc padh lun kya(12th) kyunki unke bohot negative reviews hai

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому +2

      Ab negative review hai agar unhe 100% follow nhi karoge to negative ho jayega
      Aur agar sequence se follow kar liye unhe aur 100% kar lo to inse acche koi teacher nhi milenge ioc me
      Maine sir se hi padhit thi aur shayad ioc ke 6 ya 7 question aaye the aur mere sare shi the

    • @ashcvdi
      @ashcvdi 2 місяці тому

      @@vivekyadavNITA ok vaise sir se salt analysis kar lun kya(bohot seniors ne bola ki time waste Kiya hai)?
      Mai sir se lakshya 2024 se padh rahi hun but aisi koi dikkat nahi aa rahi hai, bas baad mai aisa naa ho ki pyqs hi solve na ho paaye

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому

      Nhi Aisa hoga nhi agar starting se sir ke sath rhe ho kyunki sir poori ioc ek sath padhate like d and f block to shuru se pehle hi khatm kar dete coordination aur salt me
      Ek recommendation doonga salt amitab sir se karne ke baad ek baar UA-cam per sakshi vora mam ka salt ka oneshot dekh lena 👍💯

    • @ashcvdi
      @ashcvdi 2 місяці тому

      @@vivekyadavNITA ok tysm mera vahi karne ka plan tha

  • @theuniquechannal8026
    @theuniquechannal8026 2 місяці тому

    Bhai tumari branch kiya h nit allahabad me

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому

      Chemical

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому

      Chemical

    • @theuniquechannal8026
      @theuniquechannal8026 2 місяці тому

      @@vivekyadavNITA Bhai Mera ek doubt h ki me bhi tumari hi tarah dropper ho mujhe bhi 12 ke exam ke baad hi pata chla tha [jee] ke bare me ...
      Mei tyaari kar to Raha ho per ab doubt ho raha h ki hoga ki nhi kyuki Mera pass jada time nhi h jiski vajah se me sif class notes or pyq hi laga raha hoo or mene UA-cam per kuch baccho ke podcast dekhe to Bo bata rahe the ki bhut padhna padta h din bhar padhna padhta h or 2-3 book solve karni hoti h har ek subject ki or exam ke 2-3 mahine pehle hi syallabus khatam ho jana chaiye par mera to abhi only 11th ka hi syallabus complete huaa h to mujhe dar laga raha h ki hoga ki nhi ......
      Kuch bata do please bhai ......😭

  • @SameerExperiment
    @SameerExperiment 2 місяці тому

    NIT MAI KAUNSA BRANCH HAI TERA ?

  • @kuldeep9041
    @kuldeep9041 2 місяці тому

    Bhai hindi medium wale ko kuchh btao please

  • @sm93620
    @sm93620 2 місяці тому

    Mai sc catagory se hu aur mai dropper hu maine first attempt nhi diya hai aur 90 aur 95 percentile lane ke liye kitna marks lana hoga pls first reply

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому

      95 percentile ke liye tough shift me 100-110 aur easy ke liye 140+.
      (27 Jan s1 exception thi )
      Mehnat karo itna to easily aa sakte hai
      best of luck👍

    • @sm93620
      @sm93620 2 місяці тому

      @@vivekyadavNITA thank you bhaiya

  • @TargetJEEMAINS2025
    @TargetJEEMAINS2025 2 місяці тому

    Bhaiya Mujhe please btaa do ki kya main abhi se pdh kr January mein 99%ile score kr sktaa hun please 🙏 btaa dena ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому +1

      Agar tumhe itna abhi zero se start karna hai to focus April attempt per hona chahiye aur agar tumne padh rakkhi hai cheeje to January me la sakte ho lekin agar abhi bilkul zero ho to January is not for u for 99

    • @TargetJEEMAINS2025
      @TargetJEEMAINS2025 2 місяці тому +1

      @@vivekyadavNITA bhaiya main bilkul zero p nhi hun 2-3 chapters kiye hn laa skta hun jan m????

    • @ANUJKASHYAP004
      @ANUJKASHYAP004 Місяць тому +1

      ​@@TargetJEEMAINS20252-3 chapter mtlb zero pr hi h bhai tu😂😂😂

  • @Sumit-w5x
    @Sumit-w5x 2 місяці тому

    Hindi medium students the aap

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому +1

      Nhi yr English medium but UP board se tha

  • @rishabhgaming4408
    @rishabhgaming4408 2 місяці тому

    Bhaiya what is your branch ?

  • @AbhijeetMishra7-hi5lq
    @AbhijeetMishra7-hi5lq 2 місяці тому

    bhaiya aapki shift kon si thi meri 5 shift 2 thi usme P -88, C-40, M -35 itne marks aaye ABHI MAI PRAYAS BATCH se padh rha hu ANY TIPS BHAIYAA ??

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому +1

      27 S1 and 4th S1
      Revision aur mock lagaw baaki to tumhara shi lag rha hai

    • @AbhijeetMishra7-hi5lq
      @AbhijeetMishra7-hi5lq 2 місяці тому

      @@vivekyadavNITA aapko kon si branch mili, mai bhi UP su hu

    • @pradeepkumarpatel5845
      @pradeepkumarpatel5845 Місяць тому

      ​@@AbhijeetMishra7-hi5lq bro drop se pehle kha pdh rhe the aur konse teacher ko follow kra tha

    • @pradeepkumarpatel5845
      @pradeepkumarpatel5845 Місяць тому

      ​@@AbhijeetMishra7-hi5lq pls reply

  • @Sumit-w5x
    @Sumit-w5x 2 місяці тому +2

    Bhai reply karna comment

  • @rahul_sharma_upsc
    @rahul_sharma_upsc 2 місяці тому

    Mee mains me kitna makes tha bhaiya

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому +1

      180 ya 185

    • @rahul_sharma_upsc
      @rahul_sharma_upsc 2 місяці тому +1

      Our advance me 97 maks tha n bhaiya to ap iit kyu nhi mila

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому

      @rahul_sharma_upsc cutt off high tha

    • @rahul_sharma_upsc
      @rahul_sharma_upsc 2 місяці тому +1

      Rank kitni thi bhaiya

    • @Sachinsir-g9n
      @Sachinsir-g9n 2 місяці тому +1

      ​@@rahul_sharma_upsc Abe chomu jab cut off hi clear nhi hua fir rank kaise aa sakti hai 😂

  • @sujeetgiri4708
    @sujeetgiri4708 2 місяці тому

    Konsa branch mila bhai

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому

      Mil to mechanical rhi thi lekin chemical engineering li

    • @sujeetgiri4708
      @sujeetgiri4708 2 місяці тому

      @@vivekyadavNITA kyun bhai mechanical jyada best hai

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому

      Mechanical ka cutt off high rahta hai hamesha lekin mera Man nhi tha mechanical engineering karne ka

    • @sujeetgiri4708
      @sujeetgiri4708 2 місяці тому

      @@vivekyadavNITA bhai to kisi college mein CS le lete bhai chemical bhot bekar branch hai......

  • @vipin-gq9gh
    @vipin-gq9gh 2 місяці тому

    2nd droppers ko suddgest kero

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому

      Physics chemistry ka 100% syllabus khatm kar lo aur har cheej kar lo aur maths me jitna ho jaye wo kar lo

  • @Study_lover9292
    @Study_lover9292 2 місяці тому

    Hello

  • @vikashkumar-zp9nt
    @vikashkumar-zp9nt 2 місяці тому +1

    Bhai salt analysis ATS sir se JEE Mains 1st attempt ke baad kar sakte hai. Aur ATS sir prayas batch me D & F block ak hi lecture me padhaye the to pura chapter badhiya se padhaye the

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому

      Salt analysis first attempt ke pehle hi kar lo 2 question to jaroor aayenge aur rhi baat d and f block ki to sir aadhe se jyada d and f block salt analysis aur coordination me hi khatm kar dete hai ioc ats se sir se padh rhe ho to bilkul sequence se hi sare chapter khatm karo tab hi samjh aayega aur syllabus 100% shi se hoga

    • @vikashkumar-zp9nt
      @vikashkumar-zp9nt 2 місяці тому

      @@vivekyadavNITA bhaiya Ham pahle 2 chapter mtlb PT aur CB rahul didi sir se padhe the fir ATS sir ka CB ka notes dekhe to pata chala ki rahul dudi sir born Haber cycle aur bhi akad topic nahi padhaye hai to fir ham fir ATS sir se padhna shuru kiye sara lec to nahi lekin jo jo topic rahul dudi sir nahi padhaye wo wo topic kar lenge kyuki samay utna nhi h. uske baad ats sir se continue kar lenge

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому

      Hm kar lena continue ats sir ke sath lekin kabhi time mile to ats sir ke purane chapter ke notes ki pdf jo Rahul dudi sir padhi aise hi dekh lena upper upper se

    • @vikashkumar-zp9nt
      @vikashkumar-zp9nt 2 місяці тому

      @@vivekyadavNITA bahiya ab Coordination compounds Amitabh sir se kar rhe hai to amitabh sir homolytic aur heteroleptic compounds nahi padhaye hai aur coordibation number nahi bataye hai utna achha se bas 1 question karwa diye hai rahul sir C.N ka trick bhi diye the aur ligands ka naam bhi utna nahi bataye jitna rahul sir bataye hai.
      Inorganic me bahut confusion ho raha hai kya kare. Please

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому

      Ligands ke naam nhi? Abhi kitne lecture hue pichle saal to sir ne bahut ligands ke naam bataye itne bataye thi kahi wo dekhe nhi the maine.

  • @palsunny1943
    @palsunny1943 2 місяці тому +2

    faisal sir is not good for physical

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому

      Hm kuch logo ke liye Aisa lag sakta hai like maine bhi poori physical sir se nhi ki thi
      maine Faisal sir se kinetic,equilibrium,thermodynamics kiye the baaki Sarvesh Dixit sir aur jitendra hirwani sir se ki thi

    • @rishabhgaming4408
      @rishabhgaming4408 2 місяці тому

      Rahul dudi sir se padh ke dekho

    • @Ashish_Rajput_IITD
      @Ashish_Rajput_IITD 2 місяці тому

      🐐🐐🐐

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому +2

      Chupke se gira Dena

    • @Ashish_Rajput_IITD
      @Ashish_Rajput_IITD 2 місяці тому

      @@vivekyadavNITA bhai aapka state kota laga hai ya fir bina kota ke college mila hai ?

  • @ONE_OF_THE_FOUR_EMPERORS
    @ONE_OF_THE_FOUR_EMPERORS 2 місяці тому +4

    BHAIYA MA BHI MATHS ASHISH SIR SE PD RHA HU
    BEST TEACHER OF MATH'S ❤

  • @rishendrayadav1242
    @rishendrayadav1242 2 місяці тому +1

    UPTU Wale like kare

  • @rekhagautam3681
    @rekhagautam3681 2 місяці тому

    🐐🐐❤

  • @SurprisedKiteboarder-zx1sq
    @SurprisedKiteboarder-zx1sq 2 місяці тому +1

    aapke jee mains me subject wise kitne no. Aaye theee

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому +2

      72 physics 73 chemistry aur 35 ya 40 maths me

    • @SurprisedKiteboarder-zx1sq
      @SurprisedKiteboarder-zx1sq 2 місяці тому +2

      @@vivekyadavNITA maths me aapne saare chapters kiye theee

    • @rahulIIT-JEE
      @rahulIIT-JEE 2 місяці тому +1

      .

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому +1

      Calculus thoda upper upper se hi padha tha baaki padhe the saare complex number chod ke

    • @rahulIIT-JEE
      @rahulIIT-JEE 2 місяці тому

      @@vivekyadavNITA Bhai organic chemistry kahase practice ki thi any book?

  • @theuniquechannal8026
    @theuniquechannal8026 2 місяці тому

    Bhsi ap mujhe kuch aese tips bata do ki ese kar liyiaa to selection confirm hi hoga......or Book bata do..

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому

      Syllabus 85-90% done ho aur question practice +rivision ho to jee prep mano bilkul shi hai

    • @theuniquechannal8026
      @theuniquechannal8026 2 місяці тому

      @@vivekyadavNITA bhai me Mera abhi schedule ye h ki
      Lecture complete karna,
      Revision ~ class notes se
      Que practice ~ class notes se or dpp or pyq se
      To me Sai raste par hu ya nhi

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому

      Hm bilkul shi hai isi immandari se follow karna

  • @dc_group_2211.
    @dc_group_2211. 2 місяці тому +1

    Aashish sir illustration>>>> cengage illustration level 😁

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому +4

      Compare to nhi karunga😶
      Ashish sir ke illustration KTK TAH kar lo baaki kuch karna nhi padega

    • @dc_group_2211.
      @dc_group_2211. 2 місяці тому +2

      @@vivekyadavNITA bhai me jab cengage uthata hu na to muze cengage ke questions halwa lagte he Ashish sir ke class illustration se baad and saleem sir pichale saal se jyada advance par focus kar rahe he 💀💀 13 th lecture collision ka huaa tha fat ke haat me aagyi thi 9-10 questions karvatatha 2:30 hours me

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому +1

      💯 agree

  • @vikashkumar-zp9nt
    @vikashkumar-zp9nt 2 місяці тому

    Bhai amitabh sir last year aapke batch me jo P - block padhaye the wo mains ke reduced syllabus ke hisab se nahi tha mtlb advanced ke liye bhi padha diye the to aap bata dakte hai ki uss 9 lec me kitne lectures tak mains ke liye tha

    • @vivekyadavNITA
      @vivekyadavNITA  2 місяці тому

      Usme lecture wise mains ka nhi har usme aise hai jaise sir ne koi group padhaya to bus uski starting ki PPT padh lo 6 group jo hai sabme ka sirf starting to general characteristics hai bus whi padh lo uske baad ke compound aur rexn nhi hai mains md